ब्रहस्पतिवार व्रत उद्यापन विधि 2022 | Guruvar vrat ka udyapan kaise kare | Samagri & Puja Vidhi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 16 окт 2024

Комментарии • 629

  • @deekshabharti9945
    @deekshabharti9945 16 дней назад +1

    3 October ko navratri puru ho raha h to 3 October ko he brisapati puja ka udyapan kr sakte h

  • @surendermalik3407
    @surendermalik3407 2 года назад +6

    Aap ki video bhot achi h
    Aap ne bhot achi information d
    Dhanyavaad 🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Video dekhne ke liye aapka dhanyawad.. 🙏😀

    • @jayantinautiyal6568
      @jayantinautiyal6568 Год назад

      आपने बहुत ही विस्तार से बताया है , विधि विधान से बताया है , बहुत अच्छा लगा , धन्यवाद ! ओम नमो भगवते वासुदेवाय नमः 🙏🙏

  • @DeepakChaturvedilive
    @DeepakChaturvedilive 2 года назад +34

    👌🏻👍 गुरुवार व्रत के उद्यापन की विस्तार से जानकारी दी गई है इस वीडियो में। धन्यवाद।

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +4

      Thank you

    • @anitasharma-mt9bs
      @anitasharma-mt9bs 2 года назад +1

      thanks a lot.valuable information.

    • @mayaomkiduniya
      @mayaomkiduniya 2 года назад

      आप ने गुरुवार की पूजा कैसे करें शुरू विधि शेयर किया है या नहीं और गुरुवार की पूजा में क्या-क्या नियम होता है

    • @kirtisingh5764
      @kirtisingh5764 Год назад

      Udyapn krne ka bd hm parn kr skte h kya

  • @avnisoni253
    @avnisoni253 Год назад

    Bhut simple trike se sari bidi apne batai hai .bhut ache se samjh aya hai sabh.🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka dhanyawaad.

  • @shakyawal_bhawana
    @shakyawal_bhawana 2 года назад +4

    ओम नमो भगवते वासुदेवाय 🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Video dekhne aur comment ke liye aapka dhanyawad.. 🙏

  • @ankitasingh7337
    @ankitasingh7337 Год назад

    Thank you Auntyji….salon se pending tha aaj kar payi aapki help se

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  11 месяцев назад

      Aapka comment padhke bahut achha laga. Dhanyawad.

  • @MadhuSingh-iq9xr
    @MadhuSingh-iq9xr 2 года назад +1

    Acchi jankari di hai aunty ji. 🙏🙏🙏 dil se dhanyavaad

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Video dekhne aur itne pyare comment ke liye aapka bhi dhanyawaad. 😀🙏

  • @vloggersushmasharma8677
    @vloggersushmasharma8677 6 месяцев назад

    Bahut badhiya se bataya ji aapne 👍👌 with bell

  • @VikramSingh-qk8vx
    @VikramSingh-qk8vx 2 года назад +2

    Mata ji ap ne subse ache aur saral vidhi btaye thankyou

  • @shivbhaktikisakti777k3
    @shivbhaktikisakti777k3 2 года назад +1

    Thanks bhut sarl tarika batane ke liye

  • @poojabhaskar8791
    @poojabhaskar8791 3 часа назад

    Om namo bhagwate vasudevay namah

  • @PoojaRahulSoniVlogs
    @PoojaRahulSoniVlogs Год назад +1

    Jo apne puri sbji bnai esme namak dala h kya ?
    Or mne 7 vrt krne the to mera udyapan 8th vrt m hoga ?

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад +1

      Yes, isme namak daala hai, Aur udhyapan ke baad aap bhi isko kha sakte hain. Tabhi udhyapn sampann hota hai. yes aapko 8th thursday ko udhyapan karna hoga.

  • @Englishwithranimambackup
    @Englishwithranimambackup Год назад +3

    23 March ko Mai udhyapan karne wali thi kharmas lag Gaya kya kare

  • @SantoshSantosh-em9mi
    @SantoshSantosh-em9mi 2 года назад +1

    Bhot ac sa batya ha aap na

  • @trilochanpaneru7513
    @trilochanpaneru7513 Год назад +1

    बहुत सुंदर विधि।
    ॐ श्रीसद्गुरु परमात्मने नमः।।

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад +1

      विडियो देखने और कमेंट करने के लिए आपका धन्यवाद पंडित जी ।

  • @sachinthakur2977
    @sachinthakur2977 Год назад

    Mam please reply jarur krna bahut jaruri hai mam mene 21 ka sankalp liya tha jo complete ho gye to kal brashpati baar haii hai to kal mein udayapan kr du koi problem to nai hai please reply mam

  • @JayantilalBariya-z9g
    @JayantilalBariya-z9g Год назад

    Hello mem ish Puja mein brihspativar vrat ki book mein Laxmi ji ka photo hai to Tulsi ke patte chadana chahiye Vishnuji ko ?

  • @Ummid_mt_chhodiye_45
    @Ummid_mt_chhodiye_45 Год назад

    Wah एक एक सवाल का जवाब दिया आपने इतना विस्तार से कोई नही बताता ... धन्यवाद ...
    🙏 ❤️

  • @jasskaur8116
    @jasskaur8116 Месяц назад

    Thanku so much g

  • @aditisingh8807
    @aditisingh8807 5 месяцев назад

    Jitne din ka fast rkhne ka sanklap utne din rkhne k baad agle Thursday ko puja karna hai kya

  • @SantoshSantosh-em9mi
    @SantoshSantosh-em9mi 2 года назад

    Anti aap na bhot aschha sa samjya ha thanks you,

  • @virpurdakshintolalaukaha3056
    @virpurdakshintolalaukaha3056 2 месяца назад +1

    Guru devay Namah

  • @jankikandpal6237
    @jankikandpal6237 2 года назад +1

    Pooja ki vidhi aapne bahut hi sahi batai hai

  • @JiniJyotiVlogs
    @JiniJyotiVlogs 2 года назад +7

    Wahh thanks for sharing this 🙏👍🏼

  • @ShivaniSharma-hx2pz
    @ShivaniSharma-hx2pz Месяц назад

    Hlo anti Ji mujhe bhi udyapan krna hai to kya aap bta skti ho ki kon si tarik ko ab sukl pakas pdega mere teen fast ho gye hai

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Месяц назад

      Hello Shivani, Aapke udhyapan ke liye sabse achhi tithi rahegi 3 October 2024, Jo ki shukla paksha me hai aur din bhi shubh hai, aapke tab tak 7 guruvar vrat ho chuke honge. But agar aap utne vrat nahi rakhna chahti to 5 september 2024 ko bhi udhyapan kar sakti ho.

  • @asdfgh918
    @asdfgh918 2 года назад +3

    Kya udyapan mandir me jakr kr skte hai? Mai kl udayapn kr rha hu.. to kripya kr btae

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Yes udyapan mandir ya ghar kahin par bhi kar sakte hain. Par mandir me karna jyada achha hai.

  • @swetakudeshia9193
    @swetakudeshia9193 Год назад

    Mam mere brat August me pure ho rhe he to is mahine udhyapan ho jayega kya kyuki bolte h ki devshayani ekadashi k bad koi Puja nai lgti pls batye

  • @PriyaGupta-ug9kh
    @PriyaGupta-ug9kh 28 дней назад

    Aunty ji ...mene mayke se vrat suru kiya tha to kya udyapn b mayke me krna hoga

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  18 дней назад

      Nahi aisa jaruri nahi hai, udhyapan aap kahin bhi kar sakti ho.

  • @prernabokde2700
    @prernabokde2700 5 месяцев назад

    Mam maine vrat suru kiya tb tb kitni vrat kru eska sankalp nhi to kya mai 7 vrat kr skti hu???

  • @teena407.
    @teena407. 6 месяцев назад

    Daan usi din karna chaiye kya aur 16 ua 17ve kb krna hai udhyapan

  • @lekhikathapa6060
    @lekhikathapa6060 7 месяцев назад

    Bena barhaman k keya ja sakta hey mam plz batayeye na

  • @vandanabajaj4234
    @vandanabajaj4234 10 месяцев назад +1

    Mam jaise Maine 16 vart sankalpit rakhe h or wo pure ho gye h prr 17ve vart me mujhe periods h to mai udhyapan to nhi krugi prr kya mujhe 17ve din bhi fast rakhna hoga pls btaye🙏🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  10 месяцев назад

      Hello Vandana, maine dusre comment par reply kar diya hai.

  • @bhavyasingh8379
    @bhavyasingh8379 6 месяцев назад

    Hello kya aap kshama Prarthana likh skti h description m? Bhut hi achi lgi

  • @anjalivishwakarma509
    @anjalivishwakarma509 Год назад

    🙏
    Hello
    Apne jo saman bhagwaan ko chadaya h vo pandit ji ko diya h ya fir alag se le kar diya h #
    @ Agr alag se diya to apne bhagwaan ko jo paan supari chadaya h uska krna h @ #
    @ Mujhe bhi karna h to please bataiye #

  • @S.Soni_RST
    @S.Soni_RST 6 месяцев назад

    Mam mere 16 vart pure ho gye hai kal 28/3/24 ko udhapan krna tha lekin abhi krishan paksh chal rahe hai
    To muje 17 vart rkhna hoga ki ni
    Kyunki mene 16 vart k liye bola tha

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  6 месяцев назад +1

      Maaf Kijiye maine comment padhne me der kar di. Vrat ko bina udhyapn ke tod nahi sakte. isliye mujhe ummeed hai aapne kal vrat rakha hoga. Aapka udhyapan Safal ho.

  • @ritugupta8431
    @ritugupta8431 Год назад +1

    Hlw Maàm aj maine udhapan kiya Dan m sbkuch diya per pila kapra dena bhool gyi ab kya kru plz hme btaye...

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Hello Ritu, kuchh na kuchh bhool to har kisi se ho he jati hai. isliye udhyapn ke baad apni sabhi bhool chook ke liye mafi maang li jati hai. Bhagwan maaf kar dete hain.

  • @PreetiSaini1589
    @PreetiSaini1589 6 месяцев назад

    Dhanyvad aapki video se pata chal gaya Dan mein kya kya dena h

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  6 месяцев назад +1

      Video dekhne aur appreciation ke liye aapka dhanyawad.

  • @MadhuJhayoutube
    @MadhuJhayoutube 2 месяца назад

    Jai shree Krishna 🙏🙏

  • @sangitaprasad1800
    @sangitaprasad1800 Год назад

    Sawan mah me gurubar vart ka udyapan kr skte hai kya??

  • @anitasarvjeetpasi636
    @anitasarvjeetpasi636 4 месяца назад

    Mene b khud se hi udyapan kiya par us din Krishna paksha or amavasya thi to kya mera udyapan safal hoga

  • @snehashaw145
    @snehashaw145 Год назад

    Mam main ek sal se brihaspati dev pujan kar rahi hu mujhse ab kisi karan vas nahi ho pa rha h mujhe samapan krna h to kya isi vidhi se kar sakti hu

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Hanji, Aap video me dikhayi gayi vidhi se udhyapan kar sakti ho.

  • @paramanandojha9349
    @paramanandojha9349 2 года назад

    Bahut hi acchhi video hai apki ... jay Shree Hari Vishnu ji

  • @vishakhatiwari7148
    @vishakhatiwari7148 2 года назад +1

    Mam kya upla v jlana h udyapn k tym ar konse mantra ka jap krna h

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +1

      नही इसमें उपला जलाने की आवश्यकता नहीं है पर आप विष्णु भगवान मंत्र का जाप कर सकते हैं । ओम विष्णवे नमः ।

  • @priyankakashyap4319
    @priyankakashyap4319 2 года назад +1

    Bhgvan k bhog ka bhojan sbji puri vgerh m nmk ka istemal kren ya nhi...

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Aap udyapan ka bhojan banane me namak ka istemaal kar sakte hain. Vrat ke bhojan me nahi karte.

    • @priyankakashyap4319
      @priyankakashyap4319 2 года назад

      Thanks for your reply...🙏

  • @mukeshlather2496
    @mukeshlather2496 Год назад

    Aunty ji aap ne jo yellow colour ka वस्त्र लिया है वो कितना मीटर लेना है plz btna ek baar 🙏🏻

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      vastra aap apni saamarth anusar le sakte hain, maine sawa (1.25) meter liya tha.

  • @tanudubey810
    @tanudubey810 Год назад

    Jo vastra Kele k PED per pehnaya, wo wahi rehne dena Ya Kisiko dedena chahiye?

  • @kumarishalini6221
    @kumarishalini6221 2 года назад +1

    mem abi se suru kar skte h vart guruvar ka abi sayad visnu ji so rahe h

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Abhi is vrat ko shuru mat kijiye, kuchh time baad main is channel par video upload karungi. Channel ko subscribe jaroor kar lijiyega.

  • @sunitasharma5048
    @sunitasharma5048 2 года назад +1

    Mujy vi 13 January ko udyapan karna ha is video ke liy thanku meny time par apka video deka

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +2

      Mujhe khushi hai ki aapko video helpful laga. Dekhne ke liye dhanyawaad. Aapka udhyapan safal ho. 🙏😀

    • @sunitasharma5048
      @sunitasharma5048 2 года назад +1

      @@BijleshKeLokgeet thanku mam

  • @JayantilalBariya-z9g
    @JayantilalBariya-z9g Год назад

    Hello mem brihspativar vrat Mera 9 November ko pura hota hai to 16 November ko udhyapan kar sakti hu ?

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  11 месяцев назад +1

      Hanji aap 16 November ko vrat ka udhyapan kar sakti ho.

  • @unbox_girl
    @unbox_girl Год назад +1

    Udyapan krne k bad us din upwas krna hai ya bhojan kr skte hain?

    • @LoveleetKaur-dz1zx
      @LoveleetKaur-dz1zx 3 месяца назад

      Kya hum khaana khaa skte hai udayapan k baadh?? Kyuki vart toh 16 krne hai hor 17th var udyapan krna hai toh us din toh hum khaa skte hai khaana ya nhi??

    • @unbox_girl
      @unbox_girl 3 месяца назад

      Udyapan k bad suddh shakahari bhojan kar skte hain. upwas nahi karna h

    • @LoveleetKaur-dz1zx
      @LoveleetKaur-dz1zx 3 месяца назад

      @@unbox_girl namak waala b khaa skte hai na sis

    • @unbox_girl
      @unbox_girl 3 месяца назад +1

      @@LoveleetKaur-dz1zx Han namak wala bhi

    • @LoveleetKaur-dz1zx
      @LoveleetKaur-dz1zx 3 месяца назад

      Thankyou❤️

  • @pratibhayadav4918
    @pratibhayadav4918 23 дня назад

    Kya Udyapan vale din bhi kya vrat rakhna chachiye

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  18 дней назад

      Vrat rakhte hain jab tak udhyapn nahi ho jata, udhyapn ke baad jo satvik khana ghar par banaya hai wahi kha sakte hain.

  • @ankitasingh7337
    @ankitasingh7337 Год назад

    Bahut bahut support mila

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  11 месяцев назад

      वीडियो देखने के लिए आपका धन्यवाद

  • @shivdubey4399
    @shivdubey4399 Год назад

    Bohot achi jankari di h aap🙏

  • @homegardenlng7823
    @homegardenlng7823 Год назад

    Mata ji swStik ko beech m se katate nhi h pta ho to

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  11 месяцев назад +1

      Aapne sahi kaha, Ye jankari mujhe pehle nahi thi.

  • @PreetiSaini1589
    @PreetiSaini1589 6 месяцев назад

    Please yah bataiye udyapan per Ghar per Kanya ko kya jimaye aur agar Mandir mein pujari Ji ko kya Jimaye . Jo aapane bataya hai halva Puri sabji yahi jamana hai

  • @ritumanish5325
    @ritumanish5325 2 года назад +1

    Kya me 19may ko uddyapan kr skte h....5vrrt pura ho jayega 12 may ko

  • @Healthypregnancy_healthybaby
    @Healthypregnancy_healthybaby 2 года назад

    Aapne bahut acha vidhi bataya h Maine 16 guruvaar vrat rakha h to thik h mam mera 5 may ko 16 guruvaar h to uske baad Valley guruvaar ko udyapan kare kya

  • @soniyatomar8902
    @soniyatomar8902 2 года назад +1

    Dhanyvaad 🙏🙏aapne bahut achhe se samjhaya h sab kuchh

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Mujhe khushi hai ki aapko video pasand aayi.. Please stay connected.

  • @rajjikaur1215
    @rajjikaur1215 7 месяцев назад

    Deepak atte k ly sakte h

  • @vandanabajaj4234
    @vandanabajaj4234 10 месяцев назад

    Pls mam batye 17ve din periods h to udhyapan nhi krr paugi prr kya 17ve brahspativar ko bhi vart krna hoga kya ?

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  10 месяцев назад

      Periods ke hone par aapko puja nahi karni chahiye, par aapke badle koi ghar ka sadasya puja kar sakta hai. Aur aapko vrat rakhna chahiye aur uske agle brahaspativar ko udhyapan kar do, aur udhyapan karne ke baad jo ghar par banaya ho vo satvik khana kha sakte hain. aapka udhyapan safal hoga.

  • @binitakashyap6254
    @binitakashyap6254 2 года назад

    Pranaam Aunti
    Kele ke ped me jo vastra pahnate hai usko bramhan ko daan me dena hai kya

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Pranaam Binita, Hamesh Khush Raho.
      Yes aap vastra ko brahmin ko daan kar sakte ho.

  • @Radhelove-radhe
    @Radhelove-radhe 2 года назад +2

    Phle kele ki ped ki pooja krni ya ghr pr pooja krni h mama🙏🏻🙏🏻

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Pehle ghar par puja kijiye uske baad kele ke ped ke paas karni chahiye.

  • @mansirathor5043
    @mansirathor5043 5 месяцев назад

    Kisi k pass time kam ho to kya sirf prashad se udiyapan kr skte h

  • @dikshamalhotra6399
    @dikshamalhotra6399 Год назад

    Mam agar 5 sal ke vrat ka sankalp Kiya h to bich me udyapan karke chod skte h kuch samay ke lie ?

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  11 месяцев назад +1

      Sankalp lene ke baad nahi chhodna chahiye, Agar koi pareshani ban gayi hai jisme aap nahi kar sakte to kisi aur se puja karwa sakte hain, Par chhodna nahi chahiye.

  • @nehashukla839
    @nehashukla839 Год назад

    Jay shree barhshpati dev ki Jay ho maa mahalaxmi jiki Jay ho 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka dhanyawaad.

  • @chahataggarwal5312
    @chahataggarwal5312 11 месяцев назад

    Maim mai 3 salo se Puja kr rhi hu kafi mante puri hue isaliye mujhe vishu ji per trust hai really sakti ka pta chala kafi sukoon milte hi isliye lifetime krna chahti hu toh mujhe kaise Puja krni hogi please solution btaye

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  10 месяцев назад

      Hello Chahat, Jankar khushi huyi ki aapki bhagwan vishnu me itni shraddha hai. bina kisi mannat ke bhi aap brahaspativar ko puja kar sakti ho, vrat rakhna na rakhna ye aapki marji hai.

  • @kavitakmannkibaat5817
    @kavitakmannkibaat5817 2 года назад

    Pahli baar vart krne ja rhi hu... Mujhe aap vistar me sab bta do.. Saree pura pila hi hona chahiye kya... Ya pile saree me laal color ho to vo saree pahan skte h kya

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Sari me Peela color hona chahiye. Pili sari me laal color hai to wo bhi theek hai.

  • @indukumari152
    @indukumari152 2 года назад +2

    Mam Myra 3 February ko udyapan karenge to ko kaisa rahega 17 guruwar use din ho raha hai mera

  • @ArchanakumariArchanakumari-h5h
    @ArchanakumariArchanakumari-h5h 3 месяца назад

    Bahut bahut dhanbad

  • @RajniSharma-yh9di
    @RajniSharma-yh9di 11 месяцев назад

    Thursday fast m agar glti se nind aaye toh kya fast lgega

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  10 месяцев назад

      Agar galti se neend aa jaye to koi baat nahi. Fast me koi problem nahi hogi.

  • @anshikasingh8061
    @anshikasingh8061 2 года назад +1

    Thursday udyapan k bad kuch khaa skte h kya ????

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      हां, बृहस्पतिवार के उद्यापन के बाद आप घर पर बना हुआ सात्विक भोजन खा सकते हैं।

  • @vishakhatiwari7148
    @vishakhatiwari7148 2 года назад

    Mam mera 16 thursday cmplt ho gya h mujhe udyapn krna h lkin 10 sep se pitra paksha start ho gya h ar isme udyapn kiya nhi jaata to kya jb tk pitra paksha khtm ho tb tk mai apna vrat continue kru qki av isme udyapn kr nhi skti lkin 16 already cmplt ho gya h to vrat rakhu ya nhi udyapn tk

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +1

      Jaisa ki aapne bataya aapke 16 vrat pure ho gaye hain aur abhi pitra paksha chal raha hai to abhi udyapan karna uchit nahi hai. Isliye Agle 15 aur 22 september ko vrat mat rakhiyega par 15 September ko puja karte samay bhagwan ke samne sankalp le lijiyega ki aap 29th September ko udhayapn karogi. Waise to bhagwan ko sab pata hota hai par apni ichha ya sankalp batana bhi jaruri hota hai. Aapka udhyapan safal hoga.

    • @vishakhatiwari7148
      @vishakhatiwari7148 2 года назад

      @@BijleshKeLokgeet thnq mam

  • @AkankshaSingh-dm2uq
    @AkankshaSingh-dm2uq 2 года назад

    Om namo bhagwate vasudev🙏.
    Mai Thursday ka vrat rakhti hu kya mai pashupatinath ka vrat utha sakti hu jisko 5 somwar tak kiya jata hai. Aise hafte me 2 vrat ho jayga. Kya Vrat ka fal milega ya nhi. Kripya reply jarur kare.

  • @teena407.
    @teena407. 6 месяцев назад

    Kya udhyapan me bhi paksh dekhna hoga ???

  • @pinkig9942
    @pinkig9942 Год назад

    🙏 aapka bhut dhanyawad jo aapne udhyapan vidhi ke baare mai bataya mene vart continue nhi kiye beech mai chut gaye the kya ab mai 24 November mai udhyapan kar sakti hu

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Agar aapne udhyapan kar diya hai to achhi baat hai, aur agar nahi kiya hai to aap next thursday yani ki 1 December ko bhi udhyapan kar sakte ho.

    • @pinkig9942
      @pinkig9942 Год назад

      Mene kar liya aapki batai hui vidhi se . thanks aunty

  • @MpriyuGola
    @MpriyuGola 7 месяцев назад

    Jai vishnu ji 🙏🙏🙏🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  7 месяцев назад

      जय विष्णु भगवान की 🙏

  • @varunanand1442
    @varunanand1442 2 года назад

    Aunty jii aap bahut ache se explain krte h bahut acha LGA sunkr Maine 7 bihaspati vrat Kiya per ab tak mera Mannat Puri nhi hui to kya Mai Aisa hi lgatar vrat Krti rhu ya udyapan kr du please reply

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Dhanyawaad.. Aap abhi vrat continue rakho, kam se kam 16 vrat jaroor rakho. Uske baad udhyapan kar dena. Aapki mannat puri hogi.

    • @varunanand1442
      @varunanand1442 2 года назад +1

      @@BijleshKeLokgeet ok thanku

  • @krishnasikarwar1520
    @krishnasikarwar1520 Год назад

    Guruvar ke vrat ka udhyapan hum July me kr sakte hai

  • @sonamshrivastava9184
    @sonamshrivastava9184 2 года назад

    Maine 16 veervar k vart kiye h vo pure ho gye h ab mai udhyapan krna chahti hu yani ki kal. toh kya sawan k mahine m kiye ja skte h ..or kl mavas bhi h ..plz btaye🙏🏻

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Sorry aapka comment miss ho gaya, maine abhi dekh. Ab to aapne udhyapan kar diya hoga.

  • @vandanakajal2839
    @vandanakajal2839 2 года назад

    Aunty ji bhot acha...

  • @soniathakur1316
    @soniathakur1316 2 года назад +2

    🌺🌺🌷🌷Om Vishnu devaye namaye 🌻🌻🌹🌹👏👏

  • @cinnamonrolls9883
    @cinnamonrolls9883 2 года назад +2

    Mai hr sal april m udayapan krti hu kya glt h ?? I mean maine sankalp hi ye liya tha ki hr sal april m udayapan krungii kya main time km kr doo??

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      April English month hota hai, Aapko udhyapan Hindi calendar ke anusar karna chahiye. Udyapan shukla paksha me shubh hota hai.

  • @tulikapriya8223
    @tulikapriya8223 2 года назад

    Pranam Mata ji
    Hum mayke se vrat krna Start kiye the fir shadi hone se pahle guruvar ka vrat saup diye the
    Avi fir 1saal se vrat kr rhe h to kya hum ab udyapan kr skte h ya mayke ja kr udyapan Krna anivarya h
    Kripya reply dijiye ga

    • @tulikapriya8223
      @tulikapriya8223 2 года назад

      Or agr kr sakte hai to , Shukla paksh me kre ya Krishna paksh me 🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Aapne mayke se vrat shuru kiye they, Fir shadi se pehle vrat saup diye they. Iska kya matlab hai ki, kya apne vrat chhod diye they ya kisi aur ko bol diya tha karne ke liye.

  • @nathiram6365
    @nathiram6365 Год назад +1

    Jai.shree.hari.jai.ma.lakshmi

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka Dhanyawad Nathi Ram ji..

  • @richakumari8868
    @richakumari8868 Год назад

    Magh me udhyapan kr skte h mam bhut dino se mai kr rhi hu

  • @ManjuThakur-vw1mf
    @ManjuThakur-vw1mf 2 года назад +1

    Didi 5 vart k baad kbi bhi udyan kr skte h kyuki abi meri tbyt thik nhi h ya 6 virvar Wale din hi udyapn kre

  • @maladevi5875
    @maladevi5875 2 года назад +1

    Udyapan m Naya kapra pehne Chahiye Mata g please bataiyega

    • @Mr2_Tonystark
      @Mr2_Tonystark 2 года назад +1

      कोई जरूरत नही है
      नया हो या पुराने कोई भी हो
      लेकिन पीला रहे
      यह जरूरी है

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Rashmi ji ne theek kaha, Naya ho ya purana ho bas dhula hua saaf hona chahiye aur color yellow ho.

  • @artiarora2213
    @artiarora2213 Год назад

    Krishan ji ke mandir mei saman de sakte hei ki nahi

  • @sanskritisingh9331
    @sanskritisingh9331 2 года назад

    Mam mujhe udhypan karna hai . Maine aur mere husband ne 1sal se vrat rkha tha beech me kisi karan se chhoot gya tha. Aj se fir suru kiya hai. Kya mai 9 June ko udhyapan kar sakti hu. Koi ki last june mujhe naye ghar me shift karna hai. Reply plz 🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Yes Aap udyapan kar sakte ho, Aapka udyapan safal hoga.

  • @nishajaiswal9214
    @nishajaiswal9214 Год назад

    Mam mujhe guruvar ka vrat rakna hai plz btye kon se mahine se suru kare

  • @soniasharma936
    @soniasharma936 2 года назад +1

    Jai mata di ji 🙏🙏🙏

  • @anjalikannaujiya1245
    @anjalikannaujiya1245 2 месяца назад

    Mera 16 guruvar pura ho gya h lekin 2 guruvar varat the puja nhi ho paya h to kya mujhe 2 aur vrat rhna chiye please reply

    • @NehaMishra-r7f
      @NehaMishra-r7f 2 месяца назад

      Ager us 16 brat me se 2 brat me puja n hua ho to 2 vrat or kriye 16we. Guruwar ko udhyapn kare

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 месяца назад

      Agar aapne vrat rakha tha aur kisi vajah se puja nahi kar payi to aapko dobara vrat rakhne ki jarurat nahi hai aapka 17th guruvar ko udhyapan kar sakti ho.

  • @shieldg3175
    @shieldg3175 2 года назад +1

    Maam mera udyapan(10 march) ho gya H next vrat kab se chalu kru 5 may ko shi rahegaa??

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +1

      Next Veervar ke vrat shuru karne ke liye 12 May ka din kafi achha hai. Aap 12 may se shuru kar sakti ho.

    • @shieldg3175
      @shieldg3175 2 года назад

      @@BijleshKeLokgeet ok mam Thank u

  • @royal_arpit_kushwaha_king_8090
    @royal_arpit_kushwaha_king_8090 3 месяца назад

    Jay shree hari

  • @yogitabobade1345
    @yogitabobade1345 Год назад

    Udyapan ke din jo vrat rakhata hai vo rat ko khane me kya khaye sabji roti ka sakhte kya ki namak nahi khana hai

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      उद्यापन करने के बाद व्रत रखने की जरूरत नहीं होती, जो खाना आपने घर मे बनाया हो वो आप खा सकते हैं बस उसमे प्याज़ या लहसुन का इस्तेमाल ना किया हो ।

  • @rasnarani7929
    @rasnarani7929 2 года назад

    Mam maine 16 brihspatibar ka brat rakhte h to udyapan 16 be ko krna chahiye ya 17 be brihspatibar ko

  • @nishisinha5096
    @nishisinha5096 Год назад

    Agr 17 guruwar malmas ha to kya kare plz batyea

  • @shovakumari965
    @shovakumari965 7 месяцев назад

    Om namho Vagbate Basudevay

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  7 месяцев назад

      वीडियो देखने और कमेंट करने के लिए आपका धन्यवाद 🙏

  • @jaipalsharma3498
    @jaipalsharma3498 2 года назад

    Hello ma'am mujhe fast rakhte hue 1 saal 6 mhine pure ho gye h June mai .mujhe ye jaana hai ki kya udyaapan kar dena shi h .

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Yes aap june me 9 June ya 30 June ko udyapan kar sakte hain. Aapka udyapan safal hoga.