Wow wow wow amazing waterfall aur mountains view really Yuvraj bhai aap superb great bhai ho asshi place par mujhe kohi nahi hai ghumne wale bhai aap ke video dekhe mere maan Khushi se bar jata hai really aap bahut great ho bhai thank you so much bhai aashi place dikhane ke liye love you .😊❤❤❤❤❤❤ bhai aapke sister se bahut sara pyaar God apko aur aapke parivar ko bahut khushiya de aur asirwad😊😊😊
Yuvraj bhai kalamuni temple dikhana chahiye tha, saath hi wahan se nanda devi ka view bhi bahut achchha aata hai. Hayat hotel bhi bus stand wale chauk pe reasonable hai.
Bhaiya jungle safari hi kro and tiger dikhao inhe ye bs usi pe views denge,, I love all ur videos ❤❤ don't know normal videos pe views kyu nhi Aree apke
Yuvraj bhai,ya toh English me title rakh lo ya Hindi me rakh lo...Hindi ko English me convert karke mat likho.. algorithm na English me na he hindi me video list me nahi la paayega..targeted keywords use karo title me,jo words log search karte hai...jis se unn words ko search karne pe aapki video dikhe unko scroll karte hue..."Lambi" "Ke baad" "Mila" "Zabardast" ,ye sab words koi search nahi karte bhai...."Drive" ,"Waterfall" ,"Munsyari","Rain" ..ye sab keywords use karke title bann sakta tha..jaise example "DRIVING TO MUNSYARI IN RAIN | TREK TO WATERFALL"... Waise he kal ke vlog ka title daal sakhte the "NIGHT CAMPING | MET SCHOOL KIDS ON MOUNTAINS NEAR NEPAL BORDER".. isme "Camping" "School" "Mountains""Nepal" "Border" keywords hai...ye word search karte he aapka video dikhega neutrals ko,aur thumbnail pe acha kaam kiya hoga title se he related toh log video pe click karenge.. Aise kuch title daala karo jo algorithm me dunia ke log words search kar rahe ho.. aur ho sakhe toh video 13-15 minutes ka he rakho,kyu ki jyada heavy files youtube aone server pe ghumata nahi aur upar se log pura video nahi dekh paate toh video pe jump ratio badd jaata jo algorithm ko ye show karta hai ki Content sahi nahi hai isi liye log beech me chhod rahe hai video ko kyu ki algorithm toh video dekhta nahi,wo bas video pe Like comment share ke ratio aur viewer ki activity ke basis pe neutrals ko recommend karta hai .. ye mera suggestion hai jaise pehle diye thee, implement karna aapki marji..
Panchachuli peaks view is awesome🥰👍🏻
Zabardast journey beautiful nature especially Himalayan mountains ek baar phir se zhakaas video sita Ram yuvraj bhai ❤❤
Thal ke baad Nachni, my favourite campsite by wildrift adventures🥰
Wow wow wow amazing waterfall aur mountains view really Yuvraj bhai aap superb great bhai ho asshi place par mujhe kohi nahi hai ghumne wale bhai aap ke video dekhe mere maan Khushi se bar jata hai really aap bahut great ho bhai thank you so much bhai aashi place dikhane ke liye love you .😊❤❤❤❤❤❤
bhai aapke sister se bahut sara pyaar God apko aur aapke parivar ko bahut khushiya de aur asirwad😊😊😊
Bahot khubsurat jagah thi yuvraj bhai❤️❤️
Kya baat Yuvraj Bhai Mja aa gya Mera bhi man hai Munshari jane ka jaldi bnaunga main bhi program 🧡🧡 Sita Ram Yuvraj Bhai
Love from Canada 🇨🇦 bro
Sita ram yuvraj Bhai munsiyari and water fall achchi locations he ek aur shandar vlog
Yuvraj bhai kalamuni temple dikhana chahiye tha, saath hi wahan se nanda devi ka view bhi bahut achchha aata hai. Hayat hotel bhi bus stand wale chauk pe reasonable hai.
New subscriber❤ good morning yuvraj bhaiya🙏
Bhai aap ek din main 2 valog nahi dal sakte
Sita Ram Daadi💐
Mei bhi Nachani aaya hua hu
Sita Ram yuvraj bhai❤❤🙏🙏
Nice place 😊
Gm yuvraj bhai early journey
Chhattisgarh ❣️
Bhaiya jungle safari hi kro and tiger dikhao inhe ye bs usi pe views denge,, I love all ur videos ❤❤ don't know normal videos pe views kyu nhi Aree apke
Nice vlog
Yuvraj bhai kabhi banaras bhi aao
Mera bhi sapna hai mai jungle safari me jau
Jay mata di Bhai ji
Gud mrng bhai😊
Bhai munsiari me hosaketo kavi Rana ji ko milna.
Bhai live thodi hai yeh video recorded hai...yeh tab ki hogi jab woh waha gaye the
युवराज, ये विडियो में बीच बीच मे जो ट्रांजीशन टाइम में जो इफ़ेक्ट देते हो उसमे आंखों में बिजली चमकती हो ऐसा खराब प्रकाश आता है।। इसे बदलो।
Yuvraj bhai,ya toh English me title rakh lo ya Hindi me rakh lo...Hindi ko English me convert karke mat likho.. algorithm na English me na he hindi me video list me nahi la paayega..targeted keywords use karo title me,jo words log search karte hai...jis se unn words ko search karne pe aapki video dikhe unko scroll karte hue..."Lambi" "Ke baad" "Mila" "Zabardast" ,ye sab words koi search nahi karte bhai...."Drive" ,"Waterfall" ,"Munsyari","Rain" ..ye sab keywords use karke title bann sakta tha..jaise example "DRIVING TO MUNSYARI IN RAIN | TREK TO WATERFALL"...
Waise he kal ke vlog ka title daal sakhte the "NIGHT CAMPING | MET SCHOOL KIDS ON MOUNTAINS NEAR NEPAL BORDER"..
isme "Camping" "School" "Mountains""Nepal" "Border" keywords hai...ye word search karte he aapka video dikhega neutrals ko,aur thumbnail pe acha kaam kiya hoga title se he related toh log video pe click karenge..
Aise kuch title daala karo jo algorithm me dunia ke log words search kar rahe ho..
aur ho sakhe toh video 13-15 minutes ka he rakho,kyu ki jyada heavy files youtube aone server pe ghumata nahi aur upar se log pura video nahi dekh paate toh video pe jump ratio badd jaata jo algorithm ko ye show karta hai ki Content sahi nahi hai isi liye log beech me chhod rahe hai video ko kyu ki algorithm toh video dekhta nahi,wo bas video pe Like comment share ke ratio aur viewer ki activity ke basis pe neutrals ko recommend karta hai ..
ye mera suggestion hai jaise pehle diye thee, implement karna aapki marji..
yuvraj bhai❤