Hlo sir ap har gaddi ka kam bht acha krte ho ek bar meri gaddi me check engine light aa gyi thi aur apki video dekh ke reset kr lyi apki video dekh ke bht sari jankari milti ha
श्री मुकेश भाई राम राम आपके काम करने का तरीका बहुत ही अच्छा है आप काम को पूजा मानते हो जानकारी काफी महत्वपूर्ण है इसी तरह वीडियो बनाते रहिए हम सबका प्यार लुटते रहिए आशा करते है आप स्वस्थ होंगे बहुत बहुत आभार धन्यवाद
Mukesh Bhai ko Ram ram mukesh bhai aapane engine ke upar bahut Sare video banae Hain Magar Kabhi aajtak differential Ke Upar video Nahin banaya hai main chahta hun aap ek differential ke upar bhi video banaen
Hello sir me up 81 se bat karrahahu mery gady he Eeco mery gady me Lpg Lagi thi to mene cng karadi he to gady me ye dikkat ayi he sir ki ham jab gady morning 🌄 me chalu karte he to gady mosham nahi pakadti he sir Kam se kam 3 kilo mitar chalne ke bad pakadti he sir
Bhai meri gadi h swift petrol 2018 is MA dikkat aa rahi ki chalte time top gair MA chalte chalte achanak jhatke mar rahi or speed kam ho jati h or escalator kuch kaam nai karta bas 70 ki speed rah jati h or check light jal jati h kya problamon sakti bhai jaroor batao ?
Sir salam.. Meri wgnr 2016 hai services by showroom till 32000 chalu hai pure petrol hai mileage 15hai aur pick up slow hai ab service me kya karewaye me gujrat se hu me aapka big fan hu sir advised me please for next service
Sir clutch dabane pe sound aa rha h engine se or na dabane pe nhi aa rha h ....Clutch feb 2021 me change kraya h abhi chalne du ki change karwana hi padega ..Ya fir bearing ko hi repair karna padega
Ram ram mukesh bhai Me gujarat se hu me vaha jaldi aa nahi sakta, lekin try jarur karunga. Mera ek saval kya maruti suzuki eeco nai 2019 vali me throtal bahar nikal ke clean kar sakte he .thoda uske bare me Bata do please. Jay shree Krishna
Hi Mukesh ji, you are a very genuine person when it comes to car related advise. Thanks for your efforts and hard work. You have long way to go. I have a question. Mere pass ek 2009 model i10 hai. Gaadi 50k chali hai, well maintained hai. Problem hai ki clutch tight hai and zhatke se choot-ta hai (clutch work was done by hyundai), front suspension ke bush kharaab hai (link rod change kra liye thay) isliye tyres mei play hai. Suspension change nahi karana chahta. Koi upaay batayein. Aapki kya advise hai. Agar aapko gaadi dikhani ho to same day mil sakti hai?
Mukesh bhai aaj kal kaafi mistri silencer ki mitti nikaal letey KEYNKNKI yeh 15 se 20 hazar rupey kilo bikati hai toh iskaey nikaaleny se gadi mein keya impact aata hai
Meri dzire 2014 model. Mei sequential lpg kit lagi gas mei. Badiya chal rahi petrol mei same thoda ideal pe missing kr rahi hai kya solution hai iska urgent hai plz. Bataaiye
Bhaiyajii ram ram...Mera 6 saal ki Ford aspire petrol hai. Pehle odometer me 15.1 kaa kpl dikhata thaa lekin abhi 14.7 hai....kiya kiya servicing karane se mileAge badh jayega
Mukesh bhai Datsun go 2018 mein subha start karte time gadi band hoti hai gadi cng market se lagai hai pls bataiye kya problem hosakta hai aur chadhayi pe gadi mausam chodti hai
Mukesh Bhai, meri Ritz Petrol 2010 model, 50 km chalne k baad hand break sahit sath ka Sara hissa kafi garam ho jata hai, kya wajah ho sakti hai? Please reply.
Mere pas FIAT LINIA 2014 MODEL PETROL KI CAR HAI ,USME CHECK ENGLISH LIGHT AUR ABS KI LIGHT JAL RHI HAI ,LOCAL MACHENIC SE SERVICE KARAYA THA ,LEKIN ABHI BHI DONO LIGHT JAL RHI HAI ,TO BATAYE MUJHE KYA KARNA CHAHIYE
Mukesh bhai mere paas 2011 model Ritz Diesel hai, muje highway pe 16-17 ka milage mil raha hai, kai upay bataye jise ki milage bad jaye. Gadi 1lac km chal chuki hai, konse konse sensor ko saf ya tuning karana padega.
Mukesh bhai mere pass wahan r 2011 hai usme missing ki jabardast problem hai ,koi baar dikha li lekin problem nahi gayi , mai gadi ko apke pass lekar aunga
Sir eeco me p0420 code aa jata h kabhi kabhi obd se hatana pdta hai ye gaadi jyda run krne per aati h vase local me 200km tak koi problem nhi aati 100km ki speed me aane ke chance jyda h vase bhot kam aati hai plz btaye muje
मुकेश भैया मेरे पास सैंटरो है का इंजन का काम करवाना है आपसे कृपया करके मुझे समय बताएं धन्यवाद मैं राजस्थान जयपुर से हूं दो-चार दिन पहले का टाइम होता है उसका हेड का काम भी होना है कृपया करके पूरा खर्चा बताएं जय भोले की
सर tata bolt डीजल मे हेड का काम करने के बाद मायलेज कम हो गया है कम्पनी मे ही काम करवाया था लेपटॉप से चेक करने के बाद भी सब कुछ ओके है मायलेज सिटी से लेकर हायवे तक 14 से 17 हो गया है गाड़ी सिंगल हैंड ड्राईव ही है समाधान बताएं हेड और पिस्टन रिंग नया है
सटीक जानकारी सिधे बात कर के देते हो । बेहद महत्वपूर्ण जानकारी कार चालक और मेकॅनीको को मिलती है।
Sir mai chhattisgad se hu.aapka bahut bada fan hu.kam karne ka tarika mindblowing hai.
Hlo sir ap har gaddi ka kam bht acha krte ho ek bar meri gaddi me check engine light aa gyi thi aur apki video dekh ke reset kr lyi apki video dekh ke bht sari jankari milti ha
Dear Mukesh Bhai you are a truly Person,I love this type of person.
You are an honest man Mukesh bhai. Every field need honest man like you.
Mukesh bhai ap bohot dil se kam krte ho or bohot safai se bhi jo or koi machanic nhi krte hain,hats off to u...
जीनियस सर्
आपकी वीडियो को लाइक करके जो मज़ा आता है
वो किसी और मैं नहीँ, दिल से लाइक
यह सब जानकारी मरुती सर्विश सेन्टर मे क्यों नही देते और न ही गाड़ी मे इस तरह से सर्विश भी नही करते।आप जैसे लोग मारुती सेन्टर मे रहने चाहिए।
श्री मुकेश भाई राम राम आपके काम करने का तरीका बहुत ही अच्छा है आप काम को पूजा मानते हो जानकारी काफी महत्वपूर्ण है इसी तरह वीडियो बनाते रहिए हम सबका प्यार लुटते रहिए आशा करते है आप स्वस्थ होंगे बहुत बहुत आभार धन्यवाद
Ram Ram
@@aaffariya राम राम जी
Ĺovepair
आप कहां से हैं और आपका क्या नंबर है
num send sir ji
Gajab sir aap achcha kam kar rahe hai Aur aap loge ka jagrug rak rahe hai gadiya ke prti aap mere khayal se aap sabse best kam karte hai gadiya ka
मुकेशभाई रामराम हमको इस विडीयो से बोहोत सिखाया
श्री मुकेश भाई राम राम मे आपके सभी व्हिडिओ देखता हु आप सभी प्रॉब्लेम बाहुतही बारिकीसे solved कारके दिखाते है🙏🙏🙏🙏
सन्माननीय मुकेशजी आप बडे साफ दिलसे बात करके गाडीमे सुधार कर देते हो, बढियाजी 👍🙏
Bhai ka knowledge n confidence pura high level 👌👌🔥🔥
Aapke har video ek number rahte Mukesh bhai
मुकेश भाई आपकी वीडियो बहुत अच्छी है।
भाई आप सच्ची विडिओ बनाते हो...
भाई मेरे पास mg Hector plus पेट्रोल ऑटोमॅटिक है मगर मायलेज बोहोत कम देती है क्या करे
Aaap achi tarah se explain karte ho.
Good 👍
I see your video on a regular basis
Bhai Ap Bhot Achhe Se Har Bate Bata Rahe Hamare Yha Koi asa Mechanic Nhi Hai Mumbai me Agar Apke Pahchan Me Koi Vasai Me Ho To Bataye
Mukesh Bhai ramram mice videos mice Wark app ka daignos karne ka tarka app ke Kam ki Sadhna hai
Bhagwan app kokhub tarraki de
Hi Mukesh bhai, you are simply superb honest and loyal, thanks for your efforts, technical knowledge and explanation 👍
बहुत उपयोगी जानकारी दी है, धन्यवाद 👍🙏
Mukesh Bhai ko Ram ram mukesh bhai aapane engine ke upar bahut Sare video banae Hain Magar Kabhi aajtak differential Ke Upar video Nahin banaya hai main chahta hun aap ek differential ke upar bhi video banaen
Apka Kam mujhe bohot pasand aya apse Kam karna chahata hu per mai nagpur Maharashtra mr rhata hu
Salute sir ap mare ghuruji he or madte damthok mante rahunga
You are great sir
Aap bahut hi aachha samchhte he Mukesh Bhai
हमने ओर एक विडियो देखा कसम से मझा आया
यु आर ग्रेट
फिरसे एक बार चाहुंगा सर
बडौदा गुजरातमे एकाद विजीट रखा करो। बहुत प्यार देंगे
भग आपको लंबी आयु दे
Wah ustaad ji mast kaam hai aapka
Sir aap ka folt pakadne ka tari bahut sahi hai
नमस्कार मुकेशभाइ.....👌🌹 वाह मुकेशभाइ वाह....
Thank you for the important information. Your information was quite simple and useful.
Bohot achi jankari deto ho Mukesh bhai
Sir apke video dek ke bhotsara kaam seka hai mai ne 🙏
नमस्ते सर
आपने एक करोड़ की बात कही है " काम प्यारा होता चाम प्यारा नहीं होता"
Mukesh ji honda city 2011 di headlight ghat vadh hundi hai....kya problem ho sakdi...
Hello sir me up 81 se bat karrahahu mery gady he Eeco mery gady me Lpg Lagi thi to mene cng karadi he to gady me ye dikkat ayi he sir ki ham jab gady morning 🌄 me chalu karte he to gady mosham nahi pakadti he sir Kam se kam 3 kilo mitar chalne ke bad pakadti he sir
aarry waah jk02... jammu ki gadi...
ek minute kay leay laga ki jammu aa kr repair ki Mukesh ji nai😆😆😆.
..
.
well i'm jammu too...
Kya ye simple kit me hota hai jo conventional nahi hai? Meri gadi me average din b din kam hoti ja rahi hai
Bhai ji celerio zdi lena chahta hu leni chahiye ya nhi
Jay Dwarikadhish mukeshbhai
बहुत ही अच्छा जानकारी देते हो
Are you Great Mukesh Bhai....
Bhai meri gadi h swift petrol 2018 is MA dikkat aa rahi ki chalte time top gair MA chalte chalte achanak jhatke mar rahi or speed kam ho jati h or escalator kuch kaam nai karta bas 70 ki speed rah jati h or check light jal jati h kya problamon sakti bhai jaroor batao ?
Hello Mukesh bhai Dizere petrol 2022 Service karne ke band b Avrege nahi De Rahi h
Pehale 18.5 De Rahi thi Abi 12.2 ki De Rahi h
Mukesh sir i20 2018 model ka throtal body khol ke saf kar sakte hai
Ap bahut hi achhe hai guru ji
Gond bhai u r brilliant Machanic
Sir ertiga slow speed me bubling kyo karti hai aage se
Fast speed me acchi chalti hai Karan bataye
Mukesh bhaiya Ram Ram aap ham log per ISI Tarah Se Kripa banae rakhen Apka Chhota bhai mechanic
Mukesh ji Ertiga 2018 cng fitted h jo ki cng average nahi aa rahi h kya kare.
Sir salam.. Meri wgnr 2016 hai services by showroom till 32000 chalu hai pure petrol hai mileage 15hai aur pick up slow hai ab service me kya karewaye me gujrat se hu me aapka big fan hu sir advised me please for next service
भाई गाड़ी में डी कार्बोंनाइज़ेशन करवाना चाहिये या नही , अभी मार्केट में नया नया चालू हुआ है , इसपर एक वीडियो बनाये
Mukesh bhai meri wegenar ka stearing pura ghun raha he dono side pure tyer cutne ke baad kya stearing fail ho gya he bataye
Sir clutch dabane pe sound aa rha h engine se or na dabane pe nhi aa rha h ....Clutch feb 2021 me change kraya h abhi chalne du ki change karwana hi padega ..Ya fir bearing ko hi repair karna padega
clutch release bearing ki awaj hai wo...
kuch farak nahi padega. abhi chalao
Mukesh ji
नमस्कार, मेरी Hyundai Santa Fe 2014 ki cooling कम हो गए है।
140 k km chal gayi hai
Bhai swift vxi 2017 model h usme cng lgavi thi to full tank pr kitne km.. chlti h motozone ki kit he...
Ram ram mukesh bhai
Me gujarat se hu me vaha jaldi aa nahi sakta, lekin try jarur karunga.
Mera ek saval kya maruti suzuki eeco nai 2019 vali me throtal bahar nikal ke clean kar sakte he .thoda uske bare me Bata do please.
Jay shree Krishna
Good noligge for honesty bhi fist than Wright work ❤
Hi Mukesh ji, you are a very genuine person when it comes to car related advise. Thanks for your efforts and hard work. You have long way to go.
I have a question. Mere pass ek 2009 model i10 hai. Gaadi 50k chali hai, well maintained hai. Problem hai ki clutch tight hai and zhatke se choot-ta hai (clutch work was done by hyundai), front suspension ke bush kharaab hai (link rod change kra liye thay) isliye tyres mei play hai. Suspension change nahi karana chahta. Koi upaay batayein. Aapki kya advise hai. Agar aapko gaadi dikhani ho to same day mil sakti hai?
Change clutch cable
Maruti suzuki eeco kitna best hai Lena chaheye ki nahi dehat erya ke liye thora jankari dijye
Maine Swift petrol 2016 vdi layi hai old average kitni hoti hai bta skde ho Swift Dizire
Sir eak s x4 ha jis ke ignition coil may crunt nahi aaa rajaa or injector may be kabhi kabhi eak baar karant aataa fuse be sub theek ha
Mukesh Bhai..
Kabhi Tata Nano ki bhi jankari dey...
Hamerye pass LX2012 hai...
Sir meri Honda Civic me throttle body clean Kiya that khole bager phir bhi check light as Raha he
Mukesh bhai p2227 error kaise sonlve hoga ac of hota hai fir start hota hai milege bhi kam de rahigi
Very intellegent mechnic🎉🎉🎉🎉🎉
Sir mujhe ko apki sari vedio psnd he ak ans dena plzz m bhut bar camntes kr chuka hu
Sir Kya hm lique molly y purge ka injector cleaner use kr sakte hi
Mukesh Bhai mere pass maruti suzuki Ritz cng 2016 h kuch din se average or peak up me problem h leke aajau kya
Mukesh bhai aaj kal kaafi mistri silencer ki mitti nikaal letey KEYNKNKI yeh 15 se 20 hazar rupey kilo bikati hai toh iskaey nikaaleny se gadi mein keya impact aata hai
Meri dzire 2014 model. Mei sequential lpg kit lagi gas mei. Badiya chal rahi petrol mei same thoda ideal pe missing kr rahi hai kya solution hai iska urgent hai plz. Bataaiye
Bhai verna fludic ma cng use kar sakte hai kya
Bhaiyajii ram ram...Mera 6 saal ki Ford aspire petrol hai. Pehle odometer me 15.1 kaa kpl dikhata thaa lekin abhi 14.7 hai....kiya kiya servicing karane se mileAge badh jayega
Mukesh bhai Datsun go 2018 mein subha start karte time gadi band hoti hai gadi cng market se lagai hai pls bataiye kya problem hosakta hai aur chadhayi pe gadi mausam chodti hai
Meri santro xing 2012 me bhi check engine light aathi hai...mujhe ky karna chiye sir...plz tell me.
म्हापसेकर गॅरेज, कणकवली जय महाराष्ट्र 🌹
Mera swfit 2005 ka hai engine check light air airbags ka check light hai problem kaya hai zara baatna
Bhut khub sir ji🙏
Mukesh bhai sx4 diesel synchronizer ring change kyse kare aur kya kya change hoga ek video banao
Mukesh Bhai, meri Ritz Petrol 2010 model, 50 km chalne k baad hand break sahit sath ka Sara hissa kafi garam ho jata hai, kya wajah ho sakti hai? Please reply.
Rar ram bhai.
Meri tata manza me poor pickup problem h.koi chek leith nhi h.
Kya chak kre.
Mere pas FIAT LINIA 2014 MODEL PETROL KI CAR HAI ,USME CHECK ENGLISH LIGHT AUR ABS KI LIGHT JAL RHI HAI ,LOCAL MACHENIC SE SERVICE KARAYA THA ,LEKIN ABHI BHI DONO LIGHT JAL RHI HAI ,TO BATAYE MUJHE KYA KARNA CHAHIYE
sir je mera wagnor car ka speedometer ka kata nahi chal raha ha speed sensor ko kaise check kare
Gear box ke upar ek sense hai jise speed sensor kahathe hain. Ess 3 Wire hai eska wire kat gaya hoga check kijiye🙏💐
Mukesh bhai mere paas 2011 model Ritz Diesel hai, muje highway pe 16-17 ka milage mil raha hai, kai upay bataye jise ki milage bad jaye. Gadi 1lac km chal chuki hai, konse konse sensor ko saf ya tuning karana padega.
Maruti 800 ka heater core new fitting and connection and cable setting ka video nahi banai ya
Sir tata sumo victa 2008 gadi he back compress mar rahil he kya karu.
Oil . Pickup accha he
Your r amazing bhai Kathmandu kab aaoge
well diagnostic skill developed........
Reel me dance 💃 dekhne se accha ... aap ka channel dekhe ,save car
Mukesh bhai mere pass wahan r 2011 hai usme missing ki jabardast problem hai ,koi baar dikha li lekin problem nahi gayi , mai gadi ko apke pass lekar aunga
Mukesh bhi batanyki Lia thank you
Bhai pls mujhe batao meri zen estilo 2009 model average issue on petrol..
Maine full throttle body bhi change karwa di phir bhi thik nahi hui
Tata indica vista pickup accha hai lekin low average kya problem hoga?
Mukesh Bhai mere pass Celerio AMT car hai car jurk Karti hai.aur check engine light blink karta hai solution batao.
Sir eeco me p0420 code aa jata h kabhi kabhi obd se hatana pdta hai ye gaadi jyda run krne per aati h vase local me 200km tak koi problem nhi aati 100km ki speed me aane ke chance jyda h vase bhot kam aati hai plz btaye muje
Sir scorpio ka engine mily ga kya??
मुकेश भैया मेरे पास सैंटरो है का इंजन का काम करवाना है आपसे कृपया करके मुझे समय बताएं धन्यवाद मैं राजस्थान जयपुर से हूं दो-चार दिन पहले का टाइम होता है उसका हेड का काम भी होना है कृपया करके पूरा खर्चा बताएं जय भोले की
सर tata bolt डीजल मे हेड का काम करने के बाद मायलेज कम हो गया है कम्पनी मे ही काम करवाया था लेपटॉप से चेक करने के बाद भी सब कुछ ओके है मायलेज सिटी से लेकर हायवे तक 14 से 17 हो गया है गाड़ी सिंगल हैंड ड्राईव ही है समाधान बताएं हेड और पिस्टन रिंग नया है
Buhut achii jankari sir g