Crompton DMB10DCSL & DMB10D Plus & 10d Tendy Water Motor Pump Unboxing Review (Hindi)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024

Комментарии • 57

  • @user-wh2kf1hh8p
    @user-wh2kf1hh8p Месяц назад +3

    water pressure ka video bhi bnaayo please....

    • @gupta812
      @gupta812  25 дней назад

      @@user-wh2kf1hh8p will cover in installation video soon

  • @i.g5059
    @i.g5059 22 дня назад

    Delhi m gb road se lo bahot sare stor hen

  • @IamRoxx
    @IamRoxx 13 дней назад

    kaha se lu budget 10k h bro please help

  • @DeepakChaudhary-yj1hf
    @DeepakChaudhary-yj1hf 2 месяца назад +1

    Good work. Keep it up 👍

    • @gupta812
      @gupta812  2 месяца назад

      Thank you 🙏

  • @rocky99882
    @rocky99882 2 месяца назад +1

    Yeh motor hawa lejaye to kya hawa nikalni padti h corporation water line m kab Pani chala jata h aur motor Khali chalne lagti h aur hawa le jati h mere pas crompton aqua 100 laga h jis m hawa ki dikkat aati h

    • @gupta812
      @gupta812  2 месяца назад

      Isme hawa legi bhi toh koi dikkat nahi hoti jab paani aaega toh apne aap paani kheech legi...kuch karne ki jarurat nahi hai is motor me 👍

  • @shivangvermavlogs
    @shivangvermavlogs Месяц назад +1

    Hii I need your help actually I am planning to get a new motor asap n I m bit confused should I purchase this Compton 10d or I will go for the havells D10
    I need the most powerful motor coz here at my place their is some shortage of the water supply and I need to buy the best of best so if u can help me here that will be really appreciate it. Thanks

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@shivangvermavlogs Crompton 10d best motor till date and powerfull suction capacity....👍

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@shivangvermavlogs currently using
      3 motor of crompton of same model at 3 different places
      Suction of upto 8 meter and suction is really good and head range is also upto 45 meters

    • @shivangvermavlogs
      @shivangvermavlogs Месяц назад

      @@gupta812 got it so I will definitely go for the crompton 10d thank u so much. Really appreciate your help thanx again.

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@shivangvermavlogs My Pleasure bro...👍

  • @RamBabu-ft9cl
    @RamBabu-ft9cl Месяц назад +1

    Bhai motor ko kitne hight se Pani khinchva sakte hain kya 20 foot 25 foot upar se pani khinchne hai kya

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@RamBabu-ft9cl upto 8 metre equals
      Upto 26 feet tak kheech sakti hai paani

    • @RamBabu-ft9cl
      @RamBabu-ft9cl Месяц назад

      @@gupta812 bhai sahab humne 20 feat upar motor lagai hai vah Pani nahin khinch rahi hai Crompton ki trendy hai

    • @RamBabu-ft9cl
      @RamBabu-ft9cl Месяц назад

      Asar kam se kam 20 foot upar pani hai usko khinchna

  • @jigneshsolanki5372
    @jigneshsolanki5372 Месяц назад +1

    Havells D1 aur is Crompton DMB me kya fark hai kaunsa best hai pani suction karne ke liye aur fekne ke liye

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@jigneshsolanki5372 not used havells D1 but crompton DMB10dcsl is best motor and suction capacity is of upto 8 metres and head range is 45 metres

    • @ravisharma9394
      @ravisharma9394 11 дней назад

      ​@@gupta812
      Bhai..hmarey govt water supply pipeline mein pani ke sath bareek ret mitti Bhi aati hai.. Jis se motor block ho ja rahi hai..
      Iss motor ko koi ferk padeyga
      Ya bareek ret mitti ko Aaghey storage tank mein faink de lekin motor ko koi nuksaan Na ho..?? Plz genuine rply
      Hmarey 0.5" ki pipeline lgi hai..
      Kya Yeh motor lag sakti hai..??

    • @gupta812
      @gupta812  10 дней назад +1

      @@ravisharma9394 bhai motor ke parts toh mitti se ghisenge hi iska koi solution nahi hai ....iski pumping capacity dheere dheere kuch saal baad kam hoti jaegi....jaise agar ye 2 hrs me 3000litres paani chadati hai phir dheere dheere yahi time 3-4 hrs ho jaega 3000 litres paani ke liye....delhi me hamare area me mitti itni aati nahi hai yaha toh motor 10-12 me bhi kuch nahi hota....lekin jyada mitti ka impact ab kitna hoga iska toh kisi plumber se ek baar puch lo

    • @ravisharma9394
      @ravisharma9394 10 дней назад

      @@gupta812
      Actually motor kafi bhari hai..
      Asani se Inn Out nahi ho sakti..
      Plumber ko Bhi baar baar
      inn out ke paise Dene padte hai..
      Plumber ne ek brass valve aata hai.. Usmein jali Hoti hai.. Pani Chan ke aata hai.. Char din Baad pani na ke braber ho gya.. Fir valve khola toh dekha k jali sari mitti ret se hi cover ho gayi.. Fir Woh valve hi nikalwa Diya.. Lekin Abb nayi motor lagwani hai.. Lekin koi Sahi se answer nahi mil rha jis se nayi motor block na ho.. Kyoki plumber se baar baar motor kholo lgao badi chik chik lagti hai.. Anyway thanks for Rply.. 🙏🙏

  • @kuldeepsinghyadav8783
    @kuldeepsinghyadav8783 2 месяца назад +1

    Bhai mujhe bhi pump chahiye, mere yha bhi pani ki dikkat aati h, jab pados me moter chal jati h to meri motor pani chod deti h. Agar leni ho to kha se le sakte h, aap kha se ho

    • @gupta812
      @gupta812  2 месяца назад

      Bhai apne area ki market me kisi bhi hardware shop se lelo ya Electrical shop se bhi le sakte ho....aur apni building me bhi agar jyada motor lagi ho toh sabse aaage apni motor install karva doo...👍 Area bhai south delhi hai

  • @Kalawati-nw4zo
    @Kalawati-nw4zo 26 дней назад +1

    Isko instal kase kare

    • @gupta812
      @gupta812  25 дней назад

      @@Kalawati-nw4zo video coming soon...agar aapka koi specific question hai regarding installation or parts required for installation toh aap bata sakte ho

  • @sunnibansal
    @sunnibansal 2 месяца назад +1

    iski winding konse material ki hai

  • @thekingjaipur
    @thekingjaipur 2 месяца назад +1

    भाई ये मोटर, टैंक और सप्लाई लाइन दोनो में काम करती हैं क्या?

    • @gupta812
      @gupta812  2 месяца назад +1

      Haan bhai tank me se bhi kheech legi paani aur supply ke liye toh best hai...tank to tank me sasti motor bhi chal jaati hai crompton ki agar itna invest nahi karna ho toh....sasti motor hawa legi ya nahi wo ek baar shopkeeper se confirm kar lena jo bhi model loge aur plumber se bhi puch lena 👍

    • @thekingjaipur
      @thekingjaipur 2 месяца назад

      @@gupta812 ok, thanks 🙏🏻

    • @gupta812
      @gupta812  2 месяца назад

      @@thekingjaipur my pleasure bro🙏

    • @AmitSharma-cu3jb
      @AmitSharma-cu3jb 2 месяца назад

      Es ka app tank mai pressure dekha skte ho

  • @RamBabu-ft9cl
    @RamBabu-ft9cl Месяц назад +1

    Bhai sahab Maine 20 foot per motor lagai Ho Pani nahin khinch rahi hai 10 Di hai Crompton ki DMD

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@RamBabu-ft9cl motor sirji purani hai ya new???

    • @RamBabu-ft9cl
      @RamBabu-ft9cl Месяц назад

      @@gupta812 bilkul new motor abhi to cal parson lagai humne Maharaj Crompton ki trendy hai iske alava koi aur motor Ho Jo hight se Pani khinche to Bata dijiye

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@RamBabu-ft9cl sirji paani bhara tha plumber ne motor ke andar first time me????
      -Exact kitni height par lagaya hai aapne motor ko
      -Supply ke paani ke liye sirji isse acchi motor nahi hai

    • @RamBabu-ft9cl
      @RamBabu-ft9cl Месяц назад

      @@gupta812 bhai sahab sab kuchh ready kar rakhe hain agar aap kaho to main company mein complaint dalu Jahan per Jo Banda Aakar check Karen dekhen aap logon ne 26 feat ka Rakha main to 20 seat 20 20 per laga rakha hun tabhi bhi Pani nahin de rahi hai

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@RamBabu-ft9cl complaint karva do aap aake engineer check kar lega kya pata motor me kuch issue ho

  • @gautampatel8306
    @gautampatel8306 Месяц назад +1

    Bhai online kaha se milega

    • @gupta812
      @gupta812  Месяц назад

      @@gautampatel8306 amazon par check karo bhai 11400 ki mil rahi hai mehngi hai online, flipkart par bhi search karoge toh mil jaegi....bhai mera suggestion rahega shop se jakar manufacturing date check karke phir lo 👍

  • @adarshdagar5
    @adarshdagar5 12 дней назад +1

    12000 ki aayi hai bhai

    • @gupta812
      @gupta812  12 дней назад

      @@adarshdagar5 bhai aaj hi mera dost laya hai 10800 ki kotla se delhi me...dukandar loot rahe hai iss motor ki thodi shortage hai uska faeda udha rahe hai

  • @SunilKumar-pl8hn
    @SunilKumar-pl8hn 2 месяца назад +1

    Bhai Sahab, Mein Badarpur Border South Delhi Mein Rehta Hu, Hamare Yaha Ye Motor 13,000/- Ki Bol Rahe Hein Sab, Aur DMB 10D Plus Wala Model 12,000/- Ka, Delhi Mein Aapne Kaha Se Li Ye Motor....,

    • @gupta812
      @gupta812  2 месяца назад +1

      Bhai south delhi me se lelo 10500-10700 tak mil jaega
      Shree ram enterprise area - malviya nagar
      Pin code -110017
      Kotla Mubarakpur me pata karlo waha bhi rate sahi milta hai

    • @SunilKumar-pl8hn
      @SunilKumar-pl8hn 2 месяца назад +1

      Uss Area Mein Aata Jata Rehta Hu, Sarojani Nagar Mein Bhi, Lekin Seller Genuine To Hai Na, Aur Motor Genuine To De Dega Ke Nahi....,

    • @gupta812
      @gupta812  2 месяца назад

      @@SunilKumar-pl8hn bhai bill le lena aur box check kar lena aur open karva ke dekh sakte ho damage toh nahi hai...ye wala seller toh genuine hai jiska naam likha hai...
      Baki achi shop se lena dekh ke seller genuine hi hoga

    • @SunilKumar-pl8hn
      @SunilKumar-pl8hn 2 месяца назад

      Mere Paas Crompton Minimaster 1HP Pump Hai, Sarkari Line Mein Paani Ka Connection Meri Motor Se 20 Metar Door Hai, Aur Motor Se Output Point Bhi 20 Metar Door Hai, Matlab Ke Sarkari Line Mein Paani Ke Connection Se Bathroom Mein Output Point Tak Total Doori 40 Metar Hai, Aur Motor Bilkul Beech Mein Lagi Hui Hai, Badarpur Border South Delhi Mein, Pehle Paani Ka Flow Itna Tha Ke, Bina Motor Chalaye Paani 40 Metar Door Aa Jata Tha, Aur 14 Saalo Se Crompton Minimaster 1HP Bahut Accha Paani Utha Rahi Thi, Lekin Kuch Dino Se Delhi Mein Sarkari Line Mein Flow Kaafi Kam Ho Chuka Hai, Lekin Aaj Delhi Mein Paani Ki Samasya Dekhte Huye, Agar Mein Crompton Ki Minimaster 1HP Ko Hata Ke, Crompton Ki DMB 10DCSL Ko Lagake Motor Upgrade Karu, To Kya 10D Meri Saari Samasya Ko Khatam Kar Sakti Hai, And Paani ke "Suction & Discharge" Mein 10D Crompton Minimaster 1HP Ko Beat Kar Sakti Hai Har Maamle Mein....,
      Bhaiya Tell Me Please....,

    • @gupta812
      @gupta812  2 месяца назад

      @@SunilKumar-pl8hn bhai abhi south delhi me bhi pichle ek mahine se pressure kam aa raha tha,2-3 din se thoda theek hua hai toh thode din wait kar sakte ho lene se pehle
      Iski suction capacity upto 8 metres hai
      Wo line me paane aa jata hoga toh wo kheech leti hogi
      Agar motor jyada purani ho gae hai toh repair bhi karwa sakte ho ek baari electrician se puch lena suction badh jaega ya nahi agar badh jaega toh repair karwa lo
      Iska output 45 metres tak hai usme koi issue nahi aaega
      Motor toh damdar hai ek bar plumber se bhi salah lelo

  • @i.g5059
    @i.g5059 22 дня назад

    10 manzil kahinse kahin Tak nahi jaiga Pani

  • @roamingdsk4803
    @roamingdsk4803 4 дня назад

    RPM to bahot kharab hai, mini master behtar hai, price bhi kam hai.