School interview mai kaise sawal puche jate hai?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 7 сен 2024

Комментарии • 9

  • @Self_belief
    @Self_belief 26 дней назад

    Mam that is very helpful video....🎉🎉

  • @nikitakumari9767
    @nikitakumari9767 2 месяца назад +3

    Mem tution mai baccho ke sath friendly ho kr padhana chahiye ya stick ho kr mai friendly ho kr padhati hu to kuch parents bolte hai bacche ko aap dante nahi hai marte nahi hai isliye aap ke pass acha se nahi padhega aap to hansi mazak karte hai

  • @amanjotkaur7651
    @amanjotkaur7651 10 дней назад +1

    Mam fresher ko English kaise likhna hai b.ed student hoon me but fresher hoon teaching ke liye application kaise likhe. Mujhe share krdo mam ji

  • @sulekhasharma509
    @sulekhasharma509 2 месяца назад +1

    Main mere pass अलग-अलग class ki bacchi Hain unko main kaise kam karaun main likhate likhate thak jaati hun kuchh bacche chhote aur kuchh khud likh lete hain please bataen unko kaise handle karun

  • @sulekhasharma509
    @sulekhasharma509 2 месяца назад +1

    Mam mere paas alag alag class ke bacche Hain mere hath लिखते-लिखते thak jaate Hain please Aisa bataen ki main bacchon ko kam khud utaar sake kuchh to utaar lete hain aur kuchh ko to likh kar dena padta hai aur please Aisa bataen ki jisse mere bacche tution mein badh jaen

  • @ajantameena249
    @ajantameena249 2 месяца назад

    Ma'am third second ka tution time table btawo na

  • @Vanshika-rn9to
    @Vanshika-rn9to 2 месяца назад

    Mam weak bachho ko padhna likna Kaise sikhaye .... please 🙏🙏🙏🙏 mam reply fast 🙏🙏🙏 Maine Monday se join Kiya ha

  • @Smartcoachingclasses2003
    @Smartcoachingclasses2003 2 месяца назад

    Mam agar 1st-8th tak coaching start karte hain pumplet print karwakar aur Banner lagwa kar to sir koi abhi Registration to ni karwana padega or sir aage jaise checking hoti hai coaching ki to koi problem to ni aaygi

  • @Vanshika-rn9to
    @Vanshika-rn9to 2 месяца назад

    Mam Mai fresher hun or lkg class ko padharo hun but bachhe mujhe se bilkul nai drte