Mahabharat Episode 235 || Dronacharya forms a Chakravyuha || Part 2 || Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 июн 2024
  • Mahabharat Episode 235 || Dronacharya forms a Chakravyuha || Part 2 || Pakistani Reaction

Комментарии • 111

  • @Ak-qp2um
    @Ak-qp2um 23 дня назад +41

    Veer Abhimanyu 💪🔥

  • @monalisabiswas9505
    @monalisabiswas9505 23 дня назад +13

    Chakravyuh ke andaar jaane ka aur chakravyuh tod kar usse bahar aane ka alag alag rules hote hai... Jo bohut tough hote hai... Sabko nhi aata... Pandavo me se sirf arjun ko aata tha... Aur jab Subhadra pregnant thi tab arjun ne subhadra ko andar jaane ka rules sikhaya tha... Aur chakravyuh tod ke bahar aane ka rules sunne ke pehle hi Subhadra so gayi thi isliye woh jaan nhi paayi... Aur abhimanyu bhi isliye maa ke pet se hi chakravyuh ke andaar jana sikh gaya tha... Lekin bahar aane ka rules unko pata nhi tha...

  • @Poyanje
    @Poyanje 23 дня назад +10

    Abhimanyu learnt how to go inside Chakravuyh when he was in Subhadhras tummy
    Krishna was explaining Arjun and Subhadra , but when he was explaining how to break the chakravuyh Subhadra fell asleep

  • @user-pv9vt7vu9x
    @user-pv9vt7vu9x 23 дня назад +9

    Sathya sanatan ki jai ho woh din door nahi jab aadhi se jyada duniya sanatan ko apna chuka hoga ♥️🙏🚩

  • @user-pv9vt7vu9x
    @user-pv9vt7vu9x 23 дня назад +11

    Dheere dheere se hi sahi puri duniya pe sanatan ka parcham lahrayega ♥️🕉️🙏🚩

  • @SimmiMalhotra-lr2pj
    @SimmiMalhotra-lr2pj 23 дня назад +26

    Jai shree Krishna 🦚❤️

  • @CarnageXAddy388z
    @CarnageXAddy388z 23 дня назад +13

    "shaurya" means "pride/honour"
    "Shresth" means "best"
    "Uttam" means "better"

    • @vaishalig5674
      @vaishalig5674 23 дня назад +7

      Shourya means braveness, courageous

    • @CarnageXAddy388z
      @CarnageXAddy388z 20 дней назад +1

      @@vaishalig5674 Lol... Courage ka matalab "Sahass" hota hai

  • @Factsdhruv20
    @Factsdhruv20 23 дня назад +13

    India ki yudh niti bahut hi amazing hai😊😊

  • @deeptiverma1429
    @deeptiverma1429 23 дня назад +11

    Mujhse Bachpan se yah wala seen nahin dekha jata Abhimanyu ki veergati ka😢

  • @Random_user7948
    @Random_user7948 23 дня назад +6

    So the actual plan was to capture Yudhishthir by making Arjun go away because no one else knew how to enter and get out of the chakravyuh and Kaurravs would've been successful if it was not for a single brave warrior : Abhimanyu.
    Abhimanyu knew that he won't be able to get out of the chakravyuh once he entered into it because he never learned it still he did and fought with everyone and that's why he is the greatest among them all because he single handedly turned the approaching defeat into a win for Pandavas.

  • @Hjnmk-eo9uy
    @Hjnmk-eo9uy 23 дня назад +3

    Veer Abhimanyu🚩🔥💪

  • @debarnobsfashion8066
    @debarnobsfashion8066 23 дня назад +6

    Chakravyuh pe ghusna aur nikalne ka tarika sirf pata tha Pitamah Bheeshm, Karn, Arjun, Shri Krishna, Guru Dron, Drupad aur Shri Krishna ke putra Pradyumna hi janta tha us time.... Abhimanyu ko sirf ghusne ka tarika pata hai...nikalne ka tarika nahi pata.....kyuki Abhimanyu jab Subhadra ji ke womb me the tab hi Arjun ne Subhadra ji ko chakravyuh me aane jaane ka tarika bata rahe the....aur womb se Abhimanyu bhi wo sun rahe the....kintu pura baat sunne se pehle hi Subhadra ji nind me chali gayi thi.... issiliye womb me abhimanyu bhi nind me chale gaye the.... issiliye chakravyuh me ghusne ka tarika to pata chal gaya tha abhimanyu ko kintu nikalne ka tarika wo sun nahi paye the....shayed yaad ho aaplogo ko ye scene hua tha jab Pandavo ko dyut sabha ke liye nimantran dene vidur ji aaye the tab ka scene hai ye....aaplogo ne dekha tha....yaad kijiye please

  • @shubhamingale3901
    @shubhamingale3901 23 дня назад +3

    Abhimanyu is real brave warrior 🔥

  • @SaraRai_453
    @SaraRai_453 23 дня назад +7

    Bahar anay ka nahi shiksha nahi sekha hay jab abimanyu maa ki pet may thee us time Arjun nay sikhaya thaa lekin ustime abimanyu k maa sogaye thee na isleye abimanyu nay torkar under gushna sikha lekin bahar nikalna nahi sik paye thee 😊😊

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 23 дня назад +7

    Jai shree Krishna ❤❤

  • @shaileshjoshi3383
    @shaileshjoshi3383 23 дня назад +6

    Abhimanyu ko Chakravyuha se return aana ya todna nahi pata tha

  • @ritikaprasad09
    @ritikaprasad09 23 дня назад +2

    Mahabharat ka yudh haryana k kurukshetra k 156 km k dyare mai hua tha aur aaj bhi waha ki mitti lal hai

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 23 дня назад +9

    Bhagwan Samay ke nirman ko nhi taal sakte , but iske picche bhi ek back story hai , abhimanyu ki mrityu itni kam age kyu hui
    Ye apko hamare hindu bhai bhen bata denge comment section mein😊😊
    Hare Krishna🙏🌹🌹🙏

    • @krishanaaggarwal4561
      @krishanaaggarwal4561 23 дня назад

      Ye question mera bhi hai abhimanyu ka murder kyon hua

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 23 дня назад +3

      ​@@krishanaaggarwal4561 Abhimanyu Chandra dev ka puthr Varchas ka manav avthar hai. Uske pitha Chandra dev usko bhoomi mem janme lekar adharmiyom ko nash karne keliye devthawom ke vinthi se bheja. Lekin usko ye condition tha ki bhoomi mem 16 saal jeevith hone ke baad Varchas (Abhimanyu) fir se unke samne aayenge. Yahi tha Abhimanyu ka niyathi

    • @krishanaaggarwal4561
      @krishanaaggarwal4561 23 дня назад +2

      ​@@harikrishnank1312ha my mother told me ki bhudh ke putr the abhimanyu but chahe putr kisi ke bhi ho jis cruelty se Mara gaya tha use bas yahi se lagta hai ki dharam ke raste pe chalne vale ki bhi itni painful death kyon di bhagwan ji ne😢

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 23 дня назад

      ​@@krishanaaggarwal4561 Yes sis. Ham ko bhi agar dharm ke rasthe par chalna hoga tho peeda sahan hi hoga😢😢

  • @agentfire3312
    @agentfire3312 23 дня назад +2

    Arjun subhadra ko chakravyuh ke andr jana aur usse niklana sikha rha tha but subhadra ko neend aa gyi thi aadhi baat sun ke hi

  • @vidyadesai3354
    @vidyadesai3354 23 дня назад +3

    Bheem ne bola ki ye chakravyuh sirf arjun tod sakte hai. Issiliye arjun ko dur rakha gaya. Aap teeno me beechwale side mud mud ke dusre se bahut baate karte rehte hai. Thoda aap episode end hone tak shanti se dekhiye.

  • @ankushmaurya2672
    @ankushmaurya2672 23 дня назад +5

    ᴀʙʜɪᴍᴀɴyᴜ ʀᴇᴀʟ ᴍᴀ ᴋᴀʀɴᴀ ᴋᴏ ʜᴀʀᴀyᴀ ᴛʜᴀ

  • @user-sf7qp8ck7m
    @user-sf7qp8ck7m 23 дня назад +2

    Jai Shree Krishna

  • @Harsh-py4jx
    @Harsh-py4jx 23 дня назад +2

    11:57 nhi pata qki arjun jab ye sab bata rahe the ki chakrviwe ke aander jana tab hi subadra ji ko nind aa gayi thi .or wo so gayi thi isliye bhar aane ka marg nhi mlum abhimanyu ko

  • @Ronit-sf6hu
    @Ronit-sf6hu 23 дня назад +1

    2,18,700 soldiers hote hai' ek akshayni sena me

  • @Rnjit361
    @Rnjit361 23 дня назад +1

    Shaurya= courage and heroism
    Keerti= glory' and fame

  • @aditichoudhury3425
    @aditichoudhury3425 23 дня назад +1

    I can't, heartbreaking episode incoming 🥺😔

  • @ansh_yadav_0.0O
    @ansh_yadav_0.0O 23 дня назад +1

    Abhimanyu ne chakravyu ko todna jab apni ma ke pet me the tabhi sikh liya Tha par vapas aane ki kahani sune. Bina hi unki ma so gayi thi isiliye vah une pta nhi hota aur unki mrityu ho Jatin hai

  • @preetiarora4546
    @preetiarora4546 23 дня назад

    Abhimanyu ne chakrviyu mai jaane ka raasta subadhra ji ke pet mai rehkar sun liya tha...par bahar aane ka rasta jab arjun ne bataya tha ...yab subhadra ji so gyi thi... isiliye abhimanyu sunn nhi paya tha ...

  • @mVshk-hk9md
    @mVshk-hk9md 23 дня назад +1

    Shrest mean's best
    Uttam= perfect

  • @shaileshrawat5934
    @shaileshrawat5934 23 дня назад +1

    Avimnyu jb maa ke pet me tha tb chakkar byu ko sikh gya tha pr usko bahar aana nhi aata tb tk uski ma so gyi thi Arjun ne apni ptni Ko sikhaya tha

  • @gulshansingh2108
    @gulshansingh2108 23 дня назад +3

    Ye abaz kyun nhi ati hai poori video ka maza khrab ho jata hai 😢😢😢😢

  • @vaishnavirao8538
    @vaishnavirao8538 23 дня назад

    Please episode 143 ko smaran ke jiye...jab arjun was explaining subhadra vo andar jaane ka sunnithi bahar aneka suney bina hee sogayi...Abhimanyu isi kaaran se bahar aaneka nahin suna

  • @user-sj2ve1rk3z
    @user-sj2ve1rk3z 23 дня назад +2

    Karnan ❤my favourite hero

    • @topoint878
      @topoint878 23 дня назад

      Kameena ho, isliye pasand hoga,apni maa behen ko bhi karna ki tarah vaishya bolte hoge.gandharv yudh se bhaag kar,Virat yudh m harkat, satyki bheem se harkat apni tarif karnewala ,jaisa insaan ki tarah kameene ho

  • @Sagar.65
    @Sagar.65 23 дня назад +1

    Veer Abhimanyu 🙏🚩

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 23 дня назад +2

    Abhimanyu ko nikalna nhi aata

  • @itsmesonu19
    @itsmesonu19 20 дней назад +1

    Best scene jo tha wahi mute kar diya aapne poora scene hi bigad diya 😡😡

  • @DeepakVishwakarma-tt2qw
    @DeepakVishwakarma-tt2qw 23 дня назад +1

    Reaction on Shrimad Ramayan, new aaya hai , RUclips par available hai, jaru dekhe episode wish

  • @sakshisingh2946
    @sakshisingh2946 23 дня назад +1

    😢😢😢😢😢😢😢😢sad episode

  • @shuvro3333
    @shuvro3333 23 дня назад +2

    Sound kyu off kar dete ho 😑

  • @user-wq3ku1wp5r
    @user-wq3ku1wp5r 23 дня назад +1

    Sindhu Raj jaidrath Ke Karan Abhimanyu ka mrutyu hua tha

  • @DinaNathVerma837
    @DinaNathVerma837 23 дня назад

    Chakkar vyuh ki rachna jab Arjun Subhadra ko bata rahe thay chakkar vyuh me jane ka tarika Tak jaag rahi thi bahar nikalne ka tarika jab samjhane Lage to Subhadra ko neend aa gai chakkar vyuh ki rachna abhimanyu maa ke pate se hi seekh ke aaye they

  • @nagendrachauhan551
    @nagendrachauhan551 23 дня назад +7

    Chakravuyh ka todne ka sampurn gyan guru dron, arjun, bhagwan krishne aur unke putra pradhyuman ko pata tha

    • @debarnobsfashion8066
      @debarnobsfashion8066 23 дня назад +3

      Pitamah Bheeshm aur Karn ko bhi pata tha bro....

    • @neox-d4s
      @neox-d4s 23 дня назад +3

      ​@@debarnobsfashion8066Drupad bhi jantha tha

  • @Deepuroyal2580
    @Deepuroyal2580 23 дня назад +1

    Karna 😢😢😢

  • @archanashukla5387
    @archanashukla5387 22 дня назад +1

    Voice q band ho gai thi

  • @Deepuroyal2580
    @Deepuroyal2580 23 дня назад +1

    Dharanak mot ho hogi

  • @user-db4vc9oj4m
    @user-db4vc9oj4m 23 дня назад

    Background music ko check kiya kijiye

  • @snam88777
    @snam88777 23 дня назад +1

    Saqlain bhai ko kya huva

  • @vaishnavirao8538
    @vaishnavirao8538 21 день назад +1

    Mute kyon karete ho....its nt interesting....irritate hota hai....its only music....and dialogues bhi chalegayi

  • @vipulmalik9406
    @vipulmalik9406 23 дня назад

    Aansu😢 aayenge bas ab

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 23 дня назад

    Pata hai lekin baad me vul jate hai abhimanyu 😢😢

  • @user-he3bb9oi6g
    @user-he3bb9oi6g 23 дня назад

    Avimunnu ko Chakrabuha ma enter karnaka technique ata but bahar anaka technique nahi pata tha isliye wo fasjayagi. But marnaka aga tak wo kavi har nahi managa chaha kuch vi hojaya ...

  • @kirankumarvalgi6921
    @kirankumarvalgi6921 23 дня назад +1

    Arjun jab yeh chakrawu ka knowledge de raha tha tab Sabudra ant me soo gayi thi , toh jab maa hi soo gayi to womb me bi soo gaya 😊

  • @trendsmaster
    @trendsmaster 23 дня назад +2

    This is manipulation of Mahabharata...they are making abhimanyu great but not Ashwatthama and Salya 😅

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 23 дня назад

      Even Abhimanyu was not shown atleast 50% as per original Mahabharat here if you have read it. Abhimanyu is just shown as a little kid who always jumps from his chariot

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 23 дня назад

      Yes. Ashwathama and Shalya are also not shown in the proper way as they are portrayed in Ved Vyas Mahabharat

    • @trendsmaster
      @trendsmaster 23 дня назад +1

      But even chakravyuh was not for only abhimanyu but for Yudhishthir​@@harikrishnank1312

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 23 дня назад +1

      ​@@trendsmaster Yes. It was Yudhishtir who asked Abhimanyu to go inside Chakravyuh and make passage for other warriors to follow him. Yudhishtir was unaware of Jayadrath's boon for 1 day by lord Shiva

    • @trendsmaster
      @trendsmaster 23 дня назад +1

      @@harikrishnank1312 correct 💯 and baaki pandav nhi za paye uski bajah se

  • @sodhirandawa
    @sodhirandawa 23 дня назад +2

    Yudh hamesha plan ke sath hota hai, hathyro , ya seyana say fark Kam padta hai

  • @geetajain1705
    @geetajain1705 23 дня назад

    Yaar awaz na kata kro bich mai

  • @trendsmaster
    @trendsmaster 23 дня назад

    Abhimanyu is good worrior but why compare with karn ans Arjun

  • @mikereigns8134
    @mikereigns8134 23 дня назад +3

    Es Mahabharat me chakravyu vala scene sahi nhi dikhaya
    1) asliyat me 6 lines todi thi sainiko ki real me
    Pr esme dikhaya ki kaurovo ne kholdiye abhimanyu ke liye pura view taki enter kre easily asa nhi hua tha

  • @NeerajRajput49-ka-BAAp
    @NeerajRajput49-ka-BAAp 23 дня назад +8

    Karna vishwa ka sarwshresth baahghoda or durachari tha😂

    • @proudindia5193
      @proudindia5193 23 дня назад +1

      Bhai history pata na ho to chup rha kro ,apni jahiliyat dikhaye aisi comment mat kro

    • @NeerajRajput49-ka-BAAp
      @NeerajRajput49-ka-BAAp 23 дня назад +2

      @@proudindia5193
      Ye hai Karna😂👉🐷🐶🐣

    • @soumyadeepdutta3852
      @soumyadeepdutta3852 23 дня назад +2

      ​@@NeerajRajput49-ka-BAAp Arjun was an eunuch 😂😂😂😂😂lol.

    • @NeerajRajput49-ka-BAAp
      @NeerajRajput49-ka-BAAp 23 дня назад +2

      @@soumyadeepdutta3852
      Ye hai Karna😂👉🐷🐶🐣

    • @NeerajRajput49-ka-BAAp
      @NeerajRajput49-ka-BAAp 23 дня назад +2

      @@soumyadeepdutta3852 duryodhan ka paad sunghne wala Karna or uske fans😂

  • @sakshisingh2946
    @sakshisingh2946 23 дня назад

    😢😢😢😢😢😢😢😢😮

  • @clbyrahul5449
    @clbyrahul5449 23 дня назад +7

    Danveer ❤Karn ❤

    • @NeerajRajput49-ka-BAAp
      @NeerajRajput49-ka-BAAp 23 дня назад +5

      Ghntta😂

    • @topoint878
      @topoint878 23 дня назад +4

      Durachari karn shakti lene ke liye apni bekar cheeze jo uske kaam kabhi nhi aaya sauda kar liya

  • @deepakrath5733
    @deepakrath5733 23 дня назад

    Yaar ye vdo me baat kyun karte rehte ho

  • @vishwacomputers5058
    @vishwacomputers5058 23 дня назад

    Next PORUS SERIAL REACT KARO BHAILOG

  • @sheetalsaxena9869
    @sheetalsaxena9869 23 дня назад

    Awaz upload nahi kar sakte to band Karo na ye reaction ka dukan

  • @bt7_tx5
    @bt7_tx5 23 дня назад +1

    Yeh anfhe karn bakht kam se kam veer abhimanyu ke respect kar sakte hain ! yahan pe bhi aa gai muh utaake 🙄

  • @user-oc8bc7pe2j
    @user-oc8bc7pe2j 23 дня назад +25

    Karn is best yadha

    • @user-pc9bf6sm9t
      @user-pc9bf6sm9t 23 дня назад +23

      Pagal hai Kya be.. Abhimanyu much much greater than Karn..

    • @theveterandeath1161
      @theveterandeath1161 23 дня назад +2

      ​@@user-pc9bf6sm9t
      Best aur Great me difference hota hai.

    • @theveterandeath1161
      @theveterandeath1161 23 дня назад +3

      ​@@user-pc9bf6sm9t
      Abhimanyu is Great not the Best.
      As I thought.

    • @valleyvlogsss
      @valleyvlogsss 23 дня назад

      Karn a spineless yodha!

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 23 дня назад

      ​@@theveterandeath1161 Ham. Agar experience ke aadhar mem kahthe hai tho Abhimanyu baki yodhawom se umar mem bahuth kam hai aur anubhav mem bhi. Kyomki Mahabharat yudh se pahle wo kisi yudh mem bhag nahi laya. Fir bhi wo sirf 13th din mem nahi baki dinom mem bhi ache se lada. Isska references bhi hai

  • @exsecular9179
    @exsecular9179 22 дня назад

    The actor who plays the role of Arjuna is a Muslim, its beauty of India

  • @ritukalita6989
    @ritukalita6989 23 дня назад +1

    Sound problem kis kis ko ho raha hei

  • @sodhirandawa
    @sodhirandawa 23 дня назад +1

    Bhrat ke army aaj bhi mahabharat ke youdh neti apnati hai 😊 our jet te bhi hai

  • @Sarirampaljim.500.k
    @Sarirampaljim.500.k 22 дня назад +1

    Bhai aapko yah Nahin Pata Shri Krishna Ji Bhagwan Kuchh badlav Nahin kar sakte Apne Jo prarambh Mein Likha hota hai vah Hona Hi Hona Aata Hai Brahma Vishnu Shankar teen Lok ke Swami Hai Koi Inka Raja kal Braham hai kis Bhagwan ka

  • @Sarirampaljim.500.k
    @Sarirampaljim.500.k 22 дня назад

    Shri Krishna bhagwan Tamar Dhwaj ke bete ko array machine se chirwa kar Wapas jivit Kar Diya yah to Ek Doctor bhi kar sakta hai lekin jo prarambh likha hota hai use change purn Parmatma kar sakta hai jo Geeta Gyan dene wala Kah Raha Hai Jo Meri side mein aata hai Unka Janm man Kabhi samapt Nahin Hota

  • @rakeshkumar-xe1od
    @rakeshkumar-xe1od 23 дня назад

    Satya santan .isme kisi our pant ka charcha nahii kafir bola gya hai.😊