Pass = free travel. PTO = 1/3rd Payment of the fare amount of ticket. Can Railway employee travel without Ticket ruclips.net/video/XCPPBJCdK0w/видео.html Salary of SM After 5 Years ruclips.net/video/CXSI9K-tIW4/видео.html
Bara Babu ......pass me bike ya scooty le jane ka option hota hai....pls. uss pe vi ek video detail me banayiye.....on field kaise book hoti hai pass ke through!
Sir rrb se panel me name aane ke baad after medical and DV firse division me medical hota h kya GG me aur sir joining ba dere ye log kya process hota h baad me
Sir Main Jammu me goods gourd ki post ke liye salect hua tha or humara panel aye 2month se bhi jyada ho gya hai lakin hamri joining ka abhi tak kuch bhi ata pta nhi......sir hum ko bhut Dar lag rha h kabhi hmare sath kuch glt na ho jaye .....plz sir btaye hum kya kare
Sir ji, if Mother is Widow and she is doing State government job....then is she available for train pass and consider as a dependent or not....please clarify...tnq sir ji
Sir sr cctc ki duty timing kab se kab tak hoti hai tino shift me railway me night duty ya day duty ka ek schedule kitne dino tak hota hai hme kitne din tak lagatar night duty karna par sakta hai
Sir ji, one doubt...suppose if someone have 03 children, then education allowance is available for only two 02 children...so remaining 01 kid, is consider dependent or not...railway pass available or not
@@stationmasterji sir aaj palam Rly stn par Stn master ki cabin me gya tha so usne btaya ki bahut headache hai bhai agar aapke pass koi job hai to mat join karo nahi hai to join karo bcoz koi option nahi hai aur usne kaha ki kal main khana lekar aaya tha Ghar se So mujhe wapis le jana pda bcoz time hi nahi Mila ,job Milne ke baad bhi Khushi nahi ho rahi hai bcoz preference so advise me sir what i do ?
@@stationmasterji sir actually main ex servicemen hu aur paisa thik milega so SM ko choose Kiya jabki Rajasthan patwari and VDO (gram sevak ya sachiv) dono job selection ke baad patwari me join nahi Kiya jabki VDO ka DV nahi diya So soch rha hu kahi galat gadi ki ticket to nahi le li bcoz remote area me posting mil gayi to bachche bhi bade hai So padhane ki and medical ki pareshani And mere pass koi option bhi nahi hai So tension rahti hai ki kash patwari ya VDO join kar leta to sahi rahta bcoz day ki duty rahti hai
bro, suppose mjje Pass milla h railway k trf c, and m chahta hn mre mumi papa b mre sath travel kre to kya m ek sath ek h coach m seats book krwa skta hn, unki ticket pay krke
Yes jab aap IRCTC app k through apply karoge toh vaha option rehta hai . Toh aap non railway family member ka bhi reservation karwasakte ho and sath me travel kar sakte ho
Hi sir, Mera rrc group d cen 01/2019 me chayan huaa hai Zone secunderabad Category ST Kya sir me secunderabad se Ajmer zone me aa sakta hu kya ( mutual transfer ke jariy ) SIR mere ko Ajmer zone st category ka bandha hi dhudna padega ya fir ko bhi category se mutual transfer ho sakta hai Please sir reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️
No any special preference for Ticket confirm for PASS or PTO. please learn all term & conditions before applying Pas, Pto & Ticket booking via these. Video mein jitna aasan dekhaya gaya itna asan nhi
Sir sm ka training chal raha he bahut dar lagraha he...mereko lagtahe fail ho jaunga bahut dar lagrahahe...plz ek video banaye kya exam me fail kardenge if we not score good mark🙏🙏🙏🙏🙏 plz sir boliye
Sir sp office ka online character certificate likalana padata hai kya? Ya phir joining letter me character certificate aata hai usper direct gazette officer ka signature mil jata hai?
Pass = free travel.
PTO = 1/3rd Payment of the fare amount of ticket.
Can Railway employee travel without Ticket
ruclips.net/video/XCPPBJCdK0w/видео.html
Salary of SM After 5 Years
ruclips.net/video/CXSI9K-tIW4/видео.html
@ATTAR2525No
Sir pass ( free travel) Jo hai , wo kounse AC me hoga ...
Aur PTO ka AC me hota hai ya fir sleeper me ?
For level 7
Can a level 6 employee get passes to board vande Bharat express??
@@stationmasterji bhaiya ji kya vande bharat ka bhi pass milta hai railway employees ko ???. Reply
Good information, sir आपने train manager pass clear कर दिया
Quality video wow
Srcctc pr video bnaiye sir
Sir aapne bahut achha VLOG banaya hai..
ha sir TTE ka proper video banao ho sake to ekad TTE ka interview bhi le ayie😅
Nice information sir 👍
Station master ke powers ke upar bhi ek video banaiye. Plz
Bhai, Hero lag rahe ho😊
Bara Babu ......pass me bike ya scooty le jane ka option hota hai....pls. uss pe vi ek video detail me banayiye.....on field kaise book hoti hai pass ke through!
Sir rrb se panel me name aane ke baad after medical and DV firse division me medical hota h kya GG me aur sir joining ba dere ye log kya process hota h baad me
Sir el video INDEMNITY BOND ka upar details dijiye ho sake to
Sir, when will railway recruit ntpc posts????. Notification
Staition master r post e job krten expair krechen onar wife pass paben to?
Goods train manager ko pass milti he kya..?
Bhai mere pass 2AC ka pass hai.1 AC me extra fare kitna Dena hoga.
Sir 2023 mye vkc kob niclega?
Sir pls upcoming railway vacancies pr video banaye 🙏🏻🙏🏻
To be honest i dont know when new vacancy will come
Sir railway pharmacist par video banaye please
Ek pass par 01 saal me kitni bar travel kar sakte hain
Sir main bachpan se railway main Jana chata hoon
Sir scctc ka ek vedio banaye
Sir level 1 ka bhi bataye unko kaunsa pas milega
Sir Main Jammu me goods gourd ki post ke liye salect hua tha or humara panel aye 2month se bhi jyada ho gya hai lakin hamri joining ka abhi tak kuch bhi ata pta nhi......sir hum ko bhut Dar lag rha h kabhi hmare sath kuch glt na ho jaye .....plz sir btaye hum kya kare
Hoga bhai
@@stationmasterji NR ki joining kab tak hogi
Sir ji, if Mother is Widow and she is doing State government job....then is she available for train pass and consider as a dependent or not....please clarify...tnq sir ji
No
Bhaiya Mera v Mumbai CR me hua senoire cctc me Av division nhi mila hai
Thats great
Attendent bhi milta h kya ek?
Bhai level 2 ka pannel aaye huye 22 day ho gye hai devesion allotment kab Tak hoga
Neal token instrument kya hota hai sir…ish ma ek vedio banaya
Mene kabhi is par kam nahi kiya hai.
Kitni par travel ka sakte hai
1 pass 4 PTO ye kya concept hai ...? Kitine bar aur kaise use hota hai ye..??
Rpf si and constable bhi station master ke under hi aate hai kya
Not really
Sir Meri 1 ungli sabse side wali (right hand) aadhi kati hui hai. To Kya Me Railway Ke CCTC Exam Me Physical Test or Medical Test Me Pass Jo Jaunga
Yes
@@stationmasterji Lekin Sir Physical Test m Hath Chek Karte Hai Kya?
Plz reply .. is par ik Special Video bana Dijiye💙
LOVE FROM JODHPUR RAJASTHAN
Sir sr cctc ki duty timing kab se kab tak hoti hai tino shift me railway me night duty ya day duty ka ek schedule kitne dino tak hota hai hme kitne din tak lagatar night duty karna par sakta hai
Shift work. No of days lil bit different every division
Sir wife ko local train me journey karne ke liye tickets lagega level 5 employees ko?
You will know when you join railway
@@stationmasterji sir selection ho gaya level 5 sr cctc me. But joining nhi hua he
Sir ji, one doubt...suppose if someone have 03 children, then education allowance is available for only two 02 children...so remaining 01 kid, is consider dependent or not...railway pass available or not
No
Sir Naye video nahi aa rahe hai,tabiyat to thik hai na sir
Ha yar
@@stationmasterji sir aaj palam Rly stn par Stn master ki cabin me gya tha so usne btaya ki bahut headache hai bhai agar aapke pass koi job hai to mat join karo nahi hai to join karo bcoz koi option nahi hai aur usne kaha ki kal main khana lekar aaya tha Ghar se So mujhe wapis le jana pda bcoz time hi nahi Mila ,job Milne ke baad bhi Khushi nahi ho rahi hai bcoz preference so advise me sir what i do ?
Koi koi jagah taklif hai. Hamesha bada station par posting pane ki koshih kijiye. Agar aap reason jan na chahate ho toh pls watch my latest video
@@stationmasterji sir actually main ex servicemen hu aur paisa thik milega so SM ko choose Kiya jabki Rajasthan patwari and VDO (gram sevak ya sachiv) dono job selection ke baad patwari me join nahi Kiya jabki VDO ka DV nahi diya So soch rha hu kahi galat gadi ki ticket to nahi le li bcoz remote area me posting mil gayi to bachche bhi bade hai So padhane ki and medical ki pareshani And mere pass koi option bhi nahi hai So tension rahti hai ki kash patwari ya VDO join kar leta to sahi rahta bcoz day ki duty rahti hai
1st ac ka bhi batao sir
Sir me bhi surat me hi rahta hu.aap surat me kaha se ho ?
Bhestan
@@stationmasterji 👍me udhna
Sir kya girl ke liye sm ki job achi hu ..
Ye btao sir sm ko pto kaun sa class me milega
1st class. Bhai video me bataya hai
Is there any next ntpc notification sir in the present year 2023
No
Sir NPS and. OPS. Information tell me
Ok will make a video
bro, suppose mjje Pass milla h railway k trf c, and m chahta hn mre mumi papa b mre sath travel kre to kya m ek sath ek h coach m seats book krwa skta hn, unki ticket pay krke
Yes jab aap IRCTC app k through apply karoge toh vaha option rehta hai . Toh aap non railway family member ka bhi reservation karwasakte ho and sath me travel kar sakte ho
@@stationmasterji Thank you bhai.
Coach preferences do at the time of booking
Sir level 3 vaale gdce ka exam de skte h kya
Yes even level 1 can appear for Gdce exam
Sir mera place of joining ghar se 500 km dur he. Har bar ghar jane ane ke liye mujhe ticket karna padge?
Toh kya aap office se ghar daily up-down karoge ?
@@stationmasterji udhar hi rahena padega
Hi sir,
Mera rrc group d cen 01/2019 me chayan huaa hai
Zone secunderabad
Category ST
Kya sir me secunderabad se Ajmer zone me aa sakta hu kya ( mutual transfer ke jariy )
SIR mere ko Ajmer zone st category ka bandha hi dhudna padega ya fir ko bhi category se mutual transfer ho sakta hai
Please sir reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️
ST ka he hona chahaye
Sir Mai Surat me Patel Nagar me raha hun.
sir 1 pass 1 hi bar use kr sakte to next kab banega usme charge lagega kya
Jinka new joining hai 1 Pass k bad PTO apply kare .
Sar level 5 se level 6 promotion kitna Time lagata hai
And level 5 se level 6,7 janeka koi depatemental EXAME hai kya.
Ap ka kis post me selection hua hai ?
@@stationmasterji sr CCTC (CLARK)
May be 3-4 year's, basically it depends upon vacancy at your division. Har division ki paristhiti alag hoti hai
1st class kaise fir 2nd na huva
Rrb jE aur commercial apprentice dono me career growth kis me jayada better hai please reply
Career growth similar hai, work nature CA ka better hai
1 pass and 4 pto for 1 year?
Yes
@@stationmasterji parents pass m nahi jaa sakte hai kya...like mata pita ..
@@babubahi7396i already said this in video
Sir rrb je ko kon sa pass milta hai
1st class
Pass hone par , minimum kitne time pahle ticket book karna padta h, taki seat confirm ho jaye
Irctc aap me seat available hai toh pass apply kar k reservation kar sakte hai
No any special preference for Ticket confirm for PASS or PTO. please learn all term & conditions before applying Pas, Pto & Ticket booking via these. Video mein jitna aasan dekhaya gaya itna asan nhi
Sir pass book traveling se Kitne din pahle kar sakte hai
Pass k liye aap apply kabi bhi kar sakte ho
Railway me level 5 ke joining letter me likha hai aap temporary ya asthayi niyukt kiye ja rahe hai
Sir regular ya permanent kab tak ho jate hai?
Ye ek formality hai. (Probation period) 2-3 sal ka hota hai. Complete hone par permanent mana jata hai
@@stationmasterji kya alag se permanent hone ka letter milega probation period khatam hone ke baad?
@@vijay2738no
1 pass pe kitne log ja skte hai???
You and your spouse and two children and dependent member , if any
Ek pass m hamare sath kon kon ja sakta h और जाने -आने dono k liye free hota h ya only one side
Spouse and max 2 bacche
Sir sm ka training chal raha he bahut dar lagraha he...mereko lagtahe fail ho jaunga bahut dar lagrahahe...plz ek video banaye kya exam me fail kardenge if we not score good mark🙏🙏🙏🙏🙏 plz sir boliye
Konsa ZRTI hai. Bhai initial me sabhi ko esa lagta hai. Apke ache marks aaenge dekna.
@@stationmasterji mdtc vishakhapatnam
about level 1 pass
Same as above level
1 पास में जाने व आने दोनों का टिकिट फ्री होता है क्या ❓️
Yes
One video on accountant job in railway
Okay noted
Sir 2023 me ntpc station master ki vacancy aane ki possibility hai kya .
Plz reply 🙏
Sir sp office ka online character certificate likalana padata hai kya? Ya phir joining letter me character certificate aata hai usper direct gazette officer ka signature mil jata hai?
Cctc interview
Bhai NTPC level 1 job krna chahiye ya nhi?
NTPC me level 1 nahi ata, karna chaheye ya nahi vo candidate k situation par depend karta hai
Kitna pass