how to get maximum flowers on Allamanda plant,☘️

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 окт 2024

Комментарии • 56

  • @sushmasmartvillage
    @sushmasmartvillage 4 месяца назад

    बहुत ही अच्छी और उपयोगी जानकारी दी आपने सच में पौधा बहुत ही सुन्दर और खुबसूरत फूलों से भरा हुआ है 👌👌👌👌👌👌👌👌👌

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  4 месяца назад

      Thanks dear thanks for visit 💐💐💐🌹🌹

  • @gudialittlegarden
    @gudialittlegarden 4 месяца назад

    Wow so beautiful flowers bahut acchi jankari Mili hai mam bahut achcha khad istemal Kiya bilkul organic

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  4 месяца назад

      Thanks dear thanks for visit 💐💐💐🌹

  • @CHHOTISIBAGIA
    @CHHOTISIBAGIA 5 месяцев назад

    Bahut hi achi jankari diya apne didi❤❤❤❤❤❤

  • @gardencreationsncreativity8404
    @gardencreationsncreativity8404 5 месяцев назад

    Excellent sharing dear friends thanks such me Aapke sabhi plant bumper flowering karte hain thanks good evening 🌆

  • @rameshjoshi9155
    @rameshjoshi9155 5 месяцев назад

    Nice informative vlog🎉

  • @myorganicterracegarden7328
    @myorganicterracegarden7328 4 месяца назад

    Bahut hi sundar jankari di 😊 almanda bahot hi acha palant he 😊

  • @nirmalgoel7560
    @nirmalgoel7560 4 месяца назад

    Vgood information🙏❤

  • @latapatel2575
    @latapatel2575 5 месяцев назад

    Good information 👍

  • @myhobbyisgardening5164
    @myhobbyisgardening5164 5 месяцев назад

    Bhut badiya flowering ho rhi h friend nice fertilizer sharing 👌

  • @anitapandey113
    @anitapandey113 5 месяцев назад

    Nice video

  • @anandijoshi1395
    @anandijoshi1395 5 месяцев назад

    Very nice

  • @Manu.Creative.Garden
    @Manu.Creative.Garden 5 месяцев назад

    Bahut hi achi jaankari di h friend 👌Mai bhi try karuinge 👍very informative video 👌 very useful fertillizer share kiya h friend 👍👌🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐

  • @Sakhigarden
    @Sakhigarden 5 месяцев назад

    Bahut badhiya calcium Ki tablet ka use Kiya😊 thanks for sharing

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Dil se shukriya dear sister thanks for visit 🙏💐🌹💐💐

    • @Sakhigarden
      @Sakhigarden 5 месяцев назад

      Dear mujhe bhi support🙏🏻😊

  • @anilsrivastava61
    @anilsrivastava61 5 месяцев назад

    Nice

  • @floristajoshita2327
    @floristajoshita2327 5 месяцев назад

    Thankyou
    Manju for your good advice i learn about rose fertilizer and i am watching from
    Manipur north east india

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Dil se aapka shukriya thanks video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🌹🌹🌹💐

  • @Sakhigarden
    @Sakhigarden 5 месяцев назад

    Good morning Manju dear❤🙏🏻🤗

  • @maheshparmar3616
    @maheshparmar3616 5 месяцев назад

    आपने बड़े पाइप लगाया है उसमें पौधे लगाए हैं तो उसके विडियो दिखाना

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad pipe mein abhi kuchh bhindi ke seeds Dale the vah lagaye hain aur abhi garmi kafi Ho Rahi hai jab barish hone lagegi to fir baigan shimla mirch tamatar ke plant lagaungi

  • @moinuddeenmisbah3745
    @moinuddeenmisbah3745 5 месяцев назад

    Yeh bhi btaye ki kon sey mosam mai kon se bail ya podhey lgatey hai (vegetables)

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad han jab barish hone lagegi mansun use samay kuchh bele sabjiyan lagai jaati Hain FIR video banaungi abhi to garmi kafi hai February month mein lagai sabjiyan bele ab last chal rahi hai sab jalne Lage Hain bhi garmi se

  • @plantshouse5319
    @plantshouse5319 5 месяцев назад

    Are bahan mere pass pichhle sal bahut achcha paudha tha lekin Maine November mein hi cutting kar di thi to hamara pura paudha Sukh Gaya naye paudhe mein nahin mangvae Hain online ab unki reporting ki hai aap hi Jaisi khad de karke main bhi usko Hindi aur khubsurat banaungi❤❤👌👌🎉🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad maine bhi iski hard cutting kar di thi October November mein aab ismein new growth hui hai aur flowering bhi a gai hai dhup mein se rakhna

  • @RakeshKumar-it3zo
    @RakeshKumar-it3zo 5 месяцев назад

    Hello Manju ji.. kaise ho aap.aap ki video achi rahti hai.manju ji.mere gudhal me kaliya banti hai fir jhad jati h pate bhi Peele hote hai isa kyun hota h.plz half

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad garmi bahut badhane lagi hai isliye kaliyan pili hokar gir rahi hain patte gir rahe hain Pani ka Dhyan Den aur plant ko dhup mein jyada der Na rakhen chemical fertilizer na dalen garmiyon mein bilkul gudhal plant ki ful tips care ki video channel per Dali hain aap dekhna please

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 5 месяцев назад

    Mam kya garmi me hibiscus plants me gobar khad desakte he . plant ko kuchh hogato nehin

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad garmi mein gobar khad ko 2 din Pani mein bhigokar rakho uske bad dalo FIR aur Pani Mila lena

  • @ratikantamoharana1968
    @ratikantamoharana1968 5 месяцев назад

    Mam mera hibiscus plants ka jo new leaf atahe Bo mudsa jatahe aur kafi sakt hokar phatjatahe iska kya reason.patanehin chaltahe ki konsa firtilizar denachahiye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Abhi garmi kafi ho rahi hai din mein sawar bhi kar liya karo garmi se bhi yah hota hai aur calcium ki Kami se bhi yah hota hai to calcium to maine bataye hi kafi video mein aur bhi organic fertilizer Hain unhen dete raho Jo liquid gharelu banati hun

  • @kiranmarathe7781
    @kiranmarathe7781 5 месяцев назад

    हम अपने पौधो मे बकरी की खाद और कबुतर की खाद दे सकते हैं.तो कैसे दे बताईए धन्यवाद. 😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      वीडियो देखने के लिए धन्यवाद बकरी और कबूतर की खाद बहुत अच्छी होती है प्लांट के लिए आप अभी गर्मी हो रही है उसे कुछ दिन खाद को भिगो लें उसके बाद डालें

  • @ritarealvlogs7261
    @ritarealvlogs7261 5 месяцев назад

    Manju ji mere mogra me kaliya ban rhi h but jal ja rhi hu man bahut dukhi ho jata h plz kuch upay btaye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad kaliyan jal ja rahi hain , mogra ke plant ko ful sunlight mein mat rakhiye aur chemical fertilizer bhi mat dalna mogra plant ki video hai channel per please dekhna

  • @hardeepsingh8160
    @hardeepsingh8160 5 месяцев назад

    Hello mam mere hibiscus ke plant me kalia khil nahi rahi hai kya Karu please batay

    • @sakshinileshpatel3055
      @sakshinileshpatel3055 5 месяцев назад

      Same

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad hibiscuss plant mein kaliyan khil nahin rahi hain iski Kai vajah hoti hain detail video Maine Dali hai channel per kuchh samay pahle hi aapse jarur dekhna ab garmi bahut ho rahi hai plant ko ful sunlight mein mat rakhiye kaliyan jal jaati Hain aur chemical fertilizer mat daliyega Pani ka Dhyan dena

    • @sakshinileshpatel3055
      @sakshinileshpatel3055 4 месяца назад

      @@Manjugardening1 Jamin me laga hai toh full sunlight milti hai hibiscus me aur me chemical fertilizer nahin deti hoon organic fertilizer bhi nahin deti hoon fertilizer ke Bina hi flower aate the lekin abhi garmi me nahin aa rahe hai toh kya karu

  • @jyotigupta5766
    @jyotigupta5766 5 месяцев назад

    Helloo mam ...mere rose or gudhal k plant m chitiya lg gye hai plant m or soil m v ...waise maine haldi or neem spray v kiya but koi fayda nahi hua to plz aap koi suggestion de😢

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  5 месяцев назад

      Vinegar ka spry kar do ya dalchini chhal ka powder dal lo Neem oil mein panch boodh shampoo ki milakar bhi spry kar sakte ho

    • @jyotigupta5766
      @jyotigupta5766 5 месяцев назад

      Thanku mam