JINNAT KA ILM: Ilm hasil kernay kay liay zuban ka ilm zaroori hay. Jin insani zuban kaisay seekhtay hain aur in ki zuban-dani ki sateh kia hoti hay? Kia yea doosray aloom bhi jantay hain, maslan mathematics, physics, biology,...?
JINNAT KAY WAJUD KA SABOOT? Jinnat ki kia ret lagai huwi hay? Kisi nay aj tek jinnat dekhay hain? Ginti kay chend afrad ko yea guman huwa hay, kay unhon nay koi insan-numa ghair-insani makhlooq dekhi hay, jo jin, bhoot, pareet ho sektay hain. Saboot laikin in logon kay pas bhi nahin hay.
INTELLIGENCE OF JINNS: Have you seen jinns in their original form? They look very scary, don't they? Do they speak human languages, like Urdu, English? How would you classify their language skills (A1,A2,B1,B2,...)? How do they learn human languages? What about their IQ and general knowledge? Can they read and write? Can they do some math? What can they do and what not? Can they cook you food, make coffee, etc.?
JINNAT KA LIBAS: Ajeeb bat hay, kay is jangli aur intahai bad-sooret makhlooq )jo kay apnay upper khoob-soorti ka khaul bhi charha leti hay) ko bhi libas kay zaryea apnay jism ko chupanay ka shaoor hay. Is makhlooq ko jab bhi dekha, mukammal libas main dekha. Legta hay, kafi conservative/bunyad-parast makhlooq hay. Laikin, in kay pas libas kahan say ata hay? Kis ka libas chura kay latay hain? Yan, inhon nay koi libas zaib-e-ten nahin kia hota, balkay yea sirf insani nazar ka dhoka hota hay?
JINNAT KI 'DIMAGHI' SALAHYATAIN? Kis zuban main ap nay Jinnat say bat-cheet ki? Ap ko kaisay maloom huwa, kay wo makhlooq, jisay ap nay dekha, jin thi? Us makhlooq ki zubani qabliyet kay hawalay say ap ka kia khayal hay? Agar ap is modern language proficiency scale say waqif hon: A1,A2, B1,B2,C1,C2? Agar nahin, to kia us makhlooq nay bechon/an-parhon ki sateh ki zuban boli thi, yan baron, parhay-likhon, danish-waron,... ki sateh ki? Kia us makhlooq ki boltay huway awaz bhi sunai deti thi, yan sirf ap kay dimagh main koi jawabi khayal peda hota tha? Kia yea makhloqq hisab-kitab (arithmetic) ker sekti hay, yan zara advanced maths like algebra, geometry, calculus,...
JINNAT KA GHAR MAIN KIA KAM? Naik jinnat ka bhi kia kam hay, kay logon kay gharon main bila-ijazet ghus kay beth jain aur us ghar ki khwateen kay as-pas mandlatay phirain? Yea to ghair sharai kam hain, aisay na-maqool aur bay-haya jinon ko jootay mar kay ghar say nikal dena chahyea.
مجھے آپ کی ویڈیو میں جو باتیں بتائی جارہی ہیں ان کو سن کر تھوڑا ڈرلگا ہے پر بہت ہی انٹرسٹنگ ویڈیو بنائی ہے آپ نے جو بندا ٹینشن کا شکار ہو اس یہ والی ویڈیو دکھائی جائیں تو وہ ان ویڈیو کو دیکھ کر تھوڑا درے گا بھی اور اپنے غم کو بھول جا ئے گا ❤❤
Ya maliku
Ya Rahamanu
Ya Karimau
Ya salamu
Ya allha.
Mohammed Ali.
Ahmednagar city.
India 🇮🇳 🇮🇳 🇮🇳
Really zarur karna.
Mam.
Very good morning
to sadiya mam.
From.
Mohammed Ali.
Ahmednagar city.
India 🇮🇳 🇮🇳 🇮🇳
Amazing video
Same happens with me as with Sadia. I Ve experienced everything like he. I got this from my father
Kia huwa?
JINNAT KA ILM: Ilm hasil kernay kay liay zuban ka ilm zaroori hay. Jin insani zuban kaisay seekhtay hain aur in ki zuban-dani ki sateh kia hoti hay? Kia yea doosray aloom bhi jantay hain, maslan mathematics, physics, biology,...?
JINNAT KAY WAJUD KA SABOOT? Jinnat ki kia ret lagai huwi hay? Kisi nay aj tek jinnat dekhay hain? Ginti kay chend afrad ko yea guman huwa hay, kay unhon nay koi insan-numa ghair-insani makhlooq dekhi hay, jo jin, bhoot, pareet ho sektay hain. Saboot laikin in logon kay pas bhi nahin hay.
INTELLIGENCE OF JINNS: Have you seen jinns in their original form? They look very scary, don't they? Do they speak human languages, like Urdu, English? How would you classify their language skills (A1,A2,B1,B2,...)? How do they learn human languages? What about their IQ and general knowledge? Can they read and write? Can they do some math? What can they do and what not? Can they cook you food, make coffee, etc.?
JINNAT KA LIBAS: Ajeeb bat hay, kay is jangli aur intahai bad-sooret makhlooq )jo kay apnay upper khoob-soorti ka khaul bhi charha leti hay) ko bhi libas kay zaryea apnay jism ko chupanay ka shaoor hay. Is makhlooq ko jab bhi dekha, mukammal libas main dekha. Legta hay, kafi conservative/bunyad-parast makhlooq hay. Laikin, in kay pas libas kahan say ata hay? Kis ka libas chura kay latay hain? Yan, inhon nay koi libas zaib-e-ten nahin kia hota, balkay yea sirf insani nazar ka dhoka hota hay?
JINNAT KI 'DIMAGHI' SALAHYATAIN? Kis zuban main ap nay Jinnat say bat-cheet ki? Ap ko kaisay maloom huwa, kay wo makhlooq, jisay ap nay dekha, jin thi? Us makhlooq ki zubani qabliyet kay hawalay say ap ka kia khayal hay? Agar ap is modern language proficiency scale say waqif hon: A1,A2, B1,B2,C1,C2? Agar nahin, to kia us makhlooq nay bechon/an-parhon ki sateh ki zuban boli thi, yan baron, parhay-likhon, danish-waron,... ki sateh ki? Kia us makhlooq ki boltay huway awaz bhi sunai deti thi, yan sirf ap kay dimagh main koi jawabi khayal peda hota tha? Kia yea makhloqq hisab-kitab (arithmetic) ker sekti hay, yan zara advanced maths like algebra, geometry, calculus,...
JINNAT KA GHAR MAIN KIA KAM? Naik jinnat ka bhi kia kam hay, kay logon kay gharon main bila-ijazet ghus kay beth jain aur us ghar ki khwateen kay as-pas mandlatay phirain? Yea to ghair sharai kam hain, aisay na-maqool aur bay-haya jinon ko jootay mar kay ghar say nikal dena chahyea.
Namskaar ji
Tu koi Bhuta, Prita, Pisach,... ki kahani suna. Karna Pisachni ka bohet suna hay, kuch us baray bata.
Assalam O Alaikum
Nh madam wesy to achi hen but reply NH krti bht dukh hwaa Mera masla tha pocha br btaya he nhh
Kia masela tha, yahan bata dain, shayed koi hel nikal ay.
Is madam ko phycristic ki zarorat hai
Kion? Jinnat nazar atay hain. Hem nay bhi doosray ashab-e-nazr ki terhan bohet dekhay hain. Jo nahin dekh pata, wo low-level consciousness rekhta hay.
مجھے آپ کی ویڈیو میں جو باتیں بتائی جارہی ہیں ان کو سن کر تھوڑا ڈرلگا ہے پر بہت ہی انٹرسٹنگ ویڈیو بنائی ہے آپ نے جو بندا ٹینشن کا شکار ہو اس یہ والی ویڈیو دکھائی جائیں تو وہ ان ویڈیو کو دیکھ کر تھوڑا درے گا بھی اور اپنے غم کو بھول جا ئے گا ❤❤
Ryt😂
Hahahahaha ya bhe sahi