ek baat bataiye sir, ye jo aap bol rahe hai, kya ncert ka information baki kitab me nahi hote? agar koi geography pmf ki book se padhe to wo kya ncert se alag information carry karti hai?? nahi naa.. ohir itna overhype kiun karna aisa cheezo ko??
Bhaiya aapka jo BPSC daily Target group hai kya isame jisako 70 th bpsc Dena hai sirf wahi jurenge to thik rahega mujhe 2027/2028 me exam Dena hai to kya main nahi jur sakti uss group me ????
कोई अगर सिद्दत से परीक्षा वानी की किताब पढ़ ले तो प्रीलिम्स उसका कभी रुक ही नहीं सकता और करेंट के लिए मंथली क्रॉनिकल(वैसे किताब सब अच्छी होती है लेकिन टाइम कम है तो जरूर विचार कीजिए)😊😊
Bhaiya mere ko guide kijiye please mai Indian armed forces me hu mere pass time nikal pana muskil hai but mai bpsc k tyari karna chahata hu kyo fouj ki jidgi bahut hi tough hai kya karu samjh nahi AA Raha hai
Bhaiya bpsc mains exam me ancient and mediaeval ke kaun kaun se topic se question puchhate hain please iss par bhi ek video banaiye kyoki maine IGNOU se karwaya hai jisame abhi part 1 ka hi book aaya hai aur usame ancient and mediaeval kafi jyada hai
Bhai bhot informative video thanks for this ab ek baar aap as soon as possibile test series ke liye vi agr possible ho to bata de ki test series Konsa join krna chaiye online ya offline or kis ka karna chaiye
Bpsc 69 me budget economy survey se ek v questions ni tha or apne jo v book btaya jaise crown wagira ye sb guide book h ... Bpsc nikalne ke liye standard book padhna hi pdega chahe time ho ya n ho ...
Nhi bhai...maine guide book alternative bola hai 2 mahine ko dekjte huye...question match karne ke baad ....crown ke book me history aur geo NCERT hi hai...aap match karna...aur ONLY ias wali polity me laxmikant hi hai..baki science me 9th 10th ki ncert se hi ques aata hai
10:04 Bihar special aur Indian History ko sath me lekar 50 se 55 questions ho jaate h esliye logo ko digbhramit na kare, mai pichhle 10 saal ka questions gin chuka hu
Us book me aise bahut chije hai jitni aati nhi hai exam me. . Exam me 70% scinece ques 9th 10th ncert se hoti hai...to ek baar kisi v cbse teacher se one shot video dekh lena
Bhaiya apse ek help chahiye plzzz mjhe isbr prelims dena tha ap plzz btaye kon konsa important topic ho jisko pdhkr achha score krskti hu plzz aur jitna bhi tym usko din raat ek krke pdhungi ap plzz btaye
@@Mr_Aspirant bhaiya topic bhi bataiyega ki bpsc mains me ancient and Medevial history ke kaun kaun se topic puchhate hai ya iss par bhi video banaiyega kyoki maine IGNOU se admission liya hai to 1st year me ancient history bahut jyada Diya hai
Kiran publication ki ek guide book hai...aapke pas agar time kam hai to video me bataya hua follow kr lijiye....ya phir agar time hai to ncert se start kre
Actually jo v teacher marathon ya es tarike ke video banate hai...visvas karo ..jo v sirf utna padhta hai uska kabhi nhi hota... Aapko ab ke time pe badalte pattern me lagbhag har subject me maximum topic karna pdega
Bhaiya please reply Economics ke liye pahle alag se bajat , sarve , population aur government scheme achhe se cover karna hai isko cover karne ke badd bacha jo topics usse ncert summary arihant se karna hai ......????
Ye NCERT padh lijiye...physics me aapko jyada deep knowledge na v ho to v chal jayega...( jyadatar topic ke bare me main chij aur uska Example , SI Unit , formula ,Reason ) ye Ana chahiye
@@gdksk-ty7lu BPSC 2 baari interview 1 upsc interview diya hoon sir...and that is only a suggestion and choice is yours accept it or not ....remind my word study material jitna kam ho utna achha...samaj mein logo ki yahi soche hain ki aap kya karte ho chanakya magadh ka raja nahi tha....ramakant aachrekar international criket nahi khela fir v kramshah done ne chandra gupta maurya aur ek ne sachin tendulkar diya....अहम् ब्रह्मास्मि sir jee aapko pata hi nahi hain
@@yadavshiv168 av aapke pass time hain toh aap kya kariye pahle aap BPSC ka syllabus dekhiye aur BPSC ka previous year ka question paper....taki jab NCERT padhoge toh aapko malum rahega ki kin kin topics pe jyada dhyan dena hain....aur jaisa ki aapke pass av time hain toh aap OLD NCERT 6 to 12th aur NEW NCERT 6 to 12th dono padh jaaiye....aur answer writting karte rahiye...
Bhi tu khud kye nahi paper de detaa h...khud to life me ak book v Puri nahi padhi hogi aur ghyaan Dene aa gaye...age h na ager bachlor degree h to exam do phir gayaan do........😊
Pyare brotherji..Isi channel pe padhate huye bhi video ayegi dost jaldi hi..2_3 video ke andar hi....uske baad jarur batana ki gyan hai ki nhi..😊....bas ek chij sikhi hai ki jo v exam do kisi ko batao mat ki ye diya hai jab tak final nikal na lo😐
Join BPSC Daily Target group
t.me/+O7DYxWK4uOlhNWRl
Join whatsapp- whatsapp.com/channel/0029Vaf3Zq6BlHpYYW67FO0i
join telegram -t.me/mraspirantofficial
INSTAGRAM
instagram.com/the.ashutosh.raj
ek baat bataiye sir, ye jo aap bol rahe hai, kya ncert ka information baki kitab me nahi hote? agar koi geography pmf ki book se padhe to wo kya ncert se alag information carry karti hai?? nahi naa.. ohir itna overhype kiun karna aisa cheezo ko??
Bhaiya abhi main BA part 1 me hu to kya main bhi isse follow kar sakti hu???
Bhaiya aapka jo BPSC daily Target group hai kya isame jisako 70 th bpsc Dena hai sirf wahi jurenge to thik rahega mujhe 2027/2028 me exam Dena hai to kya main nahi jur sakti uss group me ????
कोई अगर सिद्दत से परीक्षा वानी की किताब पढ़ ले तो प्रीलिम्स उसका कभी रुक ही नहीं सकता और करेंट के लिए मंथली क्रॉनिकल(वैसे किताब सब अच्छी होती है लेकिन टाइम कम है तो जरूर विचार कीजिए)😊😊
.... Ye kya hai
@@AyushiKumari-w8r क्या
@@RajveerSingh-nb7hn pariksha Vani book
Ek bar iss topic pe bhi video banaiye ki modern history me kya padhna hai aur kya chhorna hai please
Jarur
@@Mr_Aspirantexam 17 nov ko hone ki kitni sambhawana hai
@@anjalitiwari6793 .65% hope कर सकते h 17 नवंबर
Abhi tak ka best sir sahi bole hai... current affairs ka perfection IAS se aaya hai...
vision ias ka sabse jyada question aaya hai bpsc 69th me Jake check krlo🎉
current affairs 36-40 question
13- question vision ias magzine.
12- perfection ias
8- edutri
so aap koi v magzine kr lo current affairs cover nai hogi
iske sath newspaper lgana prega.
Or kya kya subject ka kre
@@ashish345-m2tsahi bola bhai . 😂
Kitna newspaper yadd krna padega@@yqmate8672
Ap 70th BPSC ke liye bhi please classes do RUclips pe q ki aap khud tyari kar rhe ho toh wo us students ke liye bhi bahut helpful rhega
Jarur
@@Mr_Aspirant Toh kab se start kar rhe ho ap class q ki ab zyda time bhi nhi hai
akhari time me books badalne ki bjaye purani kitabo ka rivision krke unsold paper solv kro
Bhaiya mere ko guide kijiye please mai Indian armed forces me hu mere pass time nikal pana muskil hai but mai bpsc k tyari karna chahata hu kyo fouj ki jidgi bahut hi tough hai kya karu samjh nahi AA Raha hai
Bhaiya aap aise hi hamsb ko margdarshan dete rahiye thank you so much bhaiya ❤
Thanku so much bahna
bhaiya Mera ncert complete ho chuka hai abb main ncert ke alawa koi alag book padhti hu to kya ncert ko bhi bich bich me revise karte rahna chahiye ?
Aap NCERT ki sirf geography class 11-12th revise krte raha kro or ancient history exams se pehle 1 read krlena
@@anshjha_6653 ok thank you
Kafi achhi video thi 👍
Please make a videos from which topic math questions ask in bpsc Please sir
Bhaiya bpsc mains exam me ancient and mediaeval ke kaun kaun se topic se question puchhate hain please iss par bhi ek video banaiye kyoki maine IGNOU se karwaya hai jisame abhi part 1 ka hi book aaya hai aur usame ancient and mediaeval kafi jyada hai
Bhai bhot informative video thanks for this ab ek baar aap as soon as possibile test series ke liye vi agr possible ho to bata de ki test series Konsa join krna chaiye online ya offline or kis ka karna chaiye
Test series ki quality eduteria ki kafi achhi hai aur sasti bhi hai....offline do wo jyada achha hota hai....
@@Mr_Aspirantbhaiya test series ke liye edu teria ki book Leni parengi na ?
Love from Dhanbad ❤
Thanku bhai❤️
Thank you sir really helpful video
Most welcome
hlo sir, perfection ias ka current affairs kaha se le...unke website pr nhi show ho rha hai
Thanks Bhai ❤
Bhaiya please bataiye
Aapne jo group banaya hai 70th bpsc wala to kya mai bhi join kar sakti ?? Kyoki main abhi b.a part-1 me hu please btaiye
Join kr skte ho...aur bilkul basic follow krna aap usi topuc ke sath
Bpsc 69 me budget economy survey se ek v questions ni tha or apne jo v book btaya jaise crown wagira ye sb guide book h ...
Bpsc nikalne ke liye standard book padhna hi pdega chahe time ho ya n ho ...
Nhi bhai...maine guide book alternative bola hai 2 mahine ko dekjte huye...question match karne ke baad ....crown ke book me history aur geo NCERT hi hai...aap match karna...aur ONLY ias wali polity me laxmikant hi hai..baki science me 9th 10th ki ncert se hi ques aata hai
Love it👌
Thanks brother
Bhaiya please bta do
Economics ke jo book aapne bataya uss book ka link bhej dijiye kaun si book hai main confuse hu
Arihant Ncert( 6th to 12th ) notes
10:04 Bihar special aur Indian History ko sath me lekar 50 se 55 questions ho jaate h esliye logo ko digbhramit na kare, mai pichhle 10 saal ka questions gin chuka hu
Bihar special = bihar geo, bihar polity, eco, history + bihar population +bihar current affair......(ye sab count kiya hai )
@@Mr_Aspirant excluding CA,Polity and economy
Bihar special = History+Geography
Maine jo bihar wale ques hai...unko bihar special bola hai...chahe wo bihar polity ho ya economics ya bihar currenr affair.....shyd ab smjh gye hoge
बच्चा पैदा होने के बाद पता चला कि ये मेरे जैसा ही था 😂 वही यहां किया जा रही है ।
Lucent yellow wali padhni hai ya specific wali for history and science??
Sir please btyae ki bpsc me
Environment and ecology se qs aate h kya ??
Bhaiya please reply
Main abhi BA part 1 me hu kya main bhi isse follow kar sakti hu??
Aap abhi thoda ncert pe dhyan do...kyuki abhi aapke pas time hai....ek baar ncert complete hone pe standard book follow karma aap
Nice analysis
Sirf ncert padhe 6to12 aur abhi 1 saal time hai to bpsc nikal jayega
Bhaiya kya aap bta skte patne bpsc ke liye offline pw yah kgs dono me se kon sa best rahega
Kgs
Video soon
PW
Bhahiya plz ek reply kr do mere pass ncert ki cosmous publication 6 to 12 ncert ki book jo mahesh kumar barnwal ka to thik rehga necrt k liye
Us book me aise bahut chije hai jitni aati nhi hai exam me. . Exam me 70% scinece ques 9th 10th ncert se hoti hai...to ek baar kisi v cbse teacher se one shot video dekh lena
@@Mr_Aspirant bpsc 70th k thik nhi kya bhaiya
Bhaiya apse ek help chahiye plzzz mjhe isbr prelims dena tha ap plzz btaye kon konsa important topic ho jisko pdhkr achha score krskti hu plzz aur jitna bhi tym usko din raat ek krke pdhungi ap plzz btaye
Ek video aayegi
please btaye ki pyq topicwise le ya yearwise ?
Thanks u sir
Thankyou soo much
Bhai m abhi se bpsc 70th ki tyari karna chahta hu par
Kya 2month m possible hai 😢
Bilkul possible hai prelims...agar pahle ek baar kahi v aapne taiuari kri h to
@@Mr_Aspirant bhai pehle to m ssc wagra ki preparation kar rha hu 2saal se kya abhi possible hai 2.5months m prelims
Bhaiya kya ancient and mediaeval history bhi bpsc mains me puchhate hai?????
Haa ab to kafi aata h isse v
@@Mr_Aspirant bhaiya topic bhi bataiyega ki bpsc mains me ancient and Medevial history ke kaun kaun se topic puchhate hai ya iss par bhi video banaiyega kyoki maine IGNOU se admission liya hai to 1st year me ancient history bahut jyada Diya hai
Bpsc ke lia eye drishti kaphi kmhai current affairs ke lia ??
Bpsc 70th ki form link active hai last date 9-8-2024 ki thi ??
❤😊
Hello sir 🙏
Bole Kiran publication ka book hai mere pass usse tyari nhi ho payega kya
Sir please reply dijiyega...
Thank you 👍...
Kiran publication ki ek guide book hai...aapke pas agar time kam hai to video me bataya hua follow kr lijiye....ya phir agar time hai to ncert se start kre
Sir geo k liye ky kre pls btaiyr
200 guess question for current, science,history bihar special ka nikalye ...taki %ratio se sb ap pe biswas kare
Actually jo v teacher marathon ya es tarike ke video banate hai...visvas karo ..jo v sirf utna padhta hai uska kabhi nhi hota...
Aapko ab ke time pe badalte pattern me lagbhag har subject me maximum topic karna pdega
History ki book mention kar dijiye clear book ke naam ke sath
Bhaiya please reply bpsc interview me durga chalisa k padhna hobby bo skte h
Sir hm up se hai kya hm bpsc k liye apply kr sakte hai
Ha
Haa kar sakte ho....general category se
Nice video ❤
Thanks for the visit
@@Mr_Aspirant bhaiya aapke coaching mein padhta hun
Name:-Anmol
Nice sir ji
Thanks
Bahut badhiya hai bhaiya
Ghatna chakr pyq sabse behtar h kahan se aata hai baat hi khatm explanation bhi rahta hai
Lekin ek baar karne se bahut kam chije yaad rahti hai ...uske notes banana important hai agar kr rhe ho to baar baar revise ke liye
crown thik rahega bihar special ke liye??
Haa kisi v book se pdhe...lekin baar baar revise krna
Bihar current affairs ke liye?
Polity ka pdf de dijiye
Bhaiya BPSC k PYQs k liye kon sii book leni h
English medium k liye
Bahut sari book aati hai...aap market me jake do tin publication ki book dekh lena...jo aapko best lage...kyuki pyq me sab same hoga
😮😮😮......wahhh
Thanks ❤️
Bpsc 70th ka from fill kb hoga 😊
Nnotification ka hu wait hai...5 aug ke baad bolla hai chairmsn ne
Apka watsup group ki link kya h
Niche 1st comment me hai link
Sir Bihar special ke eduteriya ke book padh raha hun
Bhai iski bdf khn milegi??
Hindi medium ke liye vi bta digiye
Mains per bhi banaye
Jarur
Bhaiya please reply
Economics ke liye pahle alag se bajat , sarve , population aur government scheme achhe se cover karna hai isko cover karne ke badd bacha jo topics usse ncert summary arihant se karna hai ......????
Ncert summary se aapka ECO ke basics complete ho jayenge....usks baad kisi v current affairs se aap Budget, economic survey , scheme, ye sab kar lena
Kvi board se hat v jaya kro dost taki tumhari strategy ko sahi se dekh sake
Telegram..whatsapp har jagah maine ye daal diya hai
Video ❌ bido ✅
bpsc mains strategy ......
Abhi time hai books padhna ka
Haa jo book bataya h....wo abhi ho skta h
Tum khud karlo sir
👍
Kuch new nhi hai bro... Serious aspirant already esse jyada janta hai
Ye video se beginner ki problem kam se kam solve hogi...jo pahli baar bpsc prelims dene ka soch rhe h...aur jyada abhi nhi padha h
Physics bata dijiye kha se padhe......
Ye NCERT padh lijiye...physics me aapko jyada deep knowledge na v ho to v chal jayega...( jyadatar topic ke bare me main chij aur uska Example , SI Unit , formula ,Reason ) ye Ana chahiye
@@Mr_Aspirant ok
Baii....utna kya karna...bass new NCERT 6 TO 12th aur BPSC ka pyq aur ghatnachakkar....current k liye pratoyogita darpan....ya BPSC INSIGHTS TELEGRAM CHANNEL bass itna kafi hain.....
Tmhara ho gya kya bhai.. Itna confidence😂 !
@@gdksk-ty7lu BPSC 2 baari interview 1 upsc interview diya hoon sir...and that is only a suggestion and choice is yours accept it or not ....remind my word study material jitna kam ho utna achha...samaj mein logo ki yahi soche hain ki aap kya karte ho chanakya magadh ka raja nahi tha....ramakant aachrekar international criket nahi khela fir v kramshah done ne chandra gupta maurya aur ek ne sachin tendulkar diya....अहम् ब्रह्मास्मि sir jee aapko pata hi nahi hain
@@Sudhanshu-chamar Tu pagal h kya 🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Bhaiya abhi ba part 1 mein hu koi alag se book lu ya fir ncert padhta rhu ya kissi master ka batch lu please suggest
@@yadavshiv168 av aapke pass time hain toh aap kya kariye pahle aap BPSC ka syllabus dekhiye aur BPSC ka previous year ka question paper....taki jab NCERT padhoge toh aapko malum rahega ki kin kin topics pe jyada dhyan dena hain....aur jaisa ki aapke pass av time hain toh aap OLD NCERT 6 to 12th aur NEW NCERT 6 to 12th dono padh jaaiye....aur answer writting karte rahiye...
Bihar special k liya ka kya padhna chaiye
Aur history k liye ghatnachakra mcq practice k liye sahi rhega kya
Haa ghatnachakr ke mcq se jyda jaruri hai uske diyee huye explanation...
Aur book ka ek last video banaya h...aap waha dekh lo channel me jake
Hello bhaiya
Udaan 2.0 kahan milegi ?
Online mangwa lo....brna patna ya delhi jaise jagah pe hi mil payegs
Khud toh select ho le pehle baad mai gyan diyo
Bharti bhawan ke 9th 10th science book useful hai BPSC ke liye
Haa bahut
Sir eduteriya ke current affairs padhta hun
Haa ye achha hai kafi bihar ke exam ke liye khaskar
Tu bhi yaar Lucent ka hi bhakt nikla
Book lena hai
Bhi tu khud kye nahi paper de detaa h...khud to life me ak book v Puri nahi padhi hogi aur ghyaan Dene aa gaye...age h na ager bachlor degree h to exam do phir gayaan do........😊
Pyare brotherji..Isi channel pe padhate huye bhi video ayegi dost jaldi hi..2_3 video ke andar hi....uske baad jarur batana ki gyan hai ki nhi..😊....bas ek chij sikhi hai ki jo v exam do kisi ko batao mat ki ye diya hai jab tak final nikal na lo😐
@@Mr_Aspirant bas ek chij sikhi hai ki jo v exam do kisi ko batao mat ki ye diya hai jab tak final nikal na lo
ye line sahi h sir
Padhna likhna Laura nahi
Khali kitab Kaun sa ....
Namaste DM sahab....kon se district me posted ho aap ?
@@Mr_Aspirantbolne wale bahut hai aise faltu ...ap help krna jari rakho👍🥰
Aise kisi ko mat boliye
@@Nishakumari9627nkgalat bolne walo ko galat hi bola jata hai......
Aap bhi comment dekh kar aate ho@@lakshmiyadav03
Pure Bihar ko pata hai ki KHAN SIR KI GK aor BIHAR SPECIAL best hai phir bhi tumne vo book mention nahi karra hai
Ab normal GK book se nhi nikal payega bpsc...pattern change hone ke baad... usse railway , daroga, ssc ye sab nikal skta h
Sir aapka WhatsApp number please sir
Mere comment ke 1st me sabhi ka group hai...aap use join kr lo
👍