जबरदस्त सहारनपुर वालों के लिए फख्र की बात है रूह अफजा बनाने वाले खान साहब का ताल्लुक सहारनपुर से हम लोग 70 साल से ज्यादा ज्यादा हमारे वाले डॉक्टर अब्दुल रहमान की दवाखाना हमदर्द दवाखाना की दवाइयों का का इस्तेमाल हो रहा है
Mujhe to boht jordar lgta he rooh hfaza.. pehle glass ki bottle me or acha lg ta tha pr baad me plastic bottle me aane lg gaya .. cold dring jesaa jahr pine se to boht achaa he rooh hafza
@@KnowledgeAround waise to baat sach hai ke rooh Afza ka taste pehle se alag hai thoda par phir v Ramzaan ka aur garmi ka maza Rooh Afzah ke sath hi hai ... Mujhe Rooh Afzah ka flavour zyada unique lgta hai.... Aur faluda aur sharbat main iska combination best lagta hai ..
Mere khayal se allah ne Jo banaya wohi Khao Insaano ne Jo banaya wo kaam Khao....is roh afja me per 100 gram me 101 ml gram sakkar hai...mere khayal se sabse atsa sarbat nimbu ka ras hai.....
Per ismein thukne ka bhi to Khatra hai Humne To is bar Dar Ke Mare kharida hi Nahin Jawed Habib Jaise famous hair stylish America se padh kar aaya tha usne Aurat ke balon Mein thuk kar bola ki mere thuk mein jaan hai aur Javed jaafri Jaise famous dancer aur actor uski support mein tweet Karke Kahta Hai Kya Ho gaya agar thuk Diya to aur bad mein delete kar deta hai to Bhai Kuchh Bhi Ho Sakta Hai
90s wale Rooh Afza mein sugar content kam that lekin ab sugar content jyada aa rha hai iske alawa pehle ki herbs aur flowers me smell achhi thi lekin ab chemicals and pestisides ki vajah se jyada effective nahin reh gaya hai
90s and 2000s mein lagbhag har Indian ke ghar Rooh Aafza use hota tha but ab iska taste pehle jaisa achha nahin rha aur market mein kafi competitive products aa gye hain to iski sale bhi kam ho gyi hai
Just for your kind information...Rozaa todte waqt nahi kholte waqt...waqt hone se pehle agar koi kha yaa pee le to rozaa tootata hai aur waqt poora hone par roze ko kholte hai...
Sir mai 1 baat kahu aapse ruh afzah bahut acha hai mai bachpan sai pita aa raha hu laykin ab our tab mai bahut fark hai aysaa kayu pahle iski khusbhu dur dur tak aati thi ab to paas bhi nahi pata lagta please sir isko pahle jesa bana do maharbani hogi aapki hum per kayuki hum isko bahut like karte hai isme chini bahut aati abhi aap isme purana sawad daldo bhai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏please
Correctly said. There is another document video in RUclips in which its shows only sugar syrup and pineapples , orange. Ark of some ingredients and edible color
आपको ये विडियो कैसा लगा?
आगे किस टॉपिक पर वीडियो बनाया जाये .. सलाह दें|
Bahut hi jankari bhara ... Thank u
कोई भी मत बनाव sojaw
बहुत अच्छी विडियो है
Roja todte nahi he roja kholte he iftari karte he
Is ki suply nahi badai to is ki jagah koi aur lega
Pepsi jaisa jahar peene se achha hi ye sarbat piyo test bhut badya hota hi iska
You are 100% correct brother. Rooh Afza is much mush better than Pepsi, Coke and other flavored cold drinks.
Yes your right
Yes
Right Bro 👍
No doubt yeh best h or mapro ka rose syrup b usme rose k patte aate h
Old quality was excellent of rooh afza but now it's only sugar syrup 😤😤
This is the main reason why Rooh Aafza fanbase has been decreased.
right
tho mene shyamji sharbat pina start kar dia h ye bhut tasty hota h
Roohafja is not same as comes in 90's ..quality has been going down over the time ,still it is the best rose based syrup .
Is time shahd ki tarah gaadha thik hot th ab to patla Pani hai
WONDERFUL
बहुत ही अच्छा लगा आपका विडियो Thanks
Bahut।बेहतरीन।सरबत।दुनिया।का।मशहूर।सर्बत
Very nice
Bahut acha video hai main abhi roza say hun aur main roz peta hun
Hm to bachpan se pite h muje bht psnd h
Thank you information ke liye Shukriya
Your welcome, we will try to give more valuable information to you.
Sach me eska test bht achchha hota hai👌👌👌👌
Bahut behtrin hota he ye
WONDERFUL day and night in India 🎉🎉🎉😂😂❤❤😢😢😮😮😮😅😅😅😊😊😊😊😊😊
sir aap ka ye video hame bahut achchha laga aap ne hamare bachapan ki yaaden taza kar di ....nice video
Thank you Vishal ji
शुक्रिया,सर
❤ roohafza.
Badhiya ji
Nice Information
Thanks, so nice of you.
जबरदस्त
सहारनपुर वालों के लिए फख्र की बात है रूह अफजा बनाने वाले खान साहब का ताल्लुक सहारनपुर से हम लोग 70 साल से ज्यादा ज्यादा हमारे वाले डॉक्टर अब्दुल रहमान की दवाखाना हमदर्द दवाखाना की दवाइयों का का इस्तेमाल हो रहा है
Thank you for information ☺️
Mujhe to boht jordar lgta he rooh hfaza.. pehle glass ki bottle me or acha lg ta tha pr baad me plastic bottle me aane lg gaya .. cold dring jesaa jahr pine se to boht achaa he rooh hafza
ma ka bhosda roof afja ka
Masa Allah bhut hi sunder knowledge
Bahut bahut dhnyawaad Azamat bhai ji. Please channel subscribe kriye aur doston se bhi karwaiye.
।।झक्कास ।।
Bhaut achi malumat
a
Assalamualaikum mere hajarat masaallah
Nice
डाबर का इससे बेहतर है अधिक लाभदायी है
देश संस्कृति मे भी लाभ दायी है
Can you please tell us the name of Dabur drink? I will be very happy to use it.
isse badiya nhi hoskta rooh faja is roohafja
I love roh abza specially roh abza milkshake thanks for your information 💘
Best hai best...
Nice video bhai jan
amazing sarbat
Nice video
Thank you so much. Please subscribe the channel.
SHUKRIA. .BHAI
Bhut acha bhai
achcha laga
Itna deep knowledge ..
Tq so much
रोजा खोलते वक़्त नाकि तोड़ते वक़्त पीते है
Ji sukriya! Wo thoda alag alag jagah ki boli me thoda difference ki vajah se aisa bol diya.
सही बात कही भाई आपने
@@KnowledgeAround Koi Bat nahi bhai
Lol
Dislike maro sale ko bina knowledge k kch bhi bolega kya
Rooh afza ke bina zindagi adhuri hai
Apko itna jyada pasand hai kya? Apko Rooh afza me sabse best cheez kya lagti hai?
@@KnowledgeAround waise to baat sach hai ke rooh Afza ka taste pehle se alag hai thoda par phir v Ramzaan ka aur garmi ka maza Rooh Afzah ke sath hi hai ... Mujhe Rooh Afzah ka flavour zyada unique lgta hai.... Aur faluda aur sharbat main iska combination best lagta hai ..
Bread per robja flip kar ke khane se bhi test lgta hai .
My fevruit drink...
Nice video🎥🎥🎥🎥 thank s for sharing this video
Mahadev mahadev.
Nice
Mere khayal se allah ne Jo banaya wohi Khao Insaano ne Jo banaya wo kaam Khao....is roh afja me per 100 gram me 101 ml gram sakkar hai...mere khayal se sabse atsa sarbat nimbu ka ras hai.....
Bilkul Dil wali baat boli aapne.
my favoraite...
So nice video...soch rahi thi kal rooh afza lekar aw dil khush kar dia apka rooh afza ka history aur benefits se...thank you
Thanks for liking this video and your kind words. Stay connected
Ye piye to khun aata kiya
Lao madam or ham sab bhart wasi ko pilao bhart desh zendabad
@@tamkeen-----khan7536 piye tu jaan ati or faqr kro ezat kro ham dard walo par ky deash wasi hai bhart desh zendabad
🌺🌺sir ye shrbat ushnta Kam karta hai Kya Daly pe sakte hai Kya please reply 🙏
Ha ise daily m ek time pii sakte hai
Bhot Acha hai
Wakai ye shrbat bahot lajabab hai
Nice 👌👌🙏🙏
Bhoot msst lgta hi
Super
Sir...bht aachi lggi aapki vd...pls aise hi aur vd bnaye
Thank you Sonia ji. Hum hmesha knowledge videos banate hain. Please channel subscribe kr lijiye aur family friends se bhi karwa dijiye.
hamare dil s to utter geya
Best sarbat in world
रूह आफ़जा यह शरबत -ए - कोहिनूर है।
Bilkul sahi kaha aapne. Bachpan se peete aa rhe hain aur garmiyon me taro taza ho jate hain.
आज मेरे पास बंगला है, गाडी है,, तुम्हारे पास क्या है?.....
मेरे पास रूह आफ़जा है..... 👍
सारे रूह आफ़जा प्रेमीयों को समर्पित 🙏
Kohinoor e sharbat u mean
🤣🤣🤣🤣🤣 shrabat -e-atombomb kaisa rahega
Per ismein thukne ka bhi to Khatra hai Humne To is bar Dar Ke Mare kharida hi Nahin Jawed Habib Jaise famous hair stylish America se padh kar aaya tha usne Aurat ke balon Mein thuk kar bola ki mere thuk mein jaan hai aur Javed jaafri Jaise famous dancer aur actor uski support mein tweet Karke Kahta Hai Kya Ho gaya agar thuk Diya to aur bad mein delete kar deta hai to Bhai Kuchh Bhi Ho Sakta Hai
Glass bottle roohafza is more better than the plastic roohafza
Oh, is it? I didn't know about it. Thanks for clarifying.
मैंने सुना है कि रूह अफजार के कई उत्पादों में सूअर के मांस का इस्तेमाल किया जाता है, यह कितना सच है?
No, this is fake and misleading information shared by some competitive companies.
Nice..
Shi bat he bhay
Nice Sharbat
Aaj kal har chiz mein milavat hoti ja rahi agar inmandari se karo insan ke jano khel raho 90,smein log imandari Sekarte sub chizo ko
Kya karein Hashmi ji ... Duniya itni matlabi aur paison ki bhukhi jo ho gyi hai.
Veri nice
Roohafza seh best hai HITKAARI products..abh 90 wali bat nahi hai Roohafza meh
90s wale Rooh Afza mein sugar content kam that lekin ab sugar content jyada aa rha hai iske alawa pehle ki herbs aur flowers me smell achhi thi lekin ab chemicals and pestisides ki vajah se jyada effective nahin reh gaya hai
roohafja hi asli sarbat hai mere ghar me yehi use hota hai hamesha
90s and 2000s mein lagbhag har Indian ke ghar Rooh Aafza use hota tha but ab iska taste pehle jaisa achha nahin rha aur market mein kafi competitive products aa gye hain to iski sale bhi kam ho gyi hai
Just for your kind information...Rozaa todte waqt nahi kholte waqt...waqt hone se pehle agar koi kha yaa pee le to rozaa tootata hai aur waqt poora hone par roze ko kholte hai...
Abdul to bakri 🐐se roza kholta hai, ye bhi halal hai
Thanks for the clarification, Zuber.
Well done ✅.
Thank you! Cheers!
Good information. But disliking because of wrong thumbnail. सिर्फ फ़ायदे बताये हैं, नुकसान कहां बताये ??
No harm
@@tanveerasifkhan6028 hai Bhai weight bdata hai aur sugar level bi bdata hai
भूल गया होगा अगले प्रचार में बता देगा ।
Tujhe is se b nuksan chahiye???
कोई नुकसान नही हैं।
Kya pregnancy m p sakte h kya plz reply
Yes, you can drink Rooh Afza in pregnancy too. There is no harm in drinking rooh aafza during pregenancy period.
Superb
मैं तो जीवन में पहली बार इसको जान रहा हूं 😅
Ye North India me aur Muslim families me bahut jyada use kiya jata hai.
Sir mai 1 baat kahu aapse ruh afzah bahut acha hai mai bachpan sai pita aa raha hu laykin ab our tab mai bahut fark hai aysaa kayu pahle iski khusbhu dur dur tak aati thi ab to paas bhi nahi pata lagta please sir isko pahle jesa bana do maharbani hogi aapki hum per kayuki hum isko bahut like karte hai isme chini bahut aati abhi aap isme purana sawad daldo bhai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏please
Sahi keh rhe hain aap. Har cheez me milabat shuru ho chuki hai .
@@KnowledgeAround
India is full of milawat now .
Superb taste hai bhai
इतनी जड़ी बूटियां तो अब शायद पैदा ही नहीं होतीं, जितनी इसकी बिक्री है। शक्कर की चाशनी और फ्लेवर के अलावा कुछ नहीं है।
Apki bhi bat shi hai. Ab Rooh Afza me wo pehle wala taste nahin bacha hai.
Jai shree radhe krishna 🙏🏻🙏🏻
Sharbat basant hilore bhi ase hi banaya jata hai bahut hi badhia quality Kam rate main
अब तो पतंजलि शर्बत का स्वाद ज्यादा अच्छा लगता है।
Bhot badiya taste hai bhai iska1😛🥰🥰🥰🥰
Sirf hindustan mei nai poori duniya mei Piya jata hai.
Haji puri duniya m piya jata hai
Ye sharbad se roza nai khol sakte hn iftar mai isko pee sakte hai
Ok, thanks for the clarification.
Mera favourite servant hai I love you rof afezah
Kya daily use kr sakte h ise
Please mention
Yes, you can use Rooh Afza daily but in small quantity as it has a lot of sugar in it.
I like it
Aaj kal itna kuch nahi dala.jata...isliye itna fayda nahi hota isey peeney se...iske bananey ki video bhi hai..aap dekh saktey hain
ROJA TOD TE WAQT NHI ROJA IFTAR KARTE WAQT PITE HE
I love
Mein ek week se roz pe raha hu mera pet hamesa gadbad rehta tha ab roz thik se bathroom jaraha hu digestion sahi hogaya hai
Very good, that means natural remedies in Rooh Aafza works for your.
ROH ABZA VERY BEST
Great
हर हिन्दू इसका बहिष्कार करें. जय श्री राम !
Isse kehte hn jalankhor..... jealoussy feeling.....
neem kakeem khatre jaan.. tabhi aaj sabko diabetes hai
Don't know back in days but now Rooafhza is just a sugar syrup in current days there is no benefits at all. But I like it☺️
Ferret sec
Kisko kahan hai ki refresher Mein Nahin Rakh Sakte Yahan ka temperature kitna Jata Hai To kharab Nahin hoga
Can we drink daily rubja with milk
Yes you can drink Rooh Afza daily in summer. But if you are diabetic then please avoid it.
Rooh afja pine ka apna alag hi maja hai
Ji, bilkul sahi kaha apne. Pepsi, Coca cola iske aage sab bekar hain.
Sir iski price kitni hai?1bottle ki
Hamdard Rooh Afza Sharbat Syrup price is as follows:
M.R.P.: ₹170.00 for 250Ml but you can get it for approx Price of ₹150 only.
Wrong information
Abhi toh maximum quantity sugar syrup ki hai isme.
Woh purana zamane mein joh aap ingredients baata rahe hoo
Ab kyaa peena sahi hai kaunsi cheez sahi hai market me sabme milawat hai
Correctly said. There is another document video in RUclips in which its shows only sugar syrup and pineapples , orange. Ark of some ingredients and edible color
@@Azizur84 Yeah i saw that video and was about to comment the same. Their are so many diff videos regardinf rooh afza. Whom to believe?
आपने सही कहा है अब तो ये बीमारी है गले की बहुत बड़ी साजिश है समझो 3=2020 पैकिंग की जांच करलो
How can you tell. Please clarify
Wow so delicious.
Sugar patient nahi pee sakte kyo ki isme sakkar bht jyada hai...