Sir mera training 22may se hai Lekin mere dashboard me documents upload ka option aaya hai to ese avi upload karna hai ki training ke baad Aur upload kar rahe hai to failed ho ja raha hai
Training se phle krna hota hai tabhi form complete hota hai or payment bhi document upload ke bad hoti hai. Abhi slot complete ho gye honge isliye upload nhi ho rha hoga. Naye schedule ane k bad apply kriye ya portal per check kriye kis date me register ho rha hai uska form bhariye
sir , iibf ka previous question paper ka information upload kijiya , is baar ka question paper patten bata sakte ho , abhi tak bohot se niesbud ke exam hua hai bc ka, uska question paper ka information nikal skte ho?
Training aki honi hi apka nam sahi hona chahiye . .agar bhavishya me apko Kai or jagah bhi dikkat aa sakti. Abhi k liye to thik hai magar naam sudhar krwa lijiye.
Sir aapne bola ki aapke sabhi video dekhne par information mil jaye ga , mene sabhi dekha sirf ek hi answer Mila MCQ me hi paper aayega, or csc centre me Jake exam ke liye form bharna hai, but ek abhi tak answer nahi mila , previous question paper abhi tak to bohot sare exam hua ha BC iibf ka new rule ke baad , to uska video banao, previous question paper, ka information nikalo , sir
Training ke 9 mhine ke andar apko exam clear krna hai .The BC candidates will be required to pass the examination in three attempts within a period of nine months from the date of completion of training
Sir mera otp verify nahi hua error bta diya aage kya karu kya id loggin kar payment kar du
@@RajeshPrinting aap portal per diye technical support ke number per try kriye vo jesa batate hai follow kriye
Ok sir@@bepositivebesuccessful
Sir mera training 22may se hai
Lekin mere dashboard me documents upload ka option aaya hai to ese avi upload karna hai ki training ke baad
Aur upload kar rahe hai to failed ho ja raha hai
Training se phle krna hota hai tabhi form complete hota hai or payment bhi document upload ke bad hoti hai. Abhi slot complete ho gye honge isliye upload nhi ho rha hoga. Naye schedule ane k bad apply kriye ya portal per check kriye kis date me register ho rha hai uska form bhariye
sir , iibf ka previous question paper ka information upload kijiya , is baar ka question paper patten bata sakte ho , abhi tak bohot se niesbud ke exam hua hai bc ka, uska question paper ka information nikal skte ho?
@@Automotive-Shaikhraj ok
Very informative videos...
Thanks for...sir
Welcomr
Sir mponline me photos upload nahi ho raha hai please help
Video dekhiye usme sab bataya hi
@@bepositivebesuccessful sir mponline ke liye
@@GsmAshishsingh aap apne district coordinator se sampark kriye.
👌🙏🙏
I have registered for BC exam directly from the IIBC Website
Hello Sir training Registration Direct link se Kiya hu to usme koi problem to nhi hogi Id or password aa gya h mera
koi dikkat nhi hai
Thank you sir
Welcomeji
मेरे आधार वोटर और शैक्षिक योग्यता के कागजात में पिता के नाम की स्पेलिंग में थोड़ा अंतर है क्या IIBF रजिस्ट्रेशन में कोई समस्या आएगी?
Training aki honi hi apka nam sahi hona chahiye . .agar bhavishya me apko Kai or jagah bhi dikkat aa sakti. Abhi k liye to thik hai magar naam sudhar krwa lijiye.
Sir apply ka kitna din ka bad me admit card milega?
Video dhyan se dekhiye
Sir aapne bola ki aapke sabhi video dekhne par information mil jaye ga , mene sabhi dekha sirf ek hi answer Mila MCQ me hi paper aayega, or csc centre me Jake exam ke liye form bharna hai, but ek abhi tak answer nahi mila , previous question paper abhi tak to bohot sare exam hua ha BC iibf ka new rule ke baad , to uska video banao, previous question paper, ka information nikalo , sir
Ok
How to get membership number
Training ke bad jab exam ke liye apply kroge tab milega
Training id training end hone ke baad just bad me milegi ya 2-3 days lagenge
Training ke complete hone ke bad mail per aa jati hai
Meri training 1 June ko end ho rahi hai aur exam apply ki last date 2nd June hai