Wasila Kya Hai Aur Kya Kisi Ka Bhi Wasila Le Sakte Hai By Adv. Faiz Syed
HTML-код
- Опубликовано: 26 янв 2025
- 𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed
𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
President, Al Kitab Education & Welfare Society.
Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
Director IRC TV
𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
M.C.A (Master of Computer Application)
B.G.L (Bachelor of General Laws)
LL.B (Bachelor of Laws)
M.A Islamic Studies.
Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
@Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides RUclips and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔
𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
Dawah Centre, Hai Assalamah
Understand Quran Academy
Socio Reforms Society of India
Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
Balad Dawah Centre
𝗧𝗔𝗜𝗙
Islamic Education Foundation
𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
Dawa Centre Almaabada
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦
𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
Al-Manar Centre
United Goan Muslim Community
Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
Human Care Society
𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠
𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
Green Lane Masjid
Al-Hijra Masjid
Muhammadi Masjid
𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
Masjid Humera
Masjid Al Tawhid
𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
𝗢𝗟𝗗𝗛𝗔𝗠 - Jamiat Ahle Hadith
𝗥𝗘𝗔𝗗𝗜𝗡𝗚 - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #HashrMeAllahKiRahmat #Nazara #Tauheed #OnenessOfAllah #Almighty #Hashr #DayOfJudgment #Akhirah #Akhirat #Qayamat #Qiyamah #Rahmat #Rehmat #Rahem #Rahman #Raheem #Mercy #Mercifull #Aqeeda #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00214
Aasalamwalekum faiz bhai aap bohot aacha bayan karte hai sidhe zehen mein utarte hai mashallah sabhi bayan quran hadees se hote hai
Mujhe to saare comments dekhkar ek baat samaj me ai aj apne Islam me abi tak koi deen ko sahi nai jaana sirf sub apni apni baat sahi bolre Allah rahem kare apku confusion se dur kare aur sahi rasta dikhaye hum khud hi do rastao pe bhatak rahe hai mera malik tu rahem kar duniya ke sare muslim pe
Allah hidayat de or nabi saw ki or aulia ikram ki muhabbat paida karey in k dilo me.. aameen
Ameen
Ameen
Ameen
Allah pak nai khud Quran mai farmaya hai aye emaan walo Allah sai daro aur Allah ki rah mai waseela dhundo maire bhai Allah paak ap jaise logo ko hidayat dai ammmeeennnn
Tm video pura dekho
ماشاء اللہ بہت خوب جناب
Stay Blessed Aameen
MUHAMMAD(S.A.W.W.) aur ALE MUHAMMAD(A.S.) wasila hai
q ki 14 Masumeen mein sab Shaheed hai
Al-Bayhaqi narrated in Shu’ab al-Eemaan that ‘Ali (may Allaah be pleased with him) said: “Every du’aa’ is not responded to until one sends blessings upon the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him).” This was narrated by Baqiy ibn Mukhallid from ‘Ali in a marfoo’ report, i.e., it was attributed to the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him). (This hadeeth was classed as saheeh by al-Albaani in Saheeh al-Jaami’, no. 4523)
‘Umar (may Allaah be pleased with him) said: “Du’aa’ is detained between the heavens and the earth and no part of it is taken up until you send blessings upon your Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him).” (Narrated by al-Tirmidhi, 486; classed as hasan by al-Albaani in Saheeh al-Tirmidhi, 403).
right
Blessing means , you have to read durood e Shareef at the start of your dua and ending of it
Paper pahle se out h ki Huzur sallalahu aliehi wasallam sabki shifa at krenge shifa at ka zria bnenge yahi waseela h
Great explanation faiz sir ❤❤❤❤❤
Bhai I love you to guide us right path
Jazak Allah kair faiz bhai
Subhanallah ❤️❤️❤️❤️❤️
You are right
MashaAllaha beshaq Ameen
Eid Mubarak Faiz bhai
Sahih bukhari me waseela maujud he bukhari 1010 use explain kare
Subhan.Allah...Allhamdulila....Allahu.Akbar🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚🌷🌷🌷🌷🌷🌷💚💚💚💚💚💚🌷🌷🌷🌷🌷🌷
Wasile ki bath bolre bhai janaze ki namaz na baliq aur baliq k liye alag dua kyu idar hi malum hora wasila kisko lagana hai so a khud ek shaitaan hai achi bate tho bolta magar uske raste pe hi jata a bhai
waseele ke mutalliq teen hadeese he
Muhammad saw jab maujud the tab Muhammad saw se dua karayi,par jab wo maujud nahi the to uske baad ek sahaba se dua karayi ,wo barish ke liye dua ki thi ,aur apni neki ka wasta de sakte he
waseela aur shafa'aat / sifarish me farq he
Allah ki rehmat bakshish ka bahana dhundta hai.beshak
Masha Allah shaikh
Well explained.
Question -- surah maidah 5:35
1-Waseela agar sirf neki hai to waseela lafz istemal q hua jbki taqwa istemal hota alag or bhi bht saare alag words.
2- Tarjume me lafz istemal hua waseela 'talash' karo. Neki me talsh kya karna wo to pta hi hai namaz pdho roza rakho baki kaam jo btaye gye!
2- imaan walo se kaha gya hai is ayat me, na ki kafiro se. Matlab jo iman laye unse waseela dhundhne ko kaha gya hai
Bhai vo arabic me paro ge to uska matlab alag alag tarke se alak ke kareeb ane ka zariya dhundo jaise allah kis ko pasand karta hai jo mahnat karte hai vahe hi kaam karo jo allah ko pasand hai taki allah ke karib ja sako usme achi zaban achi baat sab samil hota hai
Concept is presented but with a great deal of manipulation..
Allah sab ko hidayat de
He had given reference go & check
Jis tarha valid ek hotahe aur un ki jgah koi nahi le sakta ussebhi barkar sari kainat karab sirf allah hai tmam pegambaro ne aur nabio ne aur avliya allah ne sirf allah ko sajda Kiya aur allah sehi manga aur hame sari jindagi gujar kar bta ke gai bas vese hi hame ek allah ke siva kisiko bhi kabhi nhi saktsaktapukar na chahiye mangna sirf allah se hai vohi deta hai aur vohi sabka khuda hai aur kisi ko koi nahi de sakta
Maa shaa Allah
Mash Allah ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ aap shahid dr Israr kai student ho aap ko peace tv par dekha tha
Those who are the followers of ala hazrat quote this ayat surah maida verse no.35 in favour of waseela. What is your opinion on this?
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@@IRCTV Aslam alaikum
تقویٰ اور دیگر خصال خیر پر صادق آتا ہے جن کے ذریعے سے بندے اپنے رب کا قرب حاصل کرتے ہیں) اسی طرح منہیات ومحرمات کے اجتناب سے بھی اللہ کا قرب حاصل ہوتا ہے۔ اس لئے منہیات ومحرمات کا ترک بھی قرب الٰہی کا وسیلہ ہے۔ لیکن جاہلوں نے اس حقیقی وسیلے کو چھوڑ کر قبروں میں مدفون لوگوں کو اپنا وسیلہ سمجھ لیا ہے جس کی شریعت میں کوئی بنیاد نہیں ہے۔ البتہ حدیث میں اس مقام محمود کو بھی وسیلہ کہا گیا ہے جو جنت میں نبی (ﷺ) کو عطا فرمایا جائے گا۔ اسی لئے آپ (ﷺ )نے فرمایا ”جو اذان کے بعد میرے لئے یہ دعائے وسیلہ کرے گا وہ میری شفاعت کا مستحق ہوگا“۔ (صحیح بخاری- كتاب الأذان،
@@IRCTV faiz bhai ek masla poochne ke leye cl kiya tha usne direct mana kar kiya ... bola nhi samjha sakta hu..
@@IRCTV kya aapse direct baat nhi ho sakti hai ...
MASHA ALLAH
App agar haq par ho to Farooque khan Razwi ka challenge q nahi accept karte ho ....unse munazra q nahi kartey?????
Subhanallah
Mashallah subhanallah ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
Surah maidah Ayat number 35
Sir kya Quran me wali ka zikar hai
Mashallah subhanallah ❤️ beshak
Wasila mohammed saw ka V DUA me mangana sahe hai kya🤔
Nahi Galat Hai
haa sahi hai Dua mangana sahe hai
Mohammed Shafiq dua mangna sahi wasily se mangna nhe sahi
Bilkul sahi hai bhai kyonki ye ja bayan kar rahe hain inhe deen Huzoor se nahi mila wahi inhi ke uppar aa gayee thi...inka sidha connection Allah se hai huzoor se nahi hai
Dua waseele se hee mangna chahiye Allah pasand farmata hai, kyonki jo dua bina waseele ke mangi jaati hai usme dua ke waqt shaitaan galat galat khyal daal deta hai aur insaaan Allah se sahi dua nahi mang paata hai
Wasile Ka mtlb smjhe Allah ne Kaha ai Iman walo wasila dhundho Allah k Karib hone Ka .mtlb Allah k Karib hone Ka jariya dhundho jariya kya soche jara jariya hai namaz zakat roza aur Nek Amal jise Allah ne krne Ka hukm Diya n k Kisi insan ko jariya banane k liye Kaha hai
You are right.. That's what I am thinking
مولوی صاحب آپ سے ایک سوال ھے کہ کس حدیث میں یہ قرآن میں کہا لکھا ہے کی قیامت کے دن ہی وسیلہ لینا جائز ھے اور دنیا میں وسیلہ لینا ناجائز ھے
Bht acha question hai sahab jhoot bolte hai Kazab
ap bata do ke wasila lena khan jaysaz hai phir ham bata denge khan jayaz nhi h
allha sidhe ap ki dua sunta allha ki sifat hai dua sunna kisi or ki nhi na allha ne zarya lene ke liye lha hai kya kabhi koi nabi ne kisi ka wasila liga ya shaba ne ya nabi sw ne allha to shitan ki bhi dua sidhe suna tha jab usne allha se mholat manga tha kayamat tak ap toh phir bhi insan hai
@@mariyamkhan2218 good explained. But I have one question for u.reply me.(kya hm dua me )ya Allah hamare dua ko nabi-e Kareem k sadke ya wasile qabool farma kah sakte hai
@@greatindia2872 no
add rasoolAllah s. a. w and r. a fr sahababa
Bhai iss topic ki Puri video upload kariye..
3:30 Rong baat hai?
JazahkAllah khair
Allahu Akbar!
Alhamdulillah
Mashallah
KY please AAP hadees ka number bhi de Diya kijiye
To duniya me tlas karne ka hukm q diya hy hazrat🎉
Nabi k sathka tufayal may maffarna dua karna kaisa h
What about shahi bukhari 1010
Narrated Anas: Whenever drought threatened them, `Umar bin Al-Khattab, used to ask Al-Abbas bin `Abdul Muttalib to invoke Allah for rain. He used to say, O Allah! We used to ask our Prophet to invoke You for rain, and You would bless us with rain, and now we ask his uncle to invoke You for rain. O Allah ! Bless us with rain. (1) And so it would rain.
Yes in this Hadith take means of Al Abbas bin Abdul Muttallib peace be upon him for rain. When our prophet S.A.W. peace be upon him alive sahaba take means (waseela) of our prophet when our prophet passed away sahaba take means (waseela) near or dear one of our prophet. So we take waseela of alive not passed away. Ok
Isse yehi sabit hota hai jo iss duniya se jaa chuka hai usse Dua nhi mang skte prophet ke uncle zinda the isliye unke sath Dua kri
Or Barish ki ijtmai Dua sabit hai
I. E sath mai Dua krna
Can you give refference
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Aliya Khan Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare
+91-80-5545-5545
Sir, ki baat galat hy yaha pr kese?
Auliya allah Aur,
Nabi (S.A.W) ka Wasilla liye bina jannat mil hi nhi paygi😊😊 bilkul bhi nhi,.,
Apne man se kuch bhi mat bolo . Bina evidence ke. Koi proof hai is baat ka jo aap bol rahen ho.agan nahi to mat bolo.
Magar Allah subhana otala kahtehe tum wasile se dua karo
media to media hai zamini ho ya asmani
Yes Waseela is jaiz ,,,
Sabut
@@ejazrayma1732 nhi degai hai he nhi inke paas without bakwass
Lekin Quran ki tafseer me to wasila jo hai vo jannat me ek manzil ka name hai bataya gaya hai. Quranly app me.Muftimenk ki app.
Ye baat 100 % sach hai...quran shareef mai 24 baar aaya waseela lana Gunah hai
Kaha hai bataoo sahab zarra
Agar halali hoo to batado mai bhi ahle hadees hojunga
@@sherazzzijazz6668 agar proof hai to bata de bhai kiu nasal bolta hai
Aur aap
Bhai kha kha h qurn..me dhekunha ..glt....aayt nomber baraye
Hum hote kon hai, wasila bnane wale,,
Jb Allah ne khud apne mahboob ko duniya me wasila bna ke bheja hai😊😊😊😊😊
Shafaat or Waseele me farak hai
Tumloug na makar hoo
@@MirFaizan12 sach bola toh tumko problem ho rha hai kya ?
@@MirFaizan12 tumhara ye jo Jahil admi haina,
Iss se jayada ilm rakhta hoon samjha kya wahabde 😂
@@John8_1 mereko nhi apko hoo rahi hai
@@John8_1 woh toh patah he chala empty vessels make much more noise
Gumrah krne ka kaam na kro aur jo log sun rhe h wo hdis pdhe quraan pdhe smjhe inki bato se gumrah na ho
Aisa kon bolta h. me koi ek v nek kaam na karu or bolu wo mera wasila bn jayega. Kya hafiz shab kuch v
Aise bohot log hai.. Na namaaz padhte, na roza rakhte, na hi allah k raah pe chalte hai bas wasile par pura bharosa rakhte aur jaate rhte hai unlogo k paas dur dur travel kr k...
Bhai sub log namaze janaz padte na usme ek dua karte nabaliq ko ek dua baliq ko ek dua hai uska tarjum dekho phir dekho kya sach hai kya jhoot hai wasila k matlab kyu behaq rahe ho
So mujhe book number bolo or hadees number bolo jldi chahiye mujhe plz reply
Sahih bukhari hadith no 4712
KUCH BHI....AQAL SE PAIDAL HAI KYA? SOB ISME ADDITION KITNE KAREY INO NAI DEKHE KOI BHI?
For this watch ertugrur gazi
Deen seekhne k liye kisi serial ki nhi quran aur hadees ki zrurt hai
Ghouse ka daman nhi choringe khaja daman nhi choringe
aap baat ko ghuma kr kehe rhe he
Sir aapka RUclips ka paisa halal hoga...? please bataiyega..
Kya mein bhi paisa kama sakta hoon yeh halal hoga ...?
Agar aap acchi chize batate ho to
ABhi Bhi tyM Hai aahJa alhe sunnat ki jamat me
Durood toh pura padhlo....
Janab haq baat cchupao mat
Sabse pahle khud jakar bukhari aur Muslim padhlo
Bhai saab, Neki wasila nhi hai 😊, sahi byaan kijiye,,surah al maida se,,
Ye sab nakli log ko le kar musalmano ko gumrah kar rhe hai
To kon hai waseela se paida howa Derek aya
😂😂😂
direct Aya hai ye Kon mahnat nhi ki hai iske baap ne😂😂
Allah kaise bhi paida karwa sakte hai
💓💓💓💓
Mai kitne bhi gunegar rehne de ALLAH MAAf karne waLon me se hai oR mai aashiq e rasool hu bas itna he kafi hai tu teri parwah kar pakode faiz
YazEed acCHa Hai Bolta re tu HaO re chOr tu akhiRaT mE yaZeD k Saat reh mai hazraT imam huSsain k saat rehtu
Brother. Dr Zakir naik si ilm math sikho. Sikna hai tu sahi ul aQiqath sunni ulma ki jamaat MI baitho mufti alim fazil fuQa inlog ko ilm mlm hai gumra jamaat ki peche math jao imaan kharab hojata gustaki Rasool hai inlog
Astagfirullah Allah ine hidayat de samjh nhi ata Inka kiya hoga jo logo ka gumhra krte hai 🥰
vo tho sahi keh rahe hai bhai gumrah ki baat nahi
Allah ke waste gumrah na hona
Apko koi bat samjh me nhi ayi
As
10jano ku le k jalsa karra pakode kabhi sunniyon ka jalsa dekha khair teere naseeb me nai hunga dekhna beta thair ne jagah nai milna utne aashiq e rasool rehte sunniyon k jalse me free me aahte unlogan tumlogon k waisa nai har ek ku 50 de ke bulate so
Sare kaam to waise bhi allah ki marzi se hote hai na
Allah hi hai Jo hame aulia ki qabar PR bhejta hai unko wasila banane
Apka Jawab dorost Nahi hai
Unhone Surah Al maidah se btaya.
KY aapke pass Quran se koi dalil hai ke faiz bhai jo bolre h wo glt hai??
Momino iman pr aao
Apni nabi Ki or sahaba sahabiyat k dikhaye rah pr Chalo.
Jo ki raah bhatkoge toh Jannat kho baithoge OR aag le baithoge
Aallahukbar.
@@nehasheikh626 is sure maida ki tafseer e Abbas aur tafseer e shah abdul aziz Muhaddis e Dahelvi me hai ki Allah ke nek bande bhi Waseela hai...aur hamari neki ka Waseela bhi hai aur neki bhi to Huzur ke sadke qubool hogi to huzur ki zaat se badi koi Shai hai jo jo makhlooq me paida hui ho?
@@nehasheikh626 is sure maida ayat 35 ki tafseer dekha Hazrat Abbas se tafseer e Abbas
Me
Hazrat Ibne Abbas is Aayat ki Tafseer me Farmate he
"Ay Quraan Paak Aur RASOOLALLAH Huzur Pak Tasdik Karnewalo Aur Paak Deen ke Qabool karnewalo jo Ahkaam ALLAH TA'ALA ne diye he unko Bajalaao Aur unke Khilaaf Warji karne me ALLAH TA'ALA se Daro, Ya ye ki Aamale Saaleh ke Jariye se Darjaat Kurbe ILAAHI me Tarakki karo ya "ye ki ALLAH TA'ALA ke Mukarrab Bando ke Waseela se Uska Kurb Talas karo", Neik Aamal bhi Kurbe ILAAHI ka Waseela hi, Aur "Neik Bandey bhi Waseela hi", Ahle Imaan ka Yahi Mazhab he, Aur uski Raah me Zehaad karo Uski Farmabardari me Koshis karo Taaki Tum Falah Paao Aur Uske Gusse se Najat Mile"
(Tafseere Ibne Abbas (Urdu), Jild-1, Safa-290, 291)
@@nehasheikh626 iska b jawab do phir ap namaze janaza baliq aur na baliq ko alag alag dua kyu iska tarjuma ap khud dekho phir bolo wasila kya hai ap khud bolte kon galath hai kon sahi bai so
@@nehasheikh626 galath ni bolre faiz shab tarjuma galath hai bus
aulia ka osila kiya hai
Jaiz hai allah ne surah maida me ayat 25 me farmaya k waseela dhoondo ap tarjuma dekhiye
@@zulfeqarali8871 ye barelvi wale nahi sudhrenge mushrik sale
Dekhenge Qayamat k din kon haq par hai inshallah or dusri baat jiske pass proof nahi rehta wo aise hi galat baat or gaali dete hai
@@zulfeqarali8871 tum log or proof ki baat karte ho 😂😂😂
Laanat ho tum par
Tum jaise jahil se Kia baat krna hai tumhare bardhe Mulla bhi nai deskte wasila nahi lene ki dalil🤣
Is ldke ki hsi kyu na ruk rhi
Karle tauba ALLAH maaR kaRne waloN Me se hai bAnjA aaShiq e raSoOL DUNIYa Or akhiRaTh Bhi saWaRjaTi phR teri
Agar neki wasila hota to gair muslim jo jyada neki karte hai o baks diye jate
Bhai Sahab ye samajhne ke liye aap Quran ka Hindi Edition le lo usme pata chal jayega kee neki kiski zyada qubool hoti hai
Tuje mlm ky allha kise wasilla baniga krko
A sab allha ke aur Allha ke banndo ke batta loga ko badhkvnko
Qhoum ko ek bananeka batth kro bus
ALLAH KE mehboob ka inteQaL hogYa boltA tu hai re chor saaLe mlm nAi teku nabiyOn k liyE miTti haRam kaRdiyE sO
Yai wo log hai jo dollar pai bikte hai
Jhoot bolna ho to aapse sikhe koi
Tm pagal ho samje galat Deen bta rahe ho
Pehli baat tum advocate bano mufti nahi. Doosri baat jinki wajhe se jannat mein jaoge unko to apne se aala manlo
Uski marzi wo jo marzi bany
Jannat me sirf apne amaal jangy sirf naik musalmaan jo sunnat pe amal karte hai 5 waqt namaz padte hai quran padkar samjte hai wasele ki baat to u hui jindagi bhar na farmani kari aur agye jaydad me hissa lene ye mugalta hai naam ke musalmano ka allaha hidayat de mere Muslim bhayo ko ameen
Nek kaam aur ibadat krna kaise wasila bna ibadat ka ghanad krne wale ko allah uski ibadt uske munh de marega fir kis chij ka wasila neki krna to sunnat h nbi ki sunnat ka wasila lenge to fir aapke hisab se shirk ho jayega
Agar allah ne duniya me hi kisi ko apka wasila teh kr diya ho to ap jante hai
Quran me to Allah ne likh nhi nbi wasila lenge
Mashallah
Mashallah