10:30 lekin refrigerant water cooled conderser ke through thanda hone ke bavjud hot gas kyu chahiye?? Agar hot gas pressure banane ke liye chhod bhi Diya toh garam ho jayega... Im confused 😕
Isko aise samajhiye jab gas compress hoke discharge line se nikali toh jitani gas discharge line se nikalti hai utani hi nikalegi chahe compressor full load per ho ya kam load per ho maan lijiye compressor 25% load per hai toh expenssion valve 25% hi kaam karegi kyunki gas toh poori discharge line se nikali thi toh expensdion valve se nikalne ke baad jo gas bachegi wo direct bypass through hot line gass bypass se bypass ho jayegi
Jab video dekhate hain to niche download ka option aata hai click karke download ker lijiye, wo galary me nahi jayega lekin jab aap ofline me bhi youtube open karenge to video dekh sakte
Jo AHU, FCU Lage hote hain wo bahut dur dur lage hote hain ager wha refrigerant bheja jayega ager koi leakage hoga to bahut kharcha aayege jabki water leakage me itna jada Kharcha nahi aata isliye chiller ko ek bade hall me lga ke water ko chilled karke AHU FCU me bhej diya jata hai
Jab child water AHU Mein jata hai, to kya vahan water ka thoda sa kami ho jata hai kya. jiske Liye water makeup tank Lagaya gaya hai. Agar han Kami Ho Jaati Hai To Kaise hoti hai.
Jab pumps chalu hota hai to thoda sa level water ka down hota hai itna hi nahin Jab hum Kabhi service ke time water flashing karte hain to bhi Pani ka level kam ho jata hai ISI Pani ko maintain karne ke liye water makeup tank laga hua Hota Hai,
bhai pump ka kaam hota hai water ko circulate karana jis chiller me ek pump hota hai wo pump chiller aur ahu, fcu poore me water circulate karata hai jis chiller me do pump hote hain usame ek pump chiller ke evaporator me water circulate karata hai second wala pump usi water ko ahu, fcu me circulate karta hai,
Secondry pump chilled water ko ahu ko supply karta hai aur primary pump a h u se return water lekar chiller mein bhejta hai yahi kam hota hai primary aur secondary pump ka
Jo evaporator se water child hoker nikalta hai wo lwt Matlab leaving water temperature, aur Jo wapas evapurator me aata hai wo ewt - entering water temperature Hota hai
Hvac ko start karne ke liye sabse pahle condenssor pump, fir cooling tower, secondary pump, usake baad primary pump, last me chiller ko start kare, jab 15-20 minute baad paani ka temprature drop hone lage to AHU, FCU ko on ker de
When the pumps are turned on, it goes down a bit, after that it is maintained, then it happens like this, but if it is continuous down, then there is a leakage in chilled line,
Problem to electric se lekr mechanics part tk khrab hota h kya kya bataya Jay bro hvac me group alag hota h maintanamce operation ducting. Ducting engineering AHU ye sab bro group hai
Aap ka voice se muje nid aane laga.... Gud night
🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
🤣🤣🤣🤣🤣😂
Ha bhai aap sahi bole rahe hai
😂😂😂
😸😸😂🤣
Kafi km time me bahot kuch seekhne ko mila Ahu ke ware me aapke video se thanks sir 💞
Thanks
Aapka Sara video dekhta hu very informative ♥️👍
Bahut achha lga video apka
Very Useful information,nicely explained.
Sir HVAC book ha pdf ma
Useful video. Zabardast
Sir cool india ka chiller hai cwfs fout aa rha hai kya kre
Compressor protection trip ka fault hai check karna hoga ek ek parametre, chalu karne per turant alarm aa rha ya chalte chalte trip ho rha
Bahut achha prayas hai sir ji 🙏💐
autocad mey keyse banaya jata hai chiller system uska ek video banaye
Very nice explained, please keep it up
Nice explen sir thanks 👍
Great explanation bhai 🙏🙏🙏🙏
God bless you very nice explanation
Thanks bhai
Sir How vacuum is hold inside the chiller.....????
Bhle nind ane lgi ho Mgr concept clear ho gaya
Bhai chilar machine ko valuem me kiu napa jata hai
Sir refrigerant ko by pass kyo karte hai please bataiye sir
Jab expenssion valve apne minimum open position per hota hai to baki ka refrigerent bypass line se jsta hai
10:30 lekin refrigerant water cooled conderser ke through thanda hone ke bavjud hot gas kyu chahiye?? Agar hot gas pressure banane ke liye chhod bhi Diya toh garam ho jayega... Im confused 😕
Isko aise samajhiye jab gas compress hoke discharge line se nikali toh jitani gas discharge line se nikalti hai utani hi nikalegi chahe compressor full load per ho ya kam load per ho maan lijiye compressor 25% load per hai toh expenssion valve 25% hi kaam karegi kyunki gas toh poori discharge line se nikali thi toh expensdion valve se nikalne ke baad jo gas bachegi wo direct bypass through hot line gass bypass se bypass ho jayegi
@@patelandbrothers thank you so much guruji
nice one but all HVAC ke new project ke bare me bataye stalatoin ke liye
Ok
Very good analytical information and good skills brother . Kindly focus on hot air bypass line , elaborate the function .
Thanks bro
Chhiller ke water tank ma kon sa pump laga hota ha
Centrifugal pump hote hain
Air washer pe video share karen
Sir ji Esme gas kya karti hie boliyee ji, please reply me🙏
Gas hi to water ko chilled karta hai
Chiller kaise Chalu karte hai
Bhai air cooled chhiler ke bare me video bnaao
super uploading brother
Refrigerant kon sa use hua hai isme?
R134a
Very good explanation 👍
Sir mujhe chilar plant ka kaam shikhna hai
जानकारी के लिए धन्यवाद
🙏
Hv AC ka kaam agar sikhna hai to aap sikha skate han bhaiya
Very useful information
Sir aapki video mujhe bahut achchi lagi Lekin mai is video ko download karna chahta hoon kaise possible hai aap pls batao
Jab video dekhate hain to niche download ka option aata hai click karke download ker lijiye, wo galary me nahi jayega lekin jab aap ofline me bhi youtube open karenge to video dekh sakte
Compresser me use gas ka full form kya hai
R 131a
Tetrafluoroethane
R134a ka kya hota hai
@@gauravpandit1537 sorry tetrafluoroethane R134a ka hi hai
secondary piping for machine connection to main header at which position should be done?
Motorised Wal kya hota sar
Moterised valve temprature ke according autometic increase decrease hota hai
Ek number sir
Please contact on Monday to Friday at 10 am to 8 pm , 9009121933
Air ko direct refrigerant se hi cool kyo nhi kiya jata hai ? Iske liye water ka istemal kyo karte hain ?
Jo AHU, FCU Lage hote hain wo bahut dur dur lage hote hain ager wha refrigerant bheja jayega ager koi leakage hoga to bahut kharcha aayege jabki water leakage me itna jada Kharcha nahi aata isliye chiller ko ek bade hall me lga ke water ko chilled karke AHU FCU me bhej diya jata hai
@@patelandbrothers Thanks
Trablshootings ke bare me btao Bhai Thora
Bhiya ji kya problem hai btaiye
Nice information thank you so much
Thanks bro
Jab child water AHU Mein jata hai, to kya vahan water ka thoda sa kami ho jata hai kya. jiske Liye water makeup tank Lagaya gaya hai.
Agar han Kami Ho Jaati Hai To Kaise hoti hai.
Jab pumps chalu hota hai to thoda sa level water ka down hota hai itna hi nahin Jab hum Kabhi service ke time water flashing karte hain to bhi Pani ka level kam ho jata hai ISI Pani ko maintain karne ke liye water makeup tank laga hua Hota Hai,
Mujhe primary, secondary pump ki working detail me janni hai,pls btaye
bhai pump ka kaam hota hai water ko circulate karana jis chiller me ek pump hota hai wo pump chiller aur ahu, fcu poore me water circulate karata hai jis chiller me do pump hote hain usame ek pump chiller ke evaporator me water circulate karata hai second wala pump usi water ko ahu, fcu me circulate karta hai,
@@patelandbrothers tks 4 the information 👍
Secondry pump chilled water ko ahu ko supply karta hai aur primary pump a h u se return water lekar chiller mein bhejta hai yahi kam hota hai primary aur secondary pump ka
Yes sure Bhai
I watched this video at 2X speed but then your voice couldn't reach normal level 🤣😜
Wa g nice speek and soft
Thanks bhai 🙏
Bahut achha lga apka vidio dekhkar sir or v yesa hi video dijiye
Discharge pressure ka matlab...❔
Discharge pressure ka matlab head pressure matlab jo pressure compressor se niklta hai use kahte hain
Sir g HVAC ki kaun se righter ki padhe
Bhai app kya karte hain
Good explain sir
Nice information ☺️
Have you any requirement for utilities operator or supervisor
HV ac mai Lwt kya hota hai our Ewt kya hota hai
Jo evaporator se water child hoker nikalta hai wo lwt Matlab leaving water temperature, aur Jo wapas evapurator me aata hai wo ewt - entering water temperature Hota hai
Hvac ko istat kese krte he
Hvac ko start karne ke liye sabse pahle condenssor pump, fir cooling tower, secondary pump, usake baad primary pump, last me chiller ko start kare, jab 15-20 minute baad paani ka temprature drop hone lage to AHU, FCU ko on ker de
Primary pump nahi show Kiya Bhai diagram me ??
Haa bhai Maine sirf ek hi pump show kiya hun
Sir chillar operator job kaise milega please reply 🙏🙏
u in dubai
@@adilshamim738no brother
@@adilshamim738in India
Eska experience kaam aaata hai kya
Haa experience bilkul kaam aata hai
In makeup tank waterlevel goes down than what happened
When the pumps are turned on, it goes down a bit, after that it is maintained, then it happens like this, but if it is continuous down, then there is a leakage in chilled line,
Thank you ❤
chiller ma alarm ku att hai
Kya msg aa rha
HMI ke bare me bataye
Nice. Education
Mujhe bhai HVAC ka full course krna hai aap bta skte hai HVAC ka course krne ke liye koun si city m jna hoga
Aap RAC Se iti ker lijiye
@@patelandbrothers kaha hota hai RAC se iti kyoki bihar mai nahi hai
Iska diagram ka photo deception me daal dijiye na
Ok
very informative video
Mast hai
Iske aage ka batao
Sir hame sikhana hai
Ok jaldi hi sikhane ki video upload karenge
Well explained
Thanks sir
HVAC chilar plant me kon kon si problem hoti h or kese thik karte h
Problem to electric se lekr mechanics part tk khrab hota h kya kya bataya Jay bro hvac me group alag hota h maintanamce operation ducting. Ducting engineering AHU ye sab bro group hai
Very good
sir what is wcpension valve and what is AHU
Please see blow link
ruclips.net/video/JibdMQtMVfE/видео.html
Expression valve
ruclips.net/video/x91ahDWbkdA/видео.html
Good job
Compressor ke bare mi
Ok
Sir work mil sakta hai
Abhi kya ker rahe hain aap
Thanks 👍 information
Nice
good sir
Nice video "Link ka discription"😂😂
Sir ji Condenser or Evaporator kay in or out me koun koun sa valve use kartay hai valve kaysay kam karta please uspe aek video bana do 🙏
ok
Air Circulation nahi bataya apne
Ok next video me air circulation bta dunga
Great 👍
Thank you sir
🙏
new subscribed
Plz Watch in 1.25x
Kaam sekna h mujhe delhi m koi h company
HVAC ka
Very much
Thanks bro
👌
Right bro
हाट गॅस बाय पास वालव 😅
Thanku
Kuldeep
Hai
Hii
High pressure alarm q ata h our iska solution kyah
Hello
Hi
HVAC 🤣🤣🤣
very nice video #bhardwajtechnical
Sir ji Condenser or Evaporator kay in or out me koun koun sa valve use kartay hai valve kaysay kam karta please uspe aek video bana do 🙏
Very informative video
Thanks
Nice
Thank