34 me allot hua hai mujhe maine repair ki application di hai kitna time lagega dda ki taraf se JE ne 3 month bola hai electrical and civil work hona hai kya koi time limit bhi hoti hai kyuki possesion delay ho rha hai or loan bhi hai plz reply
Conveyance deed ke liye aap online DDA portal par PAN card upload kar ke apply kar do, uske baad 200Rs. ki demand DDA dega, uski payment kar dena (demand dda kab tak dega uski koi limit nahi hi 2 monnths bhi lag sakte hi) payment k baad fir wait karna, DDA aap ko online Conveyance deek k paper bhejega, aap ko use print le kar fill kar ke online hi other documents k saath upload karna hoga, than NSK appointment le kar Vikas sadan jana hoga 2 witness k saath for conveyance deed.
Kya koi time limit bhi h sir conveyence deed ki... Mera sec a1 to a4 m scheme 2021 m ews category m flat nikla hua h Abhi tak nahi li deed Is there any penalty @@paisesepaisa
Narela A1-A4 ka flat kab tak nikle ka chance h sir g please update kijyea
CONVENYE DEED ka process dalo ki kya karna hai or kaise milegi ded
convenyence deed kae process ki video dalo
Sir narela mein mansa appartment mein kab tak
Still No update
Pocket 4 ,C -3 ma jo 7 flats Khali hai woh 2nd floor par hai ya Third floor
Dwarka Sec 14 & Sec 19B EWS flats ka status bhi btao sir
Jo flat Jan 24 me allot hue the kya unki payment date bhi extend Hui hai
Sir! Joda flat aage peechhe ka yaa agal bagal ka milega kya? Inka andar se renovation kaise hota hai?
Rohini me thode bade size me LIG nahi available hain?? Ye to 33 Sq metres bahut chhote Hain flats...
agal bagal k do le sakte ho
Hello Sir, plz alsonupdate us on DDA sec14 EWS flats jinko possession nehi Mila. Abhi tak DDA ka koi stand nehi aya Sir?
Or Sir hm log 20-25 logo ka group he or apse baat merni he apko contact kese karein?
aapko possesion letter mil gaya ?
Hello sir yamuna expressway plots and land pr video bnaiye kaise le skte h vo
Sir Dwarka Sector 14 me Available h kya
No
@@paisesepaisa conyence deed kae process ki video banao ki kya karna hai letter aany kae baad
34 me allot hua hai mujhe maine repair ki application di hai kitna time lagega dda ki taraf se JE ne 3 month bola hai electrical and civil work hona hai kya koi time limit bhi hoti hai kyuki possesion delay ho rha hai or loan bhi hai plz reply
Time limit hoti hai but they don't follow it. Complains don't matter. I had to get the work done from local contractors in 50k.
Sir, please make a video that which location and flats if dda are best for investment purpose
I have told about every site flats, It's upto u, Whats your expectation
In me left ki subh sb hi ki nahi
Isme lift nahi hi
Sir conveyance deed ka kya procedure he
N Vikas Sadan me apka koi dealer ho Jo conveyance deed banwa de
Conveyance deed ke liye aap online DDA portal par PAN card upload kar ke apply kar do, uske baad 200Rs. ki demand DDA dega, uski payment kar dena (demand dda kab tak dega uski koi limit nahi hi 2 monnths bhi lag sakte hi) payment k baad fir wait karna, DDA aap ko online Conveyance deek k paper bhejega, aap ko use print le kar fill kar ke online hi other documents k saath upload karna hoga, than NSK appointment le kar Vikas sadan jana hoga 2 witness k saath for conveyance deed.
@@paisesepaisa thank you so much sir
Is par bhi ek video upload kr digiye
Sabhi ki help ho jaegi
Kyuki confusion he yaha sec 14 ews residents ko
Kya koi time limit bhi h sir conveyence deed ki...
Mera sec a1 to a4 m scheme 2021 m ews category m flat nikla hua h
Abhi tak nahi li deed
Is there any penalty @@paisesepaisa
@@Aaradhyasharma246 No time limit, No penalty
@@paisesepaisa ok sir Thanks...
5 saal tak ki condition h na isse sell karne ki???...
Bina Conveyence deed k sell ho jayega
Does rohini sector 34 flats have a good potential to double in 3-5 years?
Not double in 3-5 years, But may be some appreciation
Dda ki saari properties overpriced hai, jab tak dda sochti reh jaati hai utne saalo me property kandam ho jaati hai...
Right
Bhai sahb joda bhi select kar sakte hai kya
kar sakte ho, lekin ek ek kar k book krna hoga
@@paisesepaisa Thanks bhai sahb
Sir meri booking kar do sir plz
sir contact Number please
Dwarka Sec 14 & Sec 19B EWS flats ka status bhi btao sir please
sab bik chuke hai