TD account ki withdrawal aap darpan device me nahi kar sakte na hi Rd ssa ki sirf sb withdrawal aap kar sakte .baki sab ke liye sub office me bhejna hota hai closing ke liye
Witness apni sign karega jisk post office me account hoga. Ki me iss customer ko jaati tor par janta hun or isne mere samne thumb lga kar paise parpat kiye
@@ChandaniKumari-xf8rn 20000 to simple withdrawal se hi nikal jate hai. Agar aisa Naa ho to high value withdrawal ki request se nikale Jaa sakte hai uski detail video already post ki hui hai
@@gdsbpm bhaiya jo sarkari phone mila h usa me 20000 hajr rupaiya Charawygay h par to ham phone me dekhna chatate h ki chara h ki nhi to kaise dekhe ge please bhaiya bata dijiye
@@ChandaniKumari-xf8rn aap wallet ka balance check kar sakte hai .us se pta lag jayega ki darpan mobile me aaya ya nahi. Account ki passbook bhi check kar sakte hai
Mam agar Rd ki scheme ki mini statement nahi show karta hai to aap nahi dekh sakte. Agar koi particular Rd account hai jiski mini statement nahi aa rhi to sayad koi or dikkat ho sakti hai. Aap error btaye kya hai
Jis din ka day end kar rkha hai or boda report generate karni hai vo date select kare( mobile date change from settings ). Complete process karke . App exit or dubara date thik karni hai
Sir when I am depositing RD my device showing unauthorised what to do ... sir all SSA and SB deposit are normal but only problem with RD sir kindly need help
Go to transaction update icon in cbs module . The last right hand side icon. After that select scheme for which pending transaction is shown. Click on fetch .it will show success or fail.
Budget itna hi Bhai India post ka😂😂 Tablet Dene Wale the mobile diya.... Printer ka bhi wahi haal hai😂😂 Modiji new India hai.... Jumala😂😂 Hindu Muslim karte raho aur berojgari aur badhegi aur nokriya aise milegi aur salary pn koi nahi bolega..... 4 Oct ko GDS ka strike hai.... Saare jud jao
Thank you so much ans dene ke liye sir
Very nice darpan device se hi SB RD TD aur SSA ka withdral esi darpan se hota hai
TD account ki withdrawal aap darpan device me nahi kar sakte na hi Rd ssa ki sirf sb withdrawal aap kar sakte .baki sab ke liye sub office me bhejna hota hai closing ke liye
Thank you so much
saayad sir withdral form so me bhar kar bhej dete hai aur mujhe new bharana hota hai usme unka witness bhar dege to sahi rahega
Witness apni sign karega jisk post office me account hoga. Ki me iss customer ko jaati tor par janta hun or isne mere samne thumb lga kar paise parpat kiye
Amount deposit karne se pahale jo details aati hai usme panalti bhi batata hai
Han agar vo account Rd ssa ka hoga to penalty lagti hai or show bhi hoti hai. Total amount me
TD bhi esi tarah jamaa kar sakte hai
Nahi TD account me jma nahi hote. Sirf account open hota ussi me hi jma ho jate hai. Alag se jma ki koi entry nahi hoti
Sir jaise jisne aagutha lagaya ho to uska kaise kare
Jisne thumb lagaya hai .uski withdrawal form par witness hogi uske baad hi withdrawal allowed hogi
Message kiske phon per aayega mere ya castumer ke phon e per
Message customer ke phone par aayega. Aap ke phone par sirf login ke time phone aayega
Nuw account se 20000 rupaiya nikalna h bhaiya to please bata dijiye na
@@ChandaniKumari-xf8rn 20000 to simple withdrawal se hi nikal jate hai. Agar aisa Naa ho to high value withdrawal ki request se nikale Jaa sakte hai uski detail video already post ki hui hai
@@gdsbpm bhaiya jo sarkari phone mila h usa me 20000 hajr rupaiya Charawygay h par to ham phone me dekhna chatate h ki chara h ki nhi to kaise dekhe ge please bhaiya bata dijiye
@@gdsbpm bhaiya plz bata dijiye na ki mobile me 20000 hajr rupaiya chara hai ki nhi yehi ham ko darpan me dekhan h bhaiya plz
@@ChandaniKumari-xf8rn aap wallet ka balance check kar sakte hai .us se pta lag jayega ki darpan mobile me aaya ya nahi. Account ki passbook bhi check kar sakte hai
@@gdsbpm acha kar ke dekhati hu
Sir darpan mein rd ki ministatement nhi dikha Raha kya kru
Mam agar Rd ki scheme ki mini statement nahi show karta hai to aap nahi dekh sakte. Agar koi particular Rd account hai jiski mini statement nahi aa rhi to sayad koi or dikkat ho sakti hai. Aap error btaye kya hai
@@gdsbpm sir RD account ki mini statement dekhni h pr usme sirf SSA ,SB account ki hi mini statement dikha rha h
@@nishalamba8524 phir aap nahi dekh sakte. So se hi pta chalega
@@gdsbpm thanks sir
Sir Ippb ka kar sakte hai withdral
Han uske liye alag app hai . Ippb micro atm app. Jiski I'd alag hoti hai. Darpan app me sirf uski deposit withdrawal ka amount bhra jata hai.
Bhai ji ye bataiye pichhli date ka boda generate kaise kre
Aap thoda wait kare I will update the solution
@@gdsbpm ok bhai ji
Aap ko mobile ki date change karni hai
Jis din ka day end kar rkha hai or boda report generate karni hai vo date select kare( mobile date change from settings ). Complete process karke . App exit or dubara date thik karni hai
@@gdsbpm ok bhai ji
Sir when I am depositing RD my device showing unauthorised what to do ... sir all SSA and SB deposit are normal but only problem with RD sir kindly need help
Please close the app and retry again. Also check this particular account. Is it silent after 6 defaults
Please sir ans dijiye
Please check kare
पेंडीग CRD व्हाउचर कसा सक्सेस फुल करावा ते सागावे
Go to transaction update icon in cbs module . The last right hand side icon. After that select scheme for which pending transaction is shown. Click on fetch .it will show success or fail.
Please sir Ans dijiye
Aap ke questions ka answer Diya hai .please check. Agar phir bhi koi doubt hai .aap comment karke puch sakte hai
Sir cash deposit ke time unauthorised aa raha
Restart the application.and check date and time. Ye date and time current se match hona chaiye .
But sir printer to nahi diya
Budget itna hi Bhai India post ka😂😂 Tablet Dene Wale the mobile diya....
Printer ka bhi wahi haal hai😂😂
Modiji new India hai.... Jumala😂😂
Hindu Muslim karte raho aur berojgari aur badhegi aur nokriya aise milegi aur salary pn koi nahi bolega.....
4 Oct ko GDS ka strike hai.... Saare jud jao
@@krishna7240 to agar public receipt mangi to?
Printers abhi supply nahi hue hai .may be in next month or two months. Manual accounting aap jaise phele karte the vaise hi
Uske liye mobile number addition and updations. SMS chla jayega to confirm ho jayega.
@@gdsbpm okk sir thank you
Ye bataye ki galat amoun bhar Jane par kya kare
Aap kuch nahi kar sakte isme। because ye cancel ya edit nahi ho sakta