Bhai suno to ek bahut bada confusion hai use dur karo na please 🥺 CG board 12th ke board exam mein board ke paper me kaun si book se question diye jaate Hai NCERT se ya fir navbodh se ya fir Prabodh se please batao mai tension me hi hu please help me
12th me dekho bio ka pura paper conceptual hota h aur phsics ko bhi aap navbodh prabodh kisi se bhi pad sakte ho kyoki usme ratne ki capacity mayne rakhti h ye dono hi scoring subject h ,chemistry ka pichle 2 sal se system bigda hua h uske liye aap apna pura sallaybus compleate rakho kyoki usme Blueprint bhi follow nahi ho rha h to aapko apna sallaybus ke according chhote bade sabhi question DEEPLY padhna aur agar maths ki baat h maths me navbodh ko preferrence dena bro nayi video aayegi to aur douts clear ho jayenge all the best bro 👍 koi aur douts ho to comment kro ❤️
Bhaiya mera ek question tha 😢kya chemistry me model paper ke tino set se padhkar 30/40 number score kr sakte hai😢😢 chemistry ka dar hai please reply brother ♥️
ha chemistry ka bhi 70% model paper se fasta h par question nHi faste topic faste है और unse related question to model paper se topic dekho fir topic ko completely padh lo accha marks aa jayega don't worry best of luck ❤️
Bro model paper ko bhi orr usse related question chhatkar padhenge to wo fasega na kyuki model paper se related question aate hai board me sem to sem usi ko de dega ya fir usi se milta julta reply bhaiyaa 😢@@teachandlearnindia
Bahut badhiya bhaiyaa 🫡🫡
Thanks bhaiyaaa
bhaiya physics ke optics ke important questions bata do
Thankyou bhaiya 🙏🙏🙏
Hlw bhaiya aap 12th science ka Model paper ka ek ek subject ka video bna k upload kijiye please ❤
Bhaiya kya provision question ko board mein revise Karte Hain Ki nahin please reply 🙏🙏🙏💞
Open exam me bhi navbodh k model paper se parh k pass ho sakte hain ky?
Bhai suno to ek bahut bada confusion hai use dur karo na please 🥺
CG board 12th ke board exam mein board ke paper me kaun si book se question diye jaate Hai NCERT se ya fir navbodh se ya fir Prabodh se please batao mai tension me hi hu please help me
12th me dekho bio ka pura paper conceptual hota h aur phsics ko bhi aap navbodh prabodh kisi se bhi pad sakte ho kyoki usme ratne ki capacity mayne rakhti h ye dono hi scoring subject h ,chemistry ka pichle 2 sal se system bigda hua h uske liye aap apna pura sallaybus compleate rakho kyoki usme Blueprint bhi follow nahi ho rha h to aapko apna sallaybus ke according chhote bade sabhi question DEEPLY padhna aur agar maths ki baat h maths me navbodh ko preferrence dena bro nayi video aayegi to aur douts clear ho jayenge all the best bro 👍 koi aur douts ho to comment kro ❤️
Very good keshav ❤
Bhaiya s.s.t aur science me 60+ score kaise kre ye bta dijiye n 😢
New video aayegi is topics me
Thank you 🌟
Hlw bhaiya aap 12th science ka Model paper ka ek ek subject ka video bna k upload kijiye
Very nice❤
Bhai 11th ka bhi lao please 😢
Bilaspur se ho kya bro
Ha
Sir mai modal pepar phisics ko nikal lunga na sir please sai btao
Ha bro 70 se 80 percent aa jayenge lekin imandari se pdhna bro sabhi set ko
12 th class ke Hindi and English ke ans ko bna bna ke likh sakta hu ki perfect answer Hi likhna Padhta Hai bhaiya please doubt clear karo 😊🙏
Sem mera bhi doubt hai 😢
Maths mai 50 score krne ke liye prabodh model paper padhu?
Ha पढ़ lo lekin achhe se pra/navbodh model paper ko पढ़ loge aur usse related Q. Solve kar loge to 70+ bhi aa sakte h
Practical exam me achha marks kaise score kare
Jaldi hi new video me ye topic cover karenge bas aap log support karte rahiye channel share karte rahiye
Pdf chahiye
Bhaiya maine bas sare subject ka saar liya hai model paper nhi liya hai to kya model paper lu ki nhi
Bro dost logo se sampark karke pdf le lo kyoki model paper ko ignore nahi karna h
@teachandlearnindia ok bhaiya aur adarsh Uttar Bhi lu na kyuki bolte Hai usse Bhi aate Hai question
@@bidishamishra5221 agar le sakte ho to le lo nahi to pdf to le hi lena aur ईमानदारी se pure model paper ko pdhna
Bhaiya ji ajaymala navbodh Prabodh tino ka model paper ache se padhkar kitna % score kar sakte hai please reply 🙂
Agar acche se pure model paper ke sabhi set ko padhoge to minimum 70% to ban hi jayega bro lekin ईमानदारी se padhna dost all the best 👍🏆
@@teachandlearnindia thanks brother ☺️😍🥳
Bhaiya all subjects ka jese hindi english chemistry physics biology sab ka model paper se padhne se 80 percent aa jaega ky bhaiya board exam m
Aa jayega bas imandari se navbodh prabodh dono model paper 📃 ko complete padh lena
Bhaiya science ko kaise padhe
कौन से class me ho bro 10th / 12th
@teachandlearnindia 10th
Aap apna syllabus pura kiye the class 10th me
Ha bro pura sallaybus maine 2 se 3 bar revise bhi kiya tha
❤❤❤
Bhaiya 90%+ kaise laye?
Dost uploaded h channel me dekh lo
Accha bhaiya kis san me 10th pass kiye cg
2022 me 10th aur 2024 me 12th
Pdf
Bhai shab apna roll number btao n १२th ka
2243114921
Bhaiya mera ek question tha 😢kya chemistry me model paper ke tino set se padhkar 30/40 number score kr sakte hai😢😢 chemistry ka dar hai please reply brother ♥️
ha chemistry ka bhi 70% model paper se fasta h par question nHi faste topic faste है और unse related question to model paper se topic dekho fir topic ko completely padh lo accha marks aa jayega don't worry best of luck ❤️
Bro model paper ko bhi orr usse related question chhatkar padhenge to wo fasega na kyuki model paper se related question aate hai board me sem to sem usi ko de dega ya fir usi se milta julta reply bhaiyaa 😢@@teachandlearnindia
Chemistry me since 2 years 2023, 2024 me related questions aa rhe h par baki subjects me same to same bhi fasta h
Hlw bhaiya aap 12th science ka Model paper ka ek ek subject ka video bna k upload kijiye
Pdf