Same family problem Same struggles ,same teacher I am studying wait for some time I will come in josh talk soon after jee exam today date 6 februay 2024
....meri jindgi ki kuch pankti Shuru kiya tha shaan se kr lunga Arrye me ye exam fod ke hi dum lunga Chod diye sare yaar , is baar is jung ko karna he paar Man me tha nahi rukna he Ye exam ko fodna he Magar fir entry lete he rishtedaar Puchte he same sawal " nahi huya to kya.?.".. . Baar baar Har gya thak gya .. man me baith gya Log jis exam ke liye 2, 3 -4 saal se mehanat krte he unka hoga ya mera Me ye sun sun ke hua tang Fir shuru huyi mere manobal or Unke tano me jung Manobal Har gya or procrastination ne liya janm .. or sab choot gya Mobile pr strategy video dekhte dekhte din guzarta hu Fir har raat guilt se bhari cut ta hu Or kal shuru se shuru karunga Ye santuna kudh ko har raat deta hu Na kal aata he na me cahata hu vo pura hota he Aise ghere loop me fas gya hu chahate huye khud ko na badal pa raha hu Poora din kasmakash me nikal jata he Fir mind fresh bhi to krna hota he To Har shaam cricket khelta hu .. kyuki jindgi ke khel me na sahi us khel me to jeet ta hu .... Bas yuhi subha se shaam hoti he .. meri drop year barbaad hoti he ... .
I have everything,i have no issues for funds and resources yet i wasted it all,kudos to him.Hearing his story makes me ashamed.I will make it for my 2nd attempt.
Jo aapka kahani hai usi tarah Mera bhi kahani hai bro bahut kuchh karna chahta hun per prayas karne ke bad bhi nahin kar pata vah lekin prayas karta rahunga bhai aapke story se hamen bahut hi motivate
Dost maine drop lekar 8 mahine pdha almost sare concepts cover kia very few backlogs even though accha exam gya confident tha cut-off clear hojayega Mera 61 %tile aya
Kya halat ho gayi hai des ke😢 khana khane ke liye paise nahi hai par mobile hai leptop hai usme velorant khel rahe ho middle class me bhee sabke pass leptop nahi hota or tum khana chodkar leptop kharid rahe ho. Yarr 😢
Struggle hi vyakti ko upar le jata hai, mera to koi struggle hi nahi. Bas itna, ki 10th ke mid term me 73% the, jise maine 13% badha kar 86% kiya tha. Uske alawa, mai hamesha unsure hota tha ki mujhe future me kya karna hai. Mere marks dekh kar sab kahte the ki arts dilwa denge, par maine medical le liya (pata nahi kyon, par us time dedicated tha), phir mera dedication kam ho gaya, 11th barbaad, mere itne kam number kabhi nahi aaye the, maine pura saal keval beizzati aur daant kha kar bitaya tha, ek time par mai bahut paagal ho gaya aur overthink kar kar ke BP badha leta tha. Mai Mota tha, bhaar badhta ja raha tha, apne ghar me sabse bhadda dikhne laga, relatives ko sabse pehle mera pet hi dikhta hai. Par mai bas leta rehta tha, khata tha, coaching jata aur kuchh bhi nahi seekhta, backlog par backlog, mobile addiction, anpadh buddhi ho gaya tha puri tarah, baat karne ki sense nahi, clothing sense nahi, apne aap ko sundar rakhne ki sense nahi, kyonki mai har tarah se aalsi ho gaya tha, aur jab mujhe ye realisation hota gaya, tab mai 11th me nearly fail ho gaya. 12th me aaya, socha ab kuchh karenge, lekin vahi same haalat me aa gaya. Mujhe pata lagne laga ki mai ab apne parivaar ke liye ek burden ban raha hu jisse koi ummeed nahi rakhi ja sakti. Is soch ke baad se mai akela rehne laga, subah se lekar shaam tak apne kamre me rehta, chup. Mere hone ka bhi nahi pata hota tha. Ek din maine school ke monthly tests nahi diye to teacher ne school bulaya. Mammi ke saamne meri beizzati hui jiske baad se mujhe dhang se 5-6 din neend bhi nahi aayi. Mujhe yakeen nahi hua ki aakhir mai un bachcho ki shreni me kaise aa gaya. Mere kabhi 90 se kam nahi aate the, lekin 10th ke baad se hi ye sab hone laga. Mai 12th ke teeno terms me fail ho gaya, literally fail. Darne ke liye bhi do subjects! Mai abhi 12th ke boards de raha hu, English ka bahut easy tha, ab chemistry ke liye itni gandi mehnat ki mammi papa ne jo keval 30 number expect kiye usse kayi zyada lekar aaunga! Aur mujhse jo ummeed tuti thi, mai us Exam ko bhi dunga. 19 March ko aakhri bio ka exam hai, uske baad turant NEET ki taiyaari karunga. Mai bad dimaag nahi, aalsi hu, jisko jeevan me sab kuchh mil jane ki aadat ho, khana time par milta ho, usko kya pata jeevan ka struggle? Mai bhi vahi hu, ek aalsi jo bas khata tha, lekin mai ab itni achievements lunga jeevan me ki main khud ko nahi pahchan paunga. Mai NEET dunga, koi problem nahi kya number aaye, mai UPSC ki bhi taiyaari karunga, apna youtube channel bhi chalaunga, Mere relative ka channel bhi chalaunga, patla bhi hounga, family ko gifts dunga. Chaar saal jeevan me bahut beizzati aur daant sun li, maar kha li, jeevan pahiya hai, sukh hai to dukh bhi hai, dukh hai to sukh bhi hai, aur ma baap ki tuti ummeed jodunga. Chahe maine kuchh na kiya, lekin aaj mujhe svabhimaan ki chinta hai. Jahan mujhe challenge mil raha hai ki 'tu karke dikha!', aur ye gussa mujhpar haavi ho raha hai, aur hona hi chahiyeA
@@swayambhoyar8844 are ye video me jo speach de ra he uski baat kar ra hu usne kaha 12th to cheating se pass ki lekin jee advancd dene ke liye minimum 75%+ needed hote he
He started preparing in august aur jan mein jee hota...baaki saare bche kya itna dumb he ki 3 saal ghiske ni ja pate?? to make his story more catches people like him present it like that ..howver it could be possible ki vo uske pehle se thoda thoda pdh rha ho ..yan usko basics ate ho kisi aur reason ke karam first attempted bura chla gya ho
Bhai apna preparation bhi batao plzzzz mera bhi 11th pura gol hai aur 12th hai thoda achcha board ka exam de Diya hai esbaar kya karna hai kaise karna hai plzzz preparation ka bhi batao mark around 400 plus hoga plzzz preparation batao
हम मे से जिन भी Students को लगता है कि हमे अपने College Admissions में थोड़ी सी मदद चाहिए वो नीचे दिये गए Form को Fill कर सकते हैं : bit.ly/49lRW3K
Jai shree ram
😊😊😊😊😊
😊😊
Most heart touching video in this channel
real air 1 !! hence never give up !
Chup sale
Reservation 😂😂
@@Habilogen12 vo bhi hai 😂😂😅
@alexanderthegamer8956 your name says ur literacy
@alexanderthegamer8956 tereko kaise pata Tera baap jyotish hai
Same family problem Same struggles ,same teacher I am studying wait for some time I will come in josh talk soon after jee exam today date 6 februay 2024
BRO. KITNE AAYE RESULT OUT HO GAYA.
Result dekh ke pagla gya hoga😂😂😂😂😂
Kitna aaya bhai
@@GulamMohammadraza622😢
Same condition😢
15:57 king♥️🤝👏
....meri jindgi ki kuch pankti
Shuru kiya tha shaan se kr lunga
Arrye me ye exam fod ke hi dum lunga
Chod diye sare yaar , is baar is jung ko karna he paar
Man me tha nahi rukna he
Ye exam ko fodna he
Magar fir entry lete he rishtedaar
Puchte he same sawal " nahi huya to kya.?.".. . Baar baar
Har gya thak gya .. man me baith gya
Log jis exam ke liye 2, 3 -4 saal se mehanat krte he unka hoga ya mera
Me ye sun sun ke hua tang
Fir shuru huyi mere manobal or
Unke tano me jung
Manobal Har gya
or procrastination ne liya janm ..
or sab choot gya
Mobile pr strategy video dekhte dekhte din guzarta hu
Fir har raat guilt se bhari cut ta hu
Or kal shuru se shuru karunga
Ye santuna kudh ko har raat deta hu
Na kal aata he na me cahata hu vo pura hota he
Aise ghere loop me fas gya hu chahate huye khud ko na badal pa raha hu
Poora din kasmakash me nikal jata he
Fir mind fresh bhi to krna hota he
To Har shaam cricket khelta hu .. kyuki jindgi ke khel me na sahi us khel me to jeet ta hu
.... Bas yuhi subha se shaam hoti he .. meri drop year barbaad hoti he ...
.
Us bhai us..😢
Kya percentile aayi h apki
Dil me teer sa gad gya ... Tumne ye kya pooch liya ... 😔😔
Bro you born for something else....not just study there are many things to do try to find your field and you will be successful in that for sure
@@kharwar2522 thank bhai .... Muze writing krne ka shock he magar fear of failure ke chalte kuch nahi kr pa raha hu...😔
This story almost sounds like the story of Manoj Kumar from 12th FAIL...
Yes, bro,
Just Manoj for UPSC
And he for JEE
But the same path
H. M
Do you have his ig id
Yes even he passed his 12 by slips😂
And Nishant Jindal 4 mahine me jee crack
Me bhi is plateform pr aungi ek din
Meri Kahani bhi kuch aisi hi h bhai Mere bhi iss baar exam h m bhi achha karunga exam m
Thankyou
Mai bhi apni story sunaungi..❤ proudly I am struggling for my parents 😊
13:40 goosebumps literally ❤❤❤
Bhai salute h aapko never give up 🔥
Great!! you are really the champion❤❤
Nice work i love your story.👍👏👌
Aaj se padhai shuru, 99 % in jee mains and iit madras
kaisi chal rhi h bhai padhai
Like for sakshi mam and nishant sir ❤
Real hero nv sir
Hats off to nv sir ❤❤❤
Bhaiya aapki struggle ki story mere se match kar rhi h😢😢😢😢😢😊
Mere ko end me rula diya bhaiya.😭😭😭
Most humble and deserving ranker I have seen! Many-many congratulations and Thank you for motivating us aspirants through your story! :))
Motivation does not bring succes ,burning desire leads you to achieve success🙏🙏
Reality of motivation Few time of energy then you not thinking and work on the maximam question practice then you will be motiviation
True ❤
Same situation of my percentile, I will try my best for April attempt
The fact is you have supportive parents
Really bhaiya I am happy to see this.in whole word such student are too present as me you and your word motivated me thank you a lot ❤️❤️❤️
I have everything,i have no issues for funds and resources yet i wasted it all,kudos to him.Hearing his story makes me ashamed.I will make it for my 2nd attempt.
In bhai ki story sunkar me sach me me emotional ho gaya
By the way Mera nahi ho paya😢😢😢
Tumhari kahani sunkar 😢 aata hai bhai😢😢😢😢
a class 8th average boy who dreaming into going an Top IIT,s college...
.
13.377584 👍🏻
.
.
.
16 feb 2024
Looking and hearing...You feel "oh what" how he try!! How he work hard....But Going deep in the perparation...You would know how much deep it more!!!!
Kuchh din baad mai bhi is plateform per aaunga ❤
Good luck bro keep it up 🎉
Best of luck mere Bhai ❤❤❤❤
❤
Good luck bro❤
Are faink rha h ye😂😂
A vote for his extreme situation
Gajab ka struggle journey hai❤
Power of reservation
Tum jaise logo ko to vahi bahana h 😂
@@Justremember108
@@grind14 no one is more hated than who speaks the truth.
@@Justremember108don't make excuses.
Just grind
@@grind14 maturity is when you realise after wasting 11th general can't crack IIT
Jo aapka kahani hai usi tarah Mera bhi kahani hai bro bahut kuchh karna chahta hun per prayas karne ke bad bhi nahin kar pata vah lekin prayas karta rahunga bhai aapke story se hamen bahut hi motivate
Kuchh din baad mai bhi josh talk par aaunga 😢
Apni struggle ki kahani lekr
❤❤❤❤❤ thanks I can feel this also 😊
Mujhe rona aarha h
Mere pass itna kuch mila h tb bhi mhnat nhi krpaye
Koi nhi fir se try karo
❤ bahut axa ❤ mai bhi ek din is platform pe aaungi ..... ❤❤
Josh talks ki sbse honest vdo❤❤
Dishonest*
Aj mera bhi 15.6 percentile ayi jee main 24 and i believe ki mai yaha se iit tk khud ko improve krun
Yes bro
Idhar comments mein demotivate karne Wale bhare pade hai, so comment sections se door rehna pls
Moye Moye.😂
Dost maine drop lekar 8 mahine pdha almost sare concepts cover kia very few backlogs even though accha exam gya confident tha cut-off clear hojayega
Mera 61 %tile aya
bro 61 mai cut off clear hogya kya?
@@tuhindas549
Out of all stories in this channel, this was heart touching 👍
Kya halat ho gayi hai des ke😢 khana khane ke liye paise nahi hai par mobile hai leptop hai usme velorant khel rahe ho middle class me bhee sabke pass leptop nahi hota or tum khana chodkar leptop kharid rahe ho. Yarr 😢
😂
Right
Josh talks ❤❤❤❤❤❤ motivation source 😊
Himachali❤❤❤
Study in state board and Do coaching from pw or RUclips ,no financial burden if your are hardworking student you can get your goal
❤ you're so motivating
By the way i am neet students but i motivate from jee student ❤❤
Himachal Pradesh bale like kro ❤❤
Thank you
Bless you 😊
8:47 the golden line ❤
Mera 90 percentile aaya hai ab april wala nikal hi lunga
Aankh se aasu aa gye aag ho to aisi❤
I'm relate you because my story is similar to you ❤❤
Congratulations 🎉💐💐💐👏👏👏
Jld hi mein bhi aunga idhr motivation dene
Ye wala bahut relatable hai or ye bhai jo bol rha pura sach hai koi masala nhi lagaya hai bhai ne
Kis year ye select hue hain
@@mishabhatt40492k23
85.9%ile in the jan attempt (27 jan s2)
i won't sleep proper until im sure to score 250+ in the april attempt
Meri bhi 86.8 🥲
Marks kitne the?
Kitne aaye
Parents❤🥺
Great Sir
Bhai 1000 years Previous Book Mujhe bhi chahiye.
Mujhe bhi JEE mains ka tyari karna hai.
Pw attendance lagao comment ka system hang kar do
Hogya Tera system hangs 20-30 like me 😂😂😂
Chi pw kitna kachra hai
@@onlythebodydiesbilkul tere jaisa 😂
@@PWUNOFFICIAL20 abbe chomu kaam kar apna 😂free fire khel Jaa 😂😂
ruclips.net/video/o63qhi3-X_Y/видео.htmlsi=cjn28EiznVWkR-dy
Me too studied from pw
Vo sab to thik hai bhai bs ye btao valorant mobile pe kaise khel sakte hai
Plz, bring a interview of Nitin Arya who is the student of IITB plz🙏
bhai apke rishtedar bahut acche he
Struggle hi vyakti ko upar le jata hai, mera to koi struggle hi nahi. Bas itna, ki 10th ke mid term me 73% the, jise maine 13% badha kar 86% kiya tha. Uske alawa, mai hamesha unsure hota tha ki mujhe future me kya karna hai. Mere marks dekh kar sab kahte the ki arts dilwa denge, par maine medical le liya (pata nahi kyon, par us time dedicated tha), phir mera dedication kam ho gaya, 11th barbaad, mere itne kam number kabhi nahi aaye the, maine pura saal keval beizzati aur daant kha kar bitaya tha, ek time par mai bahut paagal ho gaya aur overthink kar kar ke BP badha leta tha. Mai Mota tha, bhaar badhta ja raha tha, apne ghar me sabse bhadda dikhne laga, relatives ko sabse pehle mera pet hi dikhta hai. Par mai bas leta rehta tha, khata tha, coaching jata aur kuchh bhi nahi seekhta, backlog par backlog, mobile addiction, anpadh buddhi ho gaya tha puri tarah, baat karne ki sense nahi, clothing sense nahi, apne aap ko sundar rakhne ki sense nahi, kyonki mai har tarah se aalsi ho gaya tha, aur jab mujhe ye realisation hota gaya, tab mai 11th me nearly fail ho gaya. 12th me aaya, socha ab kuchh karenge, lekin vahi same haalat me aa gaya. Mujhe pata lagne laga ki mai ab apne parivaar ke liye ek burden ban raha hu jisse koi ummeed nahi rakhi ja sakti. Is soch ke baad se mai akela rehne laga, subah se lekar shaam tak apne kamre me rehta, chup. Mere hone ka bhi nahi pata hota tha. Ek din maine school ke monthly tests nahi diye to teacher ne school bulaya. Mammi ke saamne meri beizzati hui jiske baad se mujhe dhang se 5-6 din neend bhi nahi aayi. Mujhe yakeen nahi hua ki aakhir mai un bachcho ki shreni me kaise aa gaya. Mere kabhi 90 se kam nahi aate the, lekin 10th ke baad se hi ye sab hone laga. Mai 12th ke teeno terms me fail ho gaya, literally fail. Darne ke liye bhi do subjects! Mai abhi 12th ke boards de raha hu, English ka bahut easy tha, ab chemistry ke liye itni gandi mehnat ki mammi papa ne jo keval 30 number expect kiye usse kayi zyada lekar aaunga! Aur mujhse jo ummeed tuti thi, mai us Exam ko bhi dunga. 19 March ko aakhri bio ka exam hai, uske baad turant NEET ki taiyaari karunga. Mai bad dimaag nahi, aalsi hu, jisko jeevan me sab kuchh mil jane ki aadat ho, khana time par milta ho, usko kya pata jeevan ka struggle? Mai bhi vahi hu, ek aalsi jo bas khata tha, lekin mai ab itni achievements lunga jeevan me ki main khud ko nahi pahchan paunga. Mai NEET dunga, koi problem nahi kya number aaye, mai UPSC ki bhi taiyaari karunga, apna youtube channel bhi chalaunga, Mere relative ka channel bhi chalaunga, patla bhi hounga, family ko gifts dunga. Chaar saal jeevan me bahut beizzati aur daant sun li, maar kha li, jeevan pahiya hai, sukh hai to dukh bhi hai, dukh hai to sukh bhi hai, aur ma baap ki tuti ummeed jodunga.
Chahe maine kuchh na kiya, lekin aaj mujhe svabhimaan ki chinta hai. Jahan mujhe challenge mil raha hai ki 'tu karke dikha!', aur ye gussa mujhpar haavi ho raha hai, aur hona hi chahiyeA
All the best ☺️
9:09 11th waste thik hai par 12th waste kaise
12th ka exam toh mid March Mai khatam hota hai aur kuch 20 25 din Mai 2nd attempt how he have 4 months?
2nd attempt ki nahi Advanced ki baat kar raha hai
@@IITDaim786 June 4 2023 still mid March se 2 and half month hi hai????
@@swayambhoyar8844 cheating karke 75% kese aa gaye boards me ?
@@AadiluddinShaikh kisko Mera toh boards hone ka hai😂
@@swayambhoyar8844 are ye video me jo speach de ra he uski baat kar ra hu usne kaha 12th to cheating se pass ki lekin jee advancd dene ke liye minimum 75%+ needed hote he
Wow❤🔥
Mohit Tyagi 🙏🙏✨✨
I AM ALSO SINGLE CHILD🙂🫠I CAN FEEL THE RESPONSIBILITY...
Nishant Sir Sakshi Mam ❤️❤️🔥🔥
THANK YOU❤
Salute to his parents ❤️
Bhai Ka Jee Toh Hona Hi Tha 1000 Years PYQs kiye hai bhai ne 10:30😂😂😂
Bhai mere school me to class 11 me bhi fail karte hai 😢😢
Ram sabka bhala kare
Congratulations
Kahne se khuchh bhi nahi hota bhut mehnat krni pdti h
You dad is too supportive
Be honest everyone: who think most of he says is fake and scripted..
Mains and advanced in 4 months 😅
Sahi baat h vo bhi cheating krke
Arjuna's attendance 🎉❤
can you please mention category ?
How can he crack jee in 4 month 🧐🧐
Student studying for 2 years consistently failed to crack it
@@vts407here I'm who prepared for jee 2yrs and my percentile is 80 only😂
@@vts407reservation
@@DigvijayGavane843i got 93 in 5months but to get through jee advanced in 4 months is damn near impossible
बहुत जल्द ias बनकर आऊंगा इस प्लेटफार्म पर
Thank you so much bhaiya…you really inspired me the most!!!❤😊
Jai shree ram ♈♈♈♈♈♈♈♈♈♈♈♈♈❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
No one can love u more than your parents ❤️
Itna Kam samay me padh ke JEE kiya,notes kaise bnate honge aur sath hi questions, unke liye to sab new tha .. kaise time management karte honge
can you suggest some good channels to study for jee
Really ❤❤ it
Gamand iss baat hai bina pade jee mains mein 32% mile 😅😅😅😊
Bhai vo sab to thik h lakin tune kaha ki maine cheating karke pass kiya 12th to tu advance k liye kaise eligible hogya usmai to 75@% chahiye n
Thanks for josh talks
Yrr yeh JOSH TALK pr pta nhi kitna sach bolte hai bacche....😮💨
Main bhi yahi soch rha tha
He started preparing in august aur jan mein jee hota...baaki saare bche kya itna dumb he ki 3 saal ghiske ni ja pate?? to make his story more catches people like him present it like that ..howver it could be possible ki vo uske pehle se thoda thoda pdh rha ho ..yan usko basics ate ho kisi aur reason ke karam first attempted bura chla gya ho
@@robin2685power of reservation bro
@@robin2685shi keh rha h bhai bilkul tuu❤
Osm
Bhai apna preparation bhi batao plzzzz mera bhi 11th pura gol hai aur 12th hai thoda achcha board ka exam de Diya hai esbaar kya karna hai kaise karna hai plzzz preparation ka bhi batao mark around 400 plus hoga plzzz preparation batao
Kitne the 12th me
i can relate
🔥
A salute to IITIAN bro
He uses matlab¹⁰⁰⁰⁰⁰⁰⁰⁰⁰⁰⁰⁰⁰⁰😂😂😂
15:00
I am too from himachal loved your story
IIT KE LIYE 75% NUMBER MANDATRY HAI KYA
Are Mera Bhaii Lagta ye to ff❤
Bhaii ke shirt mai ek button nhi hai 😢😢....but your story is very very very inspiring❤❤