Allah Taala Surah Mariyam Farmata Hain ke Aur Iss kitaab Me Idress ka Zikr kegenye wo Bi Bade Sacche Nabi Thi Aur Ham Ne unko Baland Martebe Tak Pohonchchyaa/
Sir me janna chata hoo ki rusool q bola apne hz adress a.s ko Q ki hmare sir 4 Rasool hn Hazrat musa a.s Hazrat daud a.s Hazrat isa a.s Or Hazrat Mohammad sallallahu alaihi wasallam Plz reply me
Actually apko pehle nabi aur rasool Mai difference Pata hona chahiye. "Nabi "ya prophet wo hain jinhe nabuwa'at mili hui Hai. And" Rasool" ya messenger wo Hai jinhe risalat mili hui Hai. Yani keh tamam rasool nabi hote hain Lakin tamam nabi rasool nahi hote. Aik rasool nai shareet aur kitab late hain so mere khayal Mai rasool sirf chaar nahi inse ziayada bhi ho sakte hain kyunke humay tamam tar ilhami kutab ka ilm nahi Hai. Hum sirf chaar ilhami kutab ko jante hain aur Quran e Majeeb apne se pehli ilhami kutab ki tasdeef karta hai baqi Allah knows better.
Is waqia me mujhe ye baat samajh me nhi ayee k....idrees a.s to taweel jeena chahte the..bt allah swbt ne inki rooh jld hi qabz kardi..i mean unki qwahish puri nhi hui..
Actually humey iski ziayada information nahi Hai keh ilhami kutab kitni thi humay sirf four ka Pata Hai aur Quran e Majeeb apne se pehli ilhami kutab ki tasdeef karta hai is liye yeh nahi keh sakte ke sirf four rasool the aur bhi ho sakte hain aur baki Allah behtaar janta Hai. I hope this could be of any help to you.
Bhai , Azeem Nabi Hazrat Muhammad sallallahu alaihi wasallam k Naam Mubarak k last mai sallallahu alaihi wasallam likhna sakht zarori hai jante hai jo apne likha hai woh bilkul adab k khilaaf hai . Kindly edit kare comment apne .
Sister jis nabi par kitab nazil hoti Hai wo rasool kehlate hain yani keh messenger. Aur nabi wo hote hain jinko nabuwa'at se nawaza jata Hai. So zaroori nahi keh sare nabi rasool hoon agarcha sare rasool nabi hote hain kyunke unhe nabuwa'at ke sath risalat bhi mili hoti Hai. I hope this could be of any help to you.
Salam ho Hazrat Idrees a.s pe MashaAllah SubhanAllah❤️❤️
SUBHAN ALLHA
Mashallah ♥️♥️♥️
Ma shaa Allahh Allahumma baarik Fi ilmkomm
وَٱذْكُرْ فِى ٱلْكِتَـٰبِ إِدْرِيسَ ۚ إِنَّهُۥ كَانَ صِدِّيقًۭا نَّبِيًّۭا
ALLAH HO AKBAR ..SUBHANULLAH ...ALKHAMDOLLAH ..ALLAH KAREEM ...ASTAQFIRULLAH
MashaAllah. SubhanAllah. Hazrat Idrees Alaihissalam. 👑
Ya Allah Aap hame nek Amal karne ki taufi de
JazakAllah khair for sharing
Allah Taala Surah Mariyam Farmata Hain ke
Aur Iss kitaab Me Idress ka Zikr kegenye wo Bi Bade Sacche Nabi Thi Aur Ham Ne unko Baland Martebe Tak Pohonchchyaa/
MashaAllah. SubhanAllah. Hazrat idrees Alaihissalam. 🖤🧡💚
Masha Allah, Subhan Allah,
Ya.rasulallha.Yaali.Yafatima.Yahassan.Yahussain
AOA bhai hadees ka hawal dy do jaha hazrat idrees or hazrat shees AS ka zekar hy
Sir me janna chata hoo ki rusool q bola apne hz adress a.s ko
Q ki hmare sir 4 Rasool hn
Hazrat musa a.s
Hazrat daud a.s
Hazrat isa a.s
Or
Hazrat Mohammad sallallahu alaihi wasallam
Plz reply me
Mashaallaha
Very nice subhanallaha
Subhanallah subhanallah subhanallah
Bhai, if possible, title may spelling theek kr laina, video edit husakti ha,
Kisses nahi huga Qassas huga na?
Is me jo quran pd rhe hai unka name btaye ppz
Mash Allah ..... Subhan Allah .....
Gaza kallah
Masha.Allha
Uzair A.s. ka waqya bhi bataye
Jazak Allah
JazakAllahqhair
I love you
Allah Allah Allah Allah Allah
Subhan allha
Mashallah
Masha Allah!!!
mashaAllah
Bukhari ya muslim ki kn sy hadees number hy ...
You're voice very nice. ❤❤❤👌👌👌
Beshak
Masahala
Allah ho akbar
Kabeer@
Mashaallah subhanallah
Mashaallah
Bhut khoob
Where born in idrees nabhi
Babul
Masha allah
Hazrate nooh pahle rasool h
Subhaan Allah
👍🏻👍🏻👍🏻
Idrees a s pay sahifay nazil huye (book of enoch) thy aur in ka english naam bhi bataya karain
Idress a.s par kon si kitab nazil hoi thi? Nabi or rasool kh rhy hen ap.
Kitab sirf 4 nazil huy hai idris alysalam par koy kitab nhi utri lekin phir bhi wo nabi hai qki Allah ne quran me unko nabi kaha hai
Actually apko pehle nabi aur rasool Mai difference Pata hona chahiye. "Nabi "ya prophet wo hain jinhe nabuwa'at mili hui Hai. And" Rasool" ya messenger wo Hai jinhe risalat mili hui Hai. Yani keh tamam rasool nabi hote hain Lakin tamam nabi rasool nahi hote. Aik rasool nai shareet aur kitab late hain so mere khayal Mai rasool sirf chaar nahi inse ziayada bhi ho sakte hain kyunke humay tamam tar ilhami kutab ka ilm nahi Hai. Hum sirf chaar ilhami kutab ko jante hain aur Quran e Majeeb apne se pehli ilhami kutab ki tasdeef karta hai baqi Allah knows better.
Subhanallah
Mashallah... Subhan Allah
Inshaallah
Em aa5 oa1
Is waqia me mujhe ye baat samajh me nhi ayee k....idrees a.s to taweel jeena chahte the..bt allah swbt ne inki rooh jld hi qabz kardi..i mean unki qwahish puri nhi hui..
On keh khawaish thy keh jannat janeh seh phele oneh itnah wakt mileh keh woh our ibadat kr sakeh tu jab on keh rooh kabz keh Gaye tu oneh yeh Hak deya geya Tha keh woh jitneh ibadat krnah chaye kr sakteh Hai es leya on keh rooh zameen pr nhi 4th asman pr kabz keh Gaye thy
wajid
Idris alysalam par koy kitab nazil nhi huy phir bhi wo nabi hai qki Allah ne quran me unko nabi kaha hai
Ek lakh chubees (124,000)hazar nabi aye hain or sirf 4 py kitab nazal hoi ha
ہم بھی ادریسی=**ہے
Bhai jan ap likho muslim ho ap maslako main par jatay ho kamaal hai
Idrees a s...nabi they...rasool nahi....hamey bataya gaya hai...ki sirf char(4)Rasool hai.. Musa A S/Dawood A.S/ISA .A S/Mohammed S,A S
Dawood AS bhi NABI hi hai Rasool nahi
Actually humey iski ziayada information nahi Hai keh ilhami kutab kitni thi humay sirf four ka Pata Hai aur Quran e Majeeb apne se pehli ilhami kutab ki tasdeef karta hai is liye yeh nahi keh sakte ke sirf four rasool the aur bhi ho sakte hain aur baki Allah behtaar janta Hai. I hope this could be of any help to you.
Bhai , Azeem Nabi Hazrat Muhammad sallallahu alaihi wasallam k Naam Mubarak k last mai sallallahu alaihi wasallam likhna sakht zarori hai jante hai jo apne likha hai woh bilkul adab k khilaaf hai . Kindly edit kare comment apne .
Bhai..char (4) aasmani kitab ...jin jin nabiyo key waqt mey aayi hai.....wo Rasool bhi hai..aur nabi bhi
216 rasul h
Kisses Ni mere Bhai.. Qisse
Qasses
Plz sir chuti chuti chezy hanger Jo Islam ma hui in k bary ma Kuch upload kary
Or zaruri nahi jispae kitab nazil ho wohi nabi hon kitab to 4 nazil hoy hin lekin quran hadees ke mutabik nabi 1lakh 24 hazar uthre hai
1 lakh 24 hazar peghambar hen.
Jin ko Allah ne baghar kitab k rehnumai k lye bejha wo sary 1 lakh 24 hazar peghambar hen
Sister jis nabi par kitab nazil hoti Hai wo rasool kehlate hain yani keh messenger. Aur nabi wo hote hain jinko nabuwa'at se nawaza jata Hai. So zaroori nahi keh sare nabi rasool hoon agarcha sare rasool nabi hote hain kyunke unhe nabuwa'at ke sath risalat bhi mili hoti Hai. I hope this could be of any help to you.
Masha Allah
Alhamdulillah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Subahanallah
MashAallah
Allah Hu.Akbar
Subhan Allah