@@ashutosh6074 ear infection ki wjh se jo problem hui hogi Wo surgical or medical treatment se sahi ho skta hai 10yr se apko ear problem h ho skta h apno mixed hearing loss hoga Esliye bilkul normal nahi hoga ... Lekin medical treatment v jaruri h
@abhishekacharya4270 nahi ji apko unilateral hearing loss hai Unilateral hearing loss disability ke liye nahi hota hai Apko medical me problem hogi normal category me
@abhishekacharya4270 disability certificate program me ye ek confusion hai jo unilateral hearing loss ke person ko dikkat hai Apko government benefits nahi mil skta abhi ke disability criteria ke anusar
Ha ji bns skta h 60dBHL both side case me Lekin apko verification testing kiya jayega waha v etna aane chahiye 60dBHL se hm aayega to muskil hoga certificate bnane me Apko apply krna chahiye
Sir mera dono kaan me dikkat hai ... Left ear -PTA- 56.6 DB Right ear -PTA -70 DB ... To certificate bn sakta hai ...aur dono ko combine krke kitna percentage aata hai .... Sir please reply. ....
Apke disability certificate pe likha hoga Ky primarily hai apka disability Syd hearing impairment likha hoga Communication disorder hota hai speech and hearing Apko check krna chahiye apko ky category me bna h certificate hearing impairment/Hard of hearing likha hoga
@@priyankarajgour apko try krna chahiye Apko problem ki severity ke adhar pr certificate bnega Hearing loss enough hoga sath me agr paralysis ki problem v jyda hogi to Apko multiple disability certificate v bn skta h ( Mild problem hogi fir nahi bnega certificate)
Thanks for awareness sir
@@dosteducationadda6955 thanks 😊
sir me ent doctor ko dikhaya hai usne kaha ki medicine se sahi ho sakta hai ,10year se kan kharb hai please
@@ashutosh6074 ear infection ki wjh se jo problem hui hogi
Wo surgical or medical treatment se sahi ho skta hai
10yr se apko ear problem h ho skta h apno mixed hearing loss hoga
Esliye bilkul normal nahi hoga ...
Lekin medical treatment v jaruri h
sir kan ka parda kharab ho Gaya hai doctor ne medicine lene ko kaha hai ,kitne din me sahi ho jayega please
@@ashutosh6074 hearing test ka report ap hmko email kr skte ho waha dekh kr apko sahi option reply krenge
HH category aur HI category ke bare me kuch bataiye sir ...confuse hai
Sir mara right side ka kan pura deaf ha left side ma sunai data ha to ma kiya pwd certificate pa sakta hu
@@abhishekacharya4270 ek side ke problem hone pe apko Disability certificate ka minimum criteria pura nahi hota
@@Hearmatic to ab kiya ma kisa government exam ki medical ma fit hu?
@abhishekacharya4270 nahi ji apko unilateral hearing loss hai
Unilateral hearing loss disability ke liye nahi hota hai
Apko medical me problem hogi normal category me
@@Hearmatic is problem ma kiya muja koi certificate mil nahi sakta or koi advantage government job ma.
@abhishekacharya4270 disability certificate program me ye ek confusion hai jo unilateral hearing loss ke person ko dikkat hai
Apko government benefits nahi mil skta abhi ke disability criteria ke anusar
👍👍😊
😊😊😊😊
सर बेरा रिपोर्ट में एक में 60 दूसरे में 50 तब कितना परसेंट बनेगा प्लीज बताए
Ky 50/60
Apko BERA report se sunne ki level pata lgta h
Agr ye 60 and 50 dBNHL hai to apka hearing disability 40% nahi hogi
Sir mere dono kano dikhat hai, mera peak v-70 aur PTA2 -60 hai kya mera 40%certificate ban sakta hai? Please reply me
Ha ji bns skta h 60dBHL both side case me
Lekin apko verification testing kiya jayega waha v etna aane chahiye
60dBHL se hm aayega to muskil hoga certificate bnane me
Apko apply krna chahiye
@@Hearmatic thanks sir
sir government hospital me doctor audiologist ke pass bhejta hai kya,kya process hai iski
Apka hearing test kiya jayega tb pata lgega apk8 hearing Sensitivity kitna h
Agr disability ke liye eligible hoga or treatable hoga usse pata lgega
Uske anusar ap apna fallow kr skte hai
Sir mera dono kaan me dikkat hai ...
Left ear -PTA- 56.6 DB
Right ear -PTA -70 DB ...
To certificate bn sakta hai ...aur dono ko combine krke kitna percentage aata hai ....
Sir please reply. ....
Nahi bn payega apka disability certificate
Apki Binaural hearing disability around 30% hogi
Km se km apko 40% disability impairment chahiye hota h
@@Hearmatic sir abhi approx kitna percentage hai mera
@@SauravKumar-kd8rg 30%
@@Hearmatic thanku sir 🥰
Sir 30% Ka nhi ban sakta kya@@Hearmatic
Sir certificate banne ke baad kya benefit hote he government ki traf se
Wait kriye ek video aayega jisme government benefits ke bare me jankari hogi
Thanks
Sir 1 bar reject ho gaya h too kaya dusri bar for se bhar sakte h 2 sal ho gaya h ab problem bada gai h
Ha ji bilkul apply kr skte ho
New reports ke sath
sir certificate me hearing and speech problem likha hai to exam form me konsi disability pr ok kru
Apke disability certificate pe likha hoga
Ky primarily hai apka disability
Syd hearing impairment likha hoga
Communication disorder hota hai speech and hearing
Apko check krna chahiye apko ky category me bna h certificate
hearing impairment/Hard of hearing likha hoga
@Hearmatic thanks sir
Bera test ke bare mein bataye
Ok, I'll make one video on BERA testing
Thanks
Sir click 2000 bera kaa frequencies range kya hota
@@AbishekAnandRollno next video me apko bera ke bare me sb jankri mil jayega_ 👍
Kaan ka parda fat jata hai to subai dena band ho jata hai kya sir
Sir please reply( mere bhai ko dikkat hai)
@@Rohanbabu689 nahi km sunai Dene lgta h
Uska treatment ho skta h
Medicine or surgery
Depend krta h ki kitna jyda infection hoga
@@Rohanbabu689 ha ji
Kaha se ho ap
Unka hearing test karaye
Usse pata lgega ky possibility h
Sir mere left ear se mujhe sunai nhi deta or left side pr he mujhe face paralysis bhi hua h yo kya mujhe certificate issue hoga
@@priyankarajgour apko try krna chahiye
Apko problem ki severity ke adhar pr certificate bnega
Hearing loss enough hoga sath me agr paralysis ki problem v jyda hogi to
Apko multiple disability certificate v bn skta h
( Mild problem hogi fir nahi bnega certificate)
@@Hearmatic thank you sir
Thank you sir
Sir mere face pr effect h doctor's dekh ke bta dete hn ke paralysis hua h
Or session me or jyada ho jaata h
@@priyankarajgour uski limits hoti h kitna km se km hai usse hi
Pata lgega apna certificate bnega ki nahi