Brother just a clarification, usually jo lower RPM engines hote hai usme engine oil itni jaldi kharab nhi hoti jitni ki normal ya high rev wali engines mein hoti hai. Its totally safe to run it for 10k kms. Uske pehle bhi change karana ya na karana aapki marzi hai but engine mein problem nhi hogi. There's a foreign RUclipsr called FortNine, unka ek video hai engine oil ke upar. Unhone diff diff bikes pe try kiya ki konsa engine oil jaldi kharab hota hai. Surprisingly RE ka result sabse acha tha. Even RE ke manual mein likha hai ki every 10k kms ke baad hi engine oil change hoga.
Service centres forcing you to buy products (brake pads, clutch cable etc) is nothing new. Every Service centres do the same thing. If you consider yourself a veteran biker, then you should not complain about this things.
Bilkul thik kaha bhai mera sath bhi same essa hi hua tha lekin Maine aapane hisab se har 4500 km par engine oil change karwa diya ...... Kyuki Kitana bhi achche engine oil ho vo 10000 km Tak nhi chl sakta kuch Naa kuch problem aa hi jati hai ..
R A company kya pagala he 😅😅😅 jisne engine banaya he uska kuch to knowledge hoga q 10000 me change karne keliye bolte he .ap 8500 me karba do Kai problem nhi he
mujhe lagta hai, RE ke sabhi workshop par ghatiya service milti hai, Ahmedabad me mera bhi bad experience hua hai. bhai ab to video banao k RE ki after sale service ghatiya hai to please RE ki koi bhi bike na kharide. Agar kharid li hai to service ke baad ek link aata hai feedback ke liye usme 0 rating dene par follow up ka call aata hai, use sab kuch batao. Aur pickup and drop ke liye bhi unko bolo. woh log ko aana hi padega. nahi to uske customer care ko email karo. ye process jab sabhi log karenge tab shayad unki neend khulegi.
Agar me hunter 350 me minus headlight lagata hu to fir kya warranty nhi milti kya... showroom wale khe rahe the... Koi help kar sakta hai kya is bar e me?
Brother just a clarification, usually jo lower RPM engines hote hai usme engine oil itni jaldi kharab nhi hoti jitni ki normal ya high rev wali engines mein hoti hai. Its totally safe to run it for 10k kms. Uske pehle bhi change karana ya na karana aapki marzi hai but engine mein problem nhi hogi.
There's a foreign RUclipsr called FortNine, unka ek video hai engine oil ke upar. Unhone diff diff bikes pe try kiya ki konsa engine oil jaldi kharab hota hai. Surprisingly RE ka result sabse acha tha. Even RE ke manual mein likha hai ki every 10k kms ke baad hi engine oil change hoga.
Service centres forcing you to buy products (brake pads, clutch cable etc) is nothing new. Every Service centres do the same thing. If you consider yourself a veteran biker, then you should not complain about this things.
@@brandenprateek273 Good for you brother
@@brandenprateek273 okay brother
Sahi kha aapne, yeh log bas parts badalne ke liye hi bolte hai
Haan Ji Bhai
the yellow color on tank is looking good❤❤
Same vai hamri ederbhi Assam ke udalguri district Mai mere sat asa hi hua hai fkng bad experience
I also have hunter 350 runned 2200km
From tge first day of purchase the tap pit making sound
Sir same experience with me, They even don't know which grade engine oil to put in my himaliyan 452.
Bhai aur to kya hi bolu bas achhe service Center m jao
Change karke dekho Service Center
Thanks 🙏
Thanks brother 🙏
Is this new edition colour aur sticker modification
It’s sticker bro
Bilkul thik kaha bhai mera sath bhi same essa hi hua tha lekin Maine aapane hisab se har 4500 km par engine oil change karwa diya ...... Kyuki Kitana bhi achche engine oil ho vo 10000 km Tak nhi chl sakta kuch Naa kuch problem aa hi jati hai ..
R A company kya pagala he 😅😅😅 jisne engine banaya he uska kuch to knowledge hoga q 10000 me change karne keliye bolte he .ap 8500 me karba do Kai problem nhi he
Lagta hai RE ne aapko bahut dukh diya hai yahi kaha tha Aapne yaad hai aapko...
Aaj lagta hai aapko v dukh de diya 😂
Haan Ji Bhai
Karma wapas aa gya bhai
Sir hunter 350 ka bend pipe kab aya ga ?
Bhai bend pipe nhi mil rha hai Mujhe hi jugaad karna padega
@@BikeBone21 Redroster ka milta ha
@@avimanyude5788 nhi hai bhai unke paas bhi
mujhe lagta hai, RE ke sabhi workshop par ghatiya service milti hai, Ahmedabad me mera bhi bad experience hua hai. bhai ab to video banao k RE ki after sale service ghatiya hai to please RE ki koi bhi bike na kharide. Agar kharid li hai to service ke baad ek link aata hai feedback ke liye usme 0 rating dene par follow up ka call aata hai, use sab kuch batao. Aur pickup and drop ke liye bhi unko bolo. woh log ko aana hi padega. nahi to uske customer care ko email karo. ye process jab sabhi log karenge tab shayad unki neend khulegi.
Agar me hunter 350 me minus headlight lagata hu to fir kya warranty nhi milti kya... showroom wale khe rahe the...
Koi help kar sakta hai kya is bar e me?
Milti hai bhai jii aap insta p jao - @bikebone21
Tappit sound solution
2nd service pe change Nehi hota q ki enginne oil ki validity 10000 km Tak hai already they mentioned which parts would be change in which service
Bhai ye sabse bada jaal hai aap Please every 5000km p engine oil change karwaya karo aapki bike ke liye best rahega