Mera ns 160 bs7 model hai 6 month only usko 4,5 km chalane ke bad halka halka engine ke left side se had ki taraf se sound ata hai 😢 bike only 700 km chale hai 1st sarvice 400 km pa Kiya tha
Hello Sir Rohit From Kolhapur Maharashtra. I do watch your each and every video from last १ year. You are really expert in your work I was having a doubt about my Honda unicorn bs6 purchased recently. I ride it constantly on the highway so what is the right speed to maintain for the better health of my engine . Can you please clear me.
Bta sakte h kisi company service centre jaise Honda, tvs company me mechanic ka sallery kitna se start ho ke highly kha tak milta hh experience hone ke sath
Sar please is comment ka reply dena mere pass Discover 125 cc new model bike hai Uske head Mein Mane new game rocker Dali hai aur bilkul Bajaj ke genuine hai Fir Bhi cam broker ki awaaz a rahi hai cam Rover ki awaaz silent karne ka best Tarika bataiye
Sir Mere paas ek Hero super splendor bs4 bike hai and jab bike thodi heat hoti hai toh aisi bilkul halki halki si awaj aati hai toh kya please mujhe bata skte hai ki ye kyu hota hai Reply kr dena please ❤❤
rajveer bhai ek nayi pareshani gadi m aayi h jisko aapko cover karna chahiye jo ki mere avenger 220 street me problem hai ki jab gadi thandi hoti hai aur start krke 1-2 kilometer baad jab engine garam hojata hai to rpm gadi ke idle rpm bhit jyada increase ho jate hai aur gadi fir band hoti h kuch der engine thanda hone ke bad fir start krne me normal rpm hote hai fir garam hone ke bad fir rpm high hote hai maine bhot se machanic ko pucha vo bolte h ki tapet me problem k wj se hota hai meri gadi service me gayi h kal malum chalega ki kya issue tha please aap b video m cover kre is chiz ko
Mere pass hero extreme 200s bike hai usme bhi engine start karne par tik tik ki awaj aati h o kabhi band nhi hota, iska timing chain badla fir typhoid set karaya, tesenar change Kiya, par thik nhi hua... O awaj nhi Gaya... Kya kru aap batayiye
Bhai mere pass tv raider hai jan 2023 me li thi bs 1000km chali hai abtk wo badh me pura pani me doob gyi thi service center lekr gye waha wo mobile change kr diye bike ka aur baki jo kharab parts the wo bdl diye like air filter spark plug battery ye sb Issue ab ye aa rha ki milege bs 30kmpl ka de rhi jo ki 60 thi first service ke baad Pls batao kya issue hoga
bhaiya maine pulsar 125 cc kharidi hai keval 900 km hi chla hai aur iska chain se sound aa raha hai maine service center aur kai sare makinic ko dikhaya lekin problem solve nahi hua ,toh kya chain spoket change karwa lena chahiye ya kya karna chahiye please bhaiya help me
Bhai meri passion x pro h uski servicing k baad hi halki halki tirr tirr sound aani start ho gyi h pahle aisa nhi tha aur sound abhi bhut kam h isliye kai sare shops pe dikhane baad vo samjh ni paye aur ye sound chain ki ni h ye confirm hu m aap btao kya ho sakta hai
I want to buy Simple sports bike . Aj ke time ki taam jhaam wali nahi chahiye .. 220F le sakte hain? No modification required. Simple hi rakhni hai maine only for long and local rides ...
mera ek honda dream neo hain.. usmein tappet ka sound to nhi arh hain lkin timming chain jo andar chalrha hain uska sound bahar se sunai dera hain.. jo phle nhi hota tha.. kya prblm huya hain, kaise thik hoga? plss btao..
Sir meri 150 ug4hai 40000 kebad 3bar half engine banaya hai to maiaapkogadi bhej sakta hu gujrat vadodara se timing chain 3baar chenge ki hai but 300km ke bad bohut noice aati hai
Vi plz reply pulsar 200 ns bs4 15000 k.m runing uska tapid tyte karne k bad vi awaj aa raha hain uska engine oil vi time se change karte hain motul or avro oil treatment but awjajj band nehi ho raha hain kay karu
Sir. Maine new bike Li hai. Hero splendor plus. Sir Mai bike start karta hu to engine me kat kat ki aavaj aati hai.. lekin gear lagane ke baad aage badhata hu to kat kat ki aavaj bandh ho jati hai.. please help sir.. ye kya dikkat hai.. @arvbrothers
bhai mere pe ek apache rtr 160 2v hai usme first gear ke baad jab second gair par swift karta hu toh khabhi gear se nikal kar netural ho jati hai aur second gear swift karte time aawaz aati hai
Bhai mere bike 180 sese me se ase hi avaj arhi hi to bhai ky huva hoga usme bhai me mp Khandwa se hu bhai bahut pareshan bhai ap batao reply do bhai 🙏❤️
Bhai mere pass apache 160 4v bs4 hai jo garam padhne pe tapped awaz krrhe mai usko in late 0.06 exhausted 0.08 set kara rakhe hai plz btaye awaz kyu krrhi
Bhai meri bike se sound problem nhi shi ho rhi hai kaise thek hogi new seaser gair cluch plates set and new chain spoket bhi dala Kiya fir bhi sai sai ki voice aa rhi hai
Pulsar n150 hain aur wo gadi start hone ke baad toh awaj nahi krti lekin jaise hi gadi 1/2 km cross krti hain uske baad awaj krna chalu krti hai wo ye kya ho sakta bilkul aisa hi awaj ata hain bajaj walo ko dikhaya lekin wo bol rahe hain ki sab theek hain fir ye awaj aa kuu rahi hain sirji koi solution doge kya tappet ka garam hone ke baad aisa awaj krti hain aisa kuu
Sir meri activa me aleg hi sound aata h 40kmh speed se uper jate hi kuch aleg hi sound krti h bahut tez krte h iske sound se bahut iritation hota h sir aap hi bta sakte ho iska ilaj
Bhai mere pulsar ke piche ke brake nahi lagti maine brake caliper , brake hose pipe bhi change kar Diya toh bhi nahi lag rahi hae? Sir kuch solution bata do
Mere paas pulsar 150 bs6 twin dis wala hai . 4 saal hogaya hai. Engine heat hone ke baad jab bike gear mein rakh kar clutch press kar ke rakh ta hu tab ek sound aata hai . Aur clutch chor ne ke baad kohi sound nahi hai
Bhai clutch release bearing change kara lo 100 -200 me kaam ho jayega or bike ke service pending hai toh us vakt he change kara Lena # Clutch release bearing change karna par problem solve ho jayega, Agar sirf clutch press karne par awaz aati hai toh
Bhai meri raider bike me bhi esi he sound aati h thodi dur chalne ke baad service centre me leke gya tha unhone bola tappet theek h itni sound to aayegi aap please suggest kro to aapke pass ek baar bike le aaunga. Aapki shop se mostly 10km dur rehta hu
Bhi ji mera Bajaj n160 bs6 ka aysa he sound a Raha hy .kia karw .bohut Sara mechanic ko daykhai ya .alg alg bat bolta rahyta hy kia karw .par abhi tak engine nhy khola hy. 11000km sala hy 1 sal hwa hy bike ka from #Assam
Bhai Mera Jo bs4 pulsar he soroom se hi typid me thoda tik tik abaj athi he or Bajaj gadi garmi ki mahine me 20km janeke baad jhanjhanat abaj aithe video banaiya
Bhai mera boxer bm150 bike hai woh gaadi ka engine bahot noise karta hai or vibration bhi hota hai or kabhi kabhi start karne se awaz bilkul nahi karta or gaadi khul ke chalta hai yeh kis karan se ho raha hai please bata dijiye kyun ki koi mechanic thik nahi kar pa rahen
Bhai bs6 pulsar 150 t,disc 80 ki. Speed ke baad kit kit awaj a rahi he Mekenik ne sijar gear daldiya fir bhi sahi nahi horahi dabal gadi khola to sijar gear 1 tarf apne aap dhila ho gaya Mekenik ne use 1 taraf 2 pe or dhile Wale ko 3 par set Kiya tabbhi awaj Ani band nahi Hui bahi Kiya dikkat he aap btado or aapke mobil no dedo taki me apse baat kar saku
Maine SP125 kharida 10th November 2023 ko, bike chali hei srif 3135km, abhi meri bike pe Engine Malfunction light show kar raha hei, service visit kya unloge kuch positive response nhi mil raha abhi tak.. service center technicians ek bar thik kare the fir bhi same problem next day show kar raha tha .. service center wale bol rahe ki bike koi sensor kharab hei aur shayad ECM pe issue hei joh high voltage show kar rahi hei .. aur manager koi positive response nhi de raha hei 😢 Pata nhi abhi kaha pe complain karu, mei ek middle class banda hoon sirji bhot mehnat karke aye mera bike kharida, yeh mera first bike hei.. abhi mein bhot frustrated hoon pata nhi kya karoo Can you help me out sir or anyone please reading my comment please help me🙏
Bhaiya ji meri baik pulsar 150cc bs4 2019model hai aur ham kannauj se hai msine apni baik bahut sarvis centr pe sahi krai hai lekin sahi nhi kr paa rhe h vo log sahi se aap sahi kr do bhaiya aap ki bahut dya hogi jo aap meri baik sahi kr de puri sahi honi h engin krab h aap kaha se ho bhaiya ji.,, comment baps kr dena bhaiya ji aur sara khrcha bta dena
😢😢Bhai mere paas Honda hornet 160r bs4 hai. 120000 km chal chuki hai but ab engine se pulser jsi aavaj aane lghi hai ...mne rajasthan me kafi shop par check krwaya hai but koi teek krne ko tayar nahi hota hai. Kya kru brother 😢😢. Service center wale bol rhe hai helf engine ka Kam hoga.😢. Bcoz oil kam niklta hai service par helf hi niklta hai . Lekin Bhai meri bike kisi parkar ka dhuaa nahi deti hai automatically oil kse kam ho jata hai.😢 Please help me guide me brother please.apki sabhi video dekta hu. M sochta hu tepit ki setting kudh krlu but saman nahi hai . Or shop wale koi agre nahi hote hai kholne ko😢.
Bhai mere pass Pulsar 150 Hai BS4 usmein zero Se Lekar 60 ki speed makkhan chal rahi hai lekin 70 ke upar chalne ke bad Bike ka sound Badal jata hai uska reason bataiye
Mera ns 160 bs7 model hai 6 month only usko 4,5 km chalane ke bad halka halka engine ke left side se had ki taraf se sound ata hai 😢 bike only 700 km chale hai 1st sarvice 400 km pa Kiya tha
Bhai agar mera ghar aapke seher ke najdik hota toh aap se kaam bhi shikta aur mera bike ko bhi har time aap se hi thik karata. Love you Bro ❤
Hello Sir
Rohit From Kolhapur Maharashtra.
I do watch your each and every video from last १ year.
You are really expert in your work
I was having a doubt about my Honda unicorn bs6 purchased recently.
I ride it constantly on the highway so what is the right speed to maintain for the better health of my engine .
Can you please clear me.
Sir, 2019 ka pulsar 15000 km running condition very good, looking like new, kitna dam main lenge too sahi rahega, aur ye wala bs6 hai na bs 4 hai
Sir agar felerguage se taped set kartein hain pulsar 135ls maen to taped noise karte hain.
Great explanation bro! Thank you for all the experience you share with us🙏
Bta sakte h kisi company service centre jaise Honda, tvs company me mechanic ka sallery kitna se start ho ke highly kha tak milta hh experience hone ke sath
Sar please is comment ka reply dena mere pass Discover 125 cc new model bike hai Uske head Mein Mane new game rocker Dali hai aur bilkul Bajaj ke genuine hai Fir Bhi cam broker ki awaaz a rahi hai cam Rover ki awaaz silent karne ka best Tarika bataiye
Bhai ek suggestion chaye tha mai mechanic me carier start krna chata hu but khud ka startup ka bujet nhi h
Bro ug3 ya 4 k volve bs6 se zada tait kyu rakhejate hai or bs6 ka zada luz karn btao...next video mei
Mera nam lekr btana please
Passion Pro bike BS3 mein topper setting floor gauge kitne number ka hai
Tappet ke andar koi gap ya clearance nahi hai to isse engine pe kya effect padega?
Pulsar 150 old model
Left side indicator front and back dono nehi jal rahe kyse thik hogi
Sir mera bike 220f h new oil
h pr galti se thora gir gya h waise hi chalay ki new oil fr se dal de
220f pulsar me koun sa oil best hota h enin
Sagar bhai ns125 ya ns160 bike kesi hai mujhe lifelong bike chahiye
Please bhai reply dijiye ga company ke service centre me ek professional mechanic ko kitna tak higest monthly milta h ya mil sakta h please reply
Sir Mere paas ek Hero super splendor bs4 bike hai and jab bike thodi heat hoti hai toh aisi bilkul halki halki si awaj aati hai toh kya please mujhe bata skte hai ki ye kyu hota hai
Reply kr dena please ❤❤
Sir Mera bike me tappet clearance, deferent ho jata hai, engine crank ko ek bar or rotate karne par. kya camshaft me koi problem hai?
Bhai pulsar 220f BS4 k liye best tapitt setting kitna mm ka he????
Ns 125 cold engine pr smooth sound but heat 🔥hone pr tik tik sound ata ha ka kre??
Hello sir Suzuki max100me engine se avaj aati hai to kya karna padega sir please bataiye
rajveer bhai ek nayi pareshani gadi m aayi h jisko aapko cover karna chahiye jo ki mere avenger 220 street me problem hai ki
jab gadi thandi hoti hai aur start krke 1-2 kilometer baad jab engine garam hojata hai to rpm gadi ke idle rpm bhit jyada increase ho jate hai
aur gadi fir band hoti h kuch der engine thanda hone ke bad fir start krne me normal rpm hote hai fir garam hone ke bad fir rpm high hote hai maine bhot se machanic ko pucha vo bolte h ki tapet me problem k wj se hota hai
meri gadi service me gayi h kal malum chalega ki kya issue tha please aap b video m cover kre is chiz ko
Bhai insulator se oil leak karta hai to pickup low hota hai kya? Kich kich awaz ata hai kya? Batana jaroor bhai.
Mere pass hero extreme 200s bike hai usme bhi engine start karne par tik tik ki awaj aati h o kabhi band nhi hota, iska timing chain badla fir typhoid set karaya, tesenar change Kiya, par thik nhi hua... O awaj nhi Gaya... Kya kru aap batayiye
Bhai mere pass tv raider hai jan 2023 me li thi bs 1000km chali hai abtk wo badh me pura pani me doob gyi thi service center lekr gye waha wo mobile change kr diye bike ka aur baki jo kharab parts the wo bdl diye like air filter spark plug battery ye sb
Issue ab ye aa rha ki milege bs 30kmpl ka de rhi jo ki 60 thi first service ke baad
Pls batao kya issue hoga
Sir platina 110 H gear ka tappet clearance kitna hona chahiye?
Honda xblead bike ma 15w40 engine oil dal sakte hai
Sir ji n150 ke engen pe bhi vedio bnao
bhaiya maine pulsar 125 cc kharidi hai keval 900 km hi chla hai aur iska chain se sound aa raha hai maine service center aur kai sare makinic ko dikhaya lekin problem solve nahi hua ,toh kya chain spoket change karwa lena chahiye ya kya karna chahiye please bhaiya help me
Kya sir aap saund sunke gali me lagne vala kitana kharch lagega bata sakte ho kya
Bhaiya ji mare paas pulsar 125 bs6 2024 model bike hai 1 month pehle liya hai uska chan cover se awaaj aati hai kya kare
Bhai meri passion x pro h uski servicing k baad hi halki halki tirr tirr sound aani start ho gyi h pahle aisa nhi tha aur sound abhi bhut kam h isliye kai sare shops pe dikhane baad vo samjh ni paye aur ye sound chain ki ni h ye confirm hu m aap btao kya ho sakta hai
Bhaiya aap ka garaj kahan par hai
Starting moter me bhi problem he saysd ??
Bro same condition mare pulsar 150 mai be hai tik tik key awaz aha rhi hai 19000km chale hai kya problem ho skti hai
Bhai mere pass bhi Hornet hai isme kam kervana hai milage or starting problem rpm problem hai
I want to buy Simple sports bike . Aj ke time ki taam jhaam wali nahi chahiye .. 220F le sakte hain? No modification required. Simple hi rakhni hai maine only for long and local rides ...
220 also good bike . Gixxer r15 Karizma many more options.you just love your bike and always be happy
mera ek honda dream neo hain.. usmein tappet ka sound to nhi arh hain lkin timming chain jo andar chalrha hain uska sound bahar se sunai dera hain.. jo phle nhi hota tha.. kya prblm huya hain, kaise thik hoga? plss btao..
Thank you bro
Rajvir bhai ap splender ko 150 cc bana ke vidio kab daloge itne din se bol raha hu
Mere paas suzaki slingshot plus Bike ha
Sir meri 150 ug4hai 40000 kebad 3bar half engine banaya hai to maiaapkogadi bhej sakta hu gujrat vadodara se timing chain 3baar chenge ki hai but 300km ke bad bohut noice aati hai
Vi plz reply pulsar 200 ns bs4 15000 k.m runing uska tapid tyte karne k bad vi awaj aa raha hain uska engine oil vi time se change karte hain motul or avro oil treatment but awjajj band nehi ho raha hain kay karu
Sir bs6 TVs ntorq ka tapped clearance batayeeye
Bhaiya mere pass ct 110 hai 1lakh se upar chal gyi hai wo oll kha rahi hai lgta h ap apni shop ki location bhej dijiye
Super sir 😮😮
Me Nepal se hu Mera pulsar 150 he 2007 model ka full engine banana hai aap tak kaiser aaye
Sir hero splendor engine noise pe video banavo please 🥺 mere gadi thik hi nahi ho rhai hai please sir
Bhaiya ji pulsar 125cc bs6 2024 model bike kaise hai
Pulser 150 hai cam chain dalwai hai ab sound theek hai lekin vibration kr rhi hai.sujhao de.plz .
Sir. Maine new bike Li hai. Hero splendor plus. Sir Mai bike start karta hu to engine me kat kat ki aavaj aati hai.. lekin gear lagane ke baad aage badhata hu to kat kat ki aavaj bandh ho jati hai.. please help sir.. ye kya dikkat hai.. @arvbrothers
bhai ek video pulsar 125 bs6 pe bhi banao yar
bhai mere pe ek apache rtr 160 2v hai usme first gear ke baad jab second gair par swift karta hu toh khabhi gear se nikal kar netural ho jati hai aur second gear swift karte time aawaz aati hai
Bhaiya discover 100m ka tappet clearance kitna hai
Tappit set karne se pehle carburettor ki tunning set honi chahiye ya chalega?
Chalega
Bhi mugha be tapit ki noise lag rahi hai mera sat bhe Aisa he huva hai mai aap ka bhut bra fan hu
Pulsr 150bs4 rpm set kaise kare or engine ki sound bahut aa rahi hai . cluch plte bhi chage krwa li
Waxpol engine oil saver new bs6 bike use kar sakte he
Bhai mere bike 180 sese me se ase hi avaj arhi hi to bhai ky huva hoga usme bhai me mp Khandwa se hu bhai bahut pareshan bhai ap batao reply do bhai 🙏❤️
Bhai mere pass apache 160 4v bs4 hai jo garam padhne pe tapped awaz krrhe mai usko in late 0.06 exhausted 0.08 set kara rakhe hai plz btaye awaz kyu krrhi
Aur cold start me thodi awaaj aur smoke krti hai please tell me solution bro
Bhai meri bike se sound problem nhi shi ho rhi hai kaise thek hogi new seaser gair cluch plates set and new chain spoket bhi dala Kiya fir bhi sai sai ki voice aa rhi hai
Pulsar n150 hain aur wo gadi start hone ke baad toh awaj nahi krti lekin jaise hi gadi 1/2 km cross krti hain uske baad awaj krna chalu krti hai wo ye kya ho sakta bilkul aisa hi awaj ata hain bajaj walo ko dikhaya lekin wo bol rahe hain ki sab theek hain fir ye awaj aa kuu rahi hain sirji koi solution doge kya tappet ka garam hone ke baad aisa awaj krti hain aisa kuu
Mere pass kawasaki eliminator hai repair ho sakti hai kya
Pulsar 125 me kitna gap rakhe teppet ka
Sir meri activa me aleg hi sound aata h 40kmh speed se uper jate hi kuch aleg hi sound krti h bahut tez krte h iske sound se bahut iritation hota h sir aap hi bta sakte ho iska ilaj
Bhai mere pulsar ke piche ke brake nahi lagti maine brake caliper , brake hose pipe bhi change kar Diya toh bhi nahi lag rahi hae? Sir kuch solution bata do
Mere paas pulsar 150 bs6 twin dis wala hai . 4 saal hogaya hai. Engine heat hone ke baad jab bike gear mein rakh kar clutch press kar ke rakh ta hu tab ek sound aata hai . Aur clutch chor ne ke baad kohi sound nahi hai
Bhai clutch hub check karvao
Clutch asmbli ko badal do
Bhai clutch release bearing change kara lo 100 -200 me kaam ho jayega or bike ke service pending hai toh us vakt he change kara Lena # Clutch release bearing change karna par problem solve ho jayega, Agar sirf clutch press karne par awaz aati hai toh
Clutch. ... bearings
Replace clutch plate
Bhai meri raider bike me bhi esi he sound aati h thodi dur chalne ke baad service centre me leke gya tha unhone bola tappet theek h itni sound to aayegi aap please suggest kro to aapke pass ek baar bike le aaunga. Aapki shop se mostly 10km dur rehta hu
Pulsar N 250 mein sizzer gear h ya nahi
aapane bataya nahi
Bhi ji mera Bajaj n160 bs6 ka aysa he sound a Raha hy .kia karw .bohut Sara mechanic ko daykhai ya .alg alg bat bolta rahyta hy kia karw .par abhi tak engine nhy khola hy. 11000km sala hy 1 sal hwa hy bike ka from #Assam
Sir ji fir birthday ke night 12 ko live aa sakte ho kya kahi par bhi aa sakte ho mene har jagah follow hai reply please ❤❤
Fz v2 tep pet kitne mm pr set kre
Honda cd110 2018 seme sound problem tapit set ke bath bi sound
Bhai Mera Jo bs4 pulsar he soroom se hi typid me thoda tik tik abaj athi he or Bajaj gadi garmi ki mahine me 20km janeke baad jhanjhanat abaj aithe video banaiya
Rajveer bhai Video mein colour contrast thoda increase karo,,, yaar
Bhai mera boxer bm150 bike hai woh gaadi ka engine bahot noise karta hai or vibration bhi hota hai or kabhi kabhi start karne se awaz bilkul nahi karta or gaadi khul ke chalta hai yeh kis karan se ho raha hai please bata dijiye kyun ki koi mechanic thik nahi kar pa rahen
Jab bike self start karte ha toh awaj aati ha ajeeb si or ush k baad thodsa tik tik kar k engine se aati ha kya kare ????
Bhai bike mein pick up nhi aa rha kya kharabi ho sakti hai
Bhai passion pro ki mailaz nhi mila rha wale vi dalvadiya
Bhai Rocker connecting rod ka problem hai Piston timing chain
मेरे पास यही मॉडल है 2019 आजतक जबर चल रही है 20000/km और अब service होगी ARV Brothers पर 😊 🤗 delhi में रह कर भी यहाँ नहीं गए तो बेकार है
❤❤❤❤❤ super jankari
Genuine forman ko thetoschope ki jarut nahi padti hai. Vo running bike ne noise bata sakta hai
Nice video bro 🏍
Kya problem ho sakti h
Tepit &tesnor ho skta hai
Apni shop ka adress Dal Do Bhai Mujhe engine banvana hai
Bhai meri pulser 125 bs6 hai usme engine ki voice change ho gyi hai say sayki voice aati hai jyada jab bike run me hoti hai
2023 मॉडल पल्सर 125 सीसीइंजन बहुत ज्यादा गर्म हो जाता है इसका क्या कारण है सर बताएं कृपा करें कुछ 8000 चली है सिर्फ
Bike ki seat,tanki,or side palle khole kar wash ☄️ karke hi kaam karna chahiye
Bhai bs6 pulsar 150 t,disc 80 ki. Speed ke baad kit kit awaj a rahi he Mekenik ne sijar gear daldiya fir bhi sahi nahi horahi dabal gadi khola to sijar gear 1 tarf apne aap dhila ho gaya Mekenik ne use 1 taraf 2 pe or dhile Wale ko 3 par set Kiya tabbhi awaj Ani band nahi Hui bahi Kiya dikkat he aap btado or aapke mobil no dedo taki me apse baat kar saku
भाई मेरे पास होंडा सीबी यूनिकॉर्न १५० बीएस ४ है इसकी भी ऐसी ही आवाज आती है। बोहोत बार शोरूम में दिखा चुका हूं। इलाज बताओ।
Pulsar 125 pe details video chahiye.
Maine SP125 kharida 10th November 2023 ko, bike chali hei srif 3135km, abhi meri bike pe Engine Malfunction light show kar raha hei, service visit kya unloge kuch positive response nhi mil raha abhi tak.. service center technicians ek bar thik kare the fir bhi same problem next day show kar raha tha .. service center wale bol rahe ki bike koi sensor kharab hei aur shayad ECM pe issue hei joh high voltage show kar rahi hei .. aur manager koi positive response nhi de raha hei 😢
Pata nhi abhi kaha pe complain karu, mei ek middle class banda hoon sirji bhot mehnat karke aye mera bike kharida, yeh mera first bike hei.. abhi mein bhot frustrated hoon pata nhi kya karoo
Can you help me out sir or anyone please reading my comment please help me🙏
Tvs sport bs6 kls ko els self start kese banaye Kick problem kar tha h sbhi tvs bike bhai ki aur se video banaye ki request h aap se baai ❤😢😂😮😮
Bhaiya ji meri baik pulsar 150cc bs4 2019model hai aur ham kannauj se hai msine apni baik bahut sarvis centr pe sahi krai hai lekin sahi nhi kr paa rhe h vo log sahi se aap sahi kr do bhaiya aap ki bahut dya hogi jo aap meri baik sahi kr de puri sahi honi h engin krab h aap kaha se ho bhaiya ji.,, comment baps kr dena bhaiya ji aur sara khrcha bta dena
😢😢Bhai mere paas Honda hornet 160r bs4 hai.
120000 km chal chuki hai but ab engine se pulser jsi aavaj aane lghi hai ...mne rajasthan me kafi shop par check krwaya hai but koi teek krne ko tayar nahi hota hai. Kya kru brother 😢😢.
Service center wale bol rhe hai helf engine ka Kam hoga.😢. Bcoz oil kam niklta hai service par helf hi niklta hai .
Lekin Bhai meri bike kisi parkar ka dhuaa nahi deti hai automatically oil kse kam ho jata hai.😢
Please help me guide me brother please.apki sabhi video dekta hu.
M sochta hu tepit ki setting kudh krlu but saman nahi hai . Or shop wale koi agre nahi hote hai kholne ko😢.
Bhai mere pass Pulsar 150 Hai BS4 usmein zero Se Lekar 60 ki speed makkhan chal rahi hai lekin 70 ke upar chalne ke bad Bike ka sound Badal jata hai uska reason bataiye