Ma'am sunkar rona ata h😭femily walon ko to samajh na chahiye aap bhat achchi h aap ne awaz uthai god bless you aap jaldi achchi hoyeni sari ri poren normal ayenge🤲
Just don't know how will be our life ... But it's for sure ... Life is tough with ASD child not because of their learning but behaviour mostly.. and even if you go for therapy... There is no guarantee that it will be removed forever .... It's huge effort and lifelong...
Arthav aek hiro he apki mahenat thi bahut age jayega....me apki activity karati hu mera beta 3+ ka he dont joint Abcd likhna....chhote chhote kam karne laga he
Bahut hi achaa video. And aapne bahut achaa kiya wahan hospital mein awaaz utha kar. Mera bhi ek hi beta hai and jab meri himmat toot ti hai, aap ka channel dekh kar mujhe himmat milti hai.
Mam 4.5 yr old bachhe ka ISAA Score m autism diagnose nahin hua....par kuch problems jaise poor eye contact, poor socialization , communication difficulty k liye therapies start karwa di gayi hain... Recovery kab tak possible h...reading writing command following achhi h...mumma papa saare relatives k achhi identification bhi h
Mai v apne bacche ko mandir lekar gyi thi, mera baccha bahut khush tha, aur khushi k maare uchhal raha tha, ek admi ne gusse se hume kaha "bacche ko samjhaiye na, ki chu chap baithe. Is par maine kaha "aap samajhdar ho"? Is par mere husband bole kya jaroorat hai kisi ko kuch bolne ki? To maine gusse se kaha, " agar humare bacche k bare me nahi jante to ye judge kyon kar rahe hain? Mujhe nahi lagta ki maine kuch galat kiya.
Please sare log ise sune aur padhe main Bina doctor ke sirf Reena mam ki video dekhkar apni beti ko therapy deti thi dheere dheere meri Beti mein kuchh change ho raha tha lekin kuchh dinon bad Ghar walon ne kaha ki doctor ki Salah bhi le Lo main doctor ke pass gai unhen bataya meri beti autistic hai unhone uska use check kiya aur use kuchh davaiyan de FIR Maine davaiyan start kar di kuchh dinon ke bad mujhe Aisa Laga ki meri beti kuchh jyada hi hyper ho rahi hai samajh nahin aaya Aisa kyon Ho Raha hai Shayad ya behaviour problem hai jo kuchh din ke bad fir se a ja raha hai Aisa hi chalte Raha aur vah dheere dheere dheere kuchh jyada hi hyper hone lagi FIR mujhe laga kahe yah dawai ki vajah se to nahin ho raha hai maine doctor ko phone karke bola ki jab se ham use dawai de rahe hain vah kuchh jyada hyper ho rahi hai doctor ne kaha to aap dawai band kar dijiye vah dawai use suit nahin kiya mam mujhe bahut Rona a Raha hai ki main apni beti ko kuchh bahut dhire dhire recovery kar rahi thi aap ne to kaha tha na ki yah dawai se theek nahin hota hai FIR main kyon vahan Chali gai apni beti ko dawai Di ab vah hyper ho gai hai main Marina mam ki video dekhkar sari activity kara rahe hain aur mujhe pura yakin hai ki main apni beti ko use level per le aaungi Jahan per se Maine use sikhaya tha aur ek din mein use Puri Tarika ka theek kar dungi erina Mam thank u kyunki aap ham sari autism ma ki himmat hai
Mam mere bacha ko school mei nOT joining, they said ur son not sitting in class room😢2 schools mei same bola Now playing school jatha hei, normal play school not special school, normal kids hei
Rina ji mera beta 8sal ka h. Ghar pe bht acha rhta h but maine 2 din school start kia wo waha beans se play karta h koi attention Activities ni karta…kb tak homeschool karu..social skills k liye tension hoti h isky week me 2days ke liye bas dala h..
Mam mera bacha card dog cat etc. Sab mere ko dee deda hai.or book main finger laa ke bata d'età hai. Mere koo b kisi ki support ni hai mere bache ko A to z tuck b letter ka pta chal gya hai abbi main finger point pee work kar rahi hoo .but tension hai main app ke sab vedio dekhti ho.mager mera bacha sounda mhu see niklta hai aaa ki voice plz app mere lyi jee next vedio bna daoo plz plz or us main bhut sari batte battna main kya karo . Joo mera bacha thik hoo jye plz app b prayer karna
Mam boo 3year ka hai abbi tu main eta work kya hai boo head nose or 2 song pee dance or main glass see pani or khana sikhya deya hai .or activity jaldi kar leta hai app batayo boo thik hoo jye gaa .3year ka hai or app see poppykit book b dekhi hai mene boo b magane laggi hoo
Yeh saare parents kehte hai ki itna time kahan se nikale. Jitna time de dakte hai utna toh dena chahiye. Phir medicine dekar bacche ko behosh rakhte hai aur kehte hai hyperactivity kam ho gaya. Bahut parents ko doosra baccha karke ussko sab kuch karwana hai aur asd wale bacche ko ignore karna hai. Isliye kitne bacche thoda bhi improvement nahin show karte kyunki gharwale hi unpar kaam nahin karna chahte.
Mam meri beti bilkul bhi haiper nhi Hai wo bahut sant Hai kya use autism Hai wo 3 Sal ki ho gyi Hai avi kuc bolti nhi aur smjhti bhi nhi Hai mam Mai bahut presan hu Mai aapki sari video dekhti hun Mai apse personally bat kana chatting hun kese kru please mam btaye
When I went to one psychiatrist in Patna .. I met one child who was not even taking turn while sleeping.. he was too sant .... But Maine dekha usne treat Kiya wo bacha ko ... Bohot confused hu ki medicine sahi hota hai ya therapy
Mera baccha gussa bahut Karta hai gusse mein mujhe maarta hai dhak karta hai mere upar bahut attack Karta hai main kya Karun kaise samjhaun mere bacche Ki hai 10 sal ho gai hai
Bohut achha se samjhaya madam, apko dekh kar inspiration milta hai, thank you
🙏
God bless you Reenaji
🙏
Ma'am sunkar rona ata h😭femily walon ko to samajh na chahiye aap bhat achchi h aap ne awaz uthai god bless you aap jaldi achchi hoyeni sari ri poren normal ayenge🤲
🙏
Just don't know how will be our life ... But it's for sure ... Life is tough with ASD child not because of their learning but behaviour mostly.. and even if you go for therapy... There is no guarantee that it will be removed forever .... It's huge effort and lifelong...
It will be wonderful. If you start early .!!!
Center jane ke sath sath aagar Ghar pe activity karao roj jarur improvement kare ga .
Arthav aek hiro he apki mahenat thi bahut age jayega....me apki activity karati hu mera beta 3+ ka he dont joint Abcd likhna....chhote chhote kam karne laga he
Mere channel follow karo activity karao roj dhire dhire improvement mile ga
Ekdam thik bolechen didi
🙏
Thanks for information🙏
🙏
Great job
🙏
Apne acha samjaya didi
🙏
Bahut hi achaa video. And aapne bahut achaa kiya wahan hospital mein awaaz utha kar. Mera bhi ek hi beta hai and jab meri himmat toot ti hai, aap ka channel dekh kar mujhe himmat milti hai.
Himat rakho may kar liya toh aap sab parents bi kar sakte ho. Mujhe follow karte raho
@@RinaAtharba Bilkul! Aap sirf meri hi nahi aur bhi bahut se parents ki role model ho. Aap ka bahut dhanywad apni knowledge share karne ke liye 🙏🏽
@Analog0219 🙏
Aaap sach mai bohaat alga insaan ho❤❤❤❤
🙏
Mam kya aaurvedic dwai de sakte h plz btaye
May medicine use nehi kiya. Mujhe nehi pata
So true mam❤❤
👍
Mam 4.5 yr old bachhe ka ISAA Score m autism diagnose nahin hua....par kuch problems jaise poor eye contact, poor socialization , communication difficulty k liye therapies start karwa di gayi hain...
Recovery kab tak possible h...reading writing command following achhi h...mumma papa saare relatives k achhi identification bhi h
Jarur karao activity karne che bacha hoga
খুব ভালো বললে আজ এই সমস্যা টা হয়। এটা ওভারকাম করতেই হবে। মাঝে মাঝে হয়তো একটু সমস্যা হয় কিন্তু সোশ্যাল স্টোরিজ বেশ ভালো হয় বাচ্চার জন্য।
Mai v apne bacche ko mandir lekar gyi thi, mera baccha bahut khush tha, aur khushi k maare uchhal raha tha, ek admi ne gusse se hume kaha "bacche ko samjhaiye na, ki chu chap baithe. Is par maine kaha "aap samajhdar ho"? Is par mere husband bole kya jaroorat hai kisi ko kuch bolne ki? To maine gusse se kaha, " agar humare bacche k bare me nahi jante to ye judge kyon kar rahe hain? Mujhe nahi lagta ki maine kuch galat kiya.
👍👍
Bahut accha kiya di aap na unko bola hum apna baccha ko pyar nahi karaga tu aur kon kraga.
Yas mam
Darr lagta hai apne bacche ke bare me soch kar 😢😢😢😢😢
Tension mat karo activity karao
Nice vd Didi......🙏
Sach baat mujhe bhi yahi dar lagta hai apne bacche ka hamare bad uska kya hoga
❤️
Yeh baat sunkar mujhe rona aa raha hai...bechara bacchha. Usey koi samajh nahi phie bhi gharwale kitne berehmi se pesh aate hain...kaisa feel hota hoga bacchhe ko, kya hoti hogi uski life
Right 👍 hame aane bache ko peyar dena hay
Please sare log ise sune aur padhe main Bina doctor ke sirf Reena mam ki video dekhkar apni beti ko therapy deti thi dheere dheere meri Beti mein kuchh change ho raha tha lekin kuchh dinon bad Ghar walon ne kaha ki doctor ki Salah bhi le Lo main doctor ke pass gai unhen bataya meri beti autistic hai unhone uska use check kiya aur use kuchh davaiyan de FIR Maine davaiyan start kar di kuchh dinon ke bad mujhe Aisa Laga ki meri beti kuchh jyada hi hyper ho rahi hai samajh nahin aaya Aisa kyon Ho Raha hai Shayad ya behaviour problem hai jo kuchh din ke bad fir se a ja raha hai Aisa hi chalte Raha aur vah dheere dheere dheere kuchh jyada hi hyper hone lagi FIR mujhe laga kahe yah dawai ki vajah se to nahin ho raha hai maine doctor ko phone karke bola ki jab se ham use dawai de rahe hain vah kuchh jyada hyper ho rahi hai doctor ne kaha to aap dawai band kar dijiye vah dawai use suit nahin kiya mam mujhe bahut Rona a Raha hai ki main apni beti ko kuchh bahut dhire dhire recovery kar rahi thi aap ne to kaha tha na ki yah dawai se theek nahin hota hai FIR main kyon vahan Chali gai apni beti ko dawai Di ab vah hyper ho gai hai main Marina mam ki video dekhkar sari activity kara rahe hain aur mujhe pura yakin hai ki main apni beti ko use level per le aaungi Jahan per se Maine use sikhaya tha aur ek din mein use Puri Tarika ka theek kar dungi erina Mam thank u kyunki aap ham sari autism ma ki himmat hai
Mam, aapne kis therapist se atharva ko dikhaye thee ?
Mam ye broblem blanket rapping se kam hoti hai mere bete me bhi ye problem thi par occupation therapy se ye prob kam hai
Aap bhut ache hai ma'am...kash hum v aap jaisa patience rakh pate😢😢❤
Aap sab bhai ache ho.mere ko follow karte raho.
Mam mere bacha ko school mei nOT joining, they said ur son not sitting in class room😢2 schools mei same bola
Now playing school jatha hei, normal play school not special school, normal kids hei
Mam 2 sal tak speech thi regresation ma chala gya fir kab speech ayegi
Kam karte raho jarur improvement kare ga
❤
Rina ji mera beta 8sal ka h. Ghar pe bht acha rhta h but maine 2 din school start kia wo waha beans se play karta h koi attention Activities ni karta…kb tak homeschool karu..social skills k liye tension hoti h isky week me 2days ke liye bas dala h..
2 days vejo school
Mam apse personal contact karna chahati hu
Instagram Facebook per email id pe contact kariye
😢mam mere bachha v nhi bolta bhut hayper h ghar se bahar khi v logon me rrhna nhi chahta rone lagta mai kya karun mam kuch samjh nhi aata
Hyper activity or seancery activity karao
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤️
Mam mera bacha card dog cat etc. Sab mere ko dee deda hai.or book main finger laa ke bata d'età hai. Mere koo b kisi ki support ni hai mere bache ko A to z tuck b letter ka pta chal gya hai abbi main finger point pee work kar rahi hoo .but tension hai main app ke sab vedio dekhti ho.mager mera bacha sounda mhu see niklta hai aaa ki voice plz app mere lyi jee next vedio bna daoo plz plz or us main bhut sari batte battna main kya karo .
Joo mera bacha thik hoo jye plz app b prayer karna
Mam boo 3year ka hai abbi tu main eta work kya hai boo head nose or 2 song pee dance or main glass see pani or khana sikhya deya hai .or activity jaldi kar leta hai
app batayo boo thik hoo jye gaa .3year ka hai or app see poppykit book b dekhi hai mene boo b magane laggi hoo
Mere channel follow karo activity karao roj dhire dhire improvement mile ga
👍👍
Yeh saare parents kehte hai ki itna time kahan se nikale. Jitna time de dakte hai utna toh dena chahiye. Phir medicine dekar bacche ko behosh rakhte hai aur kehte hai hyperactivity kam ho gaya. Bahut parents ko doosra baccha karke ussko sab kuch karwana hai aur asd wale bacche ko ignore karna hai. Isliye kitne bacche thoda bhi improvement nahin show karte kyunki gharwale hi unpar kaam nahin karna chahte.
True
😢
👍👍
Me to apne bachche kisi ghar pr hi therapy kr rai hu
@surbhichouhan579 👍👍
Mam apnar pet a ki problem
IBS ki problem
Kyuki awareness नहीं है
Sensitivity कम है समाज मे
Mam meri beti bilkul bhi haiper nhi Hai wo bahut sant Hai kya use autism Hai wo 3 Sal ki ho gyi Hai avi kuc bolti nhi aur smjhti bhi nhi Hai mam Mai bahut presan hu Mai aapki sari video dekhti hun Mai apse personally bat kana chatting hun kese kru please mam btaye
Problem hay lekin aapki etni bate sunke a batana mere liye muskil hai autism hay keya nehi
Clinical Psychologist se formal assessment karao. Wait mat karo.
When I went to one psychiatrist in Patna .. I met one child who was not even taking turn while sleeping.. he was too sant .... But Maine dekha usne treat Kiya wo bacha ko ...
Bohot confused hu ki medicine sahi hota hai ya therapy
👍
Mere bache me v ye problem h didi kaise thik karu please bataye 4 year ka h
Keya kana hay oo may a video me bata diya video sure che Last tak dekho aapko pata chale ga
Mai dekhi hu lekin mera beta nhi sunta h
Mere bete me bhi yah problem thi blanket rapping exersize se kam hui
@VijayaMankar-cp2yc sare bache ko a problem aata hay
Right
ग़ुस्सा बच्चे पर नहीं उतारना चाहिए
👍❤️
Mera baccha gussa bahut Karta hai gusse mein mujhe maarta hai dhak karta hai mere upar bahut attack Karta hai main kya Karun kaise samjhaun mere bacche Ki hai 10 sal ho gai hai
Hyper activity karao or aap peyar che activity karao
Mam meri beti baar baar aakar gale lagti hai
Mera beta bhi pahale aise karata thA ot exersize se uski ye problem khatm Hui uska vo sensary prob hai
Right 👍
Occupational therapy ka activity or seancery activity karao
@VijayaMankar-cp2yc very good