aoa bhai koi banda bhi cattles k liye rai grass na lgay mein ne last year 2 acer lgaya tha but kisi kaam ka ni ye dec jan mein bht hi slow growth krta h r is ka 1cut 6 to 7 inches se zada ni hota r march april mein hi ye itna hard ho jata h k katna hi bht tough ho jata h is se sirf ap ki field bekaar rhy gi baki goats & sheep liye bht kamyaab h q k wo issy bady shoq se khati hain r khud hi charti rehti hain baki agr banda kahe k datri se kat kr dalna to phir fail h
Nice information 👍
ALLAH G Ap ko kaim O Daim Rakhen
Dr sab bht awla chz hai ye ray grass eska hay b bht zabardast bnta ha
Goats Kley kisa hy YAAA bhai
Rohde grass ka lry ya rai grass
Buht khub Dr Sahib
Mashallah
ماشاءالله
Dr Sahib Salam! Sir please Rai Grass ke video main laganay ka tareqa be deka dy tho an-nawazesh ho ge.(aur ye sard elaqo main 9 months chalti hai.?)
Like video watched always connected
Sir, it is very informative video , the discussion about TMR is also very good. please can you tell the CP Content ? Thanks
i think protien content
شکریہ ڈاکٹر صاحب
Sar rai gras or Rood gras maklut kasht ki ja skti ha.. Pliz rplay this masseg
Sir December main lagain to ho jae ga
Buffalo k leya kaisa rah ga
Its seed is imported and costly
Grow Oats that is best as winter crop
Aik vdo ghosht waley janwro per b bamaien k aik din ka aik bashy ka kitna khrcha aay gaa
سر کیا نیپیر گراس کا ساھیلج بن سکتا ھے
Aslam alaikum sir aik janwar fating walla aik din mein kitna rhod gras ya silag khata ha? Loosen kitna khay ga?
سر کيا مکئ اور کماد کو مکس کر کے سائيلج بنا سکتے ہیں ؟
Hum kaasht krte hain april may tak chlta hai ab oct mai kaasht krain gy har 25 din bd cutt deta hai 2.5 se 3 feet tak
Bhi is k lagany k tarika bta dy agr video hy to
Humare Pakistan Mein ABI 50 Sal Bad Dry HAY Bnaye gy . Yaha Europe Mein HR Fram Main Dry Hay And Silage Dete hein Janwar KO.
Dr. Sb Kia goat ko saylig khala saktay hn.
بیج۔کہان۔سےملےگا
سلام جناب اس کی پروٹین کیا ہے
Thanks you
Hi mate where we can buy seed
In Pakistan
Suna Hy sabz lusan garmiyon me nuqsandeh hota Hy??
❤️❤️❤️❤️
میں نے یکم اکتوبر کو پہلی دفعہ کاشت کیا ہے۔
Kesa rha experience
aoa
bhai koi banda bhi cattles k liye
rai grass na lgay
mein ne last year 2 acer lgaya tha
but kisi kaam ka ni
ye dec jan mein bht hi slow growth krta h r is ka 1cut 6 to 7 inches se zada ni hota r march april mein hi ye itna hard ho jata h k katna hi bht tough ho jata h
is se sirf ap ki field bekaar rhy gi
baki goats & sheep liye bht kamyaab h q k wo issy bady shoq se khati hain r khud hi charti rehti hain
baki agr banda kahe k datri se kat kr dalna to phir fail h
Ni jnb ap ne phr pta ni kya lgayA hm har saal lgate hn cutt nrna bht aasan hai nokar bht khush hota hai
@@amir-qq1qy
ha ha ha
اور تین چار ایکٹر لگاتا ہو رایی گراس بہت اعلیٰ چارا ہے
J
ڈاکٹر کسی کے سوال کا کوئی جواب دیا ھے