Sir gadi sube chalu hoti hai lekin jab gadi khali karte samay agar band ho jayto gadi chalu nahi hoti hai kabhi kabhi 10 mint bad chalu hoti hai nahi fir battery dusri lgake chalu karna padta hai to kay kare plz bataye
Sar ji kya dikkat ho sakti hai yah to ghadi ki problem dekhne se hi pata chalegi ki self mein kharabi hai ya relay ki problem hai ya ki circuit ki problem hai
@@techniciangovind1872 me head light really fuze coupler battery sab check kar liya sb thik h dhakka Marne se start ho jati h fir self le leti h ek din baad start Karo to fir se self nhi leti h
Bhai bhot bhot dnybaad esi video bnane ke liye
Thank you mera hogya
Very good explain thank you sir
Good work
Ok😮😢
TATA somo
Meri gadi 2014 ka hai
Engine check light problem
Water separator mein Pani jaane se check engine show karta hai
709
2011
BSlll
गाडी गरम होने के बाद गाडी झटका लेता प्लम का काम किया फिल्टर चेंज फ्लेवर सेन्सर
ruclips.net/video/ZqeoTEX6N30/видео.html
Agar gaadi self ache se le rahi ho aur start na hu aur hum push (dakka) laga kar start karte hai tu kya yahi problem ho sakti hai.
Bhai agar dhakka lagane se start ho rahi hai to f i P mein problem hoga
Sir gadi sube chalu hoti hai lekin jab gadi khali karte samay agar band ho jayto gadi chalu nahi hoti hai kabhi kabhi 10 mint bad chalu hoti hai nahi fir battery dusri lgake chalu karna padta hai to kay kare plz bataye
Sar pump ki problem ke Karan bhi aisa hota hai
407 gadi me Carant nhi aa rha he
Location send this problem
Tata 407 bs3 start ho rhi h pr gear daalte hi bnd ho jati h Kya problem h
Sar clach mein problem ho sakta hai vaise to dekhne se hi pata chalega
407 gaddi hai bar bar self tod Rahi modal 2011 hai
Sir flywheel ki problem ho sakti hai
@@techniciangovind1872 ok sir abb gaddi start ho rha hai start hoker bnd ho Rahi hai 1109 truck hai sir mene phele 407 bol Diya tha
Meri gadi dhakka se start ho rhi h self nhi le rhi h
Sar ji kya dikkat ho sakti hai yah to ghadi ki problem dekhne se hi pata chalegi ki self mein kharabi hai ya relay ki problem hai ya ki circuit ki problem hai
@@techniciangovind1872 me head light really fuze coupler battery sab check kar liya sb thik h dhakka Marne se start ho jati h fir self le leti h ek din baad start Karo to fir se self nhi leti h
FIP ka to problem nahi h
Agar self Sahi RPM se ghoom Raha hai to f i p ka problem ho sakta hai
bhi apka nbr do
bhai contact number kya hai