Dear baby agar 1 saal se chota to chinni mat daliye...aap khila sakte ho..ek saal se bade bacche ke liye jaisa video me bataya hai waise bana sakte ho.. 9-10 months baby ko khilana start kr skte ho
Hi mam meri beti ko 9 month start hwa h un ka wehgit h kg 6.9 aur dekhne me week b h kia un weght un ki age ke hisab se sahe h ya nh aur us ko esa kia khelen weght gain kre
Mam meri beti pahle bolti thi fir bich me band kar diya to fir kuchh dino baad abba abba boli fir is bich me nahi bol rahi hai to keya karun 6 month ki hai
Friends aapke baby ko sabse jyada kya pasand hai khane me?
Chawal or moong daal ki khichdi
Apne to kha h k sugr nhi dena h baccho ko
Khichdy pet bhr k khalety h..or achar
Roti
Mam kiya ye kheer 10 months baby ko de sakte hai ya nahi
So swtt Pihu kitne pyar se bol rhi h yummy yummy cute girl..
Pihu k liye like kiya maine very sweet pihu
😀
6 month k baby ko khila skte h kya
thank you for the recipe Kya 8 mnth baby ko khila sakte hai
Yes
Thank you mama for recipe
Welcome dear
mam rs kheer m apple mix kr sakty hi kya
Kya dry fruits powder summer mi bhee de sakte hi baby ko
Yes pr jyda na de
Mam meri baby ko diapers reses ki problem he to mene washable diapers mngvay he to us me pad kon si company ka us krna chahiye plzz reply me
Dear cloth diapers pe video upload karungi me aane wale tuesday ko...aap use dekhna aapko bahut help milegi
Mam 9month baby ko week kitni bar dy sugar daly ya na daly
Mam sabudana garm hota h ya tanda please mam batana
Thanda hota hai
di Sammar me baby ko dry fruits powder de sakti h
Ha dear 1/2 spoon de sakte ho daily bahut healthy hota hai baccho ke liye
@@MyBabyCare Thanku di
Hiii mam chini ki jagah pe gud dal sakte h
Yes dear dal sakte ho
Mam aapne cooker konsa use kiya h? Baby cooker h?
Ni normal hi hai
Nice mam i will try🥰 bt mitha khana hi ni chahti beti meri ye bdi mushkil h😟
Dear nahi khana chahti to aap sabudana ki namkeen khichri bhi de sakte ho...uske bhi recipe jald upload karungi...keep watching
Kitne month ke baby khila sakte hai mam
Dear baby agar 1 saal se chota to chinni mat daliye...aap khila sakte ho..ek saal se bade bacche ke liye jaisa video me bataya hai waise bana sakte ho.. 9-10 months baby ko khilana start kr skte ho
Summer se baby ko kya kyA Khana deti nhu......pet cold ke......
Ye kheer kitne month k baby ko de sakte h
7 month se bade baby ko
And mam plz baby Ko soyabeen ki sabji ki recipe upload kariye...
Ok dear jald karti hu
Mam can we add ghee in this for 7month+ baby?
Dear kosis karein ghar ka bana hua ho
@@MyBabyCare yes mama jaroor and one more plz can I add bnana in it?
Aj de sakti hu kherr .i mean sardi k mosam me b .3 year baby ki age hai....or is se kabaj to nai hota baby ko
De sakte ho..
Sis meri beti 6 months ki h py sene bht khrb hote h dawai bhe bht di
6 mnth baby ko de sakte h
Abhi puree de 7 month k bd se de skte ho ye
Mera beta bahut patala he me kya Karti hun please batayo.... best weight gain tttttips1yr baby... please help me.madam...
Aapke baby ki age kya hai..aur uska kitna weight hai aur janm ke samay kitna tha
@@MyBabyCare mam Mera beta now 14month he..... janma se weight 3.500he....now 8kg he......
Hlw meri beti 1 sal ki ho gyi or wo sirf mera hu dudh peeti h upr ka kuch ni khati aap kuch btao
Meri baby 3month ki he me use kb khila skti hu khir
Jab baby 7 month ki ho jaegi tab se
Thanks mam
Mam meri baby fika bilkul nahi piti hai usko meetha chhiye hi woh 7month ki hai..me ky kru reply kre plz
Aap dates powder try kr skte ho ya jaggery powder but km h de
Hi mam meri beti ko 9 month start hwa h un ka wehgit h kg 6.9 aur dekhne me week b h kia un weght un ki age ke hisab se sahe h ya nh aur us ko esa kia khelen weght gain kre
Mam 6+ baby ka diet batae
Dear mere channel pr ye video hai please check kre
Mam meri baby ka 11 month laga hai aur vo egg khana me bahot natak Kar rahi..kya karu
Dear aap boiled egg na khilakar uska omelette ya kisi aur tarike se khane me milakar khila sakte ho..meri beti bhi pehle nahi khati thi ..
Thank you so much mam
Mam egg pe bhi Kuch yummi recipe upload kariyega
18 months baby ko sabudana dena chahiye
Hanji de sakte ho
Muje lga aap kukar mai siiti lgayengi 😂
Mam meri beti pahle bolti thi fir bich me band kar diya to fir kuchh dino baad abba abba boli fir is bich me nahi bol rahi hai to keya karun 6 month ki hai
Its ok dear pareshani ki koi baat nahi hai...6 mahine me itna bhi bahut kam bacche hi bol pate hai
To koi pareshani ki baat to nahi hai na mam tenshan laga rahta hai
Or sari activities karti 6 month me karte hain bache
𝘒𝘪𝘵𝘯𝘦 𝘨𝘢𝘱 𝘱 𝘥𝘦𝘯𝘢𝘩𝘢𝘪𝘪𝘶
Din me ek bar de sakte ho
@@MyBabyCare 𝘵𝘩𝘪𝘬 𝘩𝘢𝘪 𝘵𝘩𝘯𝘬𝘶 𝘣𝘵 𝘥𝘳𝘺𝘧𝘳𝘶𝘪𝘵 𝘱𝘰𝘸𝘥𝘦𝘳 𝘬𝘦𝘴𝘦𝘷𝘥𝘦 𝘨𝘢𝘳𝘮𝘪 𝘮𝘢𝘪 𝘮𝘢𝘪 𝘢𝘱𝘯𝘦 𝘣𝘢𝘣𝘺 𝘬𝘰 𝘥𝘦𝘯𝘩𝘪𝘱𝘳𝘪𝘩𝘶 𝘱𝘭𝘻 𝘣𝘵𝘺𝘦 𝘸𝘰 𝘬𝘩𝘢𝘵𝘪𝘣𝘩𝘪𝘯𝘪 𝘬𝘶𝘤𝘩 𝘬𝘺𝘢𝘥𝘶 𝘶𝘴𝘦 𝘳𝘰𝘵𝘪 𝘣𝘩𝘪 𝘣𝘪𝘯 𝘢𝘴 𝘥𝘢𝘭 𝘬 𝘬𝘩𝘵𝘪𝘩𝘢𝘪𝘪 𝘥𝘶𝘥𝘩 𝘣𝘩𝘪𝘬𝘣𝘩𝘪 𝘬𝘣𝘩𝘪 𝘱𝘪𝘵𝘪𝘩𝘢𝘪