Sir aapne bhot badhiya jaankari di... Mere alto me AC chalu krne pr rpm fluctuate krne lgta hai.... aur gadiheat ho kr bnd ho jaati hai par over heat ka light bhi nhi lgta..
Sir khadi car me ac on karne pe engine ke RPM badhne chahiye...agar nahi badh rahe to aap throttle body and specially IAC valve clean kijiye and agar over heat ho rahi hai to aap condensor me bahut kam water pressure se clean kijiye
❤ love from Hyderabad Telangana bhai, bhai meri santro xing pure petrol model hai 2004 car cool rahene per accha chalti perfect pickup and cooling, per jab engine garam hora uske bad ac on karne per ek dum pickup down aur kabhi missing karri aur engine bhe bohot garam hora per meter me engine temperature normal batara and car ka engine cold rahene per car ek dum perfect chalri aur ac bhe accha kaam karra per garam hone ke bad he ye problem aari
sir mene temperature check Kiya Swift vdi ac idel pe 9.5 Tak ja raha he fan speed 2 ye normal he kya 37-se 9.5 pochne me 12 min Lage car chaoov me the ye sahi hee kya
Sir maine tata vista me brand new compressor fitt karaya he subros company ka, ghar pe car laya aur 2 hours khadi gadi me ac shuru rakha to gadi bahot garm ho gayi aur ac gas ki pipe bhi fat gayi.. sir jab ac bandh hota he to car engine garm nahi hota he, to sir please suggest kare me kya karu? Koi acha mechanic nahi mil raha jo fault ko jaan sake..
Bhai meri i 20 2011 model ac pe heat ho rhi hai abhi gasket dalwai thi uske baad jab ac chalai car heat ho gyi ac cooling bilkul ok kar rhi h par ac par car heat ho rhi h
Meri santro xing car ka ac chlane ke per 20/25 km baad radiater fan ni chlta or fan relay overheat hoke disturb ho jaati hai fir new relay lgao to fan chlta hai or gaadi normal ho jaati hai kripya is samasya ka samaadhan btayein
Mery tata nano he 2018 modal he abhi cng lagwai he normal kit he lavato ki. Ac on pe 20km pe hit hori he ac off pe sahi chalri he or garmi bhi abhi jyada he 44 digri. He
Hello sir Mere pass i10 2012 kappa Model hai Non ac par toh koi dikkat nhi hui Lekin ac on karne ke 5-10km chalne ke baad load maang rhi hai. Or fir baar baar band bhi ho jati hai or heat bhi kafi ho rhi hai . Radiator bhi clean karwa lia. Plss suggest me sir what to do now🙏
Same issue with my 2016 i10 grand. Flushed radiator, added new coolant,new engine oil, new thermostat valve. Still faced issue. One day car over heated while AC on. Engine seized. Nobody suggested AC condenser check. That was the culprit. Have your AC system serviced.
Sir mere pass alto 2004 model hai ac on karne ke baad 40 50 km chalne ke baad gaddi misiing dene lagti hai or heat up ho jati hai koi resolution de Condenser bhi saaf hai
Sir Meri i10 2008 bhi AC chlane pe 4-6 km ke baad overheat hone lgti hai, fir jaise hi AC band krdeta hu needle neeche aajati hai aur normal hojati hai.Bina AC ke bilkul nhi hoti overheat, Fan bhi chlta hai perfect.Kya issue hoskta hai?
Sir same problem ho inhone ne bola i20 2011 asta 1.2 L ac trip hota hai 90 degree temperature aur phir 90 degree ke neeche aata hai temperature aur phir ac on hoga
Same issue with my 2016 i10 grand. Flushed radiator, added new coolant,new engine oil, new thermostat valve. Still faced issue. One day car over heated while AC on. Engine seized. Nobody suggested AC condenser check. That was the culprit.
@@HarshPatel-ls2iv Bhaiyon dont mind but sacchayi yehi hai ke Hyundai aur tata ki gadiyan 4-5 saal baad sirdardi hain, Tata bhi kitni majbooti Dede pr same problems in Tata too after 4-5year .Isiliye sab kuch ignore krke aadmi MARUTI Suzuki leleta hai kam se kam 10 saal tak tension free , kam khrcha simple engineering so less issues we have to face.Maruti is the best.Mene to apni i10 bech di.Ab jab bhi lunga Maruti ki koi bhi largest selling simple car, km se km tension to nhi rhegi .uthao petrol dalo aur chl do.Kyunki road pe Chalti ka naam gadi hota hai
@@tribhuvanorama Agreed. Hyundai ki cars ghatiya quality ki aati hai. 5 saal ke baad asli rang dikhati hai. Mera 65000 ka kharcha hua just because of cooling issue
सर हमारे पास होंडा अमेज है पैट्रोल में इसका कुछ दिन पहले ही करवाया गया है तो हम यह जानना चाहते हैं कि अब उसमें हम कितने किलोमीटर तक ऐसी नहीं चला सकते हैं या हमें ऐसी कितने किलोमीटर बाद चलाना है मिस्त्री ने एसी चलाने के लिए मना किया है
Mere pass alto 800 2018 model hai Maine bhar se CNG lgwai hai meri gadi ac on karne se bht Jada dabti hai sirf cng pr nai petrol pr bhi dab rahi hai maine throttle body bhi saaf karwai hai.. 2 din shi chli phir whi hogya
Sir Mere pas 2010 model petrol I20 h gaadi jb ac on hote time khadii ho jati h tb engine overheat hone lgta h pr jse hi gaadi chlti h to engine overheat ni hota Mne radiator bhi clean krwa liya but fir Bhi Ho rha h
Sir jerking ke bahut se reason ho sakte hein, like bad injector, clogged filter or fuel line bina check kare kehna proper nahi hoga..samne gaadi check karke batana sahi rehta
Bhai mei zen estilo mei ac on karne par engine temp ka niddle jo ha wo thora cold ki taraf jake ruk jata mtlm engine temp middle se thoda niche a jata hai aur jab mei band kar deta hun tab firse kuch 2-5min mei gadi ta temp middle mei a jata hai … normal hai kya?
@@autotales sab tik hai mera compressor mei oil kam tha usko topup karke ac gas old wala nikal ke new dal diya abhi mast kam kar raha hai and temp bhi abhi middle mei rehta hai
Sir meri car me khadi car me ac garam hawa fekta hai aur jab car chalrhi hoti h tab wapis thandi fekta h din me hota h aisa jab garam zada hota h bahar aur fan bhi chal rha hai par overheat ke wajah se coolant overflow hojata h par car band nahi hoti h?
@@autotales shaam ko jab dhoop nahi hoti tab ye problem nahi aati 300kms drive kri maine tab ye problem nhi hui par din me traffic me hua aisa 1 baar kya radiator fins ko clean krna chahiye?
Sir mere paas wagon r h 2017 model, jab main 120 ya 130 ki speed se chalata hu tab engine overheating ka sign aane lagta h aur AC bhi thandi hawa dena band kar deta h, agar speed kam kar do 100 k aas paas toh fir se pehle ki trah AC cooling Dene lagta hai or overheating ka sign bhi chala jaata h, meri gaadi ke condenser ke fins bhi kharab ho rakhe h kya ye ek reason ho sakta h kya overheating ka
Sir radiator check karaiye..may be clogged ho...radiator clean kara ke fresh coolant fil kijiye or condensor ki fins clean kara lijiye..itna kar ke test kijiye fir batana kya result raha
Mere pass alto hai or jab me drive karta hu tab toh ac badiya cooling deti h or engine temperature bhi mid me rhta h...per jab me traffic yaah gadi khadi rhtu tab ac cooling thdi der me kam oh jaati hai or engine temperature bhi high oh jaata h ....eska kya solution hai sir ji
Sir air cold aari hai vents se? Aap cooling coil check karaiye moisture ki wajah se aa sakta.ya heater core leak to nahi..aap na ek baar under dash board mechenic ko dikha lijiye
Sir Meri Swift Dzire Me AC Trip Karta Hai, Kuch Samay Cool Karta Hai, Kuch Samay Baad Normal Air Blow Karta Hai, Kuch AC Macenic Ne Gas Kam Maine Gas Top Up Karaya, Kuch Ne Kaha Apka Car Radiator Clean Nahi Hai, Maine Wo Bhi Clean Karaya , Phir Bhi Same Issue Hai, Car Normal Air Jab Blow Karti Hai, To Agar Mai Bonut Open Karke Condensor Par Paani Daal Deta Hu, To Phir Meri AC Cool Karne Lagti Hai, Pls Help Kya Issue Hai Isme Radiator Fan Bhi Naya Lagaaya Hai Aur AC Filter Bhi Naya Lagaya Hai, Radiator Fan Kabhi Kabhi Work Nahi Karta Heat Hone Par
Sir mere pass swift 2018 h maine sare pipes line aur radiator bhi clean krwa li sab proper work krra h but jab 5 log baith jate h car mai to thodi der chalne ke baad ac apne aap cut out ho jata h aur overheat ka sign aa jata h
Sir proper diagnosis kare bina kuch kehna sahi ni hoga..par kuch cheeje aap khud se check karna...ac on karke engine bay me check karna fan chal raha hai ya nahi, condensor ke fins clean kar lijiye, compressor ki pully jam to nahi hai
Sir g mere sath bhi yahi problem hori h i10 car h ac pe heat hori hai over heat mene radiator new dalvaliya genuine tab bhi over heat hori h ac pe compresor me se bhi koi awaz nahi hai me pareshan hogya kya karu
Sir radiator change karne se cooling achhi hogi par AC se related issue ke liye aap ek baar AC compressor check karaiye and saath me AC condensor check karaiye or usko clean kijiye..
Bhai Hyundai ki gaadiyan bekar Hain, creates lot of issues, same problem is with me AC chlane pe 4-6 km ke baad overheat hone lgti hai, bnd krdeta hu to normal hojati hai, aapko solution Mila koi?
bhai mere sath bhi yhi ho rharat me to ac chilled kr deta hai....but din me garmi me full krne pr bhi thanda nhi kr pata ek ya do power pe ac pe chalata hu to thik rehta but jaise hi full kr diya gadi overheat hokar bnd ho jati hai without warning light...
@@mr.specty yes actually my Heater Hose pipe was leaking slowly inside the copassenger side mat and floor, I have noticed mosture then identified it.Gadi was heating on AC due to low coolant level and all empty in last so I bypassed heater hose pipe and now AC is working fine.
Sir do you mean engine oil ya compressor oil? Agar aap engine oil kehre to thoda bahut kam hone se jyadà fark nahi padta but kam oil ke saath drive nahi karna chahiye..engine parts damage ho sakte
Sir, meri alto ka ac on/off ho raha hai, mechanic ko dikhaya to usne thermostat direct kar diya aur uske baad ac bilkul sahi kaam kar raha hai. Kya is se koi nuksan hai.
Sir thermostat remove karna galat hai....specially winter me car ko cold start karne ke baad ek temprature ka level maintain karne me thermostat bahut jaruri hota hai....thermostat mat nikalna
सर मेरी गाड़ी स्कार्पियो mhwak lx 2013 मॉडल हे गाड़ी बगैर ac के बी गरम हो जाति हे ओर oli लाइट आने लग जाति हे गाड़ी मे oil फुल हे रेडियटर बी साफ करवा लिया हे फेन बी अच्छे से काम कर रहा हे जब oil लाइट आने लगती हे तो गाड़ी सेल्फ मे बहुत लेट स्टार्ट होती हे
Sir engine oil warning light ke liye oil pressure sensor and oil pump check karaiye or overheating ke liye ek baar water pump and hose check kara lijiye
Sir sabse pehle check kijiye ac on karne me fan on ho raha hai ya nahi? Agar nahi ho raha to temprature sensor check kijiye wo oky hai to fan check kijiye
Sir sabse pehle check kijiye coolant level agar wo proper hai then thermostat then radiator fins...ye normal cheejein hein agar iske alawa coolant kam ho raha hai ya leakage ho raha hai to wo bataiye
Sir allow ac recirculation button to take fresh air from outside .ho sakta hai apki car ke cabin ke andar ki smell hi car ke andar circulate ho rahi ho...
Sir aapne bhot badhiya jaankari di...
Mere alto me AC chalu krne pr rpm fluctuate krne lgta hai....
aur gadiheat ho kr bnd ho jaati hai par over heat ka light bhi nhi lgta..
Sir khadi car me ac on karne pe engine ke RPM badhne chahiye...agar nahi badh rahe to aap throttle body and specially IAC valve clean kijiye and agar over heat ho rahi hai to aap condensor me bahut kam water pressure se clean kijiye
❤ love from Hyderabad Telangana bhai, bhai meri santro xing pure petrol model hai 2004 car cool rahene per accha chalti perfect pickup and cooling, per jab engine garam hora uske bad ac on karne per ek dum pickup down aur kabhi missing karri aur engine bhe bohot garam hora per meter me engine temperature normal batara and car ka engine cold rahene per car ek dum perfect chalri aur ac bhe accha kaam karra per garam hone ke bad he ye problem aari
Sir meine apni wagonr 2018 k series ka condenser change karaya hai but cooling problem abhi bhi aa rahi hai anf heating problem hai
sir mene temperature check Kiya Swift vdi ac idel pe 9.5 Tak ja raha he fan speed 2 ye normal he kya 37-se 9.5 pochne me 12 min Lage car chaoov me the ye sahi hee kya
Sir maine tata vista me brand new compressor fitt karaya he subros company ka, ghar pe car laya aur 2 hours khadi gadi me ac shuru rakha to gadi bahot garm ho gayi aur ac gas ki pipe bhi fat gayi.. sir jab ac bandh hota he to car engine garm nahi hota he, to sir please suggest kare me kya karu? Koi acha mechanic nahi mil raha jo fault ko jaan sake..
Hello sir.
Old model wegon r non ac per ok but ac per 5 km me hi overheat..condenser n radiator ok...
Sir aap ek baar fan check kijiye agar ac in krne me fan on ho raha h to fir compressor check kijiye wo jaam to nahi hai
Bhai meri i 20 2011 model ac pe heat ho rhi hai abhi gasket dalwai thi uske baad jab ac chalai car heat ho gyi ac cooling bilkul ok kar rhi h par ac par car heat ho rhi h
Same problem i20 m mere saath bhi aa rahi h gasket bhi change krwa di tb bhi
Meri santro xing car ka ac chlane ke per 20/25 km baad radiater fan ni chlta or fan relay overheat hoke disturb ho jaati hai fir new relay lgao to fan chlta hai or gaadi normal ho jaati hai kripya is samasya ka samaadhan btayein
Sir very well explained,aapne saare doubts clear kr diye ...
Thank you very much🙏🙏🤗
Thank you so much sir.keep supporting🤗
Mery tata nano he 2018 modal he abhi cng lagwai he normal kit he lavato ki. Ac on pe 20km pe hit hori he ac off pe sahi chalri he or garmi bhi abhi jyada he 44 digri. He
Sir itna chota engine uspr cng pe ac chalare aap kaise chalega...1000 cc cars tak ac me load le leti hein
After Change radiator put destol water fine but when switch on ac on the road car engine heated what problem sir its AC or water pump? Accent 2020
Hello sir
Mere pass i10 2012 kappa Model hai
Non ac par toh koi dikkat nhi hui
Lekin ac on karne ke 5-10km chalne ke baad load maang rhi hai. Or fir baar baar band bhi ho jati hai or heat bhi kafi ho rhi hai . Radiator bhi clean karwa lia. Plss suggest me sir what to do now🙏
Same issue with my 2016 i10 grand. Flushed radiator, added new coolant,new engine oil, new thermostat valve. Still faced issue. One day car over heated while AC on. Engine seized.
Nobody suggested AC condenser check. That was the culprit.
Have your AC system serviced.
Bahiya tata 2013 model hai over heat ho raha bt sab karwa liya thik nahi ho raha last me nozzle change karne ko bola hai plese real karan bataye na
Sir mere pass alto 2004 model hai ac on karne ke baad 40 50 km chalne ke baad gaddi misiing dene lagti hai or heat up ho jati hai koi resolution de
Condenser bhi saaf hai
Sir water pump and hose check kare aapne?
Sir swift vdi ac on karne per radiator fan chalta he per fer band ho jata he ban chalu hota raheta he kya ac pe continue chalna chaiye ya normal he
Jab aap 1,2 pe chalate hein to beech beech me compressor on off hote rehta hai
@@autotales compressor off nehi hota hai sirf fan on off hota hai
Sir Meri i10 2008 bhi AC chlane pe 4-6 km ke baad overheat hone lgti hai, fir jaise hi AC band krdeta hu needle neeche aajati hai aur normal hojati hai.Bina AC ke bilkul nhi hoti overheat, Fan bhi chlta hai perfect.Kya issue hoskta hai?
Sir sabse pehle aap ek baar condenser saaf kijiye..fir batana problem solve hui ya nahi
Sir same problem ho inhone ne bola i20 2011 asta 1.2 L ac trip hota hai 90 degree temperature aur phir 90 degree ke neeche aata hai temperature aur phir ac on hoga
Same issue with my 2016 i10 grand. Flushed radiator, added new coolant,new engine oil, new thermostat valve. Still faced issue. One day car over heated while AC on. Engine seized.
Nobody suggested AC condenser check. That was the culprit.
@@HarshPatel-ls2iv Bhaiyon dont mind but sacchayi yehi hai ke Hyundai aur tata ki gadiyan 4-5 saal baad sirdardi hain, Tata bhi kitni majbooti Dede pr same problems in Tata too after 4-5year .Isiliye sab kuch ignore krke aadmi MARUTI Suzuki leleta hai kam se kam 10 saal tak tension free , kam khrcha simple engineering so less issues we have to face.Maruti is the best.Mene to apni i10 bech di.Ab jab bhi lunga Maruti ki koi bhi largest selling simple car, km se km tension to nhi rhegi .uthao petrol dalo aur chl do.Kyunki road pe Chalti ka naam gadi hota hai
@@tribhuvanorama Agreed. Hyundai ki cars ghatiya quality ki aati hai. 5 saal ke baad asli rang dikhati hai. Mera 65000 ka kharcha hua just because of cooling issue
सर हमारे पास होंडा अमेज है पैट्रोल में इसका कुछ दिन पहले ही करवाया गया है तो हम यह जानना चाहते हैं कि अब उसमें हम कितने किलोमीटर तक ऐसी नहीं चला सकते हैं या हमें ऐसी कितने किलोमीटर बाद चलाना है मिस्त्री ने एसी चलाने के लिए मना किया है
Engine banaye ky
Sir meri Datsun redi go ko 1 km calte he car ki ac coil heat ho jati hai or oil ke jalne ki smail aati hai car ke ander
Aapki shop kaha par hai. Address bata de please..
Cooling coil and heating coil kharab hai kaise pahcahane ispe ek video banaye kis chiz ki vajah se hota hai uspe bhi ek video banaye
Ji sir...will try
Mere pass alto 800 2018 model hai
Maine bhar se CNG lgwai hai meri gadi ac on karne se bht Jada dabti hai sirf cng pr nai petrol pr bhi dab rahi hai maine throttle body bhi saaf karwai hai.. 2 din shi chli phir whi hogya
Sir ek baar injectors check karaiye
Mera honda jazz hai , isme kya hota hai, adha ya ek ghante baad gaadi sudden band ho jaati hai aur phir self se bhi nhi start hoti hai.
Sir mere pass wagonr LXI 2016 hai
Usme ac ka button apne aap s cut ho jata( ac off ) h jb garmi jyada h
Sir kab off hota hai? Jab ac 1 ya 2 pe chalta ya full pe? Nd chalti gaadi me hota ya ruki hui.
Sir Mere pas 2010 model petrol I20 h gaadi jb ac on hote time khadii ho jati h tb engine overheat hone lgta h pr jse hi gaadi chlti h to engine overheat ni hota Mne radiator bhi clean krwa liya but fir Bhi Ho rha h
Sir alto 2009 model ac on krne pe pickup bhaut kam ho jatii hai
Sir meri wagonr k series h jo kabhi kabhi zhatke marne lg jaati hai long drive pr or fir car ko kuch der band kr k chalate hai to thik chalti hai
Sir jerking ke bahut se reason ho sakte hein, like bad injector, clogged filter or fuel line bina check kare kehna proper nahi hoga..samne gaadi check karke batana sahi rehta
Bhai mei zen estilo mei ac on karne par engine temp ka niddle jo ha wo thora cold ki taraf jake ruk jata mtlm engine temp middle se thoda niche a jata hai aur jab mei band kar deta hun tab firse kuch 2-5min mei gadi ta temp middle mei a jata hai … normal hai kya?
Nahi..sensor check karaya.?
@@autotales sab tik hai mera compressor mei oil kam tha usko topup karke ac gas old wala nikal ke new dal diya abhi mast kam kar raha hai and temp bhi abhi middle mei rehta hai
Sir meri car me khadi car me ac garam hawa fekta hai aur jab car chalrhi hoti h tab wapis thandi fekta h din me hota h aisa jab garam zada hota h bahar aur fan bhi chal rha hai par overheat ke wajah se coolant overflow hojata h par car band nahi hoti h?
Sir gaadi overheat ho rahi hai or coolant bahar aa raha hai that means head gasket ka issue hai aap ye check karaiye
@@autotales sir head gasket ka issue nahi tha coolant me bubbles bhi nahi aa rahe hai.
@@autotales shaam ko jab dhoop nahi hoti tab ye problem nahi aati 300kms drive kri maine tab ye problem nhi hui par din me traffic me hua aisa 1 baar kya radiator fins ko clean krna chahiye?
Sir radiator or uske aage condensor laga hota ac ka uski fins clean kariye...
@@autotales sir gaadi me overheat ka koi sign nhi h engine se bhi koi aisi smell nahi aa rhi h kya radiator ka cap badalke try kru ek baar?
Ac chalne par engine ki rpm up down ho to kya karan hain mere pass kwid 800 cc usme ac chalata hun to rpm up down hota hain bhut kya kharabi hogi sir
Throttle body clean karana
@@autotales krali sir fer vi nhi ho rhi ac chalne per hi lod le rhi hain bhut car rpm up down hota hain
Iac valve check karana mechnic se
Sir mere paas wagon r h 2017 model, jab main 120 ya 130 ki speed se chalata hu tab engine overheating ka sign aane lagta h aur AC bhi thandi hawa dena band kar deta h, agar speed kam kar do 100 k aas paas toh fir se pehle ki trah AC cooling Dene lagta hai or overheating ka sign bhi chala jaata h, meri gaadi ke condenser ke fins bhi kharab ho rakhe h kya ye ek reason ho sakta h kya overheating ka
Sir radiator check karaiye..may be clogged ho...radiator clean kara ke fresh coolant fil kijiye or condensor ki fins clean kara lijiye..itna kar ke test kijiye fir batana kya result raha
Sir meri gaadi hai alto 800 2009 model chalte chalte apne ap band ho jati hai over heat me aur AC bhi chalu rahta hai kya problem hai
Fan chalta hai.?
@@autotales ha sir fanchalta hai
Kitne video dekhe kisi ne nahi bataya ki overheat ka kya matlab hai, kripya batayen ki kab kahenge ki gaadi overheat ho raha hai?
किया हेड का केस किट खराब होने से भी ac चलाने पर गाड़ी गर्म होती ह ?
Head gasket kharab hone pe gaadi bina ac or ac dono me hi overheat hoti hai sir
Bhi Mery car me khadi gadi par ac calta hay to heet hoti hai jab calti hay to normal faan automatic naya hai redyater be naya hay
Fan dekho chalra ya ni ye check kijiye nd cndnsr clean kijiye
सर ac बंद होने पर रेडिएटर फैन कितने time me शुरू हो जाता है या खड़ी कार में इंजन कितनी देर में गर्म हो जायेगा जिससे फैन को देख सकू चल रहा है नही ?
10 min ke aaspass
Water pump se collent pura over hit hokar bahar aa jaye to problem kya hai sir ac halu karne par aisa ho gaya solutions plz sir
Water pump ki gasket leak hai? Check kiya?
Cooling coil chouk hone se bhi car het hoti h kya?
Ac cooling nahi karega
Mere pass alto hai or jab me drive karta hu tab toh ac badiya cooling deti h or engine temperature bhi mid me rhta h...per jab me traffic yaah gadi khadi rhtu tab ac cooling thdi der me kam oh jaati hai or engine temperature bhi high oh jaata h ....eska kya solution hai sir ji
Ek baar condensor or radiator ke fins clean karana and radiator clean kara ke fresh coolant daal lena
Sirji, AC on karne ke baad uske vent se jalne ki smell aari aur smoke bhi nikal raha
please iska resaon bataye?
Sir air cold aari hai vents se? Aap cooling coil check karaiye moisture ki wajah se aa sakta.ya heater core leak to nahi..aap na ek baar under dash board mechenic ko dikha lijiye
Sir
Meri Swift Dzire Me AC Trip Karta Hai,
Kuch Samay Cool Karta Hai,
Kuch Samay Baad Normal Air Blow Karta Hai,
Kuch AC Macenic Ne Gas Kam Maine Gas Top Up Karaya,
Kuch Ne Kaha Apka Car Radiator Clean Nahi Hai,
Maine Wo Bhi Clean Karaya , Phir Bhi Same Issue Hai,
Car Normal Air Jab Blow Karti Hai,
To Agar Mai Bonut Open Karke Condensor Par Paani Daal Deta Hu,
To Phir Meri AC Cool Karne Lagti Hai,
Pls Help Kya Issue Hai Isme
Radiator Fan Bhi Naya Lagaaya Hai
Aur
AC Filter Bhi Naya Lagaya Hai,
Radiator Fan Kabhi Kabhi Work Nahi Karta Heat Hone Par
Kuch solution mila ?
AC Compressor & AC Condenser Change Huwa Tab Sahi Huyi
Kiwd kar cng me AC chalu karata hu to gadi daba kar bandh ho jati he usame konsi dhikat hogi
Sir ac on karne pe car ke rpm thoda high hone chahiye, agar apki car band ho ja rahi hai to aap ek baar throttle body clean karaiye
Alternator belt aur ac ka belt kaise change karte hai uske upar ek video banao pls
Yeh lijiye sir..already video hai
ruclips.net/video/3WXlXbSLPB4/видео.html
Sir mere pass swift 2018 h maine sare pipes line aur radiator bhi clean krwa li sab proper work krra h but jab 5 log baith jate h car mai to thodi der chalne ke baad ac apne aap cut out ho jata h aur overheat ka sign aa jata h
Sir proper diagnosis kare bina kuch kehna sahi ni hoga..par kuch cheeje aap khud se check karna...ac on karke engine bay me check karna fan chal raha hai ya nahi, condensor ke fins clean kar lijiye, compressor ki pully jam to nahi hai
@@autotales Sir fan kaam krra kya mujhe radiator bahar niklwa ke saaf krwana chaiye ek baar?
Sir bina bahar nikale bhi clean ho sakta hai par bahar nikal kar proper clean ho jaega...try kijiye
@@autotales okie Thank u sir
Meri Scorpio h 2010 model m2di uski AC thandak to deti hai par chilled nahi karti 4 number par chlane par bhi
Sir check ac gas, check ac filter agar wo sab oky hai to clean blower....agar fir bhi nahi hota to fir thoda long process hai
Sir g mere sath bhi yahi problem hori h i10 car h ac pe heat hori hai over heat mene radiator new dalvaliya genuine tab bhi over heat hori h ac pe compresor me se bhi koi awaz nahi hai me pareshan hogya kya karu
Sir radiator change karne se cooling achhi hogi par AC se related issue ke liye aap ek baar AC compressor check karaiye and saath me AC condensor check karaiye or usko clean kijiye..
Bhai Hyundai ki gaadiyan bekar Hain, creates lot of issues, same problem is with me AC chlane pe 4-6 km ke baad overheat hone lgti hai, bnd krdeta hu to normal hojati hai, aapko solution Mila koi?
bhai mere sath bhi yhi ho rharat me to ac chilled kr deta hai....but din me garmi me full krne pr bhi thanda nhi kr pata ek ya do power pe ac pe chalata hu to thik rehta but jaise hi full kr diya gadi overheat hokar bnd ho jati hai without warning light...
@@tribhuvanorama R u find any solution of it??
@@mr.specty yes actually my Heater Hose pipe was leaking slowly inside the copassenger side mat and floor, I have noticed mosture then identified it.Gadi was heating on AC due to low coolant level and all empty in last so I bypassed heater hose pipe and now AC is working fine.
Oil kaam hone se car overheat hoti hain kya. baki fan compressor ac Gas sab thik hain
Sir do you mean engine oil ya compressor oil? Agar aap engine oil kehre to thoda bahut kam hone se jyadà fark nahi padta but kam oil ke saath drive nahi karna chahiye..engine parts damage ho sakte
Ye problem Naya ac compressor ke bad ho Raha h
Sir, alto 800, no compressor belt but Ac working cool air coming, is it normal sir?
Its not possible for compressor to work without belt sir
@@autotales but really the AC was working and cooling. Is that possible?
Its not possible sir...compressor cant compress ac gas without rotating..and for rotation belt is required
Sir meri maruti 800 h cooling b achi kr rhi h pr ac on me over heat hori h condenser b saaf h or radiator b clean h
Fan proper work karra?
@@autotales fan reel a me dikt aa rhi thi
Mera Alto 800 h Mera ac chalne pur over hit kyo kar Raha h
Apna mob no send me
Sir, meri alto ka ac on/off ho raha hai, mechanic ko dikhaya to usne thermostat direct kar diya aur uske baad ac bilkul sahi kaam kar raha hai. Kya is se koi nuksan hai.
Bhai bilkul nuksaan ha mera v kiya tha engine bol gya bhai
Winter m dkhna heater kaam nh kre ga
Bhai thermostat bhuttttttttttttttttt jruri hota ha bhuttttttttttttttttt
Sir thermostat remove karna galat hai....specially winter me car ko cold start karne ke baad ek temprature ka level maintain karne me thermostat bahut jaruri hota hai....thermostat mat nikalna
Sir meri alto model 2007 50kimiter calne ke bad dubar start nahi hoti hai 15minith rukne ke bad start hoti hai
Sir overheating issue ho sakta hai, or bhi reasons ho sakte bina proper check kiye kuch kehna sahi nahi rahega..aapne mechenic ko dikhaya?
No sir
Sir mechenic ko dikhaiye wo kya bolta hai batana uske baad
When ac is on engine heat temp wali noddle fix ho jati h ek point में but ac off krne pe engine heating actual bta ri hai
Temprature sensor check karana...fan on nahi ho raha hoga?
Agr temp sensor kharab hota to ac off krne k baad actual temp kyu dikha ri h sir?
Sir overheat ho rahi gaadi ya nahi?
Ni overheat ni hoti
Sir meri zest diseal me ac on karne pe 3 point tempreture ho ja raha hai
Sorry sir..samajh nahi aaya?
सर मेरी गाड़ी स्कार्पियो mhwak lx 2013 मॉडल हे गाड़ी बगैर ac के बी गरम हो जाति हे ओर oli लाइट आने लग जाति हे गाड़ी मे oil फुल हे रेडियटर बी साफ करवा लिया हे फेन बी अच्छे से काम कर रहा हे जब oil लाइट आने लगती हे तो गाड़ी सेल्फ मे बहुत लेट स्टार्ट होती हे
Sir engine oil warning light ke liye oil pressure sensor and oil pump check karaiye or overheating ke liye ek baar water pump and hose check kara lijiye
@@autotales thank you so much sir
Keep supporting sir
Main ac chalta hu to gadi band ho jati h low speed m kya kru?
Konsi car hai sir?
@@autotales Chevrolet Spark hai
Clutch dabane par zyada tar band ho jati hai
Sir meri eon 2013 gaari ka Ac on karne par gaari overheat ho rhi hai smell tak aati hai andar
Sir ac on karne pe fan on ho raha hai ya nahi? Ye check karke bataiye
Meri vista car engine overheating and fan off hone ke karan gas line leakage ho gayi, aur pura gas barbad ho gaya..
Nice informative video 👍👍
Or ratko over heat nahi hoti din me hoti hai
Same meri gadi bhi,,, night me nhi hoti h garam,,, din me ho jati h 4:07
AC on krne pr check engine light ari hai
Mera paas 2008 wagonr car hai ac थोड़ी देर चलने के बाद थोड़ा थोड़ा गर्म हवा आने लगता है
Ac gas check karai? Basic step h sir usse start kariye
Hello Sir... Meri car bhi AC on karne per overheat ho rahi hain... Aur coolant water bhi pura khatam ho jaa raha aisa kyu?
Sir sabse pehle coolant leakage check kijiye agar leakage nahi hai tab bhi coolant khatam ho ja raha hai to head gasket check karariye
@@autotales ok sir.. Lekin AC on karne per hi ye dikkat aa rahi hain...
@@autotales sir meri gaadi ka coolant pura hai fir b gaadi ka bonnet bht garam ho jata hai
Bhai sab thermostat ball be fas jata hya yh be 1 problem hya
Sir thermostat kharab ho to bina ac chalae bhi gaadi overheat ho jati hai
meri car ka ac on krne k 30min bad heat ho jati thi,, reason radiator cap kharab thi bs
Sahi kara liya?
Sir mere ac on karte car heat ho jati hai....or battry week ho jati hai...
Sir sabse pehle check kijiye ac on karne me fan on ho raha hai ya nahi? Agar nahi ho raha to temprature sensor check kijiye wo oky hai to fan check kijiye
Coolant kam hone se bhi ac cool nahi hota hai kya
Nahi
Engine agar garam hoga to AC Thandi hawa nahi dega
Shukriya bhai
Keep supporting sir
Ac chlane pr engine heat kyu hota h scorpio hai meri
Sir aapne video dekha? Isme almost cover kiya hai....
सर मेरी झेन lxi कार है 2004 का मोडलं है लेकीं बिना ac चलाने पर भी वह ओव्हर हिट हो जाती है
Sir sabse pehle check kijiye coolant level agar wo proper hai then thermostat then radiator fins...ye normal cheejein hein agar iske alawa coolant kam ho raha hai ya leakage ho raha hai to wo bataiye
ac compressor ki wajah se over heat nahi ho sakti
Kaise?
Bro I have same car and same problem
You can solve this issue applying this thing
अमेज के इंजन का काम हुआ है
sir meri gadi ac on krte hi band ho jati hai
Throttle body and idle air control valve clean kijiye sir
@@autotales ok sir
Keep supporting sir
Hi
My new nexon xz+ mei dondin mei hi ac on krne par smell aane lagti h
Sir allow ac recirculation button to take fresh air from outside .ho sakta hai apki car ke cabin ke andar ki smell hi car ke andar circulate ho rahi ho...
@@autotales okk..thnx
Chevrolet spark ka readetor band he
Chevrolet spark ka fan band heiska opaye kia he
Wagen r 2013 model hai ingine me aawaj aur AC chalane par gadi band ho jati hai