Thans bhai mere pass bhi ecco hai mai aapke sare videos pure dekhta hau aapke sare video bahut informative hote ab tak maine subscribe nahi kiya tha pn ab kr raha hu
Thank you bhai thank you so much subscribe karne ke liye main aapko niraash nahin karunga mere Bhai chinta mat kijiye kabhi bhi Koi bhi dikkat ho aap mujhe contact kar sakte hain main aapko number de dunga aap jab kahenge
Thank you to main aapko bolata hu bhai jo aapane mujhe Idea Diya jo maine banaa Di. Aur jo bhi aapke mind mein public ki problem aaye vah mere sath share karo main use per video banaunga
Mera name sahid hai mai ranchi jharkhand ka hu mere pass 2019 module omni ven hai mai 2nd hande liya hu ven gas se chal huwa tha ishme vibration ka problem hai idel me Keya kare
Bhai mera naam Rehan hai aap aapki gadi ke tapit set karvayen acche se aur total body ko clean karvayen aur silojate sensor ko acche se clean karvayen aur FIR chala kar dekhe gadi theek ho jayegi
Ji han sar ji bahut sare kam aise hote hain jo ghar per hi kiye ja sakte hain lekin mechanic batate nahi Hain main Bus logon Ko vah sari chijen bata raha hu thank u sar
Bhaia eeco ka first gear start gadi pe bohat tight padta hai but wahi gadi band ho to ek dum smooth dalta hai kya problem ho skti hai please make video on it
Sar aap use petrol se acche se dhoae aur acche se usmein oil dalen aur wire mein bhi हल्का-हल्का petrol Dal Den taki wire ki Jung nikal jaaye Gair bilkul soft ho jaega
Pahle uske tepit bilkul acche se set karvaye dusra agar uske silencer mein mitti nahi hai to vah dalvaye teesra uski thotar body ko acche se clean karvaye gadi bilkul silent ho jayegi
Meri ecco ko to 6 month hi huye he ,fir bhi gear bhut tite he , or back gear to bhut presaan krta he. Bhut jyada takat lgani padti he ,kai baar to lgta bhi nhi he.
Koi dikkat nahin hai bhaiya main bhi aapke pass hi hun koi chinta nahi mere number channel ke about section se le lo aur mujhe call karna main aapko problem ka solution bata dunga
Mera eeco gadi he do din pahle चुहेने injector coplour 3 or 4 ka wier kata tha Maine company k वायर se adha गेज मोठा वायर लेके जॉइंट कर दिया ओर गाडी स्टार्ट किया ok he abhi.lekin gadi गेर change karte time clutch dabate hi Speed Kam hota he toh vibrat karti he jaise gadi band ho jayegi lekin hoti nahi.Aisa q Bhai hota he.
wiring kaatne se is baat ka koi Lena Dena nahi hai aapki throttle body Safai mang rahi hai bus aur kuchh nahi. Uski service karva dijiye gadi bilkul theek ho jayegi
Sar ji aapki gadi ki clutch setting halki si upar chadhva le aur Gair liver wire check karva len kaun sa wire atak raha hai aur Maine ek video Dali hai gear soft Karne ki vah kar le gadi theek ho jayegi
मेरी इको गाड़ी में 1नम्बर और 5नम्बर का गीयर मेरे बिना किसे नहीं लगता।दूसरा कोई गीयर लगाएगा रनिग में गीयर छटक जाता है।तो क्या करना होगा। बताए।थोड़ी सी गीयर में प्ले है।
Bhai real forman ho bhai dil sa sukriya aap ka allah aap ko salamat rakhe ❤
Bilkul bhai jaan bus Allah mujhe Nek Raha per chalata Raha hai main bhi yahi dua karta hu
Bhai jo aap Ne bataya h vo mene apni Eco me sab karke dekhna Maja aagaya bhai... Bhot achi jankari Di aapne
Bilkul bhaiya main to yahi chahta hun sab apni gadi ke छोटे-छोटे kam khud Hi kar le taki mechanic ko koi paisa dena na pade
Thans bhai mere pass bhi ecco hai mai aapke sare videos pure dekhta hau aapke sare video bahut informative hote ab tak maine subscribe nahi kiya tha pn ab kr raha hu
Thank you bhai thank you so much subscribe karne ke liye main aapko niraash nahin karunga mere Bhai chinta mat kijiye kabhi bhi Koi bhi dikkat ho aap mujhe contact kar sakte hain main aapko number de dunga aap jab kahenge
वेरी गुड रेहान भाई गियर के बारे में अच्छा नॉलेज दिए शुक्रिया best of luck
शुक्रिया भाई जान
Nice bhai mene bi ECCO Li he
Okay bhai koi pareshani aaye life mein to comment kar lena mechanical
मस्त भाई बढ़िया लगते हैं आपके वीडियो
बहुत-बहुत धन्यवाद मेरे भाई 🙏🙏
Right sir aapki information hamko bahut nolej deti hai thenkue sir❤ mumbai
Thank you sir Mumbai Maharashtra se itna Sara pyar dene ke liye thank
Sir thanks for u r valuable information and i will always wait for u r and i will try to do this and let you know. I m from Mumbai
Thank you sir lekin aap Kon Hain yah samajh nahin aaya
Wonderful work👌👌👌👌👌👌👌
Thank you sir ji thank you so much
भाई आपका बहुत बहुत धन्यवाद....❤
सर जी धन्यवाद की कोई जरूरत नहीं आप लोगों के लिए ही काम कर रहा हूं मैं 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai maza aagaya thanks for information.
Bilkul bhai dhanyvad chinta na Karen ek Maruti Omni ki bhi badhiya information upload ho rahi hai
Ek number video bhai maza aa gaya ❤❤❤
Dhanyvad sar ji बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏🙏❤️❤️
Bhai aap ki Vedio best 💖💖👌best👌hai
Bilkul aakhir Tera bhai hu
@@rkcarslalsot sahi baat hai👍👍💑👍👍
Superb bhai mene aap ko bola or aap ne video banaya thankyou bhai
Thank you to main aapko bolata hu bhai jo aapane mujhe Idea Diya jo maine banaa Di. Aur jo bhi aapke mind mein public ki problem aaye vah mere sath share karo main use per video banaunga
Bilkul bhai me aap ke sath hu
थैंक्यू भाई बस आपका साथ है ना कोई दिक्कत नहीं है जो भी आईडिया आए आप मेरे साथ शेयर करना दोस्त
बहुत बढ़िया जानकारी दी है भाई 👍
बिल्कुल भैया जी जानकारी दी है तो आप इस्तेमाल भी करना आपको फायदा जरूर होगा
Thanks sir ji yesi video dalte rahe Omni ke bare me Dale nai gadi jesi aawaj aaye step by step kese kare
Bilkul sar Ji video dalta rahunga aur aap logon Ko batata rahunga har EK chij jo aap log kar sako
Thanks for your valuable information 😊
Dhanyvad sar बहुत-बहुत dhanyvad
Nic
Thanks again bhaiya ji🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you for your information.
Are bhaiya ji thanks to u jo aap hamari video dekhte ho thank u sar
Sabse alage bhai very naic
Thank you bhaiya ji बहुत-बहुत shukriya
Bhai ge superb 👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Thank you bhaiya ji thank u so Mach
बहुत अच्छा काम। जी
बहुत-बहुत धन्यवाद मेरे भाई
Kya baat hai bro 🎉wah 👍
Thank you brother ❤️❤️❤️❤️
हमारा साथ साथ है।
अब गियर सही होके रहेगा
यह परेशानी जिस दिन आपकी गाड़ी में आई उस दिन रहने ही नहीं देंगे 2 मिनट में सही कर देंगे
❤❤nice work ❤❤
Thank you sir thank you so much ❤️❤️❤️
Good information thenk you.
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️
Bahot khub bhaiya
Thank you bhaiya ji
बहुत बहुत धन्यवाद
🙏🙏🙏
Best bhaiya thanks
Thank you bhaiya
Very good theks this advaez
Sar sirf advice Ko dekho mat use bhi karo tab pata chalega advice kitni good hai ya FIR too good hai
Mere pass bhi ecco he Bhai me bhi Delhi me rehta hu or me liwali village se hu
Bamanwas wali liwali kya
Super Bhai
Thank you bhaiya ji
Shukriya Sirji
🙏🙏🙏🙏🙏👍👍👍
भाई मै आपकी विडियो का इनतेजार करता रहता हू
शुक्रिया मेरे भाई बहुत-बहुत शुक्रिया
Bhai aap ki video. Bahut asi hoti aap ki chenal ki subscribe. 100 corod se upar jaye. 🙏
Bus Bhai aap logo ka sath aur aap logon ki dua sath Rahi to 100 corod bhi cross kar lenge
Very good.
Thank you sir
यार आप हम जैसे इको वालों के लिए फरीसते हो।
अरे भैया जी शुक्रिया बहुत-बहुत शुक्रिया 👍👍👍👍❤️
Lubricants ka link bhi Sher kare Bhai
Sar ji koi bhi petrol se saaf kar lo uske bad mein oil laga do lubrication jaruri nahi hai
Petrol se saf karke engine oil dal de to koi problem to nhi hogi
Bilkul bhai petrol se saaf karke engine oil bhi dal sakte ho halka sa
Gd👍bhai👍
Thank you bhaiya ji thank u so Mach
Very nice sir🙏🙏
Thank you sir thank you so much 🙏🙏
Nice 👍👍👍🙂🙂
Yadav bhai kaha chale gaye the kafi dino bad aaya hai aapka comment
Nice information
Thank you sir ji
मेरे पास भी इको गाड़ी है 2011 का मॉडल
Mai aaj try karunga bhai❤
Bilkul bhaiya TRAI karo kafi achcha result milega
@@rkcarslalsot lekin maine khola to pahle se hi grees dala huaa hai ab kya karu please help me
Use acche se saaf karke dobara Girish laga do.. ya FIR use per hi halka sa oil aur dal do jisse oil niche Tak chala jaega aur soft ho jaega
@@rkcarslalsot engine oil bahut sara dal diyaa ho jayga
Are bhaiya ek Chhota sa chammach oil dalna padta hai
Mast bhai... Apk garej kaha hay
Bhaiya meri dukaan Rajasthan mein hai
Are sir coling coil clean karne ki video banaiye na
Sar jab tak koi gadi nahin aaegi use kam Ko karvane jab Tak video nahin banegi
Bhai sahab rust sprey ki jagah WD-40 use kar sakte h
Bilkul sar koi bhi chij istemal kar sakte ho Jo clean karne ke kam ki Ho chahe petrol Ho diesel Ho chahe w D40 ho
Thank you bhai
Thanks to you sir Jo aapane hamara channel visit Kiya thank u sar
👌👍👍👍
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️
Bhai gadi omni gas he chalu hone se pahle tak tak ki awaj aati he😮 kya problem ho sakti he
Bhai kahan se aati hai tak tak ki awaaz engine se ya stering ke niche se
@@rkcarslalsot point condenser ya self start se asa lagta he pahle engine atakta he fir chalu hota he
To sar ji aap point condensar wali Dell go ki setting karvao aur self ka kam karvao
Bhai Ji Rajasthan kaun si city me hai aapki soph
Dausa jila tahsil lalsot bhaiya ji
Mera name sahid hai mai ranchi jharkhand ka hu mere pass 2019 module omni ven hai mai 2nd hande liya hu ven gas se chal huwa tha ishme vibration ka problem hai idel me Keya kare
Bhai mera naam Rehan hai aap aapki gadi ke tapit set karvayen acche se aur total body ko clean karvayen aur silojate sensor ko acche se clean karvayen aur FIR chala kar dekhe gadi theek ho jayegi
Nice 👍
Thank you sir ji
Chain lube ke alawa grease laga sakte hai
Bilkul bhaiya Girish bhi Laga sakte hain koi dikkat nahin hai sirf ise chikna karne ka maksad hai vah lagana
Thank you
Sar ji ismein thank u kis baat ka aap logon ke liye hi kam kar raha hu main
Good
Thank you sir thank you so
Nice
Thank you sir ji
Can we use coconut oil ?
Choice is your bro only for lubricant
Sir I can use diesel for cleaning
Sar ji Koi dikkat nahin Hai diesel se dho liya to bhi lekin diesel Kya Hai mitti tej pakdata hai isliye petrol se badhiya rahata hai
@@rkcarslalsot Thank You Sir i will do it with petrol only 😊💡🌟
Petrol se Kya Hai sar thodi acchi Safai Ho jaati Hai okay sar
@@rkcarslalsot yes sir Aaj Kiya Maine Mera bhi gear Bahut smooth ho Gaya hai thank you so much for Giving information To All audience Sir
Ji han sar ji bahut sare kam aise hote hain jo ghar per hi kiye ja sakte hain lekin mechanic batate nahi Hain main Bus logon Ko vah sari chijen bata raha hu thank u sar
Etios mai bhi same process hai kya ?
Bilkul bhai jitne bhi Gair liver wire aate Hain UN sabhi gadi ko yahi process hai
thanks
Are Bhai koi dikkat nahin hai thanks ki jarurat nahi hai aap logo ke liye kar raha hun bhai
Mere pas eko 7seter hai uska avrge 14km detihi uska avreg badega kay kitna dena chaiye
Sar ji aapse to phone per baat Ho gai na
Alto 800 2013 model ka kisi khole geyr liver ghar me 1no aur back geyer bhut taite hai plz bate
Jaise iska boot hataya hai vaise hi aapka bhi hat jaega sem process hai halka sa fark hai koi dikkat nahin kar lijiye iski tarah hi
❤
❤️❤️❤️❤️👍👍👍
Sr ji milege cng aur petrol dono me nhi milta kya kre bhut preshan hu
Apki dukan kha pr hai apna no de dijiye pls
Bhaiya meri dukaan Rajasthan mein hai aur mere number channel ke about section mein mil jaenge
Gjb 👌🏻👌🏻👌🏻
Thank you bhai
Bhaia eeco ka first gear start gadi pe bohat tight padta hai but wahi gadi band ho to ek dum smooth dalta hai kya problem ho skti hai please make video on it
Bilkul sar iske upar bhi main video banaa dunga
Sar Alto 800 me bhi ho jayega sar Kya Mera gear hard laghta he bhi
जी हां भाई अल्टो 800 में भी यही चीज होती है आप कर लेना एक बार सॉफ्ट हो जाएंगे गैर
इग्निस मारुती कार का गिअर बॉक्स मे ओईल या ग्रीस डालने के लिए कहा से खोले सरजी थोडा व्हिडिओ डाल के बता देना
बिल्कुल सर गियर ऑयल डालने के दो तरीके होते हैं मैं वीडियो बना दूंगा
Oil ya gris laga sakte he kay
Ji han Laga sakte hain
Hi bhai 1st gear dalne se atak jata he mera ecco ka ki sulation he
Sar gadi ki cable check karvaoge gear ki
Bhagwan main aapko eklauta hi bheja aisi aisi chijen batate Hain Jo koi batata hi nahin Khali paise kamane ke chakkar mein rahte
Sar ji main thoda public ke liye sochta Hu. Aur public ko support karta hun
Bhai Mera gari realise bearing badal ke baat clutch zyada hua adjust karne sebi same hai thora com bi nahi ata
Bhai aapka message mere ko aadha samajh mein nahin a Raha bhai
Sir ji
Jesa aapne bataya, vessa hi Kiya, 1 din soft raha, feer gear lever hard ho gaya.
Solution bataye
Sar aap use petrol se acche se dhoae aur acche se usmein oil dalen aur wire mein bhi हल्का-हल्का petrol Dal Den taki wire ki Jung nikal jaaye Gair bilkul soft ho jaega
Eccoki joint chokdi mi spry dijalsi karnise chokdi rijalt Kasi rahiga
भाई आपकी बात समझ नहीं आई आप प्लीज हिंदी में लिख दीजिए
Bhai eeco gadi ke engine ko silent kaise kare
Pahle uske tepit bilkul acche se set karvaye dusra agar uske silencer mein mitti nahi hai to vah dalvaye teesra uski thotar body ko acche se clean karvaye gadi bilkul silent ho jayegi
Bhai mere eeco me petrol pipe leak hai kese change kre
Sar ji bahut aasan hai jo pipe leak hai uske clip hatao aur change kar do
Ye omni kr sakate hai bhai
Bilkul bhai Omni ke sath bhi kar sakte ho aise
Thanks
Rehan bhai jab kabhi omni van ka videoes banaoge tab youtube pr share karo pls.
Matlab Omni van ka kis type ka video banakar share karna hai yah to batao aap
🙏🙏🙏🙏
Hamari cng eco chalate samay dusari gear me gadi band ho jati hai kya karen
Aapki gadi ki throttle body clean karvao aur CNG ka map sensor aur filter check karvao
Bhai aapne bahot badi mushkil ko asan kardiya
Jazakallah aapka number chahiye
Yah Lo bhai mere number
Address Kay h sir mere pass bhi eeco h
Sar main Rajasthan se hun yah Lo mere number 9783726465
Meri ecco ko to 6 month hi huye he ,fir bhi gear bhut tite he , or back gear to bhut presaan krta he. Bhut jyada takat lgani padti he ,kai baar to lgta bhi nhi he.
Me aapke pass dausa se hi hu
Koi dikkat nahin hai bhaiya main bhi aapke pass hi hun koi chinta nahi mere number channel ke about section se le lo aur mujhe call karna main aapko problem ka solution bata dunga
Koi dikkat nahin hai bhaiya 40 kilometer ka fasla hai apan ke bich mein sirf
Hiii
Hello bhaiya
Mera eeco gadi he do din pahle चुहेने injector coplour 3 or 4 ka wier kata tha Maine company k वायर se adha गेज मोठा वायर लेके जॉइंट कर दिया ओर गाडी स्टार्ट किया ok he abhi.lekin gadi गेर change karte time clutch dabate hi Speed Kam hota he toh vibrat karti he jaise gadi band ho jayegi lekin hoti nahi.Aisa q Bhai hota he.
wiring kaatne se is baat ka koi Lena Dena nahi hai aapki throttle body Safai mang rahi hai bus aur kuchh nahi. Uski service karva dijiye gadi bilkul theek ho jayegi
Mere gadi Mai gas per chalne missing kyu kar rahi hai boos
Or mileage bhi Kam hai gadi ECCO 2017 modal hai
Sar aapki gadi Mein gas kit LPG hai ya CNG aur sequence hai ya sada yah aur bata do bus
Bhai muje milna h aapse ek baar
Are bhai chinta mat kijiye aap boliye Kya Kam hai main aapko yahin per solution bata dunga bhai
@@rkcarslalsot to fir muje apna whatsapp number dedo wahi baate karenge
WhatsApp number to nahi dost aap contact number le lijiye din mein call kar lena bhai
@@rkcarslalsot ok mere bhai
Okay bhai
ओमनी वन का सम हे या अलग है अलग हे तो वह कैसे होगा
Bhai Omni van ka alag hota hai uski bhi video banaa Dunga main thode time bad
@@rkcarslalsot nice sar
Thank you sir chinta mat kijiye Omni van ka bhi dalunga ek din
Bhai mera b eon car mai yahi problem hota hai
Bhaiya Gair liver complete kit dal do ho jaega
Thanks🙏
👌👌👌👌
Bhaiya meri ecco gadi mei bar bar me patrol moter jal jati hai aisa kyun hota hai
Bhaiya ya to aapki gadi mein original petrol motor dalvao ya FIR uski wiring check karvao kahin se kharab to nahin arthing to nahin ho rahi
@@rkcarslalsot thanks Bhai ok
Ok
Mainick ke bar bat karn
Hi
Bhai mera bhi gear me problem aa raha h ecco car me 1 2 3 me gear atak raha h 4 5 reverse complete h One year hua h car ko new h
Bhai gadi kaun sa model hai aur kitne kilometer chal chuki hai yah bataen aap pahle FIR main solution bataunga
@@rkcarslalsot ecco 7 seater bs6 model 23000 km ho chuka h
Sar ji aapki gadi ki clutch setting halki si upar chadhva le aur Gair liver wire check karva len kaun sa wire atak raha hai aur Maine ek video Dali hai gear soft Karne ki vah kar le gadi theek ho jayegi
@@rkcarslalsot bhai mene petrol dalke thodasa halka kiya h
To bhaiya petrol se dhone ke bad usmein oil bhi dalna padta hai हल्का-हल्का tab jakar smooth hoyega Gair bilkul
Namaskar meri gadi mein steering khadi gadi mein chahe chalne per katne mein chat chat ki awaaz aati hai iske liye kya Karen donon
Sar ji aapki gadi ke shaukar mountain check hai
❤ nambar
Mere number aapko channel ke about section Mein mil jaenge le Lo aap
Dusre gear m eeco उठाते ही बंद हो जाती हैं
To sar aapki gadi ki throttle body ki service spark plug change aur tapit set karvao
मेरी इको गाड़ी में 1नम्बर और 5नम्बर का गीयर मेरे बिना किसे नहीं लगता।दूसरा कोई गीयर लगाएगा रनिग में गीयर छटक जाता है।तो क्या करना होगा। बताए।थोड़ी
सी गीयर में प्ले है।
Bhai aapki gadi ka top ka bering check karvao ek bar aur ek bar gear oil change karva kar dekh Lo solution jahan tak ho jaega
@@rkcarslalsot भैया आपका नंबर दो हमको
Yah Lo bhaiya Ji mera number
Thank you very much
Sar ji ismein thank u kis baat ka ham to public ke liye Hi kam kar rahe hain yahan per thanks to u sar aapane comment Kiya
Nambar bhae Bhai
Bhai mera number channel ke about section Mein hai le Lo aap
Taka tak gear kardiya aapne
Bilkul bhai jaan bus aap logo ka sath hai aur ham public ko sari chije Bata kar manenge jitni bhi sacchai hai
Allah Aapko kamiyabi Or kamrani ata kare ameen👍
Shukriya bhai jaan jaja Kalla
Bhai but nahi khul raha h
Bhai koshish kijiye khul jaega Varna kisi mechanics se khulva lai FIR kar lena aap
Kisi ne esa kar ke dekha hai vkya replay jrur de
Bhaiyon jo bhi bhai yah chij karke dekhen vah is bhai ko reply jarur Dena kya result aaya
Hi
Hii