D-cell offline bazar me aur online bhi mil raha hai. Iski koi zarurat nahi. Aur chhote cell is radio me 1 mahina jayega to D-Cell 2 se 3 mahine jayega.
Sir, is transistor ko to main D-cell pe hi chalunga kyonki iska backup mujhe 3 months se bhi jyada ka milta hai . Ye converter maine apne Philips champion new ke liye liya hai kyonki iska battery back up bahut kam hai aur mere paas 3200 MAH ka rechargeable battery bhi hai to usi ko ise D-converter me use karunga
@@indravadanrana702 1 month ka backup to milta hi hai DSP radio( philips champion) pe bhi .. isliye to ye converter liya hai jise main AA rechargeable battery ke sath use kar raha hun
@@pradeepkumarpanda7626 Aap 3.7 volt lithium-ion battery ke saath "DC to DC setup up module" me 6 volt set karke laga sakte hain, aur ye sab radio ke andar hi aa jayega. Maine lagaya hai.
batteriescart.com/products/duracell-ultra-aa-to-d-size-battery-converter-pack-of-2?srsltid=AfmBOooN4KFF2P8SDpwzIs0I9bmblM7KbeWXRR6LtvB5iE2f2h6SEaG7&sku_id=24368063
建议用14500锂电池,不会有干扰的,这个电池费钱,China.
Excellent information 👍
Thank you sir
LIKE
Thank you
Namaskar bhai, acha kiya aapne bhai ye convertor mangaya cell par radio bajane se radio ki life badiya chalti hai shukriya
Namskar Bhai Ji,
Sahi kah rahe hain aap Cell ke sath chalane se Life achhi hoti hai radio ki aur performance bhi achha hota hai
भैया आपका सबसे पसंदीदा कौन सा रेडियो स्टेशन। जिसको आप ज्यादा सुनते हो।
मैं सारे रेडियो सुनता हूं लेकिन मेरा पसंदीदा Philips Prince transistor radio hai 1985 ka
Nice
@@suhailwajid5040 Thankyou so much sir
D-cell offline bazar me aur online bhi mil raha hai. Iski koi zarurat nahi. Aur chhote cell is radio me 1 mahina jayega to D-Cell 2 se 3 mahine jayega.
Sir, is transistor ko to main D-cell pe hi chalunga kyonki iska backup mujhe 3 months se bhi jyada ka milta hai . Ye converter maine apne Philips champion new ke liye liya hai kyonki iska battery back up bahut kam hai aur mere paas 3200 MAH ka rechargeable battery bhi hai to usi ko ise D-converter me use karunga
sir, Philips champion direct electricity pe chala sakte he? ya adaptor pe konasa adaptor
Radio ko cell se chalane pe better performance milta hai hamesha aur ye portable bhi ho jata hai . Isliye maine kabhi bhi Adaptor use nahi kiya hai ..
@Akhilvlogpoint but cell jaldi khatma (used) ho jata he, esa suna he right?
@@indravadanrana702 1 month ka backup to milta hi hai DSP radio( philips champion) pe bhi .. isliye to ye converter liya hai jise main AA rechargeable battery ke sath use kar raha hun
भाई हमारे यहां की मार्केट में यह 18 रुपए का एक मिलता है की, सेल समेत मिलता है
बहुत बहुत धन्यवाद ।
6 v radio me problem yeh hai ke rechargeable battery milte nahin. Han acid battery milega jo radio ke bahar laga sakte hain.
Right sir .. thank you for sharing
@@pradeepkumarpanda7626 Aap 3.7 volt lithium-ion battery ke saath "DC to DC setup up module" me 6 volt set karke laga sakte hain, aur ye sab radio ke andar hi aa jayega. Maine lagaya hai.
@@HAhmad-gh3hc Han, eise ho sakta hai, iske saath 3 diodes lagakar 6v ko lana hoga. Lekin recharge karne ke liye 9v adaptor ki jarurat padega.
Mera bhi radio gugar se charging cell se chal raha hai
Thank you for sharing sir..
D cell converter kaha se khareeda
Online .. iska link aapko is video ke description aur comment box me upar hi mil jayega
Sir jaise hi go to cart mein jao open nahi ho raha buying link se
Dusra link daala hai uspe try kijye ...main to dono pe open kar pa raha hun
Ok sir
Cell ke saath pehele free atatha D cell converter
Ok.. thanks for sharing sir