Kisi Kaam Mein Commission Dalaali Khana Halaal Hai Ya Haraam | Rubaru 26 | Sk. Kifayatullah Sanabili

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 101

  • @hafizulla1416
    @hafizulla1416 4 года назад +6

    Masha Allah shaikh nice information...jazak Allah hu khair shaikh

  • @meradeeneislamloveislam
    @meradeeneislamloveislam 3 года назад +3

    walekum As Salam wa Rahemtulahi wa Barkatu ❤

  • @nomantyagi4472
    @nomantyagi4472 4 года назад +2

    Mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah

  • @abdurraheemkhan4233
    @abdurraheemkhan4233 4 года назад +9

    Mashallah thanks sir

  • @tamiznazar8099
    @tamiznazar8099 Год назад

    ماشاء اللہ

  • @mohdishtiyaq5449
    @mohdishtiyaq5449 7 месяцев назад +1

    JazakAllah khair

  • @mohammedalauddin9153
    @mohammedalauddin9153 4 года назад +10

    ما شا اللہ بہت خوب اللہ شیخ کے علم میں اضافہ کر ے آمین ثم آمین میرا بھی یہی بزنس ھے

  • @mdsonuquraishi2845
    @mdsonuquraishi2845 3 года назад +1

    Masha Allah bahut khub btaye

  • @shafiqueanwarofficial6532
    @shafiqueanwarofficial6532 4 года назад +2

    جزاکم اللّہ

  • @mohdarfat7245
    @mohdarfat7245 4 года назад +6

    MASHA ALLAH BHAUT KHUB ......❤❤❤❤❤

  • @abkareem3772
    @abkareem3772 4 года назад +2

    Mashallah

  • @anjumanshaikh5151
    @anjumanshaikh5151 4 года назад +1

    Jaza kallha khaira

  • @akramrayeen2679
    @akramrayeen2679 2 года назад

    Bahot bahot shukriya aapka❤️❤️❤️

  • @mohdkhan6057
    @mohdkhan6057 3 года назад +1

    Jazakallahkhair

  • @ArifShaikh-kw5qu
    @ArifShaikh-kw5qu 6 месяцев назад

    Masha Allah ❤

  • @abdullahansari5555
    @abdullahansari5555 2 года назад

    Ma Sha Allah

  • @usc7146
    @usc7146 4 года назад +2

    ماشاء االلہ

  • @asadiqbal858
    @asadiqbal858 4 года назад +2

    Jazak Allahu khairan

  • @mosinsaudagar4262
    @mosinsaudagar4262 4 года назад +2

    Mashallah bohot acche se explain kiya.

  • @salmanbatliwala360
    @salmanbatliwala360 3 года назад +2

    ما شاء الله تبارك الله

  • @salafijan9548
    @salafijan9548 4 года назад +1

    Maa Shaa Allah Sir

  • @qadriansari1875
    @qadriansari1875 4 года назад +2

    ماشاء الله

  • @bashirshaikh7981
    @bashirshaikh7981 4 года назад +2

    Masha'allah aapke bayan se kuch seekhne ko mila

  • @qadriansari1875
    @qadriansari1875 4 года назад +1

    وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته شكرا ء شكرا ء شكرا ء شكرا ء شكرا ء شكرا ء

  • @Thelitebook
    @Thelitebook 2 года назад

    Allhamdulilhah, nice information

  • @MNKHAN-kq4pg
    @MNKHAN-kq4pg 3 года назад +3

    I appreciate this channel for great work from up

  • @hussainikbal6759
    @hussainikbal6759 Год назад

    Thank you a lot 💞🌹💝 i was very confused thi About.... Today I cleared

  • @MNKHAN-kq4pg
    @MNKHAN-kq4pg 3 года назад +2

    Allah Pak aap logo ki hifazat aur zannat ferdous ata farmaye aur aapko sari khushiyan sari tarakki ata farmaye

  • @MNKHAN-kq4pg
    @MNKHAN-kq4pg 3 года назад +2

    Sachha musalman sachha insaan sachha pyar sachha afsar

  • @syedkhajanizamuddin921
    @syedkhajanizamuddin921 4 года назад +4

    MASAHALLAH

  • @MNKHAN-kq4pg
    @MNKHAN-kq4pg 3 года назад +1

    Excellent sir from up

  • @MNKHAN-kq4pg
    @MNKHAN-kq4pg 3 года назад

    Islam is truth right way of life and Full of peace

  • @SUKhan-rw9yc
    @SUKhan-rw9yc 4 года назад +1

    ماشاءاللہ
    جزاکما اللہ خیرا کثیرا آمین یا رب العالمین

  • @javedahmadfilms7710
    @javedahmadfilms7710 4 года назад +1

    Mashaallah aap ne mera doubt clear kardiya...

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  4 года назад +1

      Jazakallahu Khaira .... Share the khair

  • @ZafarKhan-fu8dm
    @ZafarKhan-fu8dm 2 года назад +1

    Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho jazakallah khair

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  2 года назад

      Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh

  • @HHARaza
    @HHARaza 3 года назад +1

    Walekum assalam

  • @abdulhafizansari5808
    @abdulhafizansari5808 3 года назад

    جزاك الله خيرا وأحسن الجزاء

  • @nomantyagi4472
    @nomantyagi4472 4 года назад +1

    So nice video

  • @mohammedharis2965
    @mohammedharis2965 4 года назад

    Nice information 👌

  • @lateefahmad7431
    @lateefahmad7431 4 года назад

    وعليكم السلام ورحمة الله بركاته

  • @mohammedmuneeruddin8588
    @mohammedmuneeruddin8588 3 года назад

    Usually if broken will not be there. There will be lot of difficulties shall be faced in big deals. Very rare smooth deals will happen.

  • @riyajahmadbangargund4027
    @riyajahmadbangargund4027 4 года назад +1

    👍

  • @khanzzzgroup7842
    @khanzzzgroup7842 2 года назад

    As salamu walaikum. Bohot waqt ke baad dil ki baat sunne ko mili hai. Ek ek baat sahi farmaye aapne. JazakAllah wa khaira

  • @shahnazkhan3967
    @shahnazkhan3967 4 года назад +1

    commision limit aur kisse kitna commission lena jaiz h ye bhi btayen

  • @Rana-526
    @Rana-526 Год назад +1

    Commission agent k lee zarori h mal us k qbzy ma ho?

  • @Reactansari
    @Reactansari 3 года назад +1

    janab 2 lakh ka jamin 3 lakh me dalal bechta hai garib aadmi kaise kharidega aap bataye

  • @sameerazmi6583
    @sameerazmi6583 4 года назад +2

    Mai online mobile magata hun aur wo dukan wale ko deliver kra deta hun (Puri bat dukan wale se phle hi kr leta hun) aur wo kuch paisa mje deta h kya ye sahi h ya nhy?? Plz zaroor jawab den

  • @syednaseer9815
    @syednaseer9815 4 года назад +1

    Syed Naseer

  • @rafeeqshaik6788
    @rafeeqshaik6788 Год назад

    Kaise kare wo nai bataya

  • @rafeeqshaik6788
    @rafeeqshaik6788 Год назад

    Sachai mai kitna charge karsakte hai

  • @mohammadkausaransari5671
    @mohammadkausaransari5671 4 года назад +1

    Kya seller aur buyer dono se broker ka commision lena sahi hoga? JazakAllah khair

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  4 года назад +6

      Ji le sakta hai
      Lekin iske beech mein aane ki wajah se saman ki qeemat market rate se zyada nahi honi chahiye
      yani ek cheez 100 ki thi aur dalal ne use 110 ka khareedwa diya aur khareedne wale ko dhoka diya aur jhoot bola

  • @sunokahanismi
    @sunokahanismi 4 года назад

    Assalamualaikum
    Kya Bank🏦 Me Gold/Sona Rakh Ke Uske Badle Me Paisa Nikalna Kaisa Hai..?
    Jazakallahu

  • @ImranKhan-pn1nn
    @ImranKhan-pn1nn 3 года назад +3

    Rent par room dilane par har saal dalali lete hai ek baar room dilakar kya yeh sahi hai

  • @abdulazizmodak749
    @abdulazizmodak749 4 года назад +1

    Assalamu Alaikum.
    Kuch log har renival per dalali karay Hain jaberdasti is Ka kiya kernay hukum hai,

  • @BLUESTARTV1
    @BLUESTARTV1 2 года назад

    mera sawal mujhe pareshaan kar raha hai mai tab se iske answer ki talaash mai hu please koi tho bataye islami tareqe se agar muje commission har baar milta hai har kamayi pe aur ye baat contract mail likhe aur tay payi hai sabko pata hai kuch bhi chupa nahi kisi se aur sab ispe razamaand hai tho kya mujhe har baar kamayi pe commission lena jayez hai aur kaam bhi bechane ka hai phone cctv camera,,internet bechna aisa ...please koi bataye....kya ismai koi jayada lega tho haram tho nahi kitna % lena jayez hoga

  • @armdshafiqm-tm7bu
    @armdshafiqm-tm7bu 8 месяцев назад

    Do logon ke beech kaam ya baat baneka kaam har MOMINO ka kaam NEKI lehrata hai jiska sila sirf ALLAH se talab karna MOMINO ki shaan hai.
    Emaan ki aazmayesh hai. Isse dallalli me tabdeel karnewalon se bada haraam aur koi nahin hosakta.

  • @sarfaraznayeem4513
    @sarfaraznayeem4513 4 года назад

    Bina bataye le sakta hai kya

  • @anwarnayyer2999
    @anwarnayyer2999 2 года назад

    Mera ek sawaal hai.Agar money transfer ka business kiya jaye aur usme money ke hisaab se percentage liya jaye(Industrial area me ye business chal raha hai jahan labour ko bank jane ke liye ek din off karna padta hai kyunki Sunday ko bank band rahta hai).Kya ye jayez hai.Ek aur baat-agar kisi ka railway ticket bana diye ya Pf nikal kar uspe kuch charges liya jaye to ye jayez hai.

  • @Disney23-f6r
    @Disney23-f6r 3 года назад

    M ek cosmetic company m km krti hn usa k h agr m kisi ko join krwaon to mjhy uska commission mily ga to kya y halal hoga

  • @sultanhabib8520
    @sultanhabib8520 2 года назад

    ma aik company ky sath kaam krta hn jis ma daily basis py shifts ati hain online .control py baitha hva banda kehta ha k ma ap ko 30 din shifts dun ga or as result ap every month mujy 1000 rupy dein ye kesa ha Islam?

  • @mdmuqeem4604
    @mdmuqeem4604 5 месяцев назад

    Commission ki miqdar samne Wale ko bagair bataye le sakte hai kya

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  5 месяцев назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  4 месяца назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @aasmabanoaasmabano7617
    @aasmabanoaasmabano7617 3 года назад

    Kisi ko jese kam ya teka dila diya is me kuch le ya de skta h ya nhi kuch pese

  • @armdshafiqm-tm7bu
    @armdshafiqm-tm7bu 8 месяцев назад

    Bina khoon panna bahaye jo bhi kamaye hoti ho wo MOMINO ke liye haraam hai.

  • @armanahmad2316
    @armanahmad2316 Год назад

    Maine kisi ko kaam lagaya aur badle main usse kaam lagane ka paisa liye toh ye jaiz hua ya haram

  • @ImranMullani-k6q
    @ImranMullani-k6q 7 месяцев назад

    Herbalife business ke bare me islam kya kahta hai thodi rahbari kare

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  7 месяцев назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @shuaibansari6967
    @shuaibansari6967 Год назад

    कैसे पता करें कि हम हराम कमा रहे हैं?

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  Год назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @armdshafiqm-tm7bu
    @armdshafiqm-tm7bu 8 месяцев назад

    Iskarobaar ko din ba din bada kota dekhrahain hain.
    Ye MOMINO ka kaam har his nahin ho sakta.

  • @BhanuPratap-um1jk
    @BhanuPratap-um1jk Год назад

    Muslim logon ko Life insurance karana chahiye ya nahi

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  Год назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @sayeedalam6457
    @sayeedalam6457 2 года назад

    Jo khus ho kar mil jaye wo kuch had tak sahi. Par taikar Lena galat hai. Dalal naam se saaf hai. Ise rojgaar bana kar karna galat hai kisi ko dalla kah de matlab clear ho jayega

  • @mdamir3568
    @mdamir3568 4 года назад +2

    Quran Ka kasam kha sakte hai Sheikh

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  4 года назад +1

      Ji Haan kha sakte hain
      Makhlooq ki qasam nahi khai ja sakti
      aur Quran makhlooq nahi Allah ka kalam yani uski sifat hai
      Lihaza Allah ki sifat (Quran,Kalamullah) ki Qasam khai ja sakti hai

    • @mdamir3568
      @mdamir3568 4 года назад +1

      @@iPlusTVonline jii Sukriya Sheikh

  • @amankumarmahto7082
    @amankumarmahto7082 21 день назад

    मुसलमान में भी जायज लोग है यार

  • @armdshafiqm-tm7bu
    @armdshafiqm-tm7bu 8 месяцев назад

    Dallal , niyyat ka khot na ho, ye namumkin hai.

  • @husainmalik1731
    @husainmalik1731 Год назад

    Allah har musalmano ko haram maal se bacha

  • @faishalkhan185
    @faishalkhan185 2 года назад

    H.

  • @karimahmad4058
    @karimahmad4058 4 года назад +1

    Pahli bar tumhare baat ko accept karne me mujhe haraj ho raha tumhare is bayan se aur dalal nainsafi karega ek mahine ka rent lete g tumhare ko kya maloom

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  4 года назад

      Dalali Asal Dallali hai Arabi mein isko Samsarah bhi kaha jaata hai Ya Khareed o Farokht mein waseela banne walaiski zaroorat kabhi saman khareedne wale ko hoti hai kabhi becchne wale koHaqeeqatan yeh halal hai Jab tak ismein dhoka na ho aur poori immandari se is amal ko anjam diya jaeDalal dono taraf se paise le sakta haiLekin uske beech mein aane ki wajah se saman market rate se zyada na ho jaise ek saman 100 ka tha aur dalali karne wale ne woh 110 ka becha khareedne wale ko dhoka dekar to yeh halal nahi Imam malik se iske baare mein swal hua unhone kaha:"Is tijarat mein koi Haraj nahi" (Al-Mudawwanah:3/466)Imam bukharu ne apni kitab mein is per poora topic bandha haiaur Sahi kaha hai.Sahab mein Ibne Abaas unke baad Ibne Seereen, Ataa, nakhai', Shafai rahimahullah ne isko jaiz kaha. Lajna Daaimah,Ibne Baaz rahimahullah ka bhi yahi moqif hai.
      Imam Bukhari ne is silsile mein ek hadees zikr ki"Musalman apni Sharton per hain"
      Shart agar Galat nahi hai to usko poora kiya jaega

  • @ZamzaAli-qh2yo
    @ZamzaAli-qh2yo 4 месяца назад

    Huram hai dalali ye Maulana galat hai Quran kholke dekhlo Bina jhuth ke ke koi dalali nahi hota hai jhuth huram hai

  • @MOMEENARS
    @MOMEENARS 4 года назад +3

    Masha'Allah

  • @rparwez6206
    @rparwez6206 4 года назад +1

    JazakAllahu khair

  • @armdshafiqm-tm7bu
    @armdshafiqm-tm7bu 8 месяцев назад

    Iskarobaar ko din ba din bada kota dekhrahain hain.
    Ye MOMINO ka kaam har his nahin ho sakta.

  • @AbdulKareem-eu5vk
    @AbdulKareem-eu5vk 4 года назад +2

    Masha Allah