Sir agr purchase bhi cash me ho to , apne jitne bhi purchase samjhaye he , sab me party ka name use kiya he , party name hm tb hi use krte he jb hamne stock udhar me kharida ho, man lijiye koi party se hamne nagad hi stock purchase kiya he to normal entry jo stock purchase kiya he use Dr. Karenge or cash ja raha he to use Cr. Karenge , to Tally software me , main bhi esa hi hoga kya party ki jagah cash or items jesa apne bataya bese hi entry karenge , or sir freight laga ho agr stoch me to apne jese rounding leader bana kr lagaya he bese hi fright ka leader bhi bana kr laga denge kya 🙏 kya ap ese practically samjha denge. And great sir really your teaching concept are very clear thanks a lot sir ,
sir i hope you will fine mera ek question hai exempted ki entry mai part gst ragister aur unragister dono hote hai ya fir only unragister person aayega
Sir plz jab ek CA ya ek Accountant audit khatam hone ke bad Jo balance sheet hote he Jo Clint ke pass jati he wo kaisi sheet rehti he sir plz tutorial of Balance sheet final report sir plz plz
Sir mera ek ques hai cash ka jo aap ledger banai mere me kuch order detail maang raha hai aur aap jab bana rahe the to usme show nhi kar raha lekin mere m wo order detail show kar raha hai 6:57
Good afternoon sir mera ek sawal hai ki jab me sales voucher me sale ki entry karta hu to cash ledger me kharidaar ki detail dalne ka option nahi dikhata jisme me Jain traders ki detail daal saku
Sir ek alag vidio upload kijia jaise har ek tarha ka shop pe konsi kaam hoti ha detail me kya kya entry or kaam hote ha alag alag field ha detail me ispe banaye.... 😁😁😁😁😁😁
Sir "cash" sales krne pe party name me 'cash' likhte h , uske baad jo "Buyer details" fill karte h wo window mere me open nhi ho rahi h . Wo window open kaise hogi sir ? Plz help
Tally par video Aur bnao Aur wo bhi kam se kam 3 se 4 ghante ki honi chaiye Aur aisi video bnana ki job me aa sake Aur job kar sakhe please please please
SIR, MAIN ABHI AAPKI CLASS JOIN KAR PAD RAHA HOON, LEKIN COMPANY CREAT KAR LENE KE BAAD YE SAMAJH NAHÌ AA RHA HAI KI KYA 1-1 COMPANY BANANE KE BAAD TALLY KO BAND KARNA HOGA, AUR JAB MAINE SELECT COMPANY PE CLICK KIYA TO SIRF WOHI COMPANY THI JO MAINE LAST ME BANAAI THI. PLEASE SOLUTION BATAAYEN.
Sir , jaise aapke notes me first entry me "cash" sales h. Party name me cash dalne ke baad buyer details wali column nhi aa rahi h . Column kaise aayegi sir ? Plz help me
Please sir help.me I am registered in New in gst my purchases and sale are unregistered person only my goods are all.exempted only how to file my gstr1 and gstr3b please help me sir
Sir aap pahle apne tally version ko update kar lo. Letest version 6.5.3 30 July 2019 me video banake upload kijiye. Agar maine Kuchh galat kaha ho to uske liye i am sorry and thank you for videos ke through help karne ke liye.
Bahut khub sir jiii salam krte h dil se apne mere confusion dur kiya
.......main tally apke hi video dekh ke sikha hu
Thank uhh sir notes ke liye aur itni simple tarike se hme smjhne ke liye
Thanks bhai..
Mei wait krra tha apke chapter 24 ka....thank you so much
Love you Sir From Sonipat Haryana 🇮🇳🕉️
Thanks for this video and still waiting for our next chapter.
bhai bhut accha padhate ho maja aa gya
You are such a great teacher
Thanks sir aapke liye bohot kuch sikh paa rahe h....
Thanku sir hum wait ker rhe the aap ke video ka...🤗
Sir you are a great person
And this video explain very simple
Sir agr purchase bhi cash me ho to , apne jitne bhi purchase samjhaye he , sab me party ka name use kiya he , party name hm tb hi use krte he jb hamne stock udhar me kharida ho, man lijiye koi party se hamne nagad hi stock purchase kiya he to normal entry jo stock purchase kiya he use Dr. Karenge or cash ja raha he to use Cr. Karenge , to Tally software me , main bhi esa hi hoga kya party ki jagah cash or items jesa apne bataya bese hi entry karenge , or sir freight laga ho agr stoch me to apne jese rounding leader bana kr lagaya he bese hi fright ka leader bhi bana kr laga denge kya 🙏 kya ap ese practically samjha denge. And great sir really your teaching concept are very clear thanks a lot sir ,
Boht wait karra tha sir video ka....
Nice Sir ,
Nice Work ,
God Bless U 💞💕🤩
Unregistered wale jab adhar card se or pan card se party ko sale invoice bante h to igst or cgst or sgst kitni limit hogi
Sir aapka video bahut achchha laga
Nice video and I am waiting for next video. Thanks
afzal bhai u're gr8 bhaiya love you soo much :)
Kafi sare ese items diye hue notes me jo purchase ni hui h
Ese me kya kru??
Grateful teaching
Thanks Sir Ji. Good Explain This Chapter.
Thanks sir & keep it up.......
sir i hope you will fine mera ek question hai exempted ki entry mai part gst ragister aur unragister dono hote hai ya fir only
unragister person aayega
Sir, kya purchase me udhaar or nakad ki alag alag entry nhi hoti..jesi aapne sales me batayi h..
Thank you sir 🙏🏻
All the best
Main tripura state se hu, aur apke course ke bhorose hu..kiyuki ass pass koi computer institute nahi ha.
Sir plz jab ek CA ya ek Accountant audit khatam hone ke bad Jo balance sheet hote he Jo Clint ke pass jati he wo kaisi sheet rehti he sir plz tutorial of Balance sheet final report sir plz plz
Thank you sir for uploading video.
Sales exempt ke notes download nahi ho rahe hai
Best video
Thnkuu sir soo much
Kya hum sale exampt me gst item sale kr skte hai ya nhi.
Thanks sir for video
Sir mera ek ques hai cash ka jo aap ledger banai mere me kuch order detail maang raha hai aur aap jab bana rahe the to usme show nhi kar raha lekin mere m wo order detail show kar raha hai 6:57
Sir ji agli video kab aagyegi
Sir e-way bill sales invoice me kaise lagate hai please reply me.
Good afternoon sir mera ek sawal hai ki jab me sales voucher me sale ki entry karta hu to cash ledger me kharidaar ki detail dalne ka option nahi dikhata jisme me Jain traders ki detail daal saku
Entry accept karne se phele aap print preview dikha diya karo bhai ❤❤❤
Sales kor ne ke liye kya purches ledger kar na joruri hay
Sir practice notes mein sales exempted ki entry k dauran invoice 012 ki entry mein negative stock kyu likha hua aa raha hai
Sales return aur parchase return es dono me credit note number aur credit note date hi likha jayega ki debit note number aur debit note date vi hoga
Demo version me bhi Kam karta hai sir
Sir agr hmne ki ko purchase rate se jada rate me sale kar diya to sale voucher me uski entery kese kringe
Sir sales ledger me enter key kaam nhi kar rhi kya kru.
Buyers details me Mukesh Kumar entry nhi horha Jo ledgers h usme se hi select krna prega....kya ye demo version ki wajah se h?
thanku bhai
Sir sale entry me jo delivery note no (s) and order no (s) k details k option bhi are h unko fill nhi karna kya
Sir ap classes continue liya kreye plezz 🙏
Sir ek alag vidio upload kijia jaise har ek tarha ka shop pe konsi kaam hoti ha detail me kya kya entry or kaam hote ha alag alag field ha detail me ispe banaye.... 😁😁😁😁😁😁
Maja Aa gaya
Sir pahle to purchase Mein karni padegi na entry sales ki entry
Good
Sir hm jo item sale kr rahe h vo item stock item ledger me na ho tab kya kre
Purchase kiya hoga tabhi to sale kar sakte hai
@@HappyLearny thank sir
Sir "cash" sales krne pe party name me 'cash' likhte h , uske baad jo "Buyer details" fill karte h wo window mere me open nhi ho rahi h .
Wo window open kaise hogi sir ? Plz help
Sir stock main items khatam hone par kya kre kyoki fir uska sales nahi ho rha hai
Agr exempted aur gst ka material ek hi Bill me ho to kaise entry karenge plz help me
Sir Hamari party details ke screen alag a rahi hai
sar hamne jitne ka item purchase kiya tha utne hi ka selse karge to hamara profit kya hoga plss reply sar
Sir invoice bnana v sikha dijiyega please
Kya bank me paisa vejne ko cash kahenge
Sir,
Party name me cash select karne ke bad bahut options aate he.
Plz iski settings batav
Notes download nahi ho rahe koi solution plz
Thank you sir
Sir, for Example Custemer ne goods ke Half payment ki or Half Udhar rakha to uski entry bataye plzz
Please sir continue video dala karo
sales voucher me refrence no nhi show karraha hai..pls help
Tally par video Aur bnao Aur wo bhi kam se kam 3 se 4 ghante ki honi chaiye
Aur aisi video bnana ki job me aa sake Aur job kar sakhe please please please
bank reconciliation me problem hoti he to pls uski ek video banaiye
Cash sales ki entry mein inventory value are effected YES kiya
Sir sales exempt ki lager bnane k baad vo show nai ho rhi h agr m usse dubara bnata hu to already exist dikha rha h please help
Sales exempt me cash vala ko kaise check karna hai
SIR, MAIN ABHI AAPKI CLASS JOIN KAR PAD RAHA HOON, LEKIN COMPANY CREAT KAR LENE KE BAAD YE SAMAJH NAHÌ AA RHA HAI KI KYA 1-1 COMPANY BANANE KE BAAD TALLY KO BAND KARNA HOGA, AUR JAB MAINE SELECT COMPANY PE CLICK KIYA TO SIRF WOHI COMPANY THI JO MAINE LAST ME BANAAI THI. PLEASE SOLUTION BATAAYEN.
Sir kya bta skte h ki computer operator ky a hota h...plz..
Thanks
Sir cash purchase ki entry kaise karte h
Sir , jaise aapke notes me first entry me "cash" sales h.
Party name me cash dalne ke baad buyer details wali column nhi aa rahi h .
Column kaise aayegi sir ? Plz help me
Sir Nil rated , zero valued, sez, deemeed export ki bhi entry bataye
Sir, delivery note and receipt note voucher ke bare me bataeeye and payroll voucher ke bare
HSN no. Ni ata h demo version me F12 funtion me use kaise laye
Purchase & sales returns how can we do? Please make vedio on it please
Tq sir
Please sir help.me I am registered in New in gst my purchases and sale are unregistered person only my goods are all.exempted only how to file my gstr1 and gstr3b please help me sir
Sir please send me practice pdf I'm not able to download it
Sir aap pahle apne tally version ko update kar lo. Letest version 6.5.3 30 July 2019 me video banake upload kijiye. Agar maine Kuchh galat kaha ho to uske liye i am sorry and thank you for videos ke through help karne ke liye.
Party ko cash me rakhenge buyers me customers Ka rakhenge to print karate samay me BIL me customer Ka name aayega
Pahle view mera hi hai sir
Mashallaha
# sir Kya aap ab se roj do video upload karonge ??
dear sir after chapter no.22 i am not able tofind chapter 23
But credit sales mein inventory value are effected NO kyun hua
Sales exempt ki main bol raha HU sir please guide me
Sir Excel ka video full course ka video chahie
uploading soon
love you
हमने उधारी खाते में entry की और जब पार्टी पैसा देगी तो फिर क्या करेगे ?
Sir 2 video Daly daliye plz
sir aap razana v ap karay
Sir aap pahle jasa video kayo nahi kar rahe hai aap bahut slow hai
Sir आधा केश और आधा यूपीआई से करे तो वो तोब्बताया ही नही
Dono sale mein toh inventory Ki amount effect hota hai
Aise hoga to kaise hoga sir
Sale entry krne pr cgst igst apne aap value nahi uthata h
Sir Please Provide Notes In Whatsapp