Bilkul 600 sal tak khilafat m taraqqi to hwi ni ho gi r shayd farishty chla rhy hon gy wo system... Ja k khud ko educate krain. Agr ap smjhty hain k haram chezon k through taraqqi krna taraqqi hai to bilkul wo taraqqi apko nahi mly gi.
@@shaha8783 Hmara pura deen struggle based establish huwa hai. hmary Nabi S.A.W ki puri zindagi hmary samny hai chahy wo Makkah ki zindagi ho ya phr aagy chl k madinah ki state qaim krna. apka kya khyal hai agr namaz roza r ibadat hi mqsd hota to madinah state ki kya zrurt thi js m justice ka system tha economic policies thin etc. Aur agy chl k khulafa e rashideen ne us Legacy ko continue kia r riyasat kha kha phel gyi thi. Logon ki quality of life berth hoti gyi yha tak k koi zakaat leny wala nahi milta tha. ye hai taraqqi
@@shaha8783 G zahir hai maine apko concept btaya hai jo hmain pta chlta hai jb hm as a whole deen ko smjhty hain. Mai apko saboot de raha hun Sunnat sy r sahaba k aamal sy to ye to nahi ho skta k Sunnat Quran k khilaf ho. Rahi bat ayat ki to wo abi mre ilm m nahi hai.
Always love to see you " Sir QAR"
And specifically your hard and active working nowadays in various grounds....❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤
So nice
Excellent analysis
Nice
Do more!
❤❤❤❤
کچھ باتوں سے اختلاف ہو رہا ہے قیصر بھائی ۔۔ویسے ہم آپ کے فینز ہیں
6:29
Mufti Tariq Masood Sab ki crypto k bary me natural opinion hy k na halal or na haram q k crypto k experts ki opinions different han
تو ٹی وی کا دیکھنا کونسا جائز تھا ۔اس کے اوپر ہر گناہ کی چیز ہوتی ہے ۔تب ہی تو علماء نے کہا کہ دیکھنا جائز نہیں
جناب قیصر صاحب دین میں ترقی کا کوئی تصور ہی نہیں نہ جانے کہاں کہاں سے یہ باتیں سیکھ کے اسلام میں داخل کر دیتے ہیں آپ لوگ
Bilkul 600 sal tak khilafat m taraqqi to hwi ni ho gi r shayd farishty chla rhy hon gy wo system... Ja k khud ko educate krain. Agr ap smjhty hain k haram chezon k through taraqqi krna taraqqi hai to bilkul wo taraqqi apko nahi mly gi.
@ بھائی اللہ نے کون سی آیت میں لکھا ہے ترقی کا لفظ۔ترقی کی تعریف کیا ہوتی ہے آپ ہی بتا دو بھائی
@@shaha8783 Hmara pura deen struggle based establish huwa hai. hmary Nabi S.A.W ki puri zindagi hmary samny hai chahy wo Makkah ki zindagi ho ya phr aagy chl k madinah ki state qaim krna. apka kya khyal hai agr namaz roza r ibadat hi mqsd hota to madinah state ki kya zrurt thi js m justice ka system tha economic policies thin etc. Aur agy chl k khulafa e rashideen ne us Legacy ko continue kia r riyasat kha kha phel gyi thi. Logon ki quality of life berth hoti gyi yha tak k koi zakaat leny wala nahi milta tha. ye hai taraqqi
@@faisalsalehvlogs3367 آپ کی نزدیک یہ ترقی کی تعریف ہوئی بھائی ۔آج ترقی کیا ہے ؟وہ آپ کو حاصل ہے ؟آپ نے قرآن کا کوئی حوالہ نہیں دیا