Bhai mera phone samsung s24 ultra hai is ka dongle kon sa lu yrr bahut pareshan ho chuka hu but kahi mil hi nhi raha jo mil raha vo support hi nhi karta
@@TechnicalBakshiBhai bahut loge bol rahe k apple ka Android m 50% tak volume deta h koi aur suggest karo OnePlus vs samsung per samsumg not available h Bhai koun. Sa❤❤
@@Oxsashiva 50% to nehi par hmm jaise meine video me bataya volume thoda low milta hai lekin itna bhi low nehi ki use e na kar pao, aur specially OnePlus wala maine check nehi kiya to kuchh keh nehi sakta..
Mobile Bhi Batana tha ki Kis Mobile me Try kar Rahe hai... MI me Kaun sa Use kare... Sounce ka Liya Tha DAC wala to Bahut jyada Over Sound me Mic se Record ho Raha tha Jo Bilkul Ghatiya tha... to kya MI me bhi apple ka use kar sakte hai... isko lene ke baad koi problem to nhi hoga n
Koi problem nehi hoga Apple ka lelo, sabse badiya hai, har phone me kam karta hai, btw me Samsung me use kar raha hu. Agar information achhi lage to Subscribe kar dena. Dhanyawad 🙏🏻🙏🏻
That's the proper explanation. Thanks bro. ❤
Bro bro. Great video, very informative. Thank you for this beautiful video 🎉
Glad you found it helpful. Keep watching! 😊
Which dongle will work as perfectly as 3.5 mm jack with iqoo neo 7
Oneplus ye apple brdr ye kinsound
Very helpful video vai ❤
Glad you found it helpful bro! Keep watching for more!
Beat dongle for gaming with iqoo neo 7 ?
Apple
Sumsong s21 Fe ke sath support karega?plz bataon
Hmm karega
Bhai apple wala splitter kis phone pr aap ny try kiya
Kya apple splitter samsung k sath chalsakta hai ki na
Haan type c wala bas
Bhai best explanation ❤
Bro suggest best quality type c adaptor for pixel 6a.....plzz
Apple wala lelo badiya chalega
Agar information achhi lage to subscribe kar dena.
Dhanyawad 🙏🏻
Sounce vs zebronics for poco x6 pro?
Earphones - boult
Headphones - cosmic byte
For bgmi and pubg, arena breakout
I haven't tested Zebronics so I can't comment on that..
Review Sounce type c to 3.5 mm adaptor separately
Bekar hai mat Lena maine 2 mahine use kiya hun
s23 fe bro ?????
Apple is good usmein sound aata hai 40 par aur 50+ karoge toh loud hona start kar deta hain
Humko 3.5 mm to typy c jeck saahiya milaga ya nahi
Nhi
Apple ke dongle mein DAC chip hai kya??
Hmm DAC chip hai Apple Dongle me..
@@TechnicalBakshi thanks bhai
Bhai mera phone samsung s24 ultra hai is ka dongle kon sa lu yrr bahut pareshan ho chuka hu but kahi mil hi nhi raha jo mil raha vo support hi nhi karta
Apple wala lelo chalega Samsung me. Mein bhi Samsung me hi istemal kar raha hu.
Agar information achha lage to subscribe kar dena.
Dhanyawad 🙏🏻🙏🏻
@@TechnicalBakshi thanks bhai 👍
@@TechnicalBakshimic work kar rha bhai iphone vale se samsung me??
I pad me kon sa dongel lag sakta ha bes apple ka na ho bhai please bato
Video me jo bhi dikhaya hai sab kam karega iPad ke sath (Type C)
Dhanyawad
Bhai mi 11x k liye apple ka le sakta hou❤❤
Bilkul le sakte ho koi problem nehi hoga, abhi Amazon me bhi mil raha hai.
Agar information achhi lage to subscribe kar dena
Dhanyawad 🙏🏻🙏🏻
@@TechnicalBakshiBhai bahut loge bol rahe k apple ka Android m 50% tak volume deta h koi aur suggest karo OnePlus vs samsung per samsumg not available h Bhai koun. Sa❤❤
@@Oxsashiva 50% to nehi par hmm jaise meine video me bataya volume thoda low milta hai lekin itna bhi low nehi ki use e na kar pao, aur specially OnePlus wala maine check nehi kiya to kuchh keh nehi sakta..
@@TechnicalBakshi konsa Android phone me use karte ho apple ka
Samsung
Bhai Iska Name Kya Hai Dongle Hai Kya Mene Lena Hai
Hmm type c to 3.5mm dongle bolte hai isko...
@@TechnicalBakshi Thank You 🤝
@@TechnicalBakshi Vivo t3 mai lag jayega
Har koi Phone me kam karega...
@@TechnicalBakshi Phir Thk Hai Thank You 😊
Apple wala Samsung me chal jayega bhai
Yes bro working so well 😊
Apni voice ni jati converter lga kr baqi dusru ki awaz aati rhti h es ka kya hal h
Kuchh samjha nehi.....
Apple wala Android ma connect hota hai
HA
Mobile Bhi Batana tha ki Kis Mobile me Try kar Rahe hai... MI me Kaun sa Use kare... Sounce ka Liya Tha DAC wala to Bahut jyada Over Sound me Mic se Record ho Raha tha Jo Bilkul Ghatiya tha... to kya MI me bhi apple ka use kar sakte hai... isko lene ke baad koi problem to nhi hoga n
Koi problem nehi hoga Apple ka lelo, sabse badiya hai, har phone me kam karta hai, btw me Samsung me use kar raha hu.
Agar information achhi lage to Subscribe kar dena.
Dhanyawad 🙏🏻🙏🏻
Samsung ka mobile mein koi nahin success hota hai batao comment Mein Kaise
One plus nord ce 3 k liye bolo bhai oneplus wala out of stock hai isiliye koi dusra wala bolo
Apple wala hi lelo badiya kam karega 👌