so well explained ...bahot clarity mili but ek sawaal bhi aaya. Agar sab karwaya hi jaa raha hai toh jaise aapne bola, jo shareer ko khana hai toh khane do, roko mat.... but agar hum rok rahe hain khaane se toh woh bhi toh karwaya ja raha hai... toh na rokna bhi toh humare bas mein nahi hai.
@@ashishtalyanराम राम 🌹🙏Wow 😳 मतलब आप साक्षी भाव में स्थित है आप जीवनमुक्त है आपके कारण शरीर का नाश हो गया तो आपको कष्ट भय का बिल्कुल अनुभव नहीं होता होगा फिर तो 😌
एक वीडियो में आप कह रहे हों कि होश याने सिर्फ जो कर रहे हो उसे साक्षी भाव से जानना ही होश नहीं।परन्तु जो करना योग्य हो वो करना होश है।ओर यहां अर्जुन का दृष्टांत को साक्षी बता रहे हो तो यहां पर हिंसा योग्य कैसे हो गई?
@@vaghelapankaj4034 Yuddh kartavya hai Arjun ka, yahi uska dharm hai, agar aap soldier hain to dushman ko goli maarni hogi, yah aapka kartavya hai, fal ki chinta nahi karni hai, fal tumhare vash me nahi hai. Sirf kartavya hai. Hinsaa yudhh me nahi dekhi jaati, waha doosra bhaw hota hai. Jab aap cricket khelte ho aur doosri team ko parast karte ho yadi aapke hinsaa vichar ko yahan aaropit karun to aapne doosri team ko harakar hinsaa hi ki hai. Vipakshi team ka maansik star bigad sakta hai, unko dukh hoga. Par agar is hinsaa bhaw se bachne ke liye aap full toss dekar jaanboojhkar haar jaate hain to sansaar aapko gaaliyaan dega, team members aapko fixer kahenge. Aapka kartavya hai yudhh karna, hinsaa wale bhaag parinaam hai, use aapko nahi dekhna. Yuddh ke maidaan ke baahar Arjun apne bado badon ko Charan sparsh karte hain, rishte ke anusaar pesh aate hain. Par yuddh me aisa nahi kar sakte, yuddh bhi khel hai aur uske bhi niyam hain. Khel me nahi virodhi team me ho to bhi harana hoga, aur yudhh ka bhi yahi niyam hai. Aasha karta hu samajh paaye honge. Radhe krishna
Bas yahi fark haiiiii ... jaanne aur manne mein .. jis din ye maan jaoge prakriti cha purushoh vidyanadi ubhavapi aur ... aur .. yahi to satya hai yahi kaha bhi hai tumhare ..tumhare hone k karan ye jag vyapt lagta lekin ye uska racha ek khel matra hai hamari khud ki aukaat chahe jitni ho chahe Jeb mein paise jitne hon uss hisab se tum dekhte lekin jo Sci dekh aur dikha rahi gita ka wagi gyan ...na add hai na anth do hi cheez vyapt hain ya to ek jo dikhta ya jo ek .. nahi dikhta ...jise hum .. tum .. Sci.. ved puran sab ek tarah se neti neti hi kahte lagte lekin mante khud nahi are .. yahi to satya hai jab se tum mein sochne samajhne ki taqat aayi ya aati tum .. sansar ko sansar ki .. nazar se .. dekhne lagte .. lekin ye Kab tak hai tumhare liyen jab tak dekh rahe ho Jinda ho bolte jise wo itne vishal Kay brahmand mein dhool k Kan pani ki boond k barabar bhi nahi soch k dekho iss brahmand mein prithvi surya se bhi badde bahut badde badde taare aur planets hain jismein Habari prithvi aur surya k barabar k kitne grah Sama jayenge drool k barabar hain to hum kya hain hain brahmand mein Habari kya basalt hai 100 saal 70 saal 50 saal 20 saql 10 saal kitne saal ... .. lekin ye y3 shareer aur shareeri ek jeev ek atma prakriti aur purush Adam n eve nahi ... jeev aur aatma janm se saath hain yahi to kaal chakra hai hum main main mein uljhe superior maan k Vikrat dimag ki soch atom bomb Bana rahe kachrq kar rahe duniya ko pani hawa zameen sab barbaqd phir kahte climate change .. g warming are saab aapki hi den hain ..aap nikal lenge jinhe chhodd k jayenge wo jhelenge ..kya de rahe virasat mein Sci ek darr ek khauf aur gita se yahi gyan agar pa lo to Anand hi Anand.. sad chid Anand roopay.. nirgunaye gunatmane samast jagadhqr moortaye brahmane namah 🙏

कमाल है भाई बहुत अच्छी तरह समझाया ❤
Beautiful explanation
श्री कृष्णा ने भी मध्य में रहकर संसार को अकर्ता बनकर बिना फल की इच्छा किये कर्म करने को कहा है गीता में
Radhe Radhe ❤❤
बहुत बहुत सुंदर व्याख्यान❤🎉
Dhanyawad 🙏🙏🙏
Acharya prashanth ❤
🎉🎉🎉
Bhaiya vichar sach lagte hain to unme kho jata hu aur baate karne lagta hu to ise kaise thik karu??? Please bata dijiye.
Naam jap
🌹🙏🌹
अहंकार को ही समझना पड़ेगा
मेरा मैं मुक्त है , कुछ नहीं होता मन में कोई हलचल नहीं शून्य है सब कुछ
@@ashishtalyanराम राम 🌹🙏Wow 😳 मतलब आप साक्षी भाव में स्थित है आप जीवनमुक्त है आपके कारण शरीर का नाश हो गया तो आपको कष्ट भय का बिल्कुल अनुभव नहीं होता होगा फिर तो 😌
Lakin ye aapka dimag bol raha ha aur aap dimag nai ho
Mera man to roj atmahatya ka karta kar lunga kisi din par apko bata dunga jaroor 🙏
Mad
Jano manushya bhav ko,
Mein sharir nehi hu Mein aatma hu
,🙏🙏🙏🪔
एक वीडियो में आप कह रहे हों कि होश याने सिर्फ जो कर रहे हो उसे साक्षी भाव से जानना ही होश नहीं।परन्तु जो करना योग्य हो वो करना होश है।ओर यहां अर्जुन का दृष्टांत को साक्षी बता रहे हो तो यहां पर हिंसा योग्य कैसे हो गई?
@@vaghelapankaj4034 Yuddh kartavya hai Arjun ka, yahi uska dharm hai, agar aap soldier hain to dushman ko goli maarni hogi, yah aapka kartavya hai, fal ki chinta nahi karni hai, fal tumhare vash me nahi hai. Sirf kartavya hai. Hinsaa yudhh me nahi dekhi jaati, waha doosra bhaw hota hai. Jab aap cricket khelte ho aur doosri team ko parast karte ho yadi aapke hinsaa vichar ko yahan aaropit karun to aapne doosri team ko harakar hinsaa hi ki hai. Vipakshi team ka maansik star bigad sakta hai, unko dukh hoga. Par agar is hinsaa bhaw se bachne ke liye aap full toss dekar jaanboojhkar haar jaate hain to sansaar aapko gaaliyaan dega, team members aapko fixer kahenge. Aapka kartavya hai yudhh karna, hinsaa wale bhaag parinaam hai, use aapko nahi dekhna. Yuddh ke maidaan ke baahar Arjun apne bado badon ko Charan sparsh karte hain, rishte ke anusaar pesh aate hain. Par yuddh me aisa nahi kar sakte, yuddh bhi khel hai aur uske bhi niyam hain. Khel me nahi virodhi team me ho to bhi harana hoga, aur yudhh ka bhi yahi niyam hai. Aasha karta hu samajh paaye honge. Radhe krishna
Tu me jah sab mait gaia bamab chatan ma aia samaia
Bas yahi fark haiiiii ... jaanne aur manne mein .. jis din ye maan jaoge prakriti cha purushoh vidyanadi ubhavapi aur ... aur .. yahi to satya hai yahi kaha bhi hai tumhare ..tumhare hone k karan ye jag vyapt lagta lekin ye uska racha ek khel matra hai hamari khud ki aukaat chahe jitni ho chahe Jeb mein paise jitne hon uss hisab se tum dekhte lekin jo Sci dekh aur dikha rahi gita ka wagi gyan ...na add hai na anth do hi cheez vyapt hain ya to ek jo dikhta ya jo ek .. nahi dikhta ...jise hum .. tum .. Sci.. ved puran sab ek tarah se neti neti hi kahte lagte lekin mante khud nahi are .. yahi to satya hai jab se tum mein sochne samajhne ki taqat aayi ya aati tum .. sansar ko sansar ki .. nazar se .. dekhne lagte .. lekin ye Kab tak hai tumhare liyen jab tak dekh rahe ho Jinda ho bolte jise wo itne vishal Kay brahmand mein dhool k Kan pani ki boond k barabar bhi nahi soch k dekho iss brahmand mein prithvi surya se bhi badde bahut badde badde taare aur planets hain jismein Habari prithvi aur surya k barabar k kitne grah Sama jayenge drool k barabar hain to hum kya hain hain brahmand mein Habari kya basalt hai 100 saal 70 saal 50 saal 20 saql 10 saal kitne saal ... .. lekin ye y3 shareer aur shareeri ek jeev ek atma prakriti aur purush Adam n eve nahi ... jeev aur aatma janm se saath hain yahi to kaal chakra hai hum main main mein uljhe superior maan k Vikrat dimag ki soch atom bomb Bana rahe kachrq kar rahe duniya ko pani hawa zameen sab barbaqd phir kahte climate change .. g warming are saab aapki hi den hain ..aap nikal lenge jinhe chhodd k jayenge wo jhelenge ..kya de rahe virasat mein Sci ek darr ek khauf aur gita se yahi gyan agar pa lo to Anand hi Anand.. sad chid Anand roopay.. nirgunaye gunatmane samast jagadhqr moortaye brahmane namah 🙏
Radhe Radhe ❤❤
Radhey Shyam ji