Dekho bhailogo aur candidates jis exam ki bhi Aap taiyari karna chaho ya kar rahe ho agar uska detailed roadmap aapke paas hai toh exam qualify kar paaoge,,,,uske liye kya padhna hai kaha se padhna hai thoda help aur suggestion dena chahta hu ki pehle us exam ka Syllabus likh lo copy pe ya download, uske baad us exam ke previous year question paper uthao aur dekho question kis type ke ,kis level ke, aur kaha se aa rahe hai,,,,uske baad joh theory cover karni hai jaise Math ,reasoning, gk, gs,,english etc,,,,voh aap kisi bhi joh bhi manpasand ya jo aapko sahi lage teacher online ,,us se concept aur chaper cover karlo aur batch ya cource lekar karna chaho jaisi aapki iccha vaise karo lekin syllabus concept topic chapter cover karna jaruri hai,,,kyuki uske bina ek sawaal tak nahi hilega ya solve nahi ho payega agar us se related aa gaya exam me,,,,jaise hai topic chapter khatm ho,,,,practice karo us particular chapter ya topic ki question lagake usi type ke uske liye PYQ solved ki practice set book jarur rakho saath me bus end me practice aur mock dete jao bus ye strategy hai kisi bhi exam ki chahe voh railway ho ya ssc ho ya koi bhi departmental ya educational exam hi kyu na ho,,,,,,,,,,baki baat rahi particular Ntpc ya group-d ki toh Kiran publications ke pyq practice set ki book lagao rrb ke exam aur bhi cover kar loge ,,,math rwasoning gk gs,,,,,aur speedy aur Lucent,,,,,dekho bhailogo in kitabo me compilation hai saalo se puche jane vale question ka aur unke solution bhi ,,aur ek level ke type ke bhi question hai ,,,,toh pyq aur sabse jyada practice jaruri hai ye dhyan rakho,,,1 topic ya chapter ke me kehta hu book se 100 question laga daalo kese nahi cover hoga,,,,question pareshan hi nahi kar payeega agar thoda out bhi aaya,,,,,bus taiyaari us level ki karlo ki exam acche se qualify ho,,,,,aur main cheej practice practice and only practice and Analysis of pyq or pattern 🙏🙏🙏🙏
Math me marks lane padenge .. kya mast tip di hai, hamare ko pata hi nahi tha... Aur PYQ wala Gyan to jabardast tha... Current affairs kahi se bhi kar lo.. wow kya tip hai.. bohot fayda hua is video se..
@@Raja_067 usne pass kar liya isla matlab ye nahi ki kuch faltu video ki tarif karunga mai... aur ek bat , mai already State government me hu , mai kuch bhi bolunga to maan lega kya tu.. aur agar aisa hai to ullu ka pattha hai tu
@@Raja_067 usne pass kar liya isla matlab ye nahi ki kuch faltu video ki tarif karunga mai... aur ek bat , mai already State government me hu , mai kuch bhi bolunga to maan lega kya tu.. aur agar aisa hai to ullu ka pattha hai tu.. ek bat bata jo usne boli aur tuze fayda hua ho.. chal bata de tu ab.
@@AyyoGamer to tu State government me hai to apne aap hosiyar ka choda samajh raha hai, me yaha Teri nigative soch ki bat kar raha.. uski bat ka samarthan nahi kar raha kamse kam apni soch to dhang ki rakh le.. padha likha hoke bhi gawaron jaisi soch rakhta hai ishyalu hai tu ...😐
@@ajaychaudhary1523 bilkul constable niklega Bhai ab same digit to nahi milegaa 100% to kisi book se nahi hoga uske liye kayi book ka analysis karna padega . Jitne me selection hona hai utna questions bade araam se bn jayegaa bhai
@@ShankarForStudentsir mera running hand main sign nahi hai railway ntpc main aaj tak jo bhi form bhare hain sab main same sign hai wohi sign isme bhi hai toh form reject hoga kya?
Aditya ranjan sir RG VIKRAMJEET youtube pr search kr lo aap . Baki sb teacher v ache lakin hum to Inka class he krte h or humko sb ache se smjh aa jata hai .
Bhai ji typing post bhara hu aur handicap se hu vi aur mera board kolkata hai kya typing me koi ek hi dena hoga waha ma english ya hindi kyun ki form bharane time option nhi diya tha koi ek sellect karne ko kya hamare liye safe score kya hoga vi ews ke liye
Nhi bhai Lucent enough nhi hai.. youtube se ek computer ka marathon class dekh lijiye aur uska notes bna lijiye (maine rojgar with Ankit se Navin sir ka dekha tha❤)
Sr mi bahut hi jyada haklakar bolta hu to muje ntpc ke medikal me to nahi nikal denge,,, please riplayi sr aapki riplayi ka muje besabri se intjaar h please please please please 🙏
Believe in yourself and smart work and postive think aur negtive person se door rho
Dekho bhailogo aur candidates jis exam ki bhi Aap taiyari karna chaho ya kar rahe ho agar uska detailed roadmap aapke paas hai toh exam qualify kar paaoge,,,,uske liye kya padhna hai kaha se padhna hai thoda help aur suggestion dena chahta hu ki pehle us exam ka Syllabus likh lo copy pe ya download, uske baad us exam ke previous year question paper uthao aur dekho question kis type ke ,kis level ke, aur kaha se aa rahe hai,,,,uske baad joh theory cover karni hai jaise Math ,reasoning, gk, gs,,english etc,,,,voh aap kisi bhi joh bhi manpasand ya jo aapko sahi lage teacher online ,,us se concept aur chaper cover karlo aur batch ya cource lekar karna chaho jaisi aapki iccha vaise karo lekin syllabus concept topic chapter cover karna jaruri hai,,,kyuki uske bina ek sawaal tak nahi hilega ya solve nahi ho payega agar us se related aa gaya exam me,,,,jaise hai topic chapter khatm ho,,,,practice karo us particular chapter ya topic ki question lagake usi type ke uske liye PYQ solved ki practice set book jarur rakho saath me bus end me practice aur mock dete jao bus ye strategy hai kisi bhi exam ki chahe voh railway ho ya ssc ho ya koi bhi departmental ya educational exam hi kyu na ho,,,,,,,,,,baki baat rahi particular Ntpc ya group-d ki toh Kiran publications ke pyq practice set ki book lagao rrb ke exam aur bhi cover kar loge ,,,math rwasoning gk gs,,,,,aur speedy aur Lucent,,,,,dekho bhailogo in kitabo me compilation hai saalo se puche jane vale question ka aur unke solution bhi ,,aur ek level ke type ke bhi question hai ,,,,toh pyq aur sabse jyada practice jaruri hai ye dhyan rakho,,,1 topic ya chapter ke me kehta hu book se 100 question laga daalo kese nahi cover hoga,,,,question pareshan hi nahi kar payeega agar thoda out bhi aaya,,,,,bus taiyaari us level ki karlo ki exam acche se qualify ho,,,,,aur main cheej practice practice and only practice and Analysis of pyq or pattern 🙏🙏🙏🙏
❤
❤❤❤ thank you so much 😊
waah bhai thank you very much love from maharashtra ❤😊
❤
@@vaibhavsharmaaaaa 👍🙏💪😍
बहुत ही धन्यवाद भाई अच्छी जानकारी देने के लिए god bless u
Math me marks lane padenge .. kya mast tip di hai, hamare ko pata hi nahi tha... Aur PYQ wala Gyan to jabardast tha... Current affairs kahi se bhi kar lo.. wow kya tip hai.. bohot fayda hua is video se..
Agr buta ho to pahle nikalo fir gyan dena majak udhana to bahut aasan hai 👍
@@Raja_067 usne pass kar liya isla matlab ye nahi ki kuch faltu video ki tarif karunga mai... aur ek bat , mai already State government me hu , mai kuch bhi bolunga to maan lega kya tu.. aur agar aisa hai to ullu ka pattha hai tu
@@Raja_067 usne pass kar liya isla matlab ye nahi ki kuch faltu video ki tarif karunga mai... aur ek bat , mai already State government me hu , mai kuch bhi bolunga to maan lega kya tu.. aur agar aisa hai to ullu ka pattha hai tu.. ek bat bata jo usne boli aur tuze fayda hua ho.. chal bata de tu ab.
@@AyyoGamer to tu State government me hai to apne aap hosiyar ka choda samajh raha hai, me yaha Teri nigative soch ki bat kar raha.. uski bat ka samarthan nahi kar raha kamse kam apni soch to dhang ki rakh le.. padha likha hoke bhi gawaron jaisi soch rakhta hai ishyalu hai tu ...😐
@@wonderGadgets730 wo accha hoga.. mai is video ki baat kar raha hu..
Thanks sir jab 2018 or 2019 NTPC ki vacancy ayi thi tab me bachha tha 😅😊 ab me bda ho gya hu selection lena h 2024 mai
Thanks sir for guidance ❤
Thanku bahut अच्छा ज्ञान ❤❤
❤️
Bhai sabse best h
Mast motivation Diya
Kuchh log youtube par bekuff bnate h
Chennai se bhara isliye😂hua
Maths:-RS agrwal
Reasoning:-arihant
Gk :-Lucent
PYQ ;-pletform rukami publiction ya fir pencel
Or testbook pr mock do👍🏻
Sir advance math toh RS Agarwal se cover nhi ho pata hai
Bhai ab RS aggarwal se Constable ki Post na nikalti ntpc kya niklega 😂
@@ajaychaudhary1523pre nikl jaata hi isse maine nikala hi ha mains nhi ho pata is book se
@@pooranjorasia4027 math sahil sir se padh lo bhai
@@ajaychaudhary1523 bilkul constable niklega Bhai ab same digit to nahi milegaa 100% to kisi book se nahi hoga uske liye kayi book ka analysis karna padega .
Jitne me selection hona hai utna questions bade araam se bn jayegaa bhai
Best motivator of my lyf 🎉
Tq bhai
@@ShankarForStudentsir mera running hand main sign nahi hai railway ntpc main aaj tak jo bhi form bhare hain sab main same sign hai wohi sign isme bhi hai toh form reject hoga kya?
RRB NTPC ke liye Previous year set kis Book me Milega, only previous year question set for RRB NTPC
Math reasoning ke liye kaun se prakashan kitab Lena chahiye
Thankyou bhai 😊 for ur guidance
Mam आज मैने order कर दिया है, उम्मीद करते हैं कारगर साबित होगा, आपके ही video से मुझे भरोसा हुआ है... अब आगे देखते हैं🙏
Sir reasoning ka book koun lu please 🙏 reply me sir
Bhai rel ki patri se utar ke video banao😢...train arhi hai piche
😂
😂😂😂😂
Wow Sir lajabab❤
Practice set kiska lu
My frist subscriber
@@sanjaygurjar4604 love u bhai❤️
SC category se women safe zone bata dijiye plz
Math aur reasoning ke liye suru se kaise study karen
Gk book ka name thik se dikhai hi nhi de rha
Bhai mene rrb ntpc (greduate level ) ahemdabad se form fill kiya safe rhunga kya
Previous year ka question kaha milega kon sa web site pe
Math ka calculative value kyse easily solve hota hai exam mein ?
Cctc me last me typing bhi hota hai
Nhi hota hai bhai
Thankyou bhaiya 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Pinnacle ki book ke sabhi pyq karne hai gs mein ya bus ntpc ke jitne hai bus utna hi
Sbhi kr dalo bhai jitna kroge utna confidence aaega ❤️
Speedy publication nahi kya
आप मैथ और रिजनिंग के लिए कौन सा बुक रेफर किए थे
Bhaiya ntpc ke liye math or reasoning ka chapters send kariye jo bhi important chapters hai please bhaiya
Railway Samanya Adhyayan ki book kon si pade. For ntpc
Bhaiya Ntpc maths reasoning previous year ke liye kon sa book le ?
Kiran le lijiye best hai avi
Thanks bhai guide krna ke liya
❤ from Bihar ❤
@@Avinashkumar-jt3kg ❤️
Sir thoda science k bare me btaye, theory+ pyq k liye best strategy btaye👍🏻👍🏻👍🏻🪔🎇
Lucent book se cover ho jayega kya bhai ya extra bhi kuch padna padega
english version gk book boliye?
क्या सीटीसी डिपार्टमेंटल एग्जाम देकर ट्रेन मैनेजर बनसकते हैं
Ji
Computer kisase padhe
RUclips se marathon dekh ke pyq laga lijiye baat khtm
रुक्मणि क्लास नोट्स। 6 तो 12थे gs ke liye enough hai
रुक्मणि का क्लास नोट्स तो मैं नहीं देखा hu Bhai आप एक बार previous year question मैच करना उसमे मिल रहा है❤
@@ShankarForStudent ak bar search karna, theory ke liye Lucent se achha content hai baki previous year ke liye Kiran gs objective karunga
Acha Contains chahiye toh NCERT 6- 12 padho
@@surajaryaup
Bhaiya rukmani k pyq set best h kya
@@1111_jiya han
बड़े भाई कोइ बता दीजिए सैफ zone कोण sa है
Track par kyun baithe hai sir
Chennai Jon mein naukari karne mein kya kya dikkat aati hai
Personally mujhe koi dikkat nhi feel huwa hai bhai❤️
Bhaiya chenni me koi problem to nhi hota rehme. Me
Yehi to Janna hai ki previous year question papers NTPC ka kahan se download kare sir
Bhaiya aapse na ek request hai ki GK GS mein kon kon topic se sabse jayeda questions aate hai uska ek video bana dijiye please 😐
Ok bhai❤
Previous year question paper ki book kon si hai o bta dijiye
Math ka liye bhaiya konsi book leye
Ntpc ka exam kb tk hote h form fil ke kitne din bad hote h
Form humne fill kr diye h ab direct exam mai jana hai ky , form reject hote h ky hotA hai toh HUM KAISE pata chalega.
थैंक्स 🙏
Statistics gk kahe se padhe sir please bata dijiye
Sir mai math me bahut jada weak hoon kaha ae padhu math kis teacher se
Sahil sir se padho mai bhi pachta hu unse bahut achha padhate hai
Aditya ranjan sir RG VIKRAMJEET youtube pr search kr lo aap . Baki sb teacher v ache lakin hum to Inka class he krte h or humko sb ache se smjh aa jata hai .
@@harishankar7536Aditya ranjan sir se padh sakte kya RUclips pe
Sir math or reasoning ke kaun sa book banaye m math reasoning m bahut kamzor hu
Thank you sir ❤❤
RRB NTPC ke liye alag alag book lena h yaa ek hi books Lena h
Seperate seperate
@@ShankarForStudent aisa me bahut paisa lag Jaayega
😂😂😂@@jkumari702
@jkum😂😂ari702
Sir g gk gs ka book Lucent ke ilava or cbt1 main kitna marks chaiye
Math aur reasoning ka ko sa book best hai
Video bnaya huwa hai bhai
Pyq ke liye Kiran le lijiye aap❤️
@@ShankarForStudent Sir youth ka book kaisa h
Sir maths kaha se thar kare
Big brother Mane CBT exam kabi nahi days kya me NTPC form apply karenge
Online set practice kaha se karu
Testbook se
kha se farm bharrnge
Sir start kaha se kare😢😢😢
Pyq book kaha se le kon sa publication ka le
Bhai 0 se prepration railway ka kaise kren pls math 0 reso 0
Apni ategori bta do
Mera Bhai v Chennai board me cctc ke post par hai bhaiya
Bhai sugar problem ka koi solution batao
Sir ji mujhe colour blindness hai to kya main cctc ke eligible hoon jo level 3 ka b2 medical standard hota hai
Han aap eligible hai
Sir ji please batao
Aur agar koi first preference bali post main medical fail hota hai to ushe 2nd and 3rd bali post mil jati hai
Sir ji reasoning ke liye best book
Bhai ji typing post bhara hu aur handicap se hu vi aur mera board kolkata hai kya typing me koi ek hi dena hoga waha ma english ya hindi kyun ki form bharane time option nhi diya tha koi ek sellect karne ko kya hamare liye safe score kya hoga vi ews ke liye
Science ka book suggest Kare bahot confused hoon
Sir kitna time lagega hai exam se joining Tak
2025 last tak ho skta hai...
Lucent kaise pdha tha apne??mujhe to bhut boring lgta h..
Medical कैसा होता है इसमें
Kya group d mein 2 exam honge ya bahi patern rahega
Gs ka Kiran publication ya Lucent m kaun sa accha rhega
Lucent
Lucent purana publication chlega??
Books batado please
Sir yak aakh se nahi dikhai deti hai hamko ho sakti hu ki nahi
Han ho jaega tm,sm aur trains clerk chhor ke sb me ho jaega
भाई मैं BA Distance से किया हु मान्य होगा कि नहीं please रिप्लाई करिए
Ntpc ka medical kya process hoti hai
TQ bhaiya ♥️
Sir raste se hat jaye pichhe se hat jaye
Sir haptatics B hai medical may koe dikat to nahi hoga please batay sir 😢😢😢😢
Gk or gs kaha se padhe
Priveous year paper set kaha milega ?
Sir computer ke liye lucent gk ke book me jitna diya hai, wo enough hai ya alg se bhi krna pdega
Nhi bhai Lucent enough nhi hai.. youtube se ek computer ka marathon class dekh lijiye aur uska notes bna lijiye (maine rojgar with Ankit se Navin sir ka dekha tha❤)
❤❤@@ShankarForStudent
Computer se kitna question puchhta hai
General awareness kha se kre
Sr mi bahut hi jyada haklakar bolta hu to muje ntpc ke medikal me to nahi nikal denge,,, please riplayi sr aapki riplayi ka muje besabri se intjaar h please please please please 🙏
Bhai kuch problem nhi hoga aap aaram se preperation kijiye
Jis rrb se form bhrenge kya exam center bhi usi rrb zone ki city mai pdega
Sir mera rpf papers hai batye math kaise kare btaye 2 month paper hai
Congratulations 🎉🎉🎉🎉🎉
NTPC me science se jyda questions rhta h aa GK/GS se?
Shi bol rahe ho
Sir ji ek cheez plz sare up ke bachho ko bata dijiye ki wha ka atmosphere kaisa hai its a request
Kaha ka puch rahe hai Chennai ka
Sir 10th ke baad diploma kiya h bhar sakte h form notification me 12th or its equivalent likha h
Yest 12th based bhar skte hai
@@ShankarForStudentthank you
Hello sir
Mujhe jada power ka chasma lga h to kis post ke liye apply Krna chiye
Aap SM, train maneger aur trains clerk chhor ke sbhi post ke liye fit ho👍
Sir cctc and tte same hota hai .plzz reply sir.
@@aradhyabajpai9265 cctc में ही tte aur bhi बहुत से पोस्ट होते है आपको जो psnd आएगा आप request lga ke uss Post me ja skte hai
Best video for new students
❤
Bhai...previous year question paper kaha se milega...
@@sunilbhosale94 book le lijiye previous year ka