Sir maine 2020 me passout hu. But marksheet aur degree ssc je 2024 pre hone ke bad liya to peeche jo signature hota hai registrar ka wo notification ki last date ke bad ka hai. Kya ye problem krega DV time pe?
Please reply sir 🙏...mene 2018 me ssc hq me dv ke liye selection phase ka ....notary se affidavit banaya tha ..or ab usi affidavit ko 2024 dv..me kya use kar sakti hu.. selection phase XI ssc me??. scrutiny ks liye send kia tha me accept hu ..abhi dv he ... Cpwd me ... please reply....usi affidavit ko use kar sakti hu kya???
Sir mere sare Documents me name chandra gupt hai but 12 marksheet me chandragupt ho gya hai mtlb gap nhi hai... To kya dv me koi problem hogi plz reply sir😇
Sir agar Degree ke subject me Back ho to kya uske liye kuch certificate banana padta ha University se Aur marksheet me semester wise jo date aati ha wo change ha Jase 1 aur 3rd year ki marksheet me 2017 ki date dali ha aur 2 aur 4 year ki marksheet me 2019 ki date dali ha Aur degree me 2020 ki aur me passout 2017 ka hu To isme koi dikkat yo nahi hogi Document verification me CPWD me
Bhai 30+ age wale students ko post preference kaise bharna rahega ? Only CPWD post preference bharke baki mein X fill krna hota hai ya phir saare options fill krne hote hain aur commission shortlist kr leta hai apne ap ?
Bhai ek suggestion chahiye ,mmera aiims patna me ho rakha hai aur mera marks 424 hai sure hai cpwd mil jana chahiye. Mera ghar bhi patna me hai. Kya karna chahiye aiims patna or cpwd jana chahiye.cpwd electrical department milega mujhe.to kya kare kuch bataiye aap apne according
Ritik kaushal 2020 AIR 1, ne 20 days ki mangi thi unko 3 month ki mili. Ek ladke ne 6 month ki mangi usko v 3 months ki mili. Baki next training batch at least 3 months baad hi hogi to 2-3 month ki aram se mil jayegi.
Brother, es saal mainly CPWD North zone me jinhone NOC nahi Diya hai unka joining nahi hua hai avi. So try kro ki DV Tak mil jaye, nahi to joining me delay hoga.
Brother, Mai apko andhere me ni rakh sakta. Aur aap v cutoff k chakkar me na pado. Cut-off various factors pe depend krti hai. And sare factor ko analyse krna possible nahi hai, without data.
@@thechargebooksir diploma + Btech jo log kiye huye hai...unko cpwd milega ya nahi..MES k liye or cpwd k liye detail me bta dijiye kon kiske liye eligible hai..
Phle to apko result aate hi department ka pta chalega. Man lete hai aapko CPWD alot hua, then apko zone preference bharne k liye aayega. Fir Jake aplogo ko zone alot hoga rank k according.
Sir mera selection SSC JE 2023 main hua he. Mere OBC certificate issue date he 28/07/2020 and crucial date is 16/08/2023. I have qualified by OBC due to age relaxation.. Maine phr new certificate banya liye tha 10 /10/2023 but vah after crucial date he... Sir koi dikkat hogi kya .RUclips par bata rhe he k candidature cancel kr dete he.
1 month Kam se kam lagegi, but it depends on the department. Agar department ko jaldi joining Deni hogi to wo jald hi nikal dega. But 1 month se phle hone ka chance bht Kam hai.
Sir 10 ke percentage waha calculate kiye jate hai kyaa Actually sir mai 10 me cbse se pdha huu agr additional subject ko add krdu to mere 78 percent hai agr additional ko na add krruu to mere 67% hai to mai form bharte time kitne percent likhuu please reply
Sir Ham Diploma Karke B. Tech Kar Rhe Agar Hua To Kiya Hamko B. Tech Chhodna Hoga
Yes
Sir maine 2020 me passout hu. But marksheet aur degree ssc je 2024 pre hone ke bad liya to peeche jo signature hota hai registrar ka wo notification ki last date ke bad ka hai. Kya ye problem krega DV time pe?
Please reply sir 🙏...mene 2018 me ssc hq me dv ke liye selection phase ka ....notary se affidavit banaya tha ..or ab usi affidavit ko 2024 dv..me kya use kar sakti hu.. selection phase XI ssc me??. scrutiny ks liye send kia tha me accept hu ..abhi dv he ... Cpwd me ... please reply....usi affidavit ko use kar sakti hu kya???
Experience certificate j bate m batao jisne diploma kiya hai pls uske bare m ache se batao kaisa experience mang rhe hai
Sir category certificate m mera address mera village ka h but mene permanent addres apna city wala dala h to koi problem to nhi hogi?
Same here 😢
Sir mai ( OBC+ PH) hu , yadi mai UR me qualified hota hu to , kya OBC aur PH certificate na du to kya select kar lenge , please reply
Sir rrb JE ECE technical students k liye English medium vala book suggest kijiye
Sir mere sare Documents me name chandra gupt hai but 12 marksheet me chandragupt ho gya hai mtlb gap nhi hai... To kya dv me koi problem hogi plz reply sir😇
Sir maine diploma me jo back clear ki the woh clear karne ke baad bhi diploma ki marksheet pe show ho rahi hai to DV me reject kar diya jayega kya
Caste cirtificate ssc wale notification format me hi hona zaroori h ???
Pls 🙏
Mechanical ke liye MES or CPWD me kisko first preference dena chahiye?
Depends upon person to person. Generally log CPWD hi dalte hai
Have got CPWD ,...How'll one get notified about further process ??
On the CPWD website, and they will also keep up updated on your registered email id.
@@thechargebook Thankyou so much
Sir 2024 ki vacancy k lie october 2022 ki date kq obc chal jayega central ka? Ki naya banva le form nikalne se pehle?
New banwa lo, selection k baad tension nahi rahega
10th class main father's name main zara si spelling error hai. Kya dikkat hogi ?
Affidavit lagegi
Same problem hai... Affidavit se ho jayega koi dikkat to nhi hogi?
Sir agar Degree ke subject me Back ho to kya uske liye kuch certificate banana padta ha University se
Aur marksheet me semester wise jo date aati ha wo change ha
Jase 1 aur 3rd year ki marksheet me 2017 ki date dali ha aur 2 aur 4 year ki marksheet me 2019 ki date dali ha
Aur degree me 2020 ki aur me passout 2017 ka hu
To isme koi dikkat yo nahi hogi Document verification me CPWD me
Exam clear ho gya h kya
Sir caste certificate centre ka chahiye ya state ka??
Centre ka
Okay thank you sir 🙏
Mere pas obc ncl 0ct 22 ka h ...aur crucial date aug 23 h ssc je m....to accept ho jayega ???kitne time pehle crucial date se tk ka accept krte h?
Ho jayega, last 2 to 3 yrs Tak ka es saal hua hai.
Bhai please bata to aap dv me kya kya documents lagte hai number Wise bata to please sir 😢
Ek din wait aur wait kr lo brother. Kal sab clear kr dunga👍
Sir mera last semestka marks sheet kho gya hai....baaki sab chiz hai ...
College se niklwa lo jaldi. Bina uske dikkat me aa jaoge
@@thechargebook baaki ek sath waala marks sheet hai sir..jisme 8 semseter ka pura marks likha rheta hai
Han to usse kaam chal jayega.
Sir maine csc centre se central ka obc certificate bnbaya hai kya ye valid nhi h?
Valid hai👍
Bhai sc certificate to Central ka hi banta hai mera 2015 me bna tga
I will suggest, ek recent wala banwa lo.
Hm ab jo Signature karte hai wo mera 10th Marksheet se alag hai.
Kya ye same rhna chahiye ya fir ye bhi chalega?
Koi dikkat nahi hai, change kr sakte ho.
Diploma certificated crucial date ke baad ka hua to kya selection le lenge ya nahi
Select nahi krenge brother
Bhai jaise maine diploma kiya hu aur btech mera 5th sem cha rha hai kya mera selection hone ke bad btech chhodana padega
Han, but tm distance se B.Tech kr sakte ho.
Bhai 30+ age wale students ko post preference kaise bharna rahega ?
Only CPWD post preference bharke baki mein X fill krna hota hai ya phir saare options fill krne hote hain aur commission shortlist kr leta hai apne ap ?
CPWD phle fill kro. And baki sab v daal do, eligible nahi hoge to wo khud hata denge
@@thechargebook ok Bhai Thankyou 🤝🏻
Bhai ek suggestion chahiye ,mmera aiims patna me ho rakha hai aur mera marks 424 hai sure hai cpwd mil jana chahiye. Mera ghar bhi patna me hai. Kya karna chahiye aiims patna or cpwd jana chahiye.cpwd electrical department milega mujhe.to kya kare kuch bataiye aap apne according
Please reply bro
Mere according CPWD rehna chahiye. But location ka dikkat ho sakta hai tmhe.
general cat walo ko kn kn sa certficate lagega
residential lagega kyyy
Jaldi hi detailed video upload hone wali hai, may be Aaj same Tak mil jaye.
Stay tuned🤘🤘
Sir cpwd mein extension time milta hai kya for joining
Ha
Milti hai, but jitna chahoge jaruri nahi hai ki utani ki hi mile. Next training batch k according wo extension dete hai.
@@thechargebook ok sir but at least 2-3 month to milenge?
Ritik kaushal 2020 AIR 1, ne 20 days ki mangi thi unko 3 month ki mili. Ek ladke ne 6 month ki mangi usko v 3 months ki mili.
Baki next training batch at least 3 months baad hi hogi to 2-3 month ki aram se mil jayegi.
Sir I am selected sscje2023 but mene 12Arts se pass kiya ta doument verification me problam to nhi aayegi
Dear sir
Please help me
Aapne diploma Kiya hai?
@@thechargebook ji sir 10th ke bes per kiya he
Han to koi dikkat nahi hai
OBC crucial date ka nhi h to Affidavit bnwa sakte h
State ka certificate h crucial date se pahle ka
Ek Central wala banwa lo, usse kaam chal jayega.
Sath me affidavit banwa loge to aur sahi rahega.
Sir ek query hai,,,, preference bharne k pehle second paper ka marks pta chal jata h kya???
Post preference bharoge, then apki result aayegi. So post preference tak apko marks ka idea nahi lagega
@@thechargebook okk sir smjh gya
CO level obc certificate valid hai?
Diploma certificated crucial date ke baad ka hua to koi chance nahi hqu selection lene ka
No brother, but DV skip ni karna.
Mera sc ka 2017 ka hai maine naya bhi banvaya mains ke baad toh kya 2017 wale se ho sakta hai
Kam chal jana chahiye, ek affidavit banwa lena 200-300 me ban jayega.
@@thechargebook okkk
Kaam chal jayega Bhai Mera 2015 ka hai...SC/ST wala through out valid hai
@@awinashkumar6642 ha yhi mujhe pta hai ek baar banta hai ....apke kitne marks hai
Sir mujhe department se noc se nhi mill raha to kya mujhe dv se bahar kar denge
Kya mein dv ke bad resign kar sakta hu
Brother, es saal mainly CPWD North zone me jinhone NOC nahi Diya hai unka joining nahi hua hai avi.
So try kro ki DV Tak mil jaye, nahi to joining me delay hoga.
@@thechargebook sir pls 🙏 help kisi bina noc ke only joining delay hogi na but reject bi ho sakte hai
Bahar nahi krenge brother, but joining me delay ho sakta hai.
DV k baad v aapko mauka milega, NOC Produce krne ka.
Sellery kab se start ho jaati h cpwd me
Bapre padh le pehle salary pehle chahiye kamchor ko
@@rohitnair7208 padh chuka hu isliye puch rha bhai
Training se hi start ho jati hai full salary.
@@Keyboardguruji
EWS civil CPWD ka cutoff kitna rahega aapke anusar
Brother, Mai apko andhere me ni rakh sakta. Aur aap v cutoff k chakkar me na pado. Cut-off various factors pe depend krti hai. And sare factor ko analyse krna possible nahi hai, without data.
Sir self certificate & Police verification be hota ha kya plzzz reply 😢😢😢
Police verification hota hai
@@thechargebook sabhi department ma
Han
@@thechargebook hard hoti ha ya normally
Normal hoti hai
Today selection list when will be dv online or offline
It will take around a month, and it will be offline. That means you have to appear for the document verification.
मेरा सादी हो चुका है तो क्या लगेगा
Kuch nahi lagega bas ek marriage ka form aata hai wo fill krna padega. Department khud de degi.
Jo diploma ke baad Btech kiya hai uske pass 6 semester ki hin marksheet hoti hai to kya ye valid hai na..?
Valid hai👍
@@thechargebook ok
@@thechargebooksir diploma + Btech jo log kiye huye hai...unko cpwd milega ya nahi..MES k liye or cpwd k liye detail me bta dijiye kon kiske liye eligible hai..
North zone cpwd M&E ka sir joining 2022 ka complete hua ya baki h?
55 candidates ka avi hold pe hai, bakiyon ka ho gya joining.
Due to document? Or department ka apna reason h....agar pta ho to..
Various reasons hai, documents ka v hai jaise photo mismatch, NOC, category certificate etc. aur kuch logo ka bht chhoti chhoti problem hai.
Ok... thanks
Jo diploma ke baad Btech kiya hai uske pass 6 semester ki hin marksheet hoti hai to kya ye valid hai na..?
Sir obc ka kaise bnege our kya lagega bnavane me
Nearest cyber cafe wale se milo, 15-20 din me banawa degaa
Ews me crutial date koi issu hota hai ???????
Nahi, bas financial year same hona chahiye.
Sir pancard bhi hona chahiye??
PAN card ki jarurat joining time padegi. Avi banwa loge to sahi rahega.
Bhai kaha pe pata chalega ki kaun sa zone mila hai aur kab dv ke liye jana hai
Phle to apko result aate hi department ka pta chalega. Man lete hai aapko CPWD alot hua, then apko zone preference bharne k liye aayega. Fir Jake aplogo ko zone alot hoga rank k according.
@@thechargebook but zone alot hone ke baad kaise pata chalega mail ya koi website per ye questions ❓ hai
List niklegi, aapke mail pe v update Kiya jayega.
Certificate provisional chalega?
Yes, but jald hi original certificate show krne ko bola jayega.
Sir mera selection SSC JE 2023 main hua he.
Mere OBC certificate issue date he 28/07/2020 and crucial date is 16/08/2023. I have qualified by OBC due to age relaxation..
Maine phr new certificate banya liye tha 10 /10/2023 but vah after crucial date he...
Sir koi dikkat hogi kya .RUclips par bata rhe he k candidature cancel kr dete he.
AFFIDAVIT banwa Lena bro ...for safety because iske allawa koi upay bhi nhi he
Es saal crucial date se 3 years pahle Tak wali ka v hua hai. To hopefully koi dikkat na ho. Tmhara 3 years se jyada purana hai uska dar hai.
Charactor cirtificate bhi lagega
CPWD me nahi lagega, MES me mangate h
Ssc je ki new batch kab ayegi
May-june me exam hone wali hai. According to latest SSC Calendar.
Sir sabhi samseter ki mark sheet honi jaruri h plz reply sir
Han bilkul jaruri hai.
But sir bteup board me sirf final year ki marsheet milti hai... Usi me ist and 2nd year ke consilate mark hote hai..... Plz is bare me kuch btaiye😊
@@chandraguptmaurya145 bhai problem hui thi phir DV Mai mere pass bhi 3rd year ki marksheet ki problem h DV Ke liye please reply
problem hui thi phir DV Mai ? mere pass bhi 3rd year ki marksheet ki problem h DV Ke liye please replychandraguptmaurya145 bhai
Sir mera cpwd me huaa hai mujhe aap se baat karni hai
Aap apna no . De sakte hain
Send me your contact number at
shyammishra330@gmail.com
Result ke kitne din baad DV hota h
1 month Kam se kam lagegi, but it depends on the department. Agar department ko jaldi joining Deni hogi to wo jald hi nikal dega. But 1 month se phle hone ka chance bht Kam hai.
Please reply
Sir ye 1:1 nhi samajh aya
Iska matlab 1 seat pr only 1candidate
Jitni vacancy hoti h utne hi candidate
Bro , yet you joined the cpwd?
Joined brother 👍
Cpwd me medical kitna hard hota hai
Bahot basic hota hai. Ab to hame khud hi apne district hospital se krwa k dena hota hai.
Sir plz apka contact number mil skta h urgent baat krni h
Sir 10 ke percentage waha calculate kiye jate hai kyaa
Actually sir mai 10 me cbse se pdha huu agr additional subject ko add krdu to mere 78 percent hai agr additional ko na add krruu to mere 67% hai to mai form bharte time kitne percent likhuu please reply