Mommy didi bche sis bhanji sab sath gye the or Rafting ki life me phli bar haridwar rishikesh gye the yrr har ki paudi me dubki lga k aatma tript ho gyi fir Rishikesh Jake Rafting kr k life ka maza aaya
Thank God Finley kisi ne neelkanth mahadev mandir ko bhi include Kiya 😇🙏 nhi toh Aaj kl logo ko pta hi ni sabko lagta h rishikesh bs ek picnic spot h ☠️
Bhai shiv puri se 16km ki rafting 700-800 me hoti hai sabse achhe rapid wahi hai Aur haridwar se rishikesh 100 rs auto lete hai Agar rafting karni hai to booking k liye sidhe sita setu jao wahi se ye log car me betha kar le jate hai yahi se pahunch kar scooty book kar lo
Bohot expensive bata rahe ho!!! Mein delhi se gaya direct Rishikesh by bus 300 mein ....then rishikesh se tapovan ya toh auto se chale jao ya scooty rent krlo 500 per day ki aur 200 ka petrol dalwaoo tapovan jaoo sab jagah ghumo... Like ram jhula lakshman jhula , raat ko ganga aarti fir raat ke liye hostel dekhlo 300 me mil jaega ...subah jldi utho aur kunjapuri temple jaoo best sunrise experience!!!! Then neelkanth mahadev temple jaa skte ho aur rafting zrooor krna 500 me 18km !!!!! Bettles ashram jaa skte ho 200 entry ticket hai!!! Aur bhi jagah hai maann hai chale jaoo
Haridwar se rishikesh 50 Rs m phcuh jaoge sharing auto se Maheshwari m khaana khaa lenaa 80 rs.per diet shandaar ghr jsaa khaana Aur 500 rs.rafting ke lgte h Sunday ko chorke Toh total khrchaaa to max to max 2000 kaa h
I love it man. U shd post such places with honest opinion n true advise. I bat you will b on top on search button. Keep this language as your USP.🎉🎉🎉
Thanks bro, keep supporting
Follow me on Instagram too if you are there
last week hi rafting kr ke aayi hu, boat palat gayi thi, saansein ruk gyi thi, pr maza bhot aya, memorable ❤
Hamesha boat palat jaati hai kya 😂😂
Marte marte bachi
Nhi aisa nh hota instructions follow kro 1% chance h palatne k
@@Ayush37262Nahi, sirf is baar palti 😅, girls were not using the paddle properly, they were just doing formality 😀
@@rohitbhardwaj9770😅🤣
Mommy didi bche sis bhanji sab
sath gye the or Rafting ki life me phli bar haridwar rishikesh gye the yrr har ki paudi me dubki lga k aatma tript ho gyi fir Rishikesh Jake Rafting kr k life ka maza aaya
I belong to haridwar ,Uttarakhand but abhi tak rafting nhi kar paayi but finally aaj rafting karne Jaa rhe h...
Kar li rafting??
@@padhle_aspirantMrgyi yogi 😢😂
aj hi ki rishikesh mai.. mind blowing experience ❤
Permission ke alava sab mil jaata 🤣🤣
Same 🤣😂❤
Agar self earning hai toh koi dikkat nahi hai
Brother me to self dependent hu fir Ghar chalata hu fir bhi Parmition nhi mil pata hai badi mushkil se khi khi ka milta hai
Same😂
Point 😂
Wowww!mind blowing moment ❤️
Your way of presentation is wow😊
Do din pehle hi karke aaye he maza aa gaya
Har Har Gange 🙏
It's my birth place nd married place also i love rishikesh ❤❤
Thank God Finley kisi ne neelkanth mahadev mandir ko bhi include Kiya 😇🙏 nhi toh Aaj kl logo ko pta hi ni sabko lagta h rishikesh bs ek picnic spot h ☠️
Great honest dhansu video😅. Keep up the good work
Bht mast hai parso ho kar aya tha...lyf ka pehli bar rafting❤❤
Mai bhi 19 Oct ko Kiya first time rafting 500 me 16km , from shivpuri to rishikesh
December mai costly hoga
Jai Ganga Mata Jai Shankar Ji 🙏🙏
After rafting watching your video in Rishikesh
Very good
Har har mahadev ji🙏🙏❤❤
thnk u bro this is my hometown
Most welcome 😊
🚩i love Rishikesh uttrakhand 🙏
Rishikesh is ❤
Aap bhi gye ho risikeh
Nice video
perfect video.
Glad you think so!
Mai haridwar hrishikesh aur masuri ghoom k aya pichle month...ab taiyari kar Raha hu haridwar rahne hamesha k liye❤❤❤❤❤
हर हर गंगे 🙏🏻
Main last time new place gyi thi rishikesh me...mere vlog me available h 😊😊😊
nice information bro❤
Maine 2017 mein first time Kia Tha Rufting Supab Supab Supab
Jai Ganga Maa🙏🙏🙏🙏🙏
Rishikesh rafting is best
JAI GANGA MAA❤❤❤❤❤❤
Only Jai shree ram ji🙏
Mst 🔥
Thanks 🤗
Beautiful 😊
I love it❤❤
Neergarh warwefall is not that good but road that leads to waterfall is very adventurous
Kal hi wapas aaye h october mein bhi rafting kr rhe hain log
Jai mata di 🙏🙏❣️❣️
Bro bungee jumping ke baare mein batao pls...
Thanks bhai❤
Nhi abhi tak to nhi gyi hu,lekin extreme desire h Rishikesh jane ki,aur mai January tak chali hi jayungi❤
@@ak_kumar27256 Patna se jyada dur nhi h,Par abhi mujhe akele jane hi nhi diya jayega .Isiliye apne bhai ka wait kr rhi hu.
lets come to bali..
JAI GANGA AMMA 🤲🤲🙏🏻🙏🏻 HAR HAR MAHADEV 🤲🤲🙏🏻🙏🏻 HAR HAR MAHADEV 🤲🤲🙏🏻🙏🏻
House of travel isko miss kar diya bhai apne
Jai ganga mata di
These days near death experience means adventure 😅
Har har mahadev ji jai shree kedarnath baba ji ❤❤❤❤❤
Bhai shiv puri se 16km ki rafting 700-800 me hoti hai sabse achhe rapid wahi hai
Aur haridwar se rishikesh 100 rs auto lete hai
Agar rafting karni hai to booking k liye sidhe sita setu jao wahi se ye log car me betha kar le jate hai yahi se pahunch kar scooty book kar lo
lage raho bhai ise kehte he phodu video
Subscribe for more
Bhai yaha pe Muslim aa sakte h
Rafting karte dauran phone se video bana sakte h kya?
Lahul spiti is also good for rafting
Spiti mein kahan aur kaun rafting kar raha hai😳
Yhi same trip abhi hum bhi krke aye hai😅
Robber cave and kempty fall Mai January Mai ja sakte hai ki nahi Pani Mai ja sakte hai ki nahi
Camp tak kaise pahunche? Agar hum delhi se bus se a rhe h?
September me jana safe rhega kya
Bhai winter m jana shi h
Me in Haridwar
Wow there a lot things in my neighbor. .. 😂
Only know lakshman and ram jhoola,..
❤❤
Why does some places of the ganga River look brown and then in another places they are clear blue or kinda light greenish?
Editing
Hum February mein gye the tou pani ka rang jaisa iss video m dikh rha waisa hi tha...lekin abb October m gye tou hme brown color dikha pani ka
@@wanderingmonkkit's not editing bro pani ka rang badalta rehta h mausam ke anusaar
Thoda bahut change hora rahta mausam ke according. But ye wala maine thoda edit kiya hai video
Bhai hotel ka nam v bata do hum, haridwar me h.
Bhai haridwar se rishikesh 30 km he bike se 😅😅😅😅 hm saal jatey h 😅😅😅😅jai bholenath
TELL ME NAMES OF GOOD HOTEL OR HOMESTAY TO STAY
🎉🎉🎉🎉
Bhai season ki baat h, feb ke time pr mee 250 rupay me kar ke Aaya 9 km wala
August end mein rishikesh jana best h
Ja skte ho but rafting nahi hogi
@@wanderingmonkk kyu? December me to hogi na?
@@sammyjain2624 bhai usne august ka pucha tha
@@wanderingmonkk han but mene dec ka pucha 🙂
Han december mein hoga
july 1st week me water activiteis hoti hai kya
Why does some places of the ganga River look brown and then in another places they are clear blue or kinda light greenish?😊
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Bro at now time 1500-2000 per night
Agr rafting naa aata ho to kese krenge
hum Paas kam budget h Toh hum2 person K Liye pdega
Konsa hotel 500 se 600 jara Hume b batao bilkul wesa jesa is vid me dikhaya
Vo backpacker hostel rishikesh ka room hai. Vaha aap 600 mein dorm le skte ho, maine room liya tha
🙏🙏🥰🥰👌👌💯💯💯
Bhai pehle yeh wala hotel bta Jo itna sahi ha 500-600 me milta ha
Rafting happens at what location in rishikesh ?
Jai gaanga maa
Bhi 60 rupess me bus ati rhti ha haridwar se rishikesh
Bhai September end mein rafting hoga kya
neer waterfall tab hi jana jb ghutno m tel baki ho..........fat jati h chadhhai krte krte
Room ka rent bhi bta do bhai 2000 ek bar m
Is Rafting safe in Rishikeah
Bhai hill station kon kon se jayw aur kaise
Travelling kya free me ho jayahe, uska kitna lagaga kon batayaga🤔
Is river rafting available on the month of June
Bhai sidha rishikesh ke liye tickets milta h train ka... 70 rupay lgta h auto ek log ka... Agr bargain krne ata hai toh 18 km rafting 500 mai hojata h
Bohot expensive bata rahe ho!!!
Mein delhi se gaya direct Rishikesh by bus 300 mein ....then rishikesh se tapovan ya toh auto se chale jao ya scooty rent krlo 500 per day ki aur 200 ka petrol dalwaoo tapovan jaoo sab jagah ghumo... Like ram jhula lakshman jhula , raat ko ganga aarti fir raat ke liye hostel dekhlo 300 me mil jaega ...subah jldi utho aur kunjapuri temple jaoo best sunrise experience!!!! Then neelkanth mahadev temple jaa skte ho aur rafting zrooor krna 500 me 18km !!!!! Bettles ashram jaa skte ho 200 entry ticket hai!!! Aur bhi jagah hai maann hai chale jaoo
Shukar h tourist log deep uttrakhand me nhi ate 😌
Bhai 300 m kon sa food hota h rishikesh m nd hotel 500 ka kuch b
Rafting k liye koi slot etc book karna padta hai ya kabhi bhi ja ke kar sakte hain.
Kabhi bhi le sakte hai
Haridwar se rishikesh 50 Rs m phcuh jaoge sharing auto se
Maheshwari m khaana khaa lenaa 80 rs.per diet shandaar ghr jsaa khaana
Aur 500 rs.rafting ke lgte h Sunday ko chorke
Toh total khrchaaa to max to max 2000 kaa h
Bhai ye btana agr driving licence na ho scooty rent lene kelie to neer waterfall Tak public transport se Jaya ja skta h??
@@sunnykumar415 haa bhaii personal krnaa pdegaa lekin water fall yaa brahmigiri ke pahaad tk jaane ke lie bike yaa scooter se hee jaaya jaa sktaa h
Public transport toh nahi hai. Taxi kara skte ho but vo bhi aadhe raste tk hi ja paegi. Uske aage 2 wheeler ya paidal hi ja paoge
Bhai with GoPro kitta Rupa padaga
Utni dur Jane ke baad kedarnath nai jaoge kya bro
Ho aaya bhai main toh
Bhai agar apni gadi ho tou 1 din lagta hai bus
Rafting ke liye konsa time thik rahega
Abhi aa jao
Can solo traveller also do rafting
Yes
Bhai mene 400 mai 12km wala river rafting Kiya tha sirf negotiate Karo sasta padega
Price
Lakshman jhula to bekar hai or ab band bhi ho gaya hai last Sunday gaya tha mai sabse best place hai neer waterfall
Bhai abhi jao 400 me 12 km h bas photo ka charge bahut jada lete h😢
July k month Mai rafting open rehta hai
Nahi
Bhai 300 rup Mai man jta hai ya kon batyaga or wo be 13km k leya
Bhai 600 m 17 km ...400 m 12 km ...hum ne karke Aye h ..ganga Arti b dekh k Aye 😊