ye Pyare nabi saw ka tariqa h jb aap khajoor khaate the to pehle beej nikal te or baad me gooda tanawul farmate, aap saw ki hr tariqa sabar or sehat dono se bhaara h
Sar mujhe aapse 1 question karna tha ummid hai ki aap reply jarur denge sawal yah ki khajur kaun si bhi quality ki Ho lekin sab mein ek hi quality hoti hai na
Assalam o alaykum nice information baji aap hamari sehat se judi hui kafi acchi baatein bata rhi h Allah aap ko acchi sehat aur tandrusti ata farmaye aameen jazaq allah khair
khajur se bhi sehat ko nuksan ho sakta hai Aisa to maine kabhi socha hee nahi Aap ke iss video ko dekh kar ye maloom hua ki kuch khajur Aise bhi hain jise khaane se sehat ko nuksan ho sakta hai kyun ke mujhe khajur khaana bahut hi pasand hai bahut Shukriya Samina ji Aap ka ke Aap ne ye bataya ke Aise khajur naa khayein log
Bahanji aapne bahut badhiya jankari di.waise kidewale khajur ke baare me kuch yaad aaya.na jane abtak kitne anginat kide aur ande maine hazam kiye hoge.
Madam video kaafi acha hai... But agr aap ek baat or mention karti k konsi khajoor kaisi hai start me hi, or konsi doodh k sath leni chaiye... Thanks a lot...🤗
Nice video Jay Shree Ram 👍
Mashaa Allaha Jazak Allaha bohat achi malumat
Bahut shukriya khjoor me keedey ho skte hain ue to pta hi nhi tha .hm smjhe ye ek cheez hi Allah ki rehmt hai jo kbhi khraab hi nhi hoti tkx .🇰🇪
Bahot hi acchi info di apne...omg..maine yeh sab kabhi notice hi nahi kiya...aaj ke baad dhyaan se bacchon ko khaane doongi
+zeenia khan ji
Yes dear be carefully
Walekumassalam, thank you so much Aunty.. bahut khoob knowledge share ki hai aapne...
+Shama Khuddus ji
Thank you too
Super information. Thanks dear love you and your each recipes and information's. God bless you and your whole family. Keep it up.
ye Pyare nabi saw ka tariqa h jb aap khajoor khaate the to pehle beej nikal te or baad me gooda tanawul farmate, aap saw ki hr tariqa sabar or sehat dono se bhaara h
Very good information..Thankyou
Mujhe bohot pasand hai aur mehenge bhi hota hain
Apki Sari batain bahot qeemti aur faidamand hen Allah apko salamat rakhay aameen
+Abdul Mannan ji
Bohot bohot shukriya aap ke pyar ke liye
Greatest sweet gifts from
Great Mother Nature
Khajur me ande ke baare me aapne bataya... Very good
Very nice 👌👌😊
बहुत उम्दा जानकारी 😊
Bhut achhi jankari di apne 👍
Yakinan dilchasp...shookriya, mohtarma ! Khuda aapko nemat de...
Fairy tales in Hindi
Muje kimia pasand hai.
Bohot ache lgte hai.
Masha allah, I just love dates specially ajwah
Aapke hand is beautyful hain.
I Like khajur so much
Anti g you are great lawjvaab app jaisa koi nai
+ayaz hameed ji
Thanks for your love dear
Baji assalmuailkum ap mashallah bahut hee khoobsoorat bataiyn khoobsurati kr sath batai hai allah apko iska azar jaldi de amen😘😘
+Farhat Alam ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya
bahot achha video jankaari haasil hui shukriya
Assalam o alikum
Bht acha lga ap ki recipes dekhi me na sb bht achi hen plz ek request ha k khajoor ko sukhany ka triqa b btain
Thanks
Walekumassalam dear
Very Nicee moto soto apii
Excellent video assalamualaikum aunty meri madad karo 🙏 khajur nakhli hote hai kiya ya nahi
Masha Allah very nice tips shukriya baji
vry good nd usefl vdo
konsa time best he khajur khane k??
aap ne Jo kaha ham samaj nehi paye..... pleeeeeez rply
Morning nashte me best he dear
Namaste, garmi aur sardi me kaun sa khajoor Khana chahiye,bataye.
Koi bhi khajoor kha sakte hen
Nazarul hasan khaan
Sukriya bhai
Best information dee aapne aapka bahot bahot shukriya mam.
Sar mujhe aapse 1 question karna tha ummid hai ki aap reply jarur denge sawal yah ki khajur kaun si bhi quality ki Ho lekin sab mein ek hi quality hoti hai na
Bahenji jai mataji bahot badhia jankari hai
Assalam o alaykum nice information baji aap hamari sehat se judi hui kafi acchi baatein bata rhi h Allah aap ko acchi sehat aur tandrusti ata farmaye aameen jazaq allah khair
+Saba Khan ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya Hamari video pasand Karne ke liye
Har har Mahadev
Mashallah app ke pas bohat malomat he Allah app ko sahat de
+Nadia Khan ji
Bohot bohot shukriya aap ka
Aameen.
@@SaminasKitchenTips i
ham to jannat me khayenge muft huron ke hath se
@@SaminasKitchenTips hýý
🙏 thanks for wonderful information bhen-ji
Mujhe nhii maloom tha ki chilke wali khajoor sehat ko nuksaan karti he
Main to galti se vahi khaata raha
Masha Allah aap kaha se ho
khajur se bhi sehat ko nuksan ho sakta hai Aisa to maine kabhi socha hee nahi Aap ke iss video ko dekh kar ye maloom hua ki kuch khajur Aise bhi hain jise khaane se sehat ko nuksan ho sakta hai kyun ke mujhe khajur khaana bahut hi pasand hai bahut Shukriya Samina ji Aap ka ke Aap ne ye bataya ke Aise khajur naa khayein log
Hi dear people!! What language is this? I want to learn it
u r sooo sweet mam...
aapne bataya k aap gudd bhi freeze kr dete ho..mam uska kya fayda hai.plzz bata dijiye
+krishna krishna ji
Gur ko kese karen stor ki video dekh len hamari usme explain kiya he sab
Samina's Kitchen Tips thankuu mam
Asalam u aliekum MA sha Allah very nice video. Can you tell me mam how much quantity should we take .
5 pcs daily
Thanks
Can we eat at night?
masha allah aapki aawaz bohot acchi he
السلام عليكم baji mai Saudi Arabia se aap bhot acchi malomat
Zazak allah take care of health and safety 👍
Very useful tips-I didn't know about the insects
+Samaha Syed ji
Thanks dear
Yes very advantage for adults and old citizens ...
Md Mukram in
@@naziyasultana377 pi
Aappi bhot achhi bat batai ap ne sukriya
+fatima Saiyed ji
Thank you sister
mam jis khajur m beech m gutli hotii h use kese khaaye
Bahot Achhi Jankari . Shukriya
I like your idea
Agar kisi ko cholestoral hai toh kya khajur khaa sakte kya ji
Mashallah app bohat acha. Batati hai
Walaikum salam sister
useful tips .thanku batane ke liye
+Nisha Zaidi ji
Your welcome
Mam jo normal market mein packet mein band khajoor hote hain kya wo khajoor sahi hote hain khaane ke liye
Yes average hen
اعلی
Jazakaallah for the very very important information for our life thnx again
+Maryam Bi ji
Thanks for like dear
@@SaminasKitchenTips .hýh
Masha Allah good information
Bahanji aapne bahut badhiya jankari di.waise kidewale khajur ke baare me kuch yaad aaya.na jane abtak kitne anginat kide aur ande maine hazam kiye hoge.
Be care full
Ary bhaiya chashma lga k khud b keerey lag rhy ho moazrat k bgair
Yes correct...
App ki awaz bohth khubsurat hai
Madam ye market kaha ka h khazur la
Mam Kya khajoor pr koi oil laga ke packaging ki jaati hai. Nd if yes to Vo nuksaan to nai krta
Acchi kwality ki khajoor len wo fresh hoti hen usme oil use nahi hota
Assalamualaikum nyc vedio jazak allah dua ki darkhas he.
very excellent mam...
+Aman Nimesh ji
Thank you dear
Hi maharashtra Mumbai
Madam video kaafi acha hai... But agr aap ek baat or mention karti k konsi khajoor kaisi hai start me hi, or konsi doodh k sath leni chaiye... Thanks a lot...🤗
Dood k sath koi bhi Khajoor le sakte hen
Mujhe chilke waki khajur khali hai jaisa mam ne btaya woh expire hoti hai plz koi btaye abb m kya kru plz help me 🙏
Sunnat_e_ nabvi b hai
Thoda speed me bola karo or video choti banao
Masha Allah bahut achchhi jankari deye h
ਖਗੁਰ ਕੇ ਵਾਰੇ ਮੇ ਬਤਾਈਆ ਬਹੁਤ ਆਸਾ ਲਗਾ.
Bahut Accha
Mashaallah
Very nice thanks
Mam Jon sii marzii khajoor hum khah saktye hain? Kya
Yes dear
Jazak Allah Baji ye information dene k liye
Mai roj Subha 2 khajor badam ke sat khata hua khali pet koi nukshn to Nahi Hai batana jarur
Fayde mand rahega
Assalamualaikum baji bahot achi malumat di apne bahut khub shukriya
+Shireen Soudagar ji
Walekumassalam dear
Cash on delivery he kya ????
Mam ye kidhar ka video hai ?
Which place is this Ma'am
Jazzak Allah khair
konsi khajur faydemand..
Medam Ye kaha ki market hai
please aadress
send kar digiye
kya ye sach hai ke khajoor jitna dark/kaala hota hai utna usme neutrition zyada hota hai?
What I really like your video they all are 5 min and lot of content
Meri mummy winter ki last year ki khazoor 2month pehle nikali Jo unhe nahi pata thi par wo kharab nahi the kya itna time theek reh sakte hai
Sahi reh sakti hen lekin tor kar dekhen andar keede na ho
nahi the mummy ne khila diye bilkul taze lag rahe the
mehga wala packet laya tha jo lambe hote hai
कोन से खजूर अच्छे होते हैं कोन से खजूर खाने चाहिए plzz बताए
Jai siya raam
السلام علیکم
Please arrange home delivery
MASHA Allah
Thank you Ma'am.
Assalamualaikum mohtarma
Kya bat h huzoor khaiye khuzoor
Highly useful video...
Best khajur koun si hoti hai
Kha se ho mem
Delhi India
It is my request please show how to make khajur ka cake banake recipe bataye
Zabardast. Lekin dates name bata den