Sir Mera ups ke board mein button switch hai abhi woh board kharab ho Gaya hai mene new board online se order kiya hai par usme aapka yeh board wala switch hai kya mein normal switch laga sakta hu agar ha toh bataiye connection ka ha karna hai please 🙏
sir apko ek baat puchni thi apish field me expert ho isiliye apko puch raha hu. May Kolkata Market mein bahut sare brand ka UPS pura wholesale type ka karke bech rahe hay. aur 400 rupay mein kohi vi 600VA ka ups mil raha hay without Battery. toh woh lena sahi rehega kya? mayne unko pucha yeh original motherboard hay ya fir china/nakli wala. toh woh log bol raha hay original hi hay. toh woh lena sahi rehega ki nehi? jayse original kohi vi UPS bahut acchi service deti hay same milega kya ya fir isme kohi jhol hay?

Sir mere ups me battery charging ke time 10 volt aa raha hai battery me kya problem ho sakta hai
Sir iss board ko as a investor kyse use krna hain..plz 1 video banaye
Ok
Thank u
🙏
Ye PCB transformer ke Primary winding aur secondary winding kitna hain?
Normal ups ka jo hota hai
@@technicalsupport102 please agar app bata pate secondary winding number bohot a helpful hoga. Primary to 3 dikh raha hain.
Mera ek ups board repair karna hein
Bhai iska samaan milega kya mere ups me 800le liya mecanik par banaya kuch nahi mai kholke dekha to kuch kuch samaan junk lagke toot gya hai
same yahi circuit hai ish no ka mosfet kaha milega ya ishkay alwa koi aur no ka laga sakty hai kya
Very nice 👍
45 sekid KT of hi Jaya he
Microtek 24 ups h esme ac se output aata h batery se nahi aata kabhi kabhi aa bhi jata h 24 volt relay lagi h 4 kaise check kare 24 volt ka h
Ups output battery mode me fluctuation ho rha hai bulb halka blink kar rha hai.
Solution bataye
New board mil sakta hai kya
Nahi mile ga ,old model hai
Bhai mera microtek ups me button off karne pe neutral wale pe line aa raha hai. Kaya problem ho sakta hai.?
Output voltage arahe
Ye wala board Kahan milega?
Ato nahi molega
Old model hai na
Ups ma cilling fan ka connect karne por turant off hota jata ha
Fan ka load nahi lega
Kitna awg ka wire hai yeh??
1mm lagaya Kam hogayega
@@technicalsupport102 ok dada
Oddessey ka hai
sir apko ek baat puchni thi apish field me expert ho isiliye apko puch raha hu. May Kolkata Market mein bahut sare brand ka UPS pura wholesale type ka karke bech rahe hay. aur 400 rupay mein kohi vi 600VA ka ups mil raha hay without Battery. toh woh lena sahi rehega kya? mayne unko pucha yeh original motherboard hay ya fir china/nakli wala. toh woh log bol raha hay original hi hay. toh woh lena sahi rehega ki nehi? jayse original kohi vi UPS bahut acchi service deti hay same milega kya ya fir isme kohi jhol hay?
Original hoga,sob board made in chaina hota hai,battery lagake chak korlena ok