@@sanjeetamishra4786haa rudrabhishek me sirf shiv parivar yani ki Bhagwan Shiv,Mata Parvati(Maa Durga),Bhagwan Ganesh,Bhagwan Kartikeya, Bhagwan Shiv ke vahan Nandi aur Vasuki Naag jo Bhagwab Shiv gala me rehte hai unka pujan hota hai mai ek pandit hu aur apka bata rha hu yeh iske alava bhagwan Vishnu ka pujan ka rudrabhishek se koi sambandh nhi hai
@@sanjeetamishra4786Aur Bhagwan Shiv ko madhupark (dahi,shahad,ghi),chandan,bhasma aur gulal ka tilak lagaya jata hai ya fir chadta hai jisme parimal dravya me (gulal,haldi) ek sath mix rehta hai iske alava Bhagwan Shiv ko kisi bhi prakar ka vastra janev ka alave ya fir koi bhi lep jaise kumkum,sindoor nhi lagta hai.Aur kabhi bhi Tulsi patta nhi chadaya jata hai sirf Tulsi manjri chadayi jati hai Puja me.
@@sanjeetamishra4786madhupark(dahi,madhu,ghi) aur parimal dravya (gulal,haldi) do alag chize hai ye sab isliye chadta hai kyunki Bhagwan Shiv ka ek roop ardhnarishwar hai aur vairagi roop me pura bhasma lapete rehte hai,chuki vah vairagi roop me rehte hai unhe kisi bhi prakar ka vastra nhi chadate hai sirf janev chadta hai athva shivling par kabhi kadar safed dhoti chadate hai bas.Asha karta hu apki sabhi uljhane dur ho gyi hongi🙏
आपका ऐसा ये वीडियो बहुत अच्छा है, परंतु आखरी पूजन सामग्री में मिट्टी नही तालाब की मिट्टी चाहिए होती है, जो चिकनी होती है, जिस पर जल अर्पित , या दूध ,दही का अभिषेक होता है, को चिकनेपन से पात्र में चला जाता है...
कुछ और बाकी होगा तो सोच कर बता देना ! दुसरी विडीयो द्वारा बता देना ! जरूर से और पंडीत को कम से कम और ज्यादा से ज्यादा कितनी दक्षीणा देनी चाहीए जिससे वह नाराज न हो क्रमशः....
jankari ki jarurat aapko h Har ak puja video vidhi me hawan hota h bina hawan koi bhi puja sampurna nahi mani jati Grantho ke anusaar Agni ke mukh se bahgwaan bhojan grahan karte hain..
qulification kya hai aapki batana jara.main sahitya se.M.A. net hun. abhishek kyun kiya jata hai iska matlab pata hai apko jo bhagwan ko bhojan karwa rahi ho.
@@spiritualwoman79 Aap brahman hai sanatan dharma ko badhane aur logon k kalyan k liye video bana rahi hai bahut achi baat hai.lekin aur youtube channal hai usme log dikhawe k liye yahi galti kar rahe hai but..aap ye na kariye..
@@spiritualwoman79 nahi gaay ki kimat lete hai. Humare bhaji to usse bhi achche hai He charges only 5000 rs that's all N 200 100we give him above that. Because cow cost us approx 22000 at our place
Ham wahi bta rahe hain jo .... hamare parampara me hota h hamre ghar me purkhe panditayi karte aa rahe hain unhi ki likhi parchi h... Ye to kuch bhi nahi agar aao shastr utha kar dekhen usne to aur bahut hi jyda samagri likhi hoti h Baki agar aapko koi prmaan mile kisi shastr ka ki koi samagri jhuthi h To aap hame jarur prshth sankya sahit share karen Aur ham apko prmaan dete hain shiv Puran skand puran koi bhi utha kar padhen mil jayega
Kisi se puchne ki jarurat nhi.. mere ghar ke log khud pandit h puja karwane jate hain yahi list dete hain Mnokaamna vishesh ke liye ganne ke ras se bhi kiya jata h..alag alag grantho me alag varnan h.. Sabhi sukho ke liye Ya dhan dhanay ke liye
Aap log ko kaise samjaya jaye... Sayad kabhi aap puja me shamil hi nahi hue Gauri ganesh ki puja ke bina koi bhi puja adhuri h aur unhe haldi sindur lagta h
गुरु जी , कृपया यह बताने की कृपा करें कि रुद्रभिषेक के पश्चात हवन आवशयक है या ऐच्छिक है, please बताइएगा ज़रूर ☺️? अगर हवन नही किया तो क्या रुद्राभिषेक का पूर्ण फल नही मिलता है क्या ?
Tulsi dal bhagwan shiv ko arpit nhi kiya jata... Sorry to say this... But saal m ek hi br maa tulsi shivji pr chadai jati h wrna nhi... Shivpuran m iska varnan h... Vo islye kuki mahadev n mata Tulsi k pati sankchuran ka baadh kiya tha..
मेरे sasur ji karmakandi pandit h ab kitna Gyan lena h ye unhi ki bnayi parchi..thi.. Par fir bhi jo galtiyan ho khsma karen.. Aur u hi apne sujhav jarur dete rahen
|| हरिद्रा कुंकूमं चैव पुष्पो केतकिं तथा
पल्लवो तुलसी दलम विवर्जि ते शिवलिंगार्पण: ||
🕉️🕉️
Haldi
Kumkum
Roli
Mata ji ko chadhata hai sir jee
Bina bhagwan vishnu ke pujan ke mahadev ka Puja hota bhi hai kya
@@sanjeetamishra4786haa rudrabhishek me sirf shiv parivar yani ki Bhagwan Shiv,Mata Parvati(Maa Durga),Bhagwan Ganesh,Bhagwan Kartikeya, Bhagwan Shiv ke vahan Nandi aur Vasuki Naag jo Bhagwab Shiv gala me rehte hai unka pujan hota hai mai ek pandit hu aur apka bata rha hu yeh iske alava bhagwan Vishnu ka pujan ka rudrabhishek se koi sambandh nhi hai
@@sanjeetamishra4786Aur Bhagwan Shiv ko madhupark (dahi,shahad,ghi),chandan,bhasma aur gulal ka tilak lagaya jata hai ya fir chadta hai jisme parimal dravya me (gulal,haldi) ek sath mix rehta hai iske alava Bhagwan Shiv ko kisi bhi prakar ka vastra janev ka alave ya fir koi bhi lep jaise kumkum,sindoor nhi lagta hai.Aur kabhi bhi Tulsi patta nhi chadaya jata hai sirf Tulsi manjri chadayi jati hai Puja me.
@@sanjeetamishra4786madhupark(dahi,madhu,ghi) aur parimal dravya (gulal,haldi) do alag chize hai ye sab isliye chadta hai kyunki Bhagwan Shiv ka ek roop ardhnarishwar hai aur vairagi roop me pura bhasma lapete rehte hai,chuki vah vairagi roop me rehte hai unhe kisi bhi prakar ka vastra nhi chadate hai sirf janev chadta hai athva shivling par kabhi kadar safed dhoti chadate hai bas.Asha karta hu apki sabhi uljhane dur ho gyi hongi🙏
Thankyou so much...
Isis trah se aage bhi puja -path se sambandhit jankari dete rhe👍
🙏Har Har Mahadeo🙏
जी बिल्कुल ..उत्साह बढ़ाने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद🙏🙏
आपका ऐसा ये वीडियो बहुत अच्छा है, परंतु आखरी पूजन सामग्री में मिट्टी नही तालाब की मिट्टी चाहिए होती है, जो चिकनी होती है, जिस पर जल अर्पित , या दूध ,दही का अभिषेक होता है, को चिकनेपन से पात्र में चला जाता है...
Bahot bahot sukriy didi jaankari dene ke liye
Jb charon trf ke raste bnd ho jate h to Bhagvan yad ata h OM Shanti Om Shanti Om Shanti
4 . q5
😊
Har har Mahadev
Har har Mahadev 🙏🙏
Ma.m aise hi aur samagri list banaiye ham aapko pura spot krenge ❤❤
Thank you 💓 radhe radhe
Bhut badiya btaya apne
Har har mahadev
Radha Radha ji
Har Har Mahadev ji 🕉️
ॐ नमः शिवाय 🙏
Jai mahakal 😮
जय श्री महाकाल भैरव नाथ जी
हर हर महादेव 🙏🙏
जय श्री कृष्णा 🙏
Har har mahadev
अति उत्तम share
Thank you
Radhe Radhe
Radhey radhey 🙏🙏
Om namah shivaya 🙏
हर हर महादेव
Aap iss samagri ki list ko driscription mein daal deejiye toh ye bahut helpful hoga
Bahut achha
Om namah shivay
तो की कृपा हो गीत जय श्री कृष्णा
Bich bich Mai haat ka action ke karan saman to nhi dikh Raha bas haat ka hi add ho Raha h mano....
Rudra avhiscik kitna karcha hota hy
Aaap mahan pandit hai
Mahan to bhagwaan hai gurudev hain
बेलपत्र कितना लगता है
Atiuttam video
अभिषेक हेतु सिंगी की आवश्यकता होती है जिससे दूध,जल रस अर्पित करते हैं
दिसंबर में कब है रुद्राभिषेक करने शुभ मुहूर्त
❤❤❤🙏🙏🙏🙏
HAR HAR MAHADEV 🙏💐
har har Mahadev 🙏🙏
Rudrabhishek ki puri pujan vidhi batae
Didi rudbhisek amawsh ko ho sakta hai es mahine me Shivratri ko pandit Ji ko time nahi hai please didi bataye namaste
Ha is bar achha h kyoki somwari amawasya h...
Waise shiv ji in sab se paren...har ashubhta shiv puja se sab shubh jo jati h
Thank didi
क्या रूदाभीसेख मे हवन होता है हमने न देखा न सुना
Hmare sasur ji pandit hain
Aur wo koi bhi puja bina hawan ke nahi karwate
Waise bhi पत्नी पत्नी साथ बैठे है तो कोई भी पूजा में हवन करना जी चाहिए
Didi meri shaadi mai bahot rukawat aa rahi hai,bahot pareshaan ,margdarshaan kare🙏🏾🙏🏾🙏🏾
Bela ke 108 ful se shankar ji ki puja karen..har bar panchakshar mantr bolte jaiyega ak ak chdha ke
Ya somvar ya 16 somvar vrat bhi kar sakte han
Madam aap ne bataya to bahot achha hai ... But jinko list chahiye usse uske list ka photo aap proper dedete to achha achha ...
Last me h hogi sayad puru list ki pic
Thanks you so much
Dusara karmkand ki samagri list he
Kitne ka aaygi puri samagri
Rudrabhishek me kitna kharcha aa jata hai?
2000 -3000 tak..bhi ho jata h..
Jyada jyda kharcha karenge to 5000
Shiv ji ko tulsi nahi charti hai
chadti h lakin sirf चतुर्दशी को
Haldi nahichadti bhole nath ji ko
Bhagwaan jo bhi likha h sab sahi
Sa gauri ganesh ki puja ke bina puja adhuri h unko chadhta h
🙏🙏
कुछ और बाकी होगा तो सोच कर बता देना ! दुसरी विडीयो द्वारा बता देना ! जरूर से और पंडीत को कम से कम और ज्यादा से ज्यादा कितनी दक्षीणा देनी चाहीए जिससे वह नाराज न हो क्रमशः....
जो लिस्ट बना है ओ अलग अलग बनना चाहिए जैसे फूल का अलग, हवन का अलग, मिठाई का अलग, दान देने का अलग इत्यादि
Saral se saral vidhi ke dwara rudrabhishek karte hue dikhayen Hindi ke pad ki kavita group
Rudraabhishek me hawan nahi kiya jata
Tum
Kab
Aaoge
mam apke pichli video me shipuran shuru krne me roj same pooja krne h jaise video me h
Nhi roj nahi pehla aur antim din..baki panchopchar ae
ok mam
shiv parivar ka naam lena h
मैम शिवलिंग पर हल्दी चढ़ती ही नहीं है
Video dhang se shuru se last tak dekha karo fir comment Kiya Karo..😡 tabhi samjh payenge..kis liye haldi likhi h
आप का लिखा हुआ साफ से नहीं दीख रहा हैं
Settings me jakar videi quality likha hoga usme higher quality video kar dijiye dikhne lgega
Katiyani anuthan ki vidhi btye
Saman aur rachana ke adhikta
Kul kharch
madam abhishek mein hawan nhi hota hai..kahan se copy kar li aap..thoda jankari le liya karo video se pahle
jankari ki jarurat aapko h
Har ak puja video vidhi me hawan hota h bina hawan koi bhi puja sampurna nahi mani jati
Grantho ke anusaar Agni ke mukh se bahgwaan bhojan grahan karte hain..
qulification kya hai aapki batana jara.main sahitya se.M.A. net hun. abhishek kyun kiya jata hai iska matlab pata hai apko jo bhagwan ko bhojan karwa rahi ho.
@@spiritualwoman79 Aap brahman hai sanatan dharma ko badhane aur logon k kalyan k liye video bana rahi hai bahut achi baat hai.lekin aur youtube channal hai usme log dikhawe k liye yahi galti kar rahe hai but..aap ye na kariye..
Amitsoni86856
माता गौरी के लिए साड़ी और सिंगार का सामान भी लगता है
Ha bilkul shringar jaruri h
Hlo tulsi nhi
Kyu galat bta rhe hai
List mein kele ke patte aur Gay likhan bhul gaye aap
Hum dakshina mein गाय dete hai sawatsa dhenu
Ha ji..bhul gyi.. sorry
Aaj kal gaay kaun deta aur leta h par uske nimitt dakshina hona chahiye
@@spiritualwoman79 nahi gaay ki kimat lete hai.
Humare bhaji to usse bhi achche hai
He charges only 5000 rs that's all
N
200 100we give him above that.
Because cow cost us approx 22000 at our place
Thanks dear
दुःख होता है कि हमें अपने धर्म के बारे ठोस जानकारी नहीं है ...लोग शास्त्रों का ज्ञान नहीं रखते है और अलग अलग जानकारी देकर भ्रमित करते हैं ।
Ham wahi bta rahe hain jo .... hamare parampara me hota h hamre ghar me purkhe panditayi karte aa rahe hain unhi ki likhi parchi h...
Ye to kuch bhi nahi agar aao shastr utha kar dekhen usne to aur bahut hi jyda samagri likhi hoti h
Baki agar aapko koi prmaan mile kisi shastr ka ki koi samagri jhuthi h
To aap hame jarur prshth sankya sahit share karen
Aur ham apko prmaan dete hain shiv Puran skand puran koi bhi utha kar padhen mil jayega
रुद्राभिषेक में रोटी आटा का चूर्ण नहीं चढ़ता है
Aate ki panjiri...hamare yha prsaad bnta h
Jaisa satynarayan me banta h
@@spiritualwoman79 रूद्राभिषेक केवल फल और मीठा से करें
Jo saman bachta hai wo sb pandit ji le jate hai
Send me list
2 tola matlab kitna
20 gram....nye tole me
Aur purane tole me -24 gram
Tulsi ???😮
Dhyan se suniye to sahi..btaya hua h kyo likhi h
Waise shivpuran ke anusar chadhti bhi h..
@@spiritualwoman79 kyuki Tulsi nhi chahti isliye likhi hai
सब कुछ गलत है गुरु जी के खुद के मुंह से मिटाने सेवा समिति देखकर ही पूजा की विधि तैयार करें
क्या गलत है बताइए ना
या कह दिया
ओ के
Tulsi , shiv ko 😢
aur manokamna pura karne k liye.ganne ka ras nhi ...cow k doodh se kiya jata hai.kisi se puchh lo but kisi ko galata na batao..
Kisi se puchne ki jarurat nhi.. mere ghar ke log khud pandit h puja karwane jate hain yahi list dete hain
Mnokaamna vishesh ke liye ganne ke ras se bhi kiya jata h..alag alag grantho me alag varnan h..
Sabhi sukho ke liye
Ya dhan dhanay ke liye
Man ganne ka ras se abhishekh padha hai mai bhi
@@sanjeetamishra4786 kya padha hai apne ganne k ras se.karne se.🌹
Haldi kabhi nhi chadhta shivling par ...kya galat shalat logo ko bata rhi ho ... please delete this video
Aap log ko kaise samjaya jaye...
Sayad kabhi aap puja me shamil hi nahi hue
Gauri ganesh ki puja ke bina koi bhi puja adhuri h aur unhe haldi sindur lagta h
Bhaut jada samaan bata rhi ho kabhi karwa h aapne
Kisi kaamna k liye itna hi lagta h...bina kaamna k ho to normal bhi ho jata h
Tulsi nahi chadhati.galat mat bataia.
Tb to apne video dhang se suna nhi maine kinke liye tulsi btayi h
Bhagwan shree vishnu
तुलसी दल तो nhi chadta shiv parivar ko
Apne video dhang se suna nhi isliye aisa comments kiya
Tulsi chadhta hai.khali kevda ,kaner aur thahi ka full nhi chadhta hai.
गुरु जी , कृपया यह बताने की कृपा करें कि रुद्रभिषेक के पश्चात हवन आवशयक है या ऐच्छिक है, please बताइएगा ज़रूर ☺️?
अगर हवन नही किया तो क्या रुद्राभिषेक का पूर्ण फल नही मिलता है क्या ?
Aichik nhi hota h
Hawan aniwary h purnta k liye
mem aange nahi aage bolte he lagta he aap AGRA se belong kari ho 🤣🤣
M.p.
आप अपने अधिकार के बाहर की बात न करे
Matlab???
Tulsi dal bhagwan shiv ko arpit nhi kiya jata... Sorry to say this... But saal m ek hi br maa tulsi shivji pr chadai jati h wrna nhi... Shivpuran m iska varnan h... Vo islye kuki mahadev n mata Tulsi k pati sankchuran ka baadh kiya tha..
Apne video thik se suna nahi batya h maine ki kayi bar ham air devi devta rakh lete hain to unke liye h
पूरी समान रहता है
कुछ ज्यादा ही बता रही हैं
aap bilkul galat bta rhi h
Perfect
Excellent
Thanks
&
Regards
Aabhar...🙏Radhey radhey ❤️🙏
@@spiritualwoman790😊😊
समय नष्ट ना करे अपना भी औरों का भी
na dekh vedeo
Sb mix kar diya panjiri Vishnu g ko bhog hoti hai. Rot😢. Ye 😂😂😂😂
Yeh bheemta aa gaya😂😂😂
Yes😂😂
Sb man marzi se. Bss u tube me ghusna hai. Madam Gyan le fir banae
मेरे sasur ji karmakandi pandit h ab kitna Gyan lena h ye unhi ki bnayi parchi..thi..
Par fir bhi jo galtiyan ho khsma karen..
Aur u hi apne sujhav jarur dete rahen
ऐसा बहुत सामर्थ्य वाला ही कर सकता है।और उनके पास समय नहीं है। क्यों समय खराब कर रहे हो
किट आती है आप परेशान ना हो
Har har mahadev