35:38 bhai ne freelancing walon ko dhyadi majdur bta diya😀, corporate mai kaam kerte hain to log corporate majdur bolte hain, freelancing krein to ab bhai dhyadi majdur bol rhe hain😂 aakhir hum krein to krein kya , bole to bole kya🤣
mam ma ssc cgl ki preperation kar rash tha meri age 29ho gai ha unfortunatly success nahi meli mam ab ma digital marketing ka course karna ki soch rah huuu pls tell me ki digital matketing ki field kesi ha kya is field ma aacha passa kama sakta haaa honest reply mee or agar ap koi or career ki advice daa pls tell mee or career ka reading ma ap sa kesa contact kar sakta huuuuu
@@ravinderkumar-wo1szagar age 29 hogyi hai toh, other options dekhna bhi shuru karo. Jab govermment exams ki tayari me itna nahi socha, itne saal tayari krne se pehle nahi socha, toh ab kyu itna soch rahe ho? Ki karu ya nahi.
Digital marketing me thoda sa bhi interest hai toh, aur skills pe kaam karte ho toh, course karte hi Job lag jayegi. Ye jo journey hogi tumhari, iska result ek din pe depend nahi karega, iska karega ki tum kitne skilled ho, communication skills kaisi hai, willingness to learn, kitne responsible ho tum, kitne liable ho.
to fir mai shuru se dhyadi majdur hi kyun bnun sidha raj mistri bn kr dhyadi majdur kyun na rkh lun mtlb freelancing(dhyadi majdur) kyun krun , seedha freelancer se kaam krva kr package kyun na sell krun(raj mistri)??
maine ab tk ka pehla video aisa dekha hai jisme career gap walon ki problem ko theek se address krke unke liye practical solution oriented approach rkhi gyi hai, uske alawa is video ki khas baat ye hai ki isme govt job ki taiyari ke baad ek person ke dimag mai kya chl rha hai, jo uska confidence down ho jata hai, logon se baat krne mai hichkichata hai, dar lgta hai ki log judge krenge, kai baar vo honsla aur umeed kho deta hai- is psychology ko is video mai bhut acche se smjha hai swati ne kyunki ho skta hai unhone bhi khud ye cheezein kbhi face kri ho tbhi vo smjh bhi rhi hain (vrna baki kai log hain jo jb kisi ka exam na nikle to use nalla ya vella ya berojgar ya kisi chote najariye se bhi dekhte hain aur kai purane dost bhi dur ho chuke hote hain) Overall a very good video, till now I found this single video who is purely made to address the career gap challenge and it's solution Thanks Swati🙂 Now I am a new Subscriber of this channel( Looking for the podcasts which shows multiple Plan B options for Govt job aspirants or any career gap person)
Book a 1:1 Career Counselling Call with me: topmate.io/swatidhamunia
Sahil khanna is a brand himself 🖐😎
35:38 bhai ne freelancing walon ko dhyadi majdur bta diya😀, corporate mai kaam kerte hain to log corporate majdur bolte hain, freelancing krein to ab bhai dhyadi majdur bol rhe hain😂
aakhir hum krein to krein kya , bole to bole kya🤣
Very good 💯
Thank you
Very informative and valuable talks like always🎉
Thank you
mam ma ssc cgl ki preperation kar rash tha meri age 29ho gai ha unfortunatly success nahi meli mam ab ma digital marketing ka course karna ki soch rah huuu pls tell me ki digital matketing ki field kesi ha kya is field ma aacha passa kama sakta haaa honest reply mee or agar ap koi or career ki advice daa pls tell mee or career ka reading ma ap sa kesa contact kar sakta huuuuu
Video me sab discuss kiya hai, ache se dekho poori video
@candidchatswithswati mama ma ap ka perspective Janna chata huuuu pls reply meee
Shail sir course sell karta haa wo to kar chig correct bolenge
@@ravinderkumar-wo1szagar age 29 hogyi hai toh, other options dekhna bhi shuru karo.
Jab govermment exams ki tayari me itna nahi socha, itne saal tayari krne se pehle nahi socha, toh ab kyu itna soch rahe ho? Ki karu ya nahi.
Digital marketing me thoda sa bhi interest hai toh, aur skills pe kaam karte ho toh, course karte hi Job lag jayegi.
Ye jo journey hogi tumhari, iska result ek din pe depend nahi karega, iska karega ki tum kitne skilled ho, communication skills kaisi hai, willingness to learn, kitne responsible ho tum, kitne liable ho.
@@candidchatswithswati mam ap ka according digital marketing ka scoop kesa haaa or isma career kesa ban sakta haaaaa
Gazab & informative video 😊
Thank you Girish
Very informational video ma’am ✨✨
Thank you
to fir mai shuru se dhyadi majdur hi kyun bnun sidha raj mistri bn kr dhyadi majdur kyun na rkh lun
mtlb freelancing(dhyadi majdur) kyun krun , seedha freelancer se kaam krva kr package kyun na sell krun(raj mistri)??
Nice Video Ma'am 👏👍
Thank you
maine ab tk ka pehla video aisa dekha hai jisme career gap walon ki problem ko theek se address krke unke liye practical solution oriented approach rkhi gyi hai,
uske alawa is video ki khas baat ye hai ki isme govt job ki taiyari ke baad ek person ke dimag mai kya chl rha hai, jo uska confidence down ho jata hai, logon se baat krne mai hichkichata hai, dar lgta hai ki log judge krenge, kai baar vo honsla aur umeed kho deta hai- is psychology ko is video mai bhut acche se smjha hai swati ne kyunki ho skta hai unhone bhi khud ye cheezein kbhi face kri ho tbhi vo smjh bhi rhi hain (vrna baki kai log hain jo jb kisi ka exam na nikle to use nalla ya vella ya berojgar ya kisi chote najariye se bhi dekhte hain aur kai purane dost bhi dur ho chuke hote hain)
Overall a very good video, till now I found this single video who is purely made to address the career gap challenge and it's solution
Thanks Swati🙂
Now I am a new Subscriber of this channel( Looking for the podcasts which shows multiple Plan B options for Govt job aspirants or any career gap person)
Thanks. Stay tuned for more :)
Acha lagta hai aise comments padhke.
1:07:18 Well Said Sahil
Insightful Video... Keep going girl!
Thank you ❤
54:07 accha kiya video beech mai bnd krke nikla nhi aur puri baat sun li😂
Haha poora dekhna agge tak
I m from sahil khanna Audiance ❤
Kaisi lagi?
@candidchatswithswati mast👏
Gazab video
flop
movie thodi release kari hai bhyi.
@@candidchatswithswati bakwass tha