Sir ye btayiye Manlo company open h haryana ki to hm Delhi ki Invoice numbering kse use kr skte h ? Delhi ki Invoice numbering to usi company me use hogi na sir ?
Rental me aap tally k owner nhi hote bsss kuchh time k liye rent pay krke use kr skte ho normal tally ki trh hi , sb same hi hoga , but wo licence ek time period k liye hoga
Company address konsa pickup hoga. Delhi office ka address alag hai or Haryana office ka alag. This change should be also automatic locked with series.
Ye ek problem hai. Ja ek number wala maine parry ko vej diya aur baad me delete kar diya to sara bill ka numbeeing disterb ho gaya. Hona to ye chahiye ki koi v bill delete kar v du to baki bache invoices ka number change na ho. Warna pata chala ki kisi party ko billa veja usme koi aur numbering hai. Aur maine koj bill detete kar diya GST me dikha diya. Bill ka number alag alag ho gaya. Ye wk galat procedure hai.
@@lalitkumar-bq5et samajh hai tabhi to problem kaha ho sakti hai bata raha hu.. Nahi hoti to like kar ke chala gaya hota. Ye problem mera nahi ek account ka tha jisne mere saath aisa hi kiya tha. Mujhe jo invoice send kiya uska number kuchh aur tha, gst portal par kuchh aur... Account ban jayenge pata nahi kaise... Lol bechare
Ab ye series delete krni ho to kaise krenge wo b to btana tha sir ji...bahut log isko sikhne k liye bna denge pr fir problem create hogi ...delete kaise hogi wo b btao plz
Sir item summery kaise banate hai please bataiye Matlab jaise mujhe 10 no bill se 15 no bill me jo aur jitne item hai unki summery banani hai jab delivery boy delivery karne jayega to use 10 se 15 no bil ki delivery karni hai to usko utne items nikal kar de de alag bill ke alag alag item n nikalne pade.
बोहोत काम का फीचरस् है सर ।
thankyu 🙏
Thankyou for bringing this feature to kind attention to your subscribers ❤
superb and great
YES YE TRIK ACCHI LAGI THANK YOU
super sir
🕉जय श्री राम वीरेंद्र कुकरेती। 👆 बहुत उपयोगी है ।
Thanks I don’t know this trick earlier
Mere liye new h acha laga
i dont no about this trick thanks for telling
Thanks pahle nahe malum tha
सर जी प्रणाम,
आप का यह एपिसोड बहुत ही हेल्पफुल है लकिन वॉचर्स नंबर अगर ६ डिजिट से अधिक होने से EROR आता है उस को कैसे सोल्वे करेंगे
Sir ye btayiye Manlo company open h haryana ki to hm Delhi ki Invoice numbering kse use kr skte h ? Delhi ki Invoice numbering to usi company me use hogi na sir ?
sir e invoice ka update version with udayam number ka tdl kab tak update denge ji
Already knew
If already created different voucher in saled can we change now
Mein part time 2-3 jagah par part time mein entry karne ke liye lena chahta hu.
Sir tally prime rental or buy mein kya difference hota hey.
Rental me aap tally k owner nhi hote bsss kuchh time k liye rent pay krke use kr skte ho normal tally ki trh hi , sb same hi hoga , but wo licence ek time period k liye hoga
Sir tally 5 kb ayega
Company address konsa pickup hoga. Delhi office ka address alag hai or Haryana office ka alag. This change should be also automatic locked with series.
Ye ek problem hai. Ja ek number wala maine parry ko vej diya aur baad me delete kar diya to sara bill ka numbeeing disterb ho gaya. Hona to ye chahiye ki koi v bill delete kar v du to baki bache invoices ka number change na ho. Warna pata chala ki kisi party ko billa veja usme koi aur numbering hai. Aur maine koj bill detete kar diya GST me dikha diya. Bill ka number alag alag ho gaya. Ye wk galat procedure hai.
Yes in this situation you need to configure the option "retained original voucher number" in voucher type
Usko automatic and manual pr rkho , aapne only automatic select kiya hua h or ye sb krne se phle data backup le lena aap
Sala chutiya video banata hai ,, bhai aisa koi bat karna apne tally se ,, lol hai bhushri ke kuchh samjh nahi hai usko ,, GST SALES ke bare me ,,
Lol hai bilkul,, kuchh samjh nahi hai usko GST SALES ke bare me
@@lalitkumar-bq5et samajh hai tabhi to problem kaha ho sakti hai bata raha hu.. Nahi hoti to like kar ke chala gaya hota. Ye problem mera nahi ek account ka tha jisne mere saath aisa hi kiya tha. Mujhe jo invoice send kiya uska number kuchh aur tha, gst portal par kuchh aur... Account ban jayenge pata nahi kaise... Lol bechare
Ab ye series delete krni ho to kaise krenge wo b to btana tha sir ji...bahut log isko sikhne k liye bna denge pr fir problem create hogi ...delete kaise hogi wo b btao plz
Waise toh cancel karte hai agar delete kar diya toh lafda ho jayega e-invoicing hoti hai ssab mismatch me chala jayega
Sir item summery kaise banate hai please bataiye
Matlab jaise mujhe 10 no bill se 15 no bill me jo aur jitne item hai unki summery banani hai jab delivery boy delivery karne jayega to use 10 se 15 no bil ki delivery karni hai to usko utne items nikal kar de de alag bill ke alag alag item n nikalne pade.
Tdl banvana padegi
Thanks but pehle se hi malum hai
Sir Series ko delete kaise karna hai
Aah hi pta chla 😂
Gst documents summary will be not generated properly
Course join karna
No idea
Nosend
Nahi pata tha
Nahi
Bahut faltu twrika hai batane ka 😂
No
Nahi pata tha