Hello ma'am...humble request to you please.. jumbled word kse sikhayen UKG k bacche ko is pr video bnaiye please...or kya level hota h kon konse words ki krwane h nd jumble se phle kya kya aana chahiye jo use jumble meim help kre krne mein... Apki videos se main jolly phonics krwa chuki hu...
Hi mam mujhhe apki video bohot achha laga,mam may meri betiko kaya letter writing crayon say sikhau?🙏🙏🙏 Plz reply mam copy may slate may sab kuch may likhau
mam plz make a video ki bacha agar zidd kare to kase control karen mere twins ha ladka aur ladki vase to dono ka schedule fix ha par bahar jae thodi der ke liye to andar nahi aate.3 year ke ha aur mam meine packet chips kabhi nahi delaye par dusro ko dekh kar mangte ha
I can understand ki kai baar we as responsible parents bacchon k andar good habits daalne ki puri koshish karte hain but jis society mein hum rehte hain wahan har tarah ke kids and guardians hote hain. Aap apne bacche ko zayda junk food avoid karti hain but bacche dusron ko dekh k zidd karte hain kyunki bacche itne chote hote hain ki unhe is baat ka logic nahi samajh aata ki mummy kyun mana kar rahi. I can only advise that don't be too strict with your kids. Aap bhi kabhi kabhi unhe dila sakti hain jis se wo aur bacchon ko dekh k maange bhi to aap unhe samjha sake ki kabhi kabhi khana chahiye hamesha nahi. Is se wo zayda zidd nahi karenge. I do the same with my daughter too and wo maan bhi jaati hai. You have to be patient and consistent in your approach. Hope it helps
I really like your way of explanation... All of your videos are really helpful..
Very good video
Thank u ...
Very nice
Thanks mam meri problum shol ho gy
Motivation video thank you madam.❤️
Thanks
Informative video
Hello ma'am...humble request to you please.. jumbled word kse sikhayen UKG k bacche ko is pr video bnaiye please...or kya level hota h kon konse words ki krwane h nd jumble se phle kya kya aana chahiye jo use jumble meim help kre krne mein... Apki videos se main jolly phonics krwa chuki hu...
Main kosish karungi ispe bhi video banane k liye
@@MummyTuber thank you ma'am
Wow again a very good video parnica mam. Thank you for the wonderful video
Very nice👌👌 keep doing parnika
Nice di g
Pencil konsi Dark used karu writing ke liye
You solved my problem 🙏🏽
Thanku 😘
Hi mam mujhhe apki video bohot achha laga,mam may meri betiko kaya letter writing crayon say sikhau?🙏🙏🙏 Plz reply mam copy may slate may sab kuch may likhau
Haan aap shuruat mein crayon use kar sakti hain
🙏
Use crayons se colour krna achha lgta hai but finger pain ke karan chhod deti hai ,iske liye kya karu mam plz tell me
Nice mam 👏👏
3 years ke liye koin sa crayon colour lena chahiye wax ya oil and which company pls link mam pls
Mam long or short vowel ka bi video btaye jaldi
ok
mam plz make a video ki bacha agar zidd kare to kase control karen mere twins ha ladka aur ladki vase to dono ka schedule fix ha par bahar jae thodi der ke liye to andar nahi aate.3 year ke ha aur mam meine packet chips kabhi nahi delaye par dusro ko dekh kar mangte ha
I can understand ki kai baar we as responsible parents bacchon k andar good habits daalne ki puri koshish karte hain but jis society mein hum rehte hain wahan har tarah ke kids and guardians hote hain. Aap apne bacche ko zayda junk food avoid karti hain but bacche dusron ko dekh k zidd karte hain kyunki bacche itne chote hote hain ki unhe is baat ka logic nahi samajh aata ki mummy kyun mana kar rahi. I can only advise that don't be too strict with your kids. Aap bhi kabhi kabhi unhe dila sakti hain jis se wo aur bacchon ko dekh k maange bhi to aap unhe samjha sake ki kabhi kabhi khana chahiye hamesha nahi. Is se wo zayda zidd nahi karenge. I do the same with my daughter too and wo maan bhi jaati hai. You have to be patient and consistent in your approach. Hope it helps
Thank you ma'am
Hello mam
Meri beti 2 & 7 year ki hai wo crayons achi tarike se hold krti hai but thodi der baad hi uske finger me pain hone lagta hai
Wo abhi kafi choti hai perfectly ya fir der tak likhne k liye. Jaise jaise wo Badi hogi uske ye improve hoga. Keep doing fine motor skills with her.
Thank you mam
Mam mere beta nehi likhta hai