Mam mera bacha 3.10, yr ka hai self talk karta hai boht ya echolailia hamari baat ko hi repeat karta hai boht hi kam words understanding k sath bolta hai ,7,8 months ki therapies k baar usko understanding kaafi improve hue hai laikan wo phir bi bs wahi sab bolta hai screen language yaa copy words or behavior issues pehly nhi thay ab boht ziada hai washroom mai usko lagta hai bs shower lainay k liey jaaty hain jaaty hi nahana start kardeta hai comod pe nahi bethta shouting karta hai ,kisi k ghr bhi enter hoty hi shouting karta hai boht ziada . ..apni pasnd k shoes or kapre bhi change nahi krna chahta
Dudh aap baad mein de dena agar bachhe ko suit kare to. Abhi initial years mein dudh chod kar bachhe ki improvement per focus karenge t behtar results possible hai
Was sainyam able to comprehend stories in school?...sainyam ne 10 th regular board se paas ki hai ya special curriculum mein?...my kid is in 3rd and shows no interest in reading stories...i think he is not understanding them fully...Cound Sainyam understand maths concepts fully?
Ma'am how did you treat toe walking of your child. Please make a video on it. My daughter is also a toe walker. Please help 🙏
Ear muffs sensory ISHU me use kar sakte he ?
Yes, if required. Pl watch our videos on sensory processing disorder.
Mam mera bacha 3.10, yr ka hai self talk karta hai boht ya echolailia hamari baat ko hi repeat karta hai boht hi kam words understanding k sath bolta hai ,7,8 months ki therapies k baar usko understanding kaafi improve hue hai laikan wo phir bi bs wahi sab bolta hai screen language yaa copy words or behavior issues pehly nhi thay ab boht ziada hai washroom mai usko lagta hai bs shower lainay k liey jaaty hain jaaty hi nahana start kardeta hai comod pe nahi bethta shouting karta hai ,kisi k ghr bhi enter hoty hi shouting karta hai boht ziada . ..apni pasnd k shoes or kapre bhi change nahi krna chahta
Mam saiyam ke liye speech therapy kitye years tak ki and kaun se center se? If u are comfortable plz reply
Mam ek mhine ho gya maine apne bche k diet s lekr therapy sb kr rhi kuch b immprovmnt nhi dikh rhi
What are the issues you are facing?
Aap thoda detail mein batayein bachhe ke baare mein kya issues aa rahe hain aapke bachhe ke sath?
Mam hamare bacche kavi dudh nehi kha sakte keya?
Dudh aap baad mein de dena agar bachhe ko suit kare to. Abhi initial years mein dudh chod kar bachhe ki improvement per focus karenge t behtar results possible hai
@sainyam4autism yes mam
Aapki bete ki speech kis age mein I thi
Kya autism m bache ko Play school bhej sakte hain ?
Yes zarror behj sakte hai
Ji aap bilkul bhej sakte hain agar bachha comfortable hai to.
@@sainyam4autism thanks
Was sainyam able to comprehend stories in school?...sainyam ne 10 th regular board se paas ki hai ya special curriculum mein?...my kid is in 3rd and shows no interest in reading stories...i think he is not understanding them fully...Cound Sainyam understand maths concepts fully?
I m very worried k kiaa karun sara din apni marzi k games khailna chahta hai bs ..