Yr aap bóhat acha samjhati ho.or ap ka thik hai g bhi bóhat acha lagta.mene aj first time apka vedio dekha hai or aj hee subscribed kar diya hai.thnku so much for teaching
Kal hi maine same yahi suit siya hai apne liye. Aur sach me bahut slippery fabric hai. Aajtak jitne bhi suits siye hai maine usme yahi suit sabse zyada time lekar aur bahut hi zyada savdhani lekar sil paya hai ye
Ye aap ne meesho se mangwaya hai aur iske gale ki kdhai ko aap ne chota kar Diya humne bhi sila tha aise hi lekin mere gale ki kdhai lambi hai aur 3 button lage huye hai aap ke sirf 2 hi rahenge aur Bhi log isme ka silwate hai to bahut chota gale ki kdhai ho jati hai aur 1 hi button rahta hai
M jab kurte ki cutting krti hu tab bilkul shi hoti h par stiching k time aage ka teera jyada or piche ka kam ho jata h m piche ka gla oreb patti ka bnati hu or aage bukram plz reply aesa kyu hota h
Mashaallah bahut paiyara hay
Yr bhout acche se samjhaya hai
Bhut sunder
Very good explanation mam....thank u so much
Nice explaination thank u so much
Baju lgane ka way unique tha💐
Super nice sharing dear sister ❤️ 😘 😊 💕 😍 ♥️ ❤️ 😘 😊 💕 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
bhot ahcha samjhati hai maidam aap thank you
Bhut achi si samjh Aya❤❤❤tq
so beautiful ❤❤🎉
Bahut acha shikti hai
Bhut zabardast Mashaallah 👌🥰
Bahut ache tarah samjhaya ji apne m farst time astar vala sil rahe hu ...😊😊
Mam aap bahut accha btati hai thank you ❤❤❤❤
Bhaut badiya 🎉
Thank u madam ji aapane bahut acche se samjhaya
Apki Awaaz bahut saaf he .. Sis. Ap bahut pyara bolti he ... Thainks
nice video di 🎉🎉🥰🥰🥰🥰🤗
Love the way you teach excellent I'm following u 🤩❤❤❤
Thanku g
Bhut aachaa
Bohot accha sikhaya he tum ne mashallah tum bohot aage jao inshallah
Tum kaha se ho
Very nice mam
ruclips.net/channel/UCUFs0Xao2WRFHAaa192vuUg
❤️❤️❤️❤️.....
Very nice 👌 ❤
Yr aap bóhat acha samjhati ho.or ap ka thik hai g bhi bóhat acha lagta.mene aj first time apka vedio dekha hai or aj hee subscribed kar diya hai.thnku so much for teaching
Nice 👍
Bhut asha❤❤
Kal hi maine same yahi suit siya hai apne liye. Aur sach me bahut slippery fabric hai. Aajtak jitne bhi suits siye hai maine usme yahi suit sabse zyada time lekar aur bahut hi zyada savdhani lekar sil paya hai ye
Lining kaunsi fabric ki lgayi thi aur sui kitne no. Ki lgai??
Aap ne samjaya to bhut achha hai phir jaise aap ne sila hua h ye chhubhe ga pahanne ke baad
Thanks
Very nice
Thank u very much
Aswoem dii ❤❤❤
Excellent..maam saree se Aliya cut kurti drafting and stitching bataye please
Great👍🏻👌🏻😇
❤nyc
I have exactly same suit😍
Kya price h
Nice
Thank you mam
Thank you so much madam ji
Beautifully explain 😍
Ladies kurte ki cutting and stitching bhi btaiye
Thankyou mam
❤❤❤
But a cha samjhati h
Thank you baji
Thankyou Sister
Lining ka fabric kya hai aur sui kitne no. Ki lgayi hai??
Mam ye kapda online ka hai na
Bich ki silai nikal dengay kya baad me please reply??
Ye aap ne meesho se mangwaya hai aur iske gale ki kdhai ko aap ne chota kar Diya humne bhi sila tha aise hi lekin mere gale ki kdhai lambi hai aur 3 button lage huye hai aap ke sirf 2 hi rahenge aur Bhi log isme ka silwate hai to bahut chota gale ki kdhai ho jati hai aur 1 hi button rahta hai
Iska kyA price h
Pls tell
485
@@MantashaFaridi-g5o Maine Flipkart se mangwaya hai 469 ka 😍
😂maine filpkart se magaya tha
Mam is sleev ke sath cotton lining laga sakte hai kya
Asa fhebric per colour kesa banag
Is suit ko silne k liye machine ki sui kitne no. Ki lgegi
Plz reply🙏🏻
Mera suit ka gala peache jata h plz koi solution batye
Apki voice bohat clar ati h.।।
Mujhe hamesha silvs tait ho jata h
M jab kurte ki cutting krti hu tab bilkul shi hoti h par stiching k time aage ka teera jyada or piche ka kam ho jata h m piche ka gla oreb patti ka bnati hu or aage bukram plz reply aesa kyu hota h
Mujhe pin lagane ka jarurat hi ni parta Mai ese hi sil leti hu
Same to you dear
Hi🎉😢😅😢😂
Kitne number ki needles ka use ki hai app
M suru se silent dekhna h
Laingebalyaorkamgedhea
Meri chak shi aati h😢
Aapne pura suit galat sila hai ye aapko chubhne lge ga ab
Very nice mam