2 lakh Kam se kam bina lenter 2 room (1toilet- 3#4) (1bathroom3#4) (1kitchen6#4) Or side se sidi bhi ho jayega chhat par chadne ka.. (Feer 4 lakh Tak pahochega. Lenter dal ke) lenter ke heesab se hi Bim or maal lagega. Lenter ka wajan bhi beem par aata hai Pilar na hoto esliye 4 lakh lenter wale main
Bhi, apka new subscriber ho! Agar foundation mai ento ki jaga 2.5 gehree 2.5 chorhi opar zameen level tak os ko 1-4-8 ke ratio ke mortar se bahr le os ke bahd plinth levek tak ento ki chonai kare tu kia ye theek aor mazbot foundation hoga?
Sir gaon m 2 room h neev 12 nich uper 9 inch village area h beam nhi h bus 2 flour bnana h mitti ki chinai h lenter dalne se koi problem nahi hogi n sir
pilint ke niche ager chota colam lga dene se aur mjbut hoga kali hit ka jodai hai niche usme hit ka jayda brosha mat rko ghar yek bar bnana hai10 bar nhi❤🙏
Apke video k liye dhanyabad . Mai ek 1400 sq.ft. Ghar banana chahta hu. Mera budget Kam hai. Ghar ground me hoga. Upar chat nahi chadar hoga. Kya main Bina RCC Pilar ke yeh Ghar bana sakta hu?
Bansi Lal mistri thoda kam mistri hun humko jankari chahie ki nahin ji ka pillar kaise khada karya Kiya jata hai uske bare mein humko video dijiye ab se bahut vinati hai
Sir mere ghar par 4fit Jamin khodai Kiya tha our 30 inch choura uske baad Balu deker inta bichya uske baa 20in choura 16mm ka 6 sariya dekar 1feet hight load bearing beam Diya tha uske baad chaad tak 15inch ka diwar banaya hun 1no inta se kya Mera maka par kitna manjil Ghar bana shakte hai
@ Ashok house construction sir, Foundation ke liya kabhi bhi do feet ya teen feet khodne ka salaha mat dena gaon me khet ki chikni mitti hoti hai isliya tab tak foundation khodna chahiye jab tak hard strata jise murum keheten hain lag Jaye nahin to Bina pillar ka Ghar do feet deewar bhi crack aa sakta hai.please Ghar malak ko kabhi misguide mat karna
मेरा प्लाट १५ बाय ६० है ९०० स्के फुट
उसपर मैं इस तरह से बना सकता हूं क्या
हाल बेडरूम किचन बालरूम कितना खर्च आएंगा बताए
Bhut bdhiya
धन्यवाद प्रभु यीशु आपको आशीष दे आमीन ✝️✝️✝️ आमीन
😂dudu
Jai shree ram
Amen ❤️❤️
I like your idea. Bopal. Gujarat. I am to civil contractor. Ramesh vaghela
Pura bana ke dikhaye ...please video jarur banaye
Isko pura bnane me kitna kharcha aayga mistri???
Lagbhag
Sir meri ghar ki chat se awaaz aati hai kya problem hoti sakti
Eet ki jagah phadi se ya direct loha k piller se bana sakte hy kya
Bilkul bana sakte hain
50 gaj me bina pillar me gar banane me kitna kharcha hoga minimum
In Delhi near faridabad
2 lakh Kam se kam bina lenter
2 room
(1toilet- 3#4)
(1bathroom3#4)
(1kitchen6#4)
Or side se sidi bhi ho jayega chhat par chadne ka..
(Feer 4 lakh Tak pahochega. Lenter dal ke) lenter ke heesab se hi Bim or maal lagega. Lenter ka wajan bhi beem par aata hai Pilar na hoto esliye 4 lakh lenter wale main
Mai aapka video ko subscribe kar diya aapne bahut achcha bataya.aapka video mujhe bha gaya.ise mai kuch logon ko share bhi kar de raha hun
Thanks
15 inch ke uper 10 inch ka bim dalne wala hu or piler bhi dunga 2 floor ban jayega Ghar..?
Bhi, apka new subscriber ho! Agar foundation mai ento ki jaga 2.5 gehree 2.5 chorhi opar zameen level tak os ko 1-4-8 ke ratio ke mortar se bahr le os ke bahd plinth levek tak ento ki chonai kare tu kia ye theek aor mazbot foundation hoga?
Sir gaon m 2 room h neev 12 nich uper 9 inch village area h beam nhi h bus 2 flour bnana h mitti ki chinai h lenter dalne se koi problem nahi hogi n sir
Agar niche ka diwar 14" ka hai or linter kiye hain to uper cemented ka jodai kar ke dusra manjila bana sakte hain
@@Ashokhouseconstruction neev 12 uper 9 inch
बहूत अच्छा
mene bhi aise hi banwaya hi
Ok
Good work
Tai beam and linten charo taf lagaya h hamne, bina colum ka ghar banaye h 18 vy 16 ka
Bahut badhiya sir ji
Thanks
Flie setting kese kare ga
आपका वहत वहत शुक्रिया........
Rajasthan poora Bina pillar hai...400 saal ke makan bhi
नमस्कार सर जी जैसा कि आप दिखाय युटुब की माध्यम से हमने देखा सो अच्छा है लेकिन हम आप से एक सवाल पुछते है घर बनाने के लिए सबसे पहले क्या - चाहीये ,
Sabse pahle mitti khodne ke liye ojar chahiye
Or leber
Money
Paisa
Ghar banane waali
Veri nice
Thanks
pilint ke niche ager chota colam lga dene se aur mjbut hoga kali hit ka jodai hai niche usme hit ka jayda brosha mat rko ghar yek bar bnana hai10 bar nhi❤🙏
Sir kya ye building 2 storey ban sakti hai?? Iske strength aur uses ke bare me bhi bataye
Hamare yaha 90 hajar to thekedar le jata hai
Hello dear nice plinth beam nhi h kya chat dalene se pahale beam de sakte
Kitne sqare fit h
Ager nechy pelar etto ka hy sir to kya ham upar usky room nahi banva sakty hy kya sir ji uppar lenter ya serement ki teen hi rakh ly
Us uper or ek manjila bana sakte hain agar teen taraf v diwar hai to ok
Sir sirf laft aur right taraf hi devar hy dusry ki aur teshri side kuch duri par hy devar to kya kar sakty hy
में 8 फीट पर मकान की कुर्सी की ऊंचाई है तो उसमे कॉलम देना जरुरी है क्या
Pillar jarur de
Very good
Good 😊
Ismein Kitna kharcha hota hai donon kitchen latrin bathroom banane mein
Mai aisa gharkhand me Dekha tha
Bina collum la ghar 50 saal tik jayega kya?
Agar majbuti se banate hain to jarur tikegi sir
Two faloor bhi banasakate hai Bina pillar ke
Yes
सो साल पहले मिटी मैं बनाए गए घर आज अदिख्म खड़े हैं, ना तो सीमेंट हैं और नहीं कोपिंग है, पहले पाए की दीवार नीचे से ढ़ाई ft, दो,ft और डेढ़ ft, होती थी,
कभी कोई समस्या नहीं आएगी इस तरह
Baki ka video v banao vai
Ok
only plinth beam tek column de ker ghar bena sekta hai
Bana sakte hain lekin sirf 2 manjila Tak or faundatione badhiya se karenge to
Okay thanks for reply
Apne desh abhi bhi 70%ghar bina pilar wala hi hai Mera ghar 2 floors hai bina pilar ka
Ryt👍👍
😂
Mera 3 mazil hai bhai
Any problems @@Summi0202
@@Summi0202mera to kacca ghar hai
Bhai jabardast 👌👌👌🎉🎉🎉
Thank you
Nice video,
आप कहा से हो
Dhanbad
Apke video k liye dhanyabad . Mai ek 1400 sq.ft. Ghar banana chahta hu. Mera budget Kam hai. Ghar ground me hoga. Upar chat nahi chadar hoga. Kya main Bina RCC Pilar ke yeh Ghar bana sakta hu?
Bana sakte hain
mujhe to apka video bagal se achha lag raha hai 😂 like
😅😅
बहुत अच्छे
Bansi Lal mistri thoda kam mistri hun humko jankari chahie ki nahin ji ka pillar kaise khada karya Kiya jata hai uske bare mein humko video dijiye ab se bahut vinati hai
Kitna manjila bilding ban sakta hai Bina piller ke
Last do manjila
Muche ahus ki ful photo send karo
Sir mere ghar par 4fit Jamin khodai Kiya tha our 30 inch choura uske baad Balu deker inta bichya uske baa 20in choura 16mm ka 6 sariya dekar 1feet hight load bearing beam Diya tha uske baad chaad tak 15inch ka diwar banaya hun 1no inta se kya Mera maka par kitna manjil Ghar bana shakte hai
Do manjila Aram se banaye
@@Ashokhouseconstruction thnq sir
Ye ghar banne tak kitna kharcha aayega pura ????
Without tiles 3 Lakhs
Kolam ki jarurat hai
Nice
❤🎉
Good
Thanks
Isme kitna kharcha aaya itna banane mai bhaiya
Bina pillar ke Ghar banane me bad me koi dikkat to nhi aayega n
Foundation achha se kijiye aga apke aria me bhukamp nahi aata ho or Jamin daldal na ho to koi dikkat nahi hoga
मीटी भराइ गमेलेछे अब कोइ नही करता जीसीपी एक धंटा भी नही हचगा ससता पडेगा ओर जलदी भी होगा
अगर हम लोग बनाया तो बाक़ी 14 इंच हीं दिवाल खड़ा करना है कि 9 इंच में भी चलेगा (मेरा सवाल है)
Dpc Tak 14" ka deewar jode uske upar 9" ka jod sakte hain
Ok thank you 🙏🙏🙏
🏡🏡🏡🌟🌟🌟
Khub
गुड आईडिया 😂
,Good
Best ideya sir
Thanks
@ Ashok house construction sir, Foundation ke liya kabhi bhi do feet ya teen feet khodne ka salaha mat dena gaon me khet ki chikni mitti hoti hai isliya tab tak foundation khodna chahiye jab tak hard strata jise murum keheten hain lag Jaye nahin to Bina pillar ka Ghar do feet deewar bhi crack aa sakta hai.please Ghar malak ko kabhi misguide mat karna
1000 aac me price
बिना RCC के मकान की दिवारे डालोगे तो जगह की बरबादी होती हैं
Video started 1.47
14+35.ka.naksha.bana.kar
.do.je
Engineering to paida nai Hui tb se India me बनते हैं
क्या आप काम लेटे है
Yes
Acchi si video dalo video aani nahin chahie
काली मिट्टी में नहीं टिक पाएगा
Why
Pᴀᴛɪ ᴍɪsᴛʀɪ ᴋᴀ ɴᴀʜɪ ᴍᴀɴᴛᴇ
बिना पिलर के घर नहीं बनाना चाहिए
Why
👍🌺🌾🪔🇮🇳🏘
Bhut purana trika ha yeh
Bda video detail me de
Aapka video bakwas hai
Shaheb phon number mil sakta hai aap ka, hum ko bhi ,, thoda pareshani deni h aap ko🙏
Aapka number chahie bhaiya
Sir aap apna whatsapp number share kijiye, aapse kuch jankari chahiye
Good
Nice
Good
Good
Thank you
Good
Thank you