Prachand Batch: Can you Crack Neet 2025 in 5 Months from Zero? | How to Score 650+ in Neet 2025?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 дек 2024

Комментарии • 147

  • @AaryanShaikh
    @AaryanShaikh  День назад +11

    Any confusion comment below
    for Yakeen Batch Coupon- MAHTRA0001

    • @crik_addict16
      @crik_addict16 10 часов назад

      Sir how can I score 250 in neet 2025 in remaining 5 moths pls reply

    • @anjalidev
      @anjalidev 6 часов назад

      Aryan sir... I've 11 physics backlog ..nd i started 12 physics..no I'm not fresher I'm Dopper ... please suggest me how can i manage physics backlogs with class 12 physics from
      yakeen batch

  • @suchitajauhari2544
    @suchitajauhari2544 20 часов назад +13

    Plzzz make detail time table for prachand series.... From morning to night..

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      Bhai me kya karu me 11th me hu maine abhi tak kuch nahi padha plz batado aapke batane se kisi ki life save ho sakti he 😢😢😢

  • @PrinceSharma-h3d8d
    @PrinceSharma-h3d8d День назад +47

    Bhaiya mey yakeen 2.0 mey hu and 11 th backlog hai tho mey yakeen kay sath prachand ko kaise mange karu ek video bana do please ❤

    • @bhavikapaunikar3761
      @bhavikapaunikar3761 День назад +9

      Same situation aur ek to 12 th ki bhi padhai chalu ho gyii

    • @Riyapal....755
      @Riyapal....755 День назад +8

      Mera to Puri 11 backlog hai to mai kya karu?😢😢😢

    • @poonambizlan2665
      @poonambizlan2665 День назад +3

      ​@@Riyapal....755mr sir kara tho rhe h revision

    • @_army_538
      @_army_538 День назад +1

      same situation here

    • @sujatadasgupta1837
      @sujatadasgupta1837 День назад

      ​@@_army_538Same situation 😢

  • @Safeena206
    @Safeena206 День назад +11

    baya time table ka vedio banawo prachnd batch ke according

  • @KhushiSingh-cf6dq
    @KhushiSingh-cf6dq 5 часов назад +1

    Sunday ko bhi lecture hai 👍

  • @AkankshaWavhal-ln1ew
    @AkankshaWavhal-ln1ew 9 часов назад +1

    Please next video upload kijiye.....jaldi se....
    Prachand batch ke time table ka

  • @Nilesh_neet2025
    @Nilesh_neet2025 6 часов назад +2

    Bhai log believe me yeh last mauka h hamare sir ne itna kuch kiya prachand batch laake so please don't waste time 🗿🗿 yeh last try h and I'll do my 100%

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      Bhai me kya karu me 11th me hu maine abhi tak kuch nahi padha plz batado aapke batane se kisi ki life save ho sakti he 😢

  • @Nobiushorts2.0
    @Nobiushorts2.0 14 часов назад +1

    ❤❤ bhayia mera English me ,30 mark hs biology 59 chemistry 56 physics 44 me neet UG change hoga kia

  • @tahzeebkhan4986
    @tahzeebkhan4986 23 часа назад +2

    3:33 Bhaiya mera batch yakeen 1.0 hai mera bhi bhut backlog ho gya hai
    Or samjh nhi aa rha hai ki kaise manage kru yakeen batch or ye prachand batch 😢 pls aap bataye kuch 😢😢

    • @Harshsingh-mx9tt
      @Harshsingh-mx9tt 23 часа назад +2

      Bhai Mera bhi yhi haal

    • @tahzeebkhan4986
      @tahzeebkhan4986 14 часов назад

      @Harshsingh-mx9tt hnn bhai samjh nhi aa rha hai kya kru ,kiske notes banau

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад +1

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

    • @tahzeebkhan4986
      @tahzeebkhan4986 4 часа назад

      @Calmwaves345_78 thank you for suggestions yrr mujhe bhi aisa lag rha hai tha to main dono karungi yakeen batch ki live class lungi or ussi se backlog complete krungi or isse revision prachand batch se or issi se physical chemistry q ki usme batch me bhut jada backlog ho gya hai Jo ki mere complete to hone nhi vala hai isliye isse soch rhi hu krne ko physical chemistry or phyiscs ka revision q ki isme hamare batch ke bhi teacher isliye ab starting se unke padh rhe hai to unse hi samjh aata hai
      Kal Maine class ki thi thodi basic maths ki pr mere dimag kuch ja hi nhi rha tha jb ki sir to apni tarf se ache se hi padha rhe the but kya kru
      Mujhe tanuj Sir ka hi samjh aata hai bhen Pata nhi q

  • @KritiSharma-vf6lk
    @KritiSharma-vf6lk День назад +7

    Bhaiya Yakeen 6.0 se kar rahi thi ab confusion ho raha hai
    Prachand se karu ya Yakeen 6.0 se becoz Prachand me syllabus Feb tk complete ho jayega and 6.0 me Mid April tk
    Plz help !!!
    Plz 🙏🏼🙏🏼🙏🏼

    • @Aadi129
      @Aadi129 День назад

      Prachand se karo

    • @AaliyaSha_love
      @AaliyaSha_love День назад +2

      yahi mera bhi problem h plz bhaiya ispe thoda jldi reply kar dijiye kyuki zero se start nhi krna h har chapter me thoda jankari h bas quetion nhi ho pata concept clear h or formula bhi yaad nhi h toh koin sa sahi hoga plz bata dijiye bhaiya 🙏🙏🙏🙏

    • @manyatasharma526
      @manyatasharma526 День назад +1

      Prachande se padho..feb mai syllabus complete kar denge plus test bhi denge aur dpp bhi.. aur yakeen 6.0 se karoge toh april mai syllabus hoga

    • @srijabhattacharya9280
      @srijabhattacharya9280 День назад +2

      Don't even think about prachand bro ... If u have to complete the syllabus upto April do it that only .... U can do one thing if u can start preparing from yakeen 2.0 2024 for organic and inorganic then u will done completing your syllabus upto Feb end .... If u are totally new to and doesn't not have any idea about chapter don't follow prachand pachtaoge it is good just for revisions purpose only .... Bohot saare points miss bhi ho jata hain isme so it's not preferable

    • @manyatasharma526
      @manyatasharma526 День назад +3

      @srijabhattacharya9280 kuch bhi miss nahi hua hai..bahut basic se padhate hain

  • @salehanafis4
    @salehanafis4 День назад +14

    Kya prachand series ke notes banana important hai? Or please prachand series ka time table share kijiye please please please 😊😊

    • @Allaspirnts
      @Allaspirnts День назад +1

      Hello tips ke liye sampark kru

    • @muskan1666
      @muskan1666 23 часа назад

      Already tg pai daal diya hai

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      ​@@AllaspirntsBhai me kya karu me 11th me hu maine abhi tak kuch nahi padha plz batado aapke batane se kisi ki life save ho sakti he 😢 😢😢😢😢😢😢 mujhe se connect kr bhai

  • @SrishtiPathak-m3l
    @SrishtiPathak-m3l 8 часов назад

    Bhaiya, I am also an aspirant preparing from motion's enthuse batch and my prep is progressing smoothly💖

  • @AkankshaWavhal-ln1ew
    @AkankshaWavhal-ln1ew 9 часов назад +2

    Which is the best books for neet preparation........❓

    • @arshadaliansari2918
      @arshadaliansari2918 8 часов назад +2

      Ncert is the best book and previous question kariye hur roz 😊😊

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      ​@@arshadaliansari2918Bhai me kya karu me 11th me hu maine abhi tak kuch nahi padha plz batado aapke batane se kisi ki life save ho sakti he 😢😢😢😢😢😢😢

  • @atulgautam3873
    @atulgautam3873 3 часа назад

    Hindi medium ke liye kuchh bataye bhaiya 0 se start kaise kare ??
    😢

  • @siya1744
    @siya1744 День назад +4

    Yes sir please iss batch ke according schedule bta do

    • @AaryanShaikh
      @AaryanShaikh  22 часа назад +1

      Ok

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      ​@@AaryanShaikhBhai me kya karu me 11th me hu maine abhi tak kuch nahi padha plz batado aapke batane se kisi ki life save ho sakti he 😢😢

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      ​@@AaryanShaikhsir help me varna me sucide kr lunga

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      ​@@AaryanShaikhsir me sab karne ke liye tayyar hu abhi se issi wakt se but confused hu plan nhi hr😢

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      ​@@AaryanShaikhplzz😢

  • @Saniyasultana857
    @Saniyasultana857 11 часов назад

    Sir Ami yakeen 4 o mai class kar raha hu or prachand ko follow kar raha huu sir revise kaise karuu😢😢😢😢😢

  • @FoodBookTube
    @FoodBookTube День назад +1

    1st comment....❤❤❤

  • @Selfdipendent
    @Selfdipendent 13 часов назад

    Parchand ka notes bnana chahiye kiya?

  • @SSSartie
    @SSSartie 14 часов назад +2

    Sir pls reply yakeen 2.0 follow kar raha hu 11th ka 70% backlog hai aur mai kaya karu

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @priyanshipandey-zf7tf
    @priyanshipandey-zf7tf 8 часов назад

    Kya 12th class wale bhi iss series se padh skte h??

  • @aliyashamsi5637
    @aliyashamsi5637 8 часов назад

    Sir prachand ke liye schedule

  • @HemaParihar-v4e
    @HemaParihar-v4e День назад +1

    Bhiaya kya ye 12th fresher wle follow kr skte hai kyuki mera bhi kuch nhi hua hai😢😢

    • @AaryanShaikh
      @AaryanShaikh  22 часа назад +1

      Kr skte ho but basics achhe se clear hona chahiye

  • @jaanvilahre9313
    @jaanvilahre9313 23 часа назад

    main class 11th me hu arjuna neet purchase ki thi lekin backlog hai kya prachand batch mere liye sahi hoga?

  • @shubham-m1h
    @shubham-m1h 21 час назад

    Same strategy i follow from nov can i crack 😅

  • @ChhaviMishra-j4z
    @ChhaviMishra-j4z День назад +3

    Bhaiya prachand ka exact schedule bata dijiye please mai subah se pareshan hu kaise kru kab kru jaise aapne apne pehle video me btaya ki ek chapter ek din me khtm krne ki koshish nhi krna aur maine 11th ke chapters nhi kiye 😢please bhaiya itni help kr dijiye

  • @ChhaviMishra-j4z
    @ChhaviMishra-j4z 8 часов назад +1

    Bhaiya agar mai 12th ayudh sir se 3.0 se detail lectures se kr lu aur prachand ke one shot se 11th jisse mera 12th ka toh almost secure rhe toh kya ye sahi rhega

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 5 часов назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @Pranali_R_7
    @Pranali_R_7 23 часа назад +1

    Yakeen 2.0 ko abhi liya toh kaise cover kare plss tell

  • @Aadyasharma-i5u
    @Aadyasharma-i5u День назад

    Sir plzz class goingz student ke liye bhi video bana dijiye jo prachand batch kaise use kre

  • @pratikshinde232
    @pratikshinde232 6 часов назад

    Bhai aaj sa 0 sa start kar sakta hu kya help bhai 🙏🏻🙏🏻🙏🏻

    • @BruceWayne6-c4c
      @BruceWayne6-c4c 3 часа назад

      Bhai me kya karu me 11th me hu maine abhi tak kuch nahi padha plz batado aapke batane se kisi ki life save ho sakti he 😢

  • @Lovely_official_11
    @Lovely_official_11 День назад +2

    Bhaiya mai 12th hu mujhe Feb m borads hai h kya mai is batch ko join kr skti hu ya exam bad karlu please bhaiya btaye 😢

    • @Atifshorts484
      @Atifshorts484 День назад

      Drop lelo agar 11th pura backlog hai toh

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @MEDICOprakashparmar02
    @MEDICOprakashparmar02 12 часов назад

    Bhaiya mein Hindi medium se hun aur mera 11th pura weast hai kya main prachand series ko follow kar sakta hun

  • @AsadEjaz-g4z
    @AsadEjaz-g4z 10 часов назад

    Bhaiya please ek video jisko sirf qualify karna hai wo kaise padhe or kaha se padhe please sirf biology..

  • @AnniAnwesha
    @AnniAnwesha 7 часов назад

    Prachand batch youtube mein hei hai na free? Kounsa channel pe?

  • @babitadongare-wx9kl
    @babitadongare-wx9kl 9 часов назад

    Bhaiya kya sach mein syllabus ka koi update aya hai

  • @solitude293
    @solitude293 15 часов назад

    bahiyaa mera college rehta hai partial dropper hunn parr main sirf clg ke baad 9 hrs hi ho pata hunn kya karun kii mera bhi selection hojaye

  • @vipshadowprince
    @vipshadowprince 4 часа назад

    Plzz class 11th ke liye schedule bna do bhai plzz

  • @SumanBiswakarma
    @SumanBiswakarma 18 часов назад +1

    Is dpp enough there is only 30 questions in dpp . Just to score 550+

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @3dviewers438
    @3dviewers438 День назад +2

    Sir this now possible with start with 0

    • @Pranjali_T
      @Pranjali_T День назад +1

      Yeah it's possible start studying
      All the best

    • @srijabhattacharya9280
      @srijabhattacharya9280 День назад +1

      Don't follow prachand bro start studying with chapters from batch only prachand main bohot saare points miss ho jata hain

    • @AyushKumar-s6v3q
      @AyushKumar-s6v3q 23 часа назад

      @@srijabhattacharya9280 is it like that but if a study from batch will i able to complete my syllabus??

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 5 часов назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @SwanandNaikwade
    @SwanandNaikwade 23 часа назад

    We need schedule

  • @garimasaxena7706
    @garimasaxena7706 22 часа назад

    Sir mai already yakeen 2.0 se pdh rhi hu but revision nahi kar payi hi 11th ka pura revision rehta hai toh kya mai he batch revision ke lye use kr skti hu

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @Safeena206
    @Safeena206 День назад

    tysm

  • @AahilKhan-o4s
    @AahilKhan-o4s День назад

    Sir 11th physics ka 80 percent backlog hai
    Yakeen 6.0 Vs prachand konsa karu

    • @AaryanShaikh
      @AaryanShaikh  22 часа назад

      Yakeen 6.0

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @krinshirai
    @krinshirai 20 часов назад

    previse year PRACHAND BACH KHAHA MILEGA PLZZZZZZZZZZ HELP

  • @Achuuustudyhome
    @Achuuustudyhome 23 часа назад

    Suggestion for who studying for neet with Engineering ece

  • @RituRanee-x6x
    @RituRanee-x6x День назад +1

    Sir ye Hindi medium k liye nhi hai kya 😭

    • @rkumar5060
      @rkumar5060 День назад +1

      hindi medium ho fir bhi dekho yrr

    • @nikhilkushwaha3836
      @nikhilkushwaha3836 День назад +1

      Mai bhi 10th Tak hindi medium mein padha tha....phir english medium mein shift ho gaya....ab maza aa raha hai 😊

  • @atharvtomar4637
    @atharvtomar4637 12 часов назад

    Agar 1 din me 1 chapter kar skte hain to karen kya???

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @Agraniparty
    @Agraniparty 9 часов назад

    Bhaiya mujhe starting se krni hai plz reply kriye aap yakeen 2.0 se hoga to nahi kyu ki time chala jayega bhaiya pura lecture krne me . Plz help mai prachand se help ke skta hu kya 😭 .. mera isse kuch ho jyega kya ?

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

    • @Agraniparty
      @Agraniparty 4 часа назад +1

      @Calmwaves345_78 try krne ki baat ni hai bhai mere sath problem ye hai ki mere ko fever hua to sara 1 month me sb kuch pura fever jo laga na sb kuch bekar kr diya wo aur meko aisa sa lag rha hai ki starting se kro Aisa type ka feel aa rha hai mai soch hi rha tha ki karo mai yakeen se lekin yaar mocks lagane ka time ni milega last me aur mocks ni hoga to kuch ni hoga sb kuch garbar ho jyega na bhai . Aur yakeen se krte lekin sala syllabus aage bhaga Jaa rha hai uska pura.

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      @@Agraniparty Tum yakeen 6.0 ke batch se karo waha itna jayada Syllabus nhi hua.

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      @@Agraniparty Aur iss bar consistent rahna

    • @Agraniparty
      @Agraniparty 4 часа назад

      @Calmwaves345_78 didi / bhaiya abhi se ho jyega kya ! Plz ap btao n kisse kru

  • @ShravaniTotad
    @ShravaniTotad День назад

    I am fallowing yakeen 2.0 . Is it necessary to watch this batch if i not need revision

    • @grvbladez577
      @grvbladez577 День назад +2

      No follow yakeen 2.0 seriously and keep on revising syllabus done till now. Dont waste time on lectures, you have already watched lectures from 2.0. now it depends on the effort you put in. One thing I can tell you no one will get selected starting from zero from now

    • @AaryanShaikh
      @AaryanShaikh  22 часа назад

      No. Just follow your batch

    • @Calmwaves345_78
      @Calmwaves345_78 4 часа назад

      Mai last year isse confusion mai the prachand se karo ya yakeen 6.0 aur maine try kiya prachand se but nhi kar payi. Iss baar yakeen se hi kar rahe hu aur better situation mai hu. Ek chiz ko follow karo aur yaha waha mat bhago. Syllabus april mai hua toh kya hua beech beech mai yakeen ke part Syllabus mocks bhi hote hai aur revision saath saath karna hai. Aur ek baath detailed lectures mai questions ke bhot varieties rahte hai joh one shot mai khud alag se karne hote hai. Aur jab dpps prachand ke lectures se nhi honge so yaha waha bagoge dpp ke solution ko dundne as prachand batch mai dpp ke solutions provide nhi karte. Mai aesa nhi khai rahe ki prachand follow karna nhi chahiye but yeh unn bacho ko karna chahiye joh revision ke liye kar rahe ho aur jinka Syllabus complete hai. Aur ek chapter itne jyada bada lecture kabhi procrastination bhi hote hai toh i suggest ki app yakeen ko follow karo . Warna aap try kar ke dekho baad mai regret hoga.

  • @Smart_Edu.
    @Smart_Edu. День назад

    Pyq kitne years ka krna hoga

  • @Saru_1901
    @Saru_1901 День назад +3

    What about gujrati medium students?