how to fix powertrac tractor hydraulic slow work problem || ट्रैक्टर हाईड्रोलीक स्लो क्यों उठता है||

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 11 окт 2024

Комментарии • 28

  • @MituSingh-nv6jc
    @MituSingh-nv6jc 4 месяца назад +2

    पॉवरट्रैक 439 में कौन से नंबर हेल्प लगता है हाइड्रोलिक

  • @laiquekhan2880
    @laiquekhan2880 Год назад +4

    Salahuddin bhai Sonalika hydraulic ful vdo banao

  • @Kushwaha_Status_Dumka
    @Kushwaha_Status_Dumka 5 месяцев назад +1

    Sir center pin banta hai ya fir naya lagana padta hai

  • @RahimKhan-jd5ez
    @RahimKhan-jd5ez Год назад +3

    Very good 👍

  • @shivpatel6221
    @shivpatel6221 Год назад +2

    Sir escort 440 hai old model uska pto 1000 rpm hai to 540 karsakte hai gear change karke

    • @SalahuddinTractorMaster
      @SalahuddinTractorMaster  Год назад +1

      dual clutch system hai to gear change karke 540 ho jayega pto speed ok thanks u 👍🚜

  • @sagaralgat5727
    @sagaralgat5727 Год назад +1

    Sirji hydraulic me unloading valve ka kya kam hota hai

    • @SalahuddinTractorMaster
      @SalahuddinTractorMaster  Год назад

      unloading valve main spool ke anusar close and open hota hai aur hyd pump se aye huae oil ko sump me bhejana and chaque valve me bhejana esi ka kaam hota hai jis ke karan hyd liftting position and lowring position hota hai
      unloding valve ka kaam hyd distributor me ye hota hai ki
      hyd system ko neutal position banana
      hyd system ko liftting position banana
      and hyd hold position me bhi ye kaam karata hai
      unloding valve ke rear side me ek port C rahata
      jab oil hyd pump se ata hai to first pump sefty me hokar dumping valve se hote huae unloding valve me jata hai and main spool ke position ke anukul close and open hota hai aur hyd system up or dwon hota hai ager unloding valve close hoga to oil non retrun valve ko pressur dekar open karega aur oil cylender me chala jayega jis se hyd ki liftting hoga
      ager unloding valve open rahega to oil sump tank me jayega and hyd neutal position me rahega ye main spool ke anukul hi unloding valve open or close hota hai
      ok thanks u 👍👍🚜

  • @dilippanchal8084
    @dilippanchal8084 4 месяца назад +1

    Sir mera trecter lift jaldi gira deta he 439

  • @sanjaychaudhari4121
    @sanjaychaudhari4121 Год назад

    Massy 1035 me hyrolic oil filtar kaha ata hai kese chenj kare

    • @SalahuddinTractorMaster
      @SalahuddinTractorMaster  11 месяцев назад

      hyd fielter hyd lift housing cover dwon karke hyd pump me niche set rahata hai usko change karne ke liye apko pura hyd tapa ko kholana ho ga sir
      ok 👍 👍

  • @Kushwaha_Status_Dumka
    @Kushwaha_Status_Dumka 10 месяцев назад

    Sir hydraulic pump kya price hai showroom mein Hamare Yaha ₹7000 price hai Bhagalpur Bihar

    • @SalahuddinTractorMaster
      @SalahuddinTractorMaster  9 месяцев назад +1

      powertrac hyd pump kaei prise ka ata hai but single hyd pump me bhi hyd caplicity kitana vala pump hai pls batayen
      ok thanks u 👍👍

    • @Kushwaha_Status_Dumka
      @Kushwaha_Status_Dumka 9 месяцев назад

      @@SalahuddinTractorMaster Ye to pata nahi hai lekin gadi hai powertek 434 value Max 2012 model hai

  • @Kushwaha_Status_Dumka
    @Kushwaha_Status_Dumka 10 месяцев назад

    Sir Mera hydraulic pump mein problem hai hydraulic filter ko direct Karke chala rahe hain koi problem To Nahin Hoga Na hydraulic filter ko direct karne ke bad theek se kam kar raha hai new filter bhi Lagaye the Kam Nahin Kiya to direct kar Diye theek kam kar raha hai

    • @SalahuddinTractorMaster
      @SalahuddinTractorMaster  9 месяцев назад +1

      direct hyd fielter kar ke chalane ke nukasan
      1 hyd pump kharab hona
      2 hyd distributor kharab hona
      3 hyd ram cylinder me ghisawt hona
      kabhi bhi hyd fielter direct kar ke nahi chalana chahiye aapka gear oil kharab hai esiliye direct karane ke baad thik chal raha hai aur fielter lagane ke baad pura oil suction nahi ho pa raha hai distributor me oil mota ya garaha kharab hone ke karan to aap gear oil change karen Problem oil me hai to filter direct karane se aur hyd parts bhi kharab hoga
      ok thanks 👍👍

    • @Kushwaha_Status_Dumka
      @Kushwaha_Status_Dumka 9 месяцев назад

      @@SalahuddinTractorMaster sir oli bhi change kiye the 40 liter sarvo system oil 68 ka dale the mistri bola hydraulic pump change karne bola hydraulic pump khol ke check kiya tha distributor bhi change kiye the Kya Karen ab Kuchh samajh mein hi nahin aa raha hai ₹30000 Kharcha kar chuke hai

  • @Mp-ka-kishan66
    @Mp-ka-kishan66 Год назад +1

    पावरटेक में हाइड्रोलिक आइल कोन सा डलता है

    • @SalahuddinTractorMaster
      @SalahuddinTractorMaster  Год назад

      powertrac tractor me 2 qwality ka hyd oil use hota hai
      1. dry breck system tractor me genune gear oil surakacha escors ka
      2 OIB Breack Oil breack me UTTO kawach or surakacha ka transmission oil use karana hai
      ok thanks u so much 👍👌👌😂

  • @poltumondal3838
    @poltumondal3838 Год назад

    Apaka ghar kaya ji boleya ja

  • @Mohitmeena-q2d
    @Mohitmeena-q2d 2 месяца назад

    Kam uthta h toh uchi kese kare

    • @SalahuddinTractorMaster
      @SalahuddinTractorMaster  2 месяца назад

      Hyd down kar ke liver adjustment karana hoga main spool valve ka
      Ok thanks bro 👍

  • @VashishthaGoswami
    @VashishthaGoswami 4 месяца назад

    Apna nambar dijiye