"Bilkul, fuel efficiency ke maamle mein Honda City 1.3 (2010-2012) Corolla GLi se better hai, especially agar manual ho. Lekin agar comfort aur resale dekhi jaye toh Corolla bhi strong competitor hai. Dono gaariyon ki apni alag value hai, lekin fuel-wise City definitely behtar option hai!"
Bhai, 30 lakh se kam me 2015 ya 2016 GLi milna thoda mushkil hai, lekin agar high mileage wali ho toh chance hai. but inshaAllah koi achi gari nazar me i to zroor update kro ga
Internationally Suzuki behtarin product deti hai Kyunki vahan kanoon hai Pakistan mein Suzuki ? nakas material wali product launch karti hai Kyunki yahan check and balance nahin ?
Honda city 1.3 model 2010 to 2012
VS
Toyota Corolla gli 2010 to 2012 model
aap 2non mein se kaun si Pasand karte hain
Mujhe fuel wise city ai
"Bilkul, fuel efficiency ke maamle mein Honda City 1.3 (2010-2012) Corolla GLi se better hai, especially agar manual ho. Lekin agar comfort aur resale dekhi jaye toh Corolla bhi strong competitor hai. Dono gaariyon ki apni alag value hai, lekin fuel-wise City definitely behtar option hai!"
بھائی لیکن japaneese گاری کونسی ملے گی
لیکن انکے پارٹس کے بھی مسائل ہوتے ہیں اور مہنگے
By the way honest review 😂😂
Bhai jan mujy 30 lakh se less me 2015 ya 16 gli leni ha koi ha ap ki nazar me
Bhai, 30 lakh se kam me 2015 ya 2016 GLi milna thoda mushkil hai, lekin agar high mileage wali ho toh chance hai.
but inshaAllah koi achi gari nazar me i to zroor update kro ga
Yes this Car price wise very very costly .....
Internationally Suzuki behtarin product deti hai
Kyunki vahan kanoon hai
Pakistan mein Suzuki ? nakas material wali product launch karti hai
Kyunki yahan check and balance nahin ?
agreed
Chapri car