Mere bete ka ademessieon jo sakata hain school mein bete nein sanik school pulified Kiya hain lekin merit mein nahi AA paya kya ab apke school mein ademessieon ho sakata hain
Ager aap Delhi se ho to Delhi mein 3 school hai.... aur ismein hamari choice nahin Hoti hai Jahan hamara quarter hota hai usi ke kilometer ke hisab se hi bacchon Ko admission Diya jata hai.... thank you
My husband is defence civilian in chandimandir and my son is 2 nd army public school no fees difference on the basis of civilian or army ....FEES DIFFERENCE DEPENDS ON RANK LIKE ORS JCO OR OFFICERS..
@@alkasharma9881 🤣🤣🤣bhai pata nai kun sa aise aps school hai 😆 jo double fees le raha hum bhi batao complaint kre .mera matlab civilian means central.govt defense civilian employees. And in chandimandir cantt no other civilian students allowed only defense civilian employees child get admission..
@@honestybestpolicy5505 aj mai gorakhpur me spne beti ka admissin krwaya hun mera double fee lga rha he mere father army me they but mai nhi hun esliyeye to galthe
ma'am class 3 ki quarterly or admission fee kitna hoga . apke idea se
Rs. 7300/-quaterly fee. Total including admission fee Rs. 10500/-approximately for army. & for civilian total Rs. 18000/- admission fee + 1st qtr fee.
ma'am army or civilian ka same tuition fee or admission hai kya
Nhi @@rajugusain7552
Army school me to padayi bhahut achi hoti hai bhahut acha lga स्कूल sis achi jankari di aap me
Mere bete ka ademessieon jo sakata hain school mein bete nein sanik school pulified Kiya hain lekin merit mein nahi AA paya kya ab apke school mein ademessieon ho sakata hain
Han bilkul ho sakta hai aap ek baar school ke office me mil sakte hai.
nice shareing
Army Public School Dhaula kuan in youtube watch.
Bahut sunder school 🏫 bahut hi saaf suthra ground hai ,Armi public school hai to system to rahega hi
APS Dhaula kuan youtube see..
3 like bahut hi beautiful school hai aur army school discipline bahut sakte hain😊
Admission kab suru hoga 2024 info pl
bacchon ke exam ke baad April se...... radhe radhe 🙏
Paramilitary person ke bachhon ko kis category me fees dena hota hai ma'am, Like BSF, ITBP walon ke bachhon ko, wo bhi rank holder's hote hain,
ha categories wise fees h
NCO, JCOs, OFFICERS and CIVILIAN
NCO KA KAM & CIVILIAN KA JYADA HAI
Very nice school bahut achcha bolati Hain😊 mujhe bhi join kar lijiye
कर्नल साहब या बिरगेडियार साहब की सिफारिश चलती है किया, या आर्मी चीफ की।
Lk dn start watching the video dear
Nice sharing dear
APS Dhaula kuan in youtube see.
2nd class ke liye koun sa school acha rahega??
Ager aap Delhi se ho to Delhi mein 3 school hai.... aur ismein hamari choice nahin Hoti hai Jahan hamara quarter hota hai usi ke kilometer ke hisab se hi bacchon Ko admission Diya jata hai.... thank you
2like st🎉🎉
Nice shearing school ka dikhya admission Kab hota hai kase hota hai ye btaya nice
Book available kay mam 4 class kay ps
Koi galti nhi h dear bahut achha useful video h dear
Mam admission ke liye tc compose ry h ya baad main bhi de site h
Delhi cant me tha me
Wao army school bahut acha hai
Aap Army quarter m rhte ho?
Civilian ke bache ka admission hota hai kya mdm
Yes hota hai. Fee army and civilian ka difference hai. For civilian Almost double fee of army.
peramilatary walo ko preference milti hai kya?
Mam admisson february kab tak rahega
Class 9th ke liye
APS Dhaula Kuan Admission open Classes 1 To 12.
Nice information video sis nice vlog
Beautiful sharing dear bahut achhi tarah btaya aapne... pooja
APS Dhaula Kuan RUclips see..
Very good video 👍
APS Dhaula kuan in youtube watch the for subscription
Mam esme hostel hote hai ya nhi
Nhi
Wonderful sharing
Thanks for useful video 👏👌👌
Admission kb start hote hain clas61 ke
Nice video sisters prakriti
Nice sharing 🙏 me thai Delhi me
Nice sharing
मैडम जी आप इतनी फालतू क्यों बोल रही हो किया आप बिहार से हो😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Mam school ki fees kya hai
Mam ye 9th class ka addmission kb se hoga 2024 ka 🙏🙏🙏🙏🙏
Very good sharing 👍
Good sharing 👍
Mam Aapke husband Army m job krte h ?
Ma'am app sa baat ho sakte ha kya plz
Aapane bilkul sahi jankari di hai sister 👍
My husband is defence civilian in chandimandir and my son is 2 nd army public school no fees difference on the basis of civilian or army ....FEES DIFFERENCE DEPENDS ON RANK LIKE ORS JCO OR OFFICERS..
APS Dhaula kuan classes 1 t 12.
We Are civilian. Studying in APS. Fee difference almost double of civilian as per army personal OR.
@@alkasharma9881 🤣🤣🤣bhai pata nai kun sa aise aps school hai 😆 jo double fees le raha hum bhi batao complaint kre .mera matlab civilian means central.govt defense civilian employees. And in chandimandir cantt no other civilian students allowed only defense civilian employees child get admission..
@@honestybestpolicy5505 aj mai gorakhpur me spne beti ka admissin krwaya hun mera double fee lga rha he mere father army me they but mai nhi hun esliyeye to galthe
Nice information video 👍
APS Dhaula kuan in youtube watch.
Hostel facility hain
Hostel facility nahi hai
I miss you Aps
Sari Ram kahani bata di lekin fees ni bataya.....
😂😂
Kya koi amadmi a
😂😂😂😂
st
Mam ye 9th class ka addmission kb se hoga 2024 ka 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
nice shareing
st
APS Dhaula kuan classes 1 to 12... Admission open..
Mam ye 9th class ka addmission kb se hoga 2024 ka 🙏🙏🙏🙏🙏
sorry..abhi to admission open nahi hai bacchon ke exam ke baad February start ho jate hai.....